bahut bahut dhanyavaad yeh video banane ke liye is video ke baad maine apni scooty ka Rectifier check kiya uski wire connector me se nikli huyi thi jiski wajah se battery charge nahi ho rahi thi par ab kar rahi hai Thanks 🙏🙏🙏
Mere pas mahindra duro hey 2013 model, uska engine seize ho gaya he kya mein usee phir se engine karvau. Kitne kharcha lagega. 7/8 months ho ga he hein.
Indicator ka konsa sound? Jo flasher ka hota ya buzzer install kiya hai? Ek baar battery and rr unit multimetre check karna..pata lag jaega kya issue hai
Hello sir, thank you for informative video. Ek doubt tha..mere activa (2005 model) ka RR 13.8 V output de raha hai... activa ko race dete waqt (aur mere battery 12 V ki hai jo fully charged hai). Kya RR output 14V se jyada hona chaiye agar RR theek se chal raha hai toh??
Charging voltage kitni aani chahiye Rectifier se out put charging voltage kitni nikalti hai any other option for checking charging voltage and Rectifier is 100% OK plz explain properly some doubt in mind aap ki bahut meharbani ho gi
Thank u sir ji video keliye , mechanic ullu bana raha tha ki new battery lagegi , dusre ko dhikaya to ye rectifier to thik tha kuch coil/fuse type ka fault tha but meri battery stock hai june 17 ki vaise koi issue nahi hai isme abhi bhi new ki tarah ek self main start hojati hain to isko replace karu ya chalne du ??
Sir agar battery charge ho rahi hai to chalne dijiye..or agar coil ka issue hai to ek baar check kara lijiye ho sakta hai dust ho usme to clean karke bhi kaam ho jaega
completely down battery, scooty ko chalane se charge ho jayega kya? agar ha, to kitne kms chalane pe ? .......plz help on this mai 5 dino se kick krke chala rha hu, abhi tk charge nhi hua hai....
Agar battery sahi hai to ho sakti hai par agar kharab hogi to nahi hogi....ek baar mechenic se charge kara lena agar uske baad bhi down ho to battery ya rectifier check kara lena
Discover 2006 model Mai fitting ho sakta he kya 4 pin wali system he usme bhai re unit amp kitna aata hai engine se ek bar cheak kar ke reply de na bhai mujeh meri discover Mai idle Mai 2.40 amp ata hai or full throttle Mai 5.50 amp ata hai phir bhai battery down ho jati hai
Sir mere pas Activa h usko hm km chlate h mhine m 15 din bs to uski betry low ho jati h ,mne uski 8 btry bdlvali mistri k khne se per khdi ki betry kyu low hoti h meri bike 2 mhine b khdi krdu tbi b start hojati h self sir kya problem ho skti h Activa me
अगर चार्जिंग में रेक्टीफायर 15 या उससे ज्यादा करन्ट दिखा रहा है और बॅटरी उडा रहा है तो क्या रिझन हो सकता है वायरिंग खराब, बॅटरी खराब या रेक्टीफायर. प्लीज बताइये
Sir mere pas honda pleasure hai , vo 8-10km chlne k baad heavy sound aake bnd ho jata hai ,jaise chlti shaft p koi cheej rub kr rhi ho ' tak tak krke sound' ane k baad bnd ho jati hai . Fir usi time start kre to start ni hoti, aproximately 1-2ghante k baad fir se start kre to start hoti hai . Aap bta skte hai aisa kya kaarn ho skta hai ???
Do fault ho sakte hai? 1) apka gear oil check karwaiye. Agar wo kahi se leakage ho raha hoga to kat kat krke aawaz ayegi chalate samay. 2) gaadi ka engine oil ka level check kare.. Agar wo bar bar kam ho raha hai. To iska matlab wo petrol me mix ho raha hai. Engine oil me petrol mix na ho.. Uske liye ek rubber dibbi lagi hoti hai wo fat gayi hogi.. Is karan bhi starting problm aati hai
Bhai mera rr unit bhi thik h shi voltages aa rhe hai wiring bhi ok hai battery bhi new lga di rr unit bhi change krke lga diya pr meri battery tb bhi down ho rhi hai bhai plzz kuch help kro preshan ho gya hun
Sir , mere passion plus old model bike me battery per 7v current aa raha h n battery me 12v current h to kya rectifier kharab h ya nahi .kyuki head light kafi kam h
Sir meri activa 3g model hai uski battery charge nahi ho rahi 1 bar self marne ke baad hi down ho jati hai chahe jitni bhi door tak chla lo phir bhi ek baar self marne ke baad agar dobara self marta hu to bettery down ho jati hai please aap btao kya proble ho sakti hai or kaise check karu or kaise theek karu.
Sir meri Yamaha facino scooty h new battery lagai h baar baar down ho ja rhi h battery down hone karan kick se v Start nhi hoti h kya problem ho sakta h sir pls help kare bataiye
BHAI PLEASE HELP KAZIYA , MERE SHOP MAIN AKK NTORQ BS6 AE HA NEW BATTERY INSTALL KARNE KA BAD 4 DIN MAIN BATTERY LOW HO JATA HAI , 3 BAR NEW BATTERY INSTALL LAGAIYA SAME 2 DIN BADD BATTERY LOW HOO JATA HAI KIYA PROBLEM HAI KASA CHECK KARU AKK VIDEO BANAIYA PLEASE... 😣😣😣
Sir problem to simple hai battery charge nahi ho rahi..charging system check kijiye, baaki bs6 ki tarah intigrated ecu h ya alag se rectifier laga hai?
Sir namaskar, sir Honda Activa 5g ka rectifier ko meltimeter se kaise check kare iske bare mein bataye, Dhanyawad, Zakir Hussain, amber, jaipur, Rajasthan
@@autotales oh ok...iska matlab mechanic bevkoof bana raha hai...chalo thanks for confirming brother...isko charge kaha se karwa sakte hai? Mechanic toh mana kar raha hai charge karne ke liye
@@autotales sir mene abhi rectifier change nahi kiya hai kal usko check kiya tha or raat ko me thodi chalakar aaya to usne mera horn or upper and deeper bulb(headlight) 💡 dono kharabh kar diya lekin self lagne laga hai iska mtlb battery 🔋 to sahi hai rectifier over voltage dera hoga sayad tabhi usne short kar diya baki saman ko or ab overvoltage ko check kese kare ghar par without multimeter please help sir 🥺
@@autotalesmeri gadi me iske pahle 3 battery change ho chuki hai ye new battery ko 10 months hue hai or 2din pahle battery ko charge karbaya tha or fir ye battery down ho gya tha fir aapka kal ye video dekha tha baki mene upper comments me bataya hai please help auto tals sir🙄
Sir ho sakta hai rectifier jyada voltage de raha hoga lekin voltage ko sirf multimetre pe hi check kiya ja sakta hai..agar aap jo rectifier use kar rahe hein wo faulty hai to usko pehle multimetre se voltage check kijiye or agar jyada hai to usko replace kar lijiye nahi to wo aapki battery ko bhi damage kar sakta hai
Sir mene apni Activa125 Battery thodi down ho gayi thi to 2-3 months tak chala di. Fir me new battery leker aaya to New battery lagane ko 2 din baad hi battery down ho gayi aur Activa chalte-chalte band ho ja rahi. battery wale ke pass gaya wo bola Activa me charger kharab hoga tabhi battery 2din baad down ho gayi.aur kaha agar battery charge ke baad dubara aise hi chalate rahe to ye wali new battery bhi jaldi kharab ho jayegi but aage aisi koi pareshani na ho uske liye mujhe kya karna padega sir please batayein!
Hero mestro scooty 1 ya 2 km chalti hai to battery puri charge nahi hote aur self kam nahi karta aur jab 30 km chalate hai to battery charge hote hai aur salf kam karta hai kya problem hai
Meri activa ki battery 5-6 mahine purani hai 6-7 km chalane ke baad self se start hoti hai aur 3-4 hr ke baad battery discharge ho jati hai Battery charge bhi karwali wo raat bhar me discharge ho jati hai Koi extra accessories nhi lagi hai
Battery se late start ka mtlb ni hota sir..koi or issue hoga..check karna padega par aap ek baad spark plug check kijiye...late starting ya to fuel ni milta ya spark ya air..baaki bina check kiye exact cheej btana muskil hai
Bhai meri activa 4g ko maine 7 din tak start nhi kiya tha aur jab start karne ka try kiya to self nhi laga aur exide showroom me battery charge karne ke baad properly work kiya 2 din tak aur phir battery down ho gayi Honda me bhi charge karwaya h aur phir 5 6 din baad battery down h aur ignition on hone pe gadi ka horn weak h aur self start karne pe horn indicator sab properly work kar rha h . 4 saal purani gadi hai to kya seedhe rectifier hi change kara lu kyuki mere area me genuine parts ki shop 50 km door h . Meri gadi ka rectifier ek baar bhi change nhi hua h from the date of purchase.
Sir battery ko kitna time ho gaya? Ya stock battery hai gaadi ke saath ki? Rectifier aise khrab nahi hote..ho sakta hai battery old ho gai ho...aap battery check karao pehle
@@autotales stock battery ek saal phle kharab ho gaya tha . Nov 2020 me new battery lagwaya tha . Aur exide ke showroom me jab charging ke liye diya tha to showroom wale ne bola tha ki battery ok h agar gadi me self kaam nhi kar rha to charger check kara lijiye . Honda me maine self start problem ke baare me gadi di to usne full charge kiya aur charger nhi check kiya hoga because sunday ko gadi zyada aati h . 2 baar charge karaya aur dono baar battery down ho ja rhi h jaldi jaldi . Battery ki 48 months ki warranty bhi h .
Sir tab to aap rectifier check kijiye, strong chances hein ki wo faulty ho or usko replace kijiye kyuki gaadi me voltage regulate karna and battery charge dono hi kaam rectifier ka hota hai
bhai mujse galti ho gyi mei bhul gya tha puri night key on rha jab subha scooty start krne ki kosis kiya nhi huva means battery puri low ho gyi 6.20 v 😢😢😢 to avi meine charge krke lgaya h but thori jayda 13.03 ho gaya h koi problem to nhi hoga na reply please....😌😌😌😢😢😢😥
Sir agar sirf charge kiya hai to utna hi voltage aaegi jitna stock me aati thi to koi issue nahi hai...14 volt se bhi jyada aati hai cars me to...koi issue ni sir your system is okay
Sir namaste sir bhai m bhot pareshan hogaya hu apni dio scooter se kuki ussme battery charge kaam hota ha or bhai ussme mene multimer se rr units check kiya ha ussme shai dika raha ha or coil se bhi current arha ha or hai mene wire check kiya vo bhi shai ha or battery bhi new dali ha or bhai fuse uda tha fie mene new fuse dala ha but fuse box heat ho raha ha esa ki ho raha bhai please bato bhot pareshan hogaya hu bhai
Sir aap ek kaam kijiye apni battery kisi dusri activa me laga ke dekhiye agar battery theek chalti to ek baar wire ki connectivity or rectifier change karke dekhiye..
Sir mera Activa 125cc hai..mistri ko diya to bola ki battery charge karne wala charger badalwana padega or usne 1850/- rs liye charger ke liye ...? Kya koi charger lgta h isme ?ya bewakoof banaya mistri ne
Sir aap ek baar check karna usne genuine rectifier lagaya hai kya? Or genuine ke rates apne waha pata karna...waise rectifier hi use hota wahi battery charge or voltage regulate karta hai
Bhai mera bhi same aise hi scooty start nahi ho rahi thi mane battery change karli lekin wo bhi 7,8 dinke baad band ho gayi abhi start hi nahi ho rhi scooty plzzz help
Sir,please🙏 reply me, I have a activa 5g which is not taking self start also horn sound is low,if I start it through kick then the sound and light will come
Haan sir..rectifier ka kaam battery charge karna or voltage ko regulate karna hota hai..kai baar rectifier over current provide karata hai jisse bulb kharab ho jate hein
@@rajthombare6559 Bro mne bhi service karwayi thi tabhi bulb baar baar fuse ho raha tha .. mechanic ne bola ki rr unit chali gayi wo lagwa lo fir koi dikkat nahi hogi ... mne rr unit new lagwa li and now bulb sahi kaam kar raha hai koi problem nahi Haan ek baat or Multimeter se check zaroor karwana new lagwane se pehle Ye mujhe dhyaan nahi raha And new wale ka bhi voltmeter se reading dekhna
bahut bahut dhanyavaad yeh video banane ke liye is video ke baad maine apni scooty ka Rectifier check kiya uski wire connector me se nikli huyi thi jiski wajah se battery charge nahi ho rahi thi par ab kar rahi hai
Thanks 🙏🙏🙏
Dhanywaad sir...keep supporting
Fast charging ke liye splendor plus bike me super splendor ka RR unit use kar sakte hai kya???
Very nice and informative. Thank you
Thank you sir
sir honda activa 2009 model ka rectifier hero maestro (old model 2014) mai laga skte hai kya ?
Sir mere Activa 4g ki self kbhi kabhi problem krti h start hone me kya problem ho skti h pls bataye
Sir switch clean kijiye ek baar
आप कभी बोलते हो बॅटरी चेंज करो कभी बोलते हो rectifire चेंज करो अब बोल रहे हो switch clean करो कुछ तो एक उपाय बताइये
RR unit ka charo output line aur voltage ko proper batana kya jaruri nahi hai?
Hero maestro m hero k alawa kon sa brand ke rectifier lga sakta h
Aftermarket mil jate like varroc
Jis no ke reguler gadi se khole h us me dusre no ke reguler lga skte h jwab jaldi dijiga
Nahi sir
Mere pas mahindra duro hey 2013 model, uska engine seize ho gaya he kya mein usee phir se engine karvau. Kitne kharcha lagega. 7/8 months ho ga he hein.
Sir agar aapko usko aage rakhna hai to engine karwaiye...and kharcha sir alag alag jagah alag hota
Sir
Usko rakh to le par 7/8 thousand kharch ne ke badd wo chalegi ya nahi as it mahindra duro
Problem solve thank you❤
Welcome 😊
Indicator ka sound band ho gya hai or self v kvi kvi nhi leita.. Kya battery v problem h
Hai or 4ah incarese karke 5ah install kar skte hai kya..
Indicator ka konsa sound? Jo flasher ka hota ya buzzer install kiya hai? Ek baar battery and rr unit multimetre check karna..pata lag jaega kya issue hai
@@autotales vo normal buzzer jo already phaile se hota h vo or self v kaam nhi krta kvi kvi ..
Battery down sir...ek baar battery and rectifier dono check karao
@@autotales ok but mujey to battery pr dot h 4 years ho gya h.
Ek baat or kya 4ah ki jhagha 5ah lga skte hai kya..
Nahi jo stock hai wahi lagao..change kar lena battery
Multimeter se check kare to output kitni chahiye ye to bataiye ?? Old Activa k liye
13 volt
Hello sir, thank you for informative video. Ek doubt tha..mere activa (2005 model) ka RR 13.8 V output de raha hai... activa ko race dete waqt (aur mere battery 12 V ki hai jo fully charged hai). Kya RR output 14V se jyada hona chaiye agar RR theek se chal raha hai toh??
Charging voltage kitni aani chahiye Rectifier se out put charging voltage kitni nikalti hai any other option for checking charging voltage and Rectifier is 100% OK plz explain properly some doubt in mind aap ki bahut meharbani ho gi
Generally battery charging volatge is always grater then battery volatge ….so it depend on activa engine rpm....inshort it should be more then 12 volt
14.3 volt
७86
Same issue will try to rectify it with your soln
Thanks sir keep it up and make more videos
Thank you sir..keep supporting
Charger ke sath socket bhi jal gaya hai
Kya dusre model scooty socket lag sakta hai(maestro old model) mai 😭😭😭please sir reply
Sir same model ka socket use kariye tbhi to existing recrifier lagega
Thanks bhaiya ji kaam ho gya❤️❤️
Bro honda activa het 2015 model layi kehda Rectifier Charger
Lagu
Nice and informative video sir
Thank you sir..keep supporting😊
bhai konsi wire kaha lagegi wo batatna
Sir mere Activa 5g he uska battery charger khrab ho gya kitna pesa lagega usko badalvane ke liye
Sir depend karta aap genuine lete ya aftermarket
@@autotales ok thanks sir ji
@@autotales best konsa he
Apki activa konsa model hai konse year ka
Sir 2012
Thank u sir ji video keliye , mechanic ullu bana raha tha ki new battery lagegi , dusre ko dhikaya to ye rectifier to thik tha kuch coil/fuse type ka fault tha but meri battery stock hai june 17 ki vaise koi issue nahi hai isme abhi bhi new ki tarah ek self main start hojati hain to isko replace karu ya chalne du ??
Sir agar battery charge ho rahi hai to chalne dijiye..or agar coil ka issue hai to ek baar check kara lijiye ho sakta hai dust ho usme to clean karke bhi kaam ho jaega
Sir rektifire dusre kun si scooter ka milta he plz😢
Activa me activa ka hi..dusre ka kyu lagana?
completely down battery, scooty ko chalane se charge ho jayega kya? agar ha, to kitne kms chalane pe ?
.......plz help on this
mai 5 dino se kick krke chala rha hu, abhi tk charge nhi hua hai....
Agar battery sahi hai to ho sakti hai par agar kharab hogi to nahi hogi....ek baar mechenic se charge kara lena agar uske baad bhi down ho to battery ya rectifier check kara lena
@@autotales thank you very much, mai check kara leta hu tb....
Sir ji tvs wego ka 4 pin wala rr unit ka diagram bnake mujhe bhej skte ho kya????
Discover 2006 model Mai fitting ho sakta he kya 4 pin wali system he usme bhai re unit amp kitna aata hai engine se ek bar cheak kar ke reply de na bhai mujeh meri discover Mai idle Mai 2.40 amp ata hai or full throttle Mai 5.50 amp ata hai phir bhai battery down ho jati hai
Sir apka rectifier kharab hai wo replace kijiye
mera honda aviator abhi new battery replace kiya hai...fir bhi battery charge nahi hota hai... rectifier kharab hua hai shayd...lekin hamare yaha rectifier 550 Rs ka bata rahe hai....iska price kya hota hai?
genuine costly hai..aftermarket itna costly nahi h...kisi or shop se le lijiye online price compare karke
@@autotales 4-5 shop me same hi bata rahe hai 550 price...waise average price kitna hai? aur online le sakte hai kya?
average price aftermarket ki under 200 for old model..haan online check kijiye mil jata hai
Nice video sir 🙏🙏👍😊
Thank you sir..keep supporting
mera bike br br battery down hojarha hai.. Maine 2 bar battery change kiya fir v same prblm to meko kya regulator ya armature coil check krwana hoga?
Sir current leakage check kijiye or regulator properly charge kar raha ya nahi pehle ye check karna
@@autotales okk.. bttry chrge hora hai ya nhi check kiya., kbhi kbhi dikharha hai proper 14.6 kbhi kbhi 13.5 se aage bdh nai rha
Itne me charge ho jani chahiye..aap current leakage check kijiye
Sir mere pas Activa h usko hm km chlate h mhine m 15 din bs to uski betry low ho jati h ,mne uski 8 btry bdlvali mistri k khne se per khdi ki betry kyu low hoti h meri bike 2 mhine b khdi krdu tbi b start hojati h self sir kya problem ho skti h Activa me
Sir agar battery nai hai to ek baar current leakage check kar lijiye..ho sakta hai usi wajah se battery drain ho rahi hai
@@autotales sir current aarha h cheka kiya tha mistri ne
Sir current aana nahi..current leakage matlab aapki scooty me koi aisa electric fault ho sakta hai jo battery kha raha hoga wo check kariye
@@autotales thanks reply k liye
Welcome sir..keep supporting
अगर चार्जिंग में रेक्टीफायर 15 या उससे ज्यादा करन्ट दिखा रहा है और बॅटरी उडा रहा है तो क्या रिझन हो सकता है वायरिंग खराब, बॅटरी खराब या रेक्टीफायर. प्लीज बताइये
Kharab rectifier..change kar dena
@@autotales Thank you very much
Keep supporting🙏
Sir mere pas honda pleasure hai , vo 8-10km chlne k baad heavy sound aake bnd ho jata hai ,jaise chlti shaft p koi cheej rub kr rhi ho ' tak tak krke sound' ane k baad bnd ho jati hai .
Fir usi time start kre to start ni hoti, aproximately 1-2ghante k baad fir se start kre to start hoti hai .
Aap bta skte hai aisa kya kaarn ho skta hai ???
Do fault ho sakte hai?
1) apka gear oil check karwaiye. Agar wo kahi se leakage ho raha hoga to kat kat krke aawaz ayegi chalate samay.
2) gaadi ka engine oil ka level check kare.. Agar wo bar bar kam ho raha hai. To iska matlab wo petrol me mix ho raha hai. Engine oil me petrol mix na ho.. Uske liye ek rubber dibbi lagi hoti hai wo fat gayi hogi.. Is karan bhi starting problm aati hai
Sir to be honest bina physical inspection ke kehna sahi ni hoga
sir meri wiring me coupler nahi hai to mujhe rectifier ki 1 2 3 4 konsi kosi wire lagegi vo bata do sir
Sir bina coupler aap rectifier me wire attach kaise karoge?
Bhai mera rr unit bhi thik h shi voltages aa rhe hai wiring bhi ok hai battery bhi new lga di rr unit bhi change krke lga diya pr meri battery tb bhi down ho rhi hai bhai plzz kuch help kro preshan ho gya hun
CDI check karke dekhi
Bro mai scooty mai key on rakh kr bhul gya tha ab scooty start nhii ho rahii kyaa kru abb new battry rakhvani parhe ge ??
No sir..kick se start karo or chalao..battery charge ho jaegi jab scooty chalegi to
Okh bro
Sir , mere passion plus old model bike me battery per 7v current aa raha h n battery me 12v current h to kya rectifier kharab h ya nahi .kyuki head light kafi kam h
7 volt battery show kar rahi hai to battery charge kijiye or agar battery charge nahi ho rahi to rectifier ka issue ho sakta hai
Sir ji mere Activa ke bulb baar baar jate hain RR ka problem ho sakta hai kya
Ji sir..current jyada aara
Starting me koi problem nahi hai par chalte chale सफेद light padati hai our point jate hai to kya karna padega
Sir meri activa 3g model hai uski battery charge nahi ho rahi 1 bar self marne ke baad hi down ho jati hai chahe jitni bhi door tak chla lo phir bhi ek baar self marne ke baad agar dobara self marta hu to bettery down ho jati hai please aap btao kya proble ho sakti hai or kaise check karu or kaise theek karu.
Sir agar battery jyada old hai to ho sakta hai usko replace karna or agar battery new hai to rectifier check kijiye
@@autotales battery to jyada old nahi hai 1.5 year huya hai abhi battery ko
To sir ek baar wiring and rectifier check kijiye
Sir battery charge na hona aur battery ke pass ka fuse bar bar jalna iska karna kya hoga?
Wiring ka issue...koi wire short ho rahi hai ya overload and battery charging ke liye rectifire check karna
Sir Activa 3 G ka reactifire mil Sakta ha kya
Mil jata hai sir
क्या cost रहेगी इसकी
Sir depend karta genuine use kar re ya after market
Dear regulate price kitna heee...
Sir ye to under 200
Sir meri Yamaha facino scooty h new battery lagai h baar baar down ho ja rhi h battery down hone karan kick se v Start nhi hoti h kya problem ho sakta h sir pls help kare bataiye
Sir battery down hone pe kick se start hone me koi problem nahi hoti..aap rectifier and current check kijiye
Par mere charger sai body Earth Kiya vaha par sparking ho Rahi thi ..mene local battery dalwayi thi par charge nahi ho Rahi ...kya problem h
Multimetre se volt check krna
Honda dio 2016 model new battery charge nhi utha rha h auriska price kya hai
चेक कैसे करे मल्टिमीटर से rectifire को?
Acch
bhai wires batana kaha pe konsi lagegi p
Sir coupler to coupler..no wire change
BHAI PLEASE HELP KAZIYA , MERE SHOP MAIN AKK NTORQ BS6 AE HA NEW BATTERY INSTALL KARNE KA BAD 4 DIN MAIN BATTERY LOW HO JATA HAI , 3 BAR NEW BATTERY INSTALL LAGAIYA SAME 2 DIN BADD BATTERY LOW HOO JATA HAI KIYA PROBLEM HAI KASA CHECK KARU AKK VIDEO BANAIYA PLEASE... 😣😣😣
Sir problem to simple hai battery charge nahi ho rahi..charging system check kijiye, baaki bs6 ki tarah intigrated ecu h ya alag se rectifier laga hai?
Rectifier kitne ka aata hai new 200 under
Sir under 200..price may vary
@@autotales sir thanks for this
Keep supporting sir
Sir namaskar, sir Honda Activa 5g ka rectifier ko meltimeter se kaise check kare iske bare mein bataye, Dhanyawad, Zakir Hussain, amber, jaipur, Rajasthan
Namaskaar sir...ji kbhi mauka mila to ispe jarur kaam karunga
Battery ko kitne time mein replace karaana padta hai? Mechanic bol raha hai 2 saal mein change hoti hai... charge nahi hogi...pls advise
2 saal se jyada to aajkl company wanrenty deti h...normaly battery 3,4 saal chal jati hein sir
@@autotales oh ok...iska matlab mechanic bevkoof bana raha hai...chalo thanks for confirming brother...isko charge kaha se karwa sakte hai? Mechanic toh mana kar raha hai charge karne ke liye
Dusre mechenic se karwa lo..waise uske andar battery water level check kar lena
@@autotales ok...thank you brother!😊
Scooty kuch dher parking karke rakne ke baat self start nahi hota kuch ajeeb se awaaz aane lagti hai kiya problem hoga sir?
Battery down sir
Bhai agar New regulater lagane per current miss kare tho Kya kare
Scooty bezzdoo
Sir mene same aapke jesa kiya hai white wire se sparking ho rahi hai to kya mera rectifier kharabh hai🙄
Sir agar current poora aa raha hai or battery bhi new h fir bhi charge nahi ho rahi to haan aap rectifier change kar sakte hein
@@autotales sir mene abhi rectifier change nahi kiya hai kal usko check kiya tha or raat ko me thodi chalakar aaya to usne mera horn or upper and deeper bulb(headlight) 💡 dono kharabh kar diya lekin self lagne laga hai iska mtlb battery 🔋 to sahi hai rectifier over voltage dera hoga sayad tabhi usne short kar diya baki saman ko or ab overvoltage ko check kese kare ghar par without multimeter please help sir 🥺
@@autotalesmeri gadi me iske pahle 3 battery change ho chuki hai ye new battery ko 10 months hue hai or 2din pahle battery ko charge karbaya tha or fir ye battery down ho gya tha fir aapka kal ye video dekha tha baki mene upper comments me bataya hai please help auto tals sir🙄
Sir ho sakta hai rectifier jyada voltage de raha hoga lekin voltage ko sirf multimetre pe hi check kiya ja sakta hai..agar aap jo rectifier use kar rahe hein wo faulty hai to usko pehle multimetre se voltage check kijiye or agar jyada hai to usko replace kar lijiye nahi to wo aapki battery ko bhi damage kar sakta hai
Sir voltage kitni aa rahi hai ye sirf multimetre pe hi check ho sakta hai..bina multimetre ke sirf current aa raha hai ya nahi wo check kar sakte
Sir mene apni Activa125 Battery thodi down ho gayi thi to 2-3 months tak chala di. Fir me new battery leker aaya to New battery lagane ko 2 din baad hi battery down ho gayi aur Activa chalte-chalte band ho ja rahi. battery wale ke pass gaya wo bola Activa me charger kharab hoga tabhi battery 2din baad down ho gayi.aur kaha agar battery charge ke baad dubara aise hi chalate rahe to ye wali new battery bhi jaldi kharab ho jayegi but aage aisi koi pareshani na ho uske liye mujhe kya karna padega sir please batayein!
Go to authorise service centre,Agar Gadi band hone k bad start bhi nhi hoti...to CDI kharab ho skti hai.
@@devesh.mishra Ok! thankyou sir
@@runkumar6729 Bhai, Service centre par le jao...bolo thoroughly check krein.
Sir RR unit change kara lijiye...wahi battery charge karti hai
Hero mestro scooty 1 ya 2 km chalti hai to battery puri charge nahi hote aur self kam nahi karta aur jab 30 km chalate hai to battery charge hote hai aur salf kam karta hai kya problem hai
Same problem meri scooty me hai
Bro batery full low gaya then how i check the recifitier??
Multimeter se
AAP yesehi video bhejo sar
Bhai activa 3g me kaha pe sye ga
Matlab?
AC current, कहाँ से आता है ?
Maget Or coil se acha current aati he.
Kya rectifier and cdi same hain ?
No sir
New scooty ki Battery ki warranty kitni hoti hai bhaiyya ji ?
Sir battery warranty battery company provide karati, usually 1or2 year
Meri activa ki battery 5-6 mahine purani hai 6-7 km chalane ke baad self se start hoti hai aur 3-4 hr ke baad battery discharge ho jati hai
Battery charge bhi karwali wo raat bhar me discharge ho jati hai
Koi extra accessories nhi lagi hai
Agar aapki battery charge ho rahi hai jab scooty chala rahe ho to it means apka rectifier sahi hai...battery warrenty me hai replace kijiye sir
Sir meri activa scooty ko agar 4-5 hour ke liye rakh de to vo ek dum start ni hoti... Time lagta h usko... Battery new h..
Battery se late start ka mtlb ni hota sir..koi or issue hoga..check karna padega par aap ek baad spark plug check kijiye...late starting ya to fuel ni milta ya spark ya air..baaki bina check kiye exact cheej btana muskil hai
My vespa also having problem after changing my battery also what is the problem
Sir did u replace the new battery of same amp? Please do check it once
Bhai meri activa 4g ko maine 7 din tak start nhi kiya tha aur jab start karne ka try kiya to self nhi laga aur exide showroom me battery charge karne ke baad properly work kiya 2 din tak aur phir battery down ho gayi Honda me bhi charge karwaya h aur phir 5 6 din baad battery down h aur ignition on hone pe gadi ka horn weak h aur self start karne pe horn indicator sab properly work kar rha h . 4 saal purani gadi hai to kya seedhe rectifier hi change kara lu kyuki mere area me genuine parts ki shop 50 km door h . Meri gadi ka rectifier ek baar bhi change nhi hua h from the date of purchase.
Sir battery ko kitna time ho gaya? Ya stock battery hai gaadi ke saath ki? Rectifier aise khrab nahi hote..ho sakta hai battery old ho gai ho...aap battery check karao pehle
@@autotales stock battery ek saal phle kharab ho gaya tha . Nov 2020 me new battery lagwaya tha . Aur exide ke showroom me jab charging ke liye diya tha to showroom wale ne bola tha ki battery ok h agar gadi me self kaam nhi kar rha to charger check kara lijiye . Honda me maine self start problem ke baare me gadi di to usne full charge kiya aur charger nhi check kiya hoga because sunday ko gadi zyada aati h . 2 baar charge karaya aur dono baar battery down ho ja rhi h jaldi jaldi . Battery ki 48 months ki warranty bhi h .
Sir tab to aap rectifier check kijiye, strong chances hein ki wo faulty ho or usko replace kijiye kyuki gaadi me voltage regulate karna and battery charge dono hi kaam rectifier ka hota hai
Sir ye charger kis range tk ayega please btaye🙏🏼
Ma'am Under 200 RS.
@@autotales ok thanks sir
Sir old Activa ka mechanic ne STAR k naam se bataya hai koi 350₹ ka , sahi hai kya wo ??
बहुत बहुत धन्यवाद
Welcome sir..keep supporting
REGULATOR RECTIFIER SCOOTY pep plus me kaha aata hain uska video banao plz..
bhai mujse galti ho gyi mei bhul gya tha puri night key on rha jab subha scooty start krne ki kosis kiya nhi huva means battery puri low ho gyi 6.20 v 😢😢😢 to avi meine charge krke lgaya h but thori jayda 13.03 ho gaya h koi problem to nhi hoga na reply please....😌😌😌😢😢😢😥
Sir agar sirf charge kiya hai to utna hi voltage aaegi jitna stock me aati thi to koi issue nahi hai...14 volt se bhi jyada aati hai cars me to...koi issue ni sir your system is okay
@@autotales thanks u 🤗🤗
Welcome sir
Bro charge khud kii battry??
@@rajveermaan7999 ha bro..
Rectifier problem hone SE light power bi Nahi JAL Raha bhai
*#maire scooty ki headlight baar baar kharb ho rahi ha PLZZ bro kya problem hogi
Rectifier check kijiye..ho sakta hai voltage jyada hone ki wajah se bulb khrab ho ja rahe ho
@@autotales voltage kam nahi kar sakte kya sir rr ki kuch karke ya new lena padega ??
And new lene par voltage kitni honi chahiye ?
Price kya hai iska
rectifier ki yellow green white red colour wire kya kya kaam hai unka
Sir namaste sir bhai m bhot pareshan hogaya hu apni dio scooter se kuki ussme battery charge kaam hota ha or bhai ussme mene multimer se rr units check kiya ha ussme shai dika raha ha or coil se bhi current arha ha or hai mene wire check kiya vo bhi shai ha or battery bhi new dali ha or bhai fuse uda tha fie mene new fuse dala ha but fuse box heat ho raha ha esa ki ho raha bhai please bato bhot pareshan hogaya hu bhai
Wiring ka load h sir..koi extra accesory lagai h kya?
new bettry hai or baar baar dis ho rhi Hai ti kya kre
Agar charge ho rahi hai or fir discharge ho rahi to matlab current leakage ho sakta hai
Brother meri activa 5g 3 battery change kar di charge nahi ho rahi down ho jati hai
Charger thik hai wire thik hai kisi ko ni smj aa ra any idea
Sir aap ek kaam kijiye apni battery kisi dusri activa me laga ke dekhiye agar battery theek chalti to ek baar wire ki connectivity or rectifier change karke dekhiye..
What is Price of new rectifier
Sir apprx 200..after market
HONDA ETERNO KA RECTIFIRE MULTI MITER SE KAISE CHECK KARE OR USKA ENG SIDE KA WIRING MULTI MITER SE KAISE CHECK KARE PLEASE
Ji
Battery full charge h but Activa self se start nhi ho rhi ki se hoti h
Self kaam kar raha hai?
@@autotales nhi
mene ye method already ki hai but battery charge nahi hoai. Battery bhi change ki
Current check kiya?
@@autotaleskiyaa normal hai
Rectifier change karke dekhiye
Thanks bhai
Welcome
Bhai meri scooty ka hamesha battery down hojata h battery new lagaya h
Pls solution do
Sir rectifier check kijiye or agar aapne koi after market accessory lagai hai to uski wajah se to ni ho raha ye check kijiye
Ok rectifier check krta hu .
Nhi koi after market cheej nhi lagaya h.
Rectifier kitne ka aata h maestro edge ka .
Mere side sab bol rahe han 1200 ka aata hai kya sach mai itna mehga aata h?
Sir oem lenge to costly ho sakta hai..mene company ka nahi lagaya 200 rs ke under aa gaya tha and achha kaam kar raha hai
Ok thanks
Thanx for information
Welcome sir
meri scooty me self khar khar voice start nahi ho raha tha but battery change Kiya to ab ok hai 4year ho gaya tha battery ko change karna chahiye
Sir 4 year me battery change karna is okay..
Bhai chabi on karke front break lagane par charger se kat kat ki awaz aati hai woh kyu
Sir front brake se charger ka kya connection?
Sir mera Activa 125cc hai..mistri ko diya to bola ki battery charge karne wala charger badalwana padega or usne 1850/- rs liye charger ke liye ...? Kya koi charger lgta h isme ?ya bewakoof banaya mistri ne
Bs 6? Scooty hai sir ya old
@@autotales old
Sir aap ek baar check karna usne genuine rectifier lagaya hai kya? Or genuine ke rates apne waha pata karna...waise rectifier hi use hota wahi battery charge or voltage regulate karta hai
thanks a lot
Welcome sir
Thanks
Thank you
Dear sir price kitna heee
4300
Bhai mera bhi same aise hi scooty start nahi ho rahi thi mane battery change karli lekin wo bhi 7,8 dinke baad band ho gayi abhi start hi nahi ho rhi scooty plzzz help
Sir check kijiye current supply agar wo proper hai to rectifier change kijiye
Bhai multimeter se batate to exact voltage maloom chalta
Sir but har kisi pe multimeter nahi hota na isliye bina multimeter bataya
@@autotales bhai 150/- rs ka to aata hai multimeter. Har automobile shop walo ko rakhna hi chahiye.
Sir mere pass to hai...par ye video unke liye banaya tha jinke pass nahi hota..for DIY
Sir,please🙏 reply me,
I have a activa 5g which is not taking self start also horn sound is low,if I start it through kick then the sound and light will come
Sir please check your battery if its faulty then change it if your battery is okay then check rectifier..
Sir meri bike ka rectifier kharab hua tha lekin headlight bulb, indicator bulb , tail light sbb work krr rha tha aisa hota h Kya ?
Haan sir..rectifier ka kaam battery charge karna or voltage ko regulate karna hota hai..kai baar rectifier over current provide karata hai jisse bulb kharab ho jate hein
Sir ji mere Activa ka bulp baar baar kharab ho jate hai maine RR 3 baar change kiya phir bulp kharab Ho jate hai starting me koi problem nahi hai
@@autotales to sir fir ise change karana hota hai ya rr theek karwaya ja sakta hai ??
@@rajthombare6559 Bro mne bhi service karwayi thi tabhi bulb baar baar fuse ho raha tha .. mechanic ne bola ki rr unit chali gayi wo lagwa lo fir koi dikkat nahi hogi ... mne rr unit new lagwa li and now bulb sahi kaam kar raha hai koi problem nahi
Haan ek baat or
Multimeter se check zaroor karwana new lagwane se pehle
Ye mujhe dhyaan nahi raha
And new wale ka bhi voltmeter se reading dekhna
Duet schooty Reqtyfire ka price
4300
Too confusing, scooty start hi nahi ho rahi par aap rr unit ko start kar check kar rahe ho.😇😇😇😇
Ofcourse scooty start ho rahi hai tabhi to rr unit ka current check kiya
@@autotales but at the start u said its not starting
Not starting by self starter bcz of low battery...there is kick also
Bhai sem problem hai kal new battery lagwaye hai
To bhi sahi nahi huwa hai
New battery lagane se pehle rectifier check kar lijiye sir ho sakta hai wo kharab ho
Rectifire kitne ka aata hai?
Under 200
@@autotales thnx brother.
Aapne toh battery bhi change Kara di hai
Haan..uske baad hi to pata chala issue battery ka nahi tha
@@autotales😂 uske liye toh multimeter hota hai
What is the price of active this RR unit
Sir i bought it under 200.. price may vary
@@autotales is that original Honda ? For me here telling 600
Sir i bought aftermarket and its working good
Bro how much for rectfire rs
Sir under 200 rs. Only
@@autotales thanks sir 👍🖤
Welcome sir..keep supporting