Urdu Zabaan ka aisa lahja bahot kam hi logon ko mayassar raha. Or aaj is shaandaar shakhsiyat ko kho diya humlog ne. Khuda aapki Maghferat kare. Iltemaas e Dua.
This is a wonderful, wonderful address by Dilip Sahib on this dulcet medium of communication, which I am saddened to speak out : Urdu is still yateem (orphan) in our land. I do not know how many times I have turned to it just to savor its sweetness and Dilip Sahib's diction. But alas!if I could comprehend the meanings of difficult words! Consider it please a distress call from some one who loves the language. Thanks Sukhwinder
Please post some more videos of Dilip saab from this same mushaira. What a man!!!!!! Great actor, speaker, thinker, humanist and above all what a command over Urdu langage. Bravo Dilip saab!!!!!!!! Mohammad Salim Shaikh, Toronto, Canada
Naddi ka morre Chasma-e-sheereen ka zer-o-bum Chaadar shab-e-nujoom ki Shabnam ka rakht-e-num Moti ki aab gul ki mahek maah-e-nau ka khum Insub ke imtizaaj sey paida hui hai tu Aur kitney haseen ufakk sey hawaida hui hai tu Lahja maleeh hai ke namak khaar hoon tera Aur seyhat zubaan mein hai key beemaar hoon tera Azaad-e-shair hoon key geraftaar hoon tera Hoshiyar is liyay hoon key teray karam sey shair-o-sukhan ka imam hoon Aur shaahon pey khand-a-zun hoon key tera ghulaam hoon
ندی کا موڑ چشمہءِ شیریں کا زیر و بم۔۔ چادر شبِ نجوم کی شبنم کا رختِ نم۔۔ موتی کی آب گل کی مہک ماہِ نو کا خم۔۔۔ ان سب کے امتزاج سے پیدا ہوی ہے تو۔۔۔ کتنے حسیں افق سے ہویدا ہوئی ہے تو ۔۔۔۔۔ لہجہ ملیح ہے کہ نمکخوار ہوں ترا ۔۔۔ صحت زبان میں ہے کہ بیمار ہوں ترا۔۔۔ آزاد شعر ہوں کہ گرفتار ہوں ترا۔۔۔۔ تیرے کرم سے شعر و سخن کا امام ہوں۔۔ شاہوں پہ خندہ زن ہوں کہ تیرا غلام ہوں
ندّی کا موڑ ، چشمۂ شیریں کا زیرو بَم چادر شبِ نُجوم کی ، شبنم کا رَختِ نَم موتی کی آب ، گل کی مَہک ، ماہِ نَو کا خَم ان سب کے امتزاج سے پیدا ھُوئی ھے تو کتنے حسیں اُفق سے ھَویدا ھُوئی ھے تُو لہجہ مَلیح ھے ، کہ نَمک خَوار ھُوں تیرا صحت زبان میں ھے ، کہ بیمار ھُوں تیرا تیرے کرم سے ، شعر و سخن کا اِمام ھُوں شاھوں پہ خندہ زَن ھُوں ، کہ تیرا غلام ھُوں "جوش ملیح آبادی"
Dilip kumar sahab ...Josh sahab ka kalaam padhte hwe kya kahne kya itmtizaj hai ye ......................Josh malihaabdi urdu me iqbal ke bad sabse bade shayar they ..
Key words meanings Naddi , river Ufakk , horizon maahe nau, new moon malih , graceful geraftar, captive Aur shaahon pey khand-a-zun hoon , sponsored by royalty
Zamir sahab , Aapne ye bat ye zahir karti hai ke bahut hi mutasib admi hai . agar Josh shayar nahi the to poorey Pakistan me koi Shayer nahi hai . na Iqbal shayer the na hi faiz . ( apke nuqte-nazar ) . ye dilip kumar ki clip hi Josh ki azmat ka naghma suna rahi hai . Duniya ka sbse azeem Actor Josh malihabadi ka kitna bada fan hai . Josh malihabadi Urdu adab ka Aftab hain. Feroz khan Suroor .
Janab adab arz hai , Apne Dilip kumar ko Josh sahab ki nazm parte huwe suna. agar Josh malihabdi ke sher Amitabh bachchan ki zabani sunna chahte hain to Josh malihabadi amitabh enter kijiye. Firoz khan Suroor malihabadi
baraye baraadar-e afghani-e man :D Urdu ham az dari shireentar ast. jo ye kahe ke rekhtaa (urdu) kyun ke ho rashk-e farsi guftaa-e ghalib aik baar parh ke usey sunaa ke yoon oo ke baguyad rekhta cheraa baayad rashk-e farsi baashad guftaa-e ghalib yek baar bah oo az bar bakhaan he who says why should farsi be envious of Urdu? Read aloud the poetry of Ghalib to him just once!
Urdu Zabaan ka aisa lahja bahot kam hi logon ko mayassar raha.
Or aaj is shaandaar shakhsiyat ko kho diya humlog ne.
Khuda aapki Maghferat kare. Iltemaas e Dua.
This is a wonderful, wonderful address by Dilip Sahib on this dulcet medium of communication, which I am saddened to speak out : Urdu is still yateem (orphan) in our land.
I do not know how many times I have turned to it just to savor its sweetness and Dilip Sahib's diction.
But alas!if I could comprehend the meanings of difficult words!
Consider it please a distress call from some one who loves the language.
Thanks
Sukhwinder
Urdu is everyone's language. What difference does it make that someone made a slight mistake. Isn't it beautiful that he likes our language?
Please post some more videos of Dilip saab from this same mushaira. What a man!!!!!! Great actor, speaker, thinker, humanist and above all what a command over Urdu langage. Bravo Dilip saab!!!!!!!!
Mohammad Salim Shaikh, Toronto, Canada
Naddi ka morre
Chasma-e-sheereen ka zer-o-bum
Chaadar shab-e-nujoom ki
Shabnam ka rakht-e-num
Moti ki aab gul ki mahek maah-e-nau ka khum
Insub ke imtizaaj sey paida hui hai tu
Aur kitney haseen ufakk sey hawaida hui hai tu
Lahja maleeh hai ke namak khaar hoon tera
Aur seyhat zubaan mein hai key beemaar hoon tera
Azaad-e-shair hoon key geraftaar hoon tera
Hoshiyar is liyay hoon key teray karam sey shair-o-sukhan ka imam hoon
Aur shaahon pey khand-a-zun hoon key tera ghulaam hoon
Yusuf Khan Dilip Kumar..... I'm speechless
urdu juban ki ashiq kai hai lakin,
is bande ne iska haq ada kar diya.
subhan Allah
"Josh" my great grandfather was great indeed
mahakavi sb or sahiba,aap ko jo koi bhi hain ALLAH AAP KO SALAMT RAKHEY
Josh Malihabadi urdu shayri ke sabse bade shayar the .
ندی کا موڑ چشمہءِ شیریں کا زیر و بم۔۔
چادر شبِ نجوم کی شبنم کا رختِ نم۔۔
موتی کی آب گل کی مہک ماہِ نو کا خم۔۔۔
ان سب کے امتزاج سے پیدا ہوی ہے تو۔۔۔
کتنے حسیں افق سے ہویدا ہوئی ہے تو ۔۔۔۔۔
لہجہ ملیح ہے کہ نمکخوار ہوں ترا ۔۔۔ صحت زبان میں ہے کہ بیمار ہوں ترا۔۔۔
آزاد شعر ہوں کہ گرفتار ہوں ترا۔۔۔۔ تیرے کرم سے شعر و سخن کا امام ہوں۔۔
شاہوں پہ خندہ زن ہوں کہ تیرا غلام ہوں
पहले बॉलीवुड में लोग साहित्य से परिचित थे। अब नहीं
آرہی ہے صداۓ ہاتفِ غیب,
جوش ہمتاۓ حافظِ شیراز .
جوش ملیح آبادی
Bohot khoob.
ندّی کا موڑ ، چشمۂ شیریں کا زیرو بَم
چادر شبِ نُجوم کی ، شبنم کا رَختِ نَم
موتی کی آب ، گل کی مَہک ، ماہِ نَو کا خَم
ان سب کے امتزاج سے پیدا ھُوئی ھے تو
کتنے حسیں اُفق سے ھَویدا ھُوئی ھے تُو
لہجہ مَلیح ھے ، کہ نَمک خَوار ھُوں تیرا
صحت زبان میں ھے ، کہ بیمار ھُوں تیرا
تیرے کرم سے ، شعر و سخن کا اِمام ھُوں
شاھوں پہ خندہ زَن ھُوں ، کہ تیرا غلام ھُوں
"جوش ملیح آبادی"
Dilip kumar sahab ...Josh sahab ka kalaam padhte hwe kya kahne kya itmtizaj hai ye ......................Josh malihaabdi urdu me iqbal ke bad sabse bade shayar they ..
Bohot khoob
Key words meanings
Naddi , river
Ufakk , horizon
maahe nau, new moon
malih , graceful
geraftar, captive
Aur shaahon pey khand-a-zun hoon , sponsored by royalty
Muhammad Shaukat thank you so much. And all this time I thought Malih meant sweet.
Kya vaqt aa gaya ub Hindustaniyon ko Urdu bhi sikhani padti hai, hay RAAM
Maleeh ka mani namkeen hota hy
@@jafarzaidi2850
Maleeh means both 'khubsurat' and 'slightly namkeen'
Salam
Nic!e poetry collections.
Great man
Great voice
wah Allah apko sehat dy.aamin
Zamir sahab ,
Aapne ye bat ye zahir karti hai ke bahut hi mutasib admi hai . agar Josh shayar nahi the to poorey Pakistan me koi Shayer nahi hai . na Iqbal shayer the na hi faiz . ( apke nuqte-nazar ) . ye dilip kumar ki clip hi Josh ki azmat ka naghma suna rahi hai . Duniya ka sbse azeem Actor Josh malihabadi ka kitna bada fan hai . Josh malihabadi Urdu adab ka Aftab hain.
Feroz khan Suroor .
وااہ وااہ
جوش ملیح آبادی کو شاعر انقلاب کہا جاتا ہے ۔۔۔یادوں کی بارات، شعلہ اور شبنم جوش ملیح آبادی کی تصانیف ہیں ۔۔۔۔۔۔کیا یہ معلومات درست ہیں
Awesome!!!
Purity & beauty at its very best...
Shows what a cultured man Dilip Sahob is.
wah...
gr8 josh gr8 dilip
thanks..its apiece of knowledge
Janab adab arz hai ,
Apne Dilip kumar ko Josh sahab ki nazm parte huwe suna. agar Josh malihabdi ke sher Amitabh bachchan ki zabani sunna chahte hain to Josh malihabadi amitabh enter kijiye.
Firoz khan Suroor malihabadi
Beutifull
After 16 year 😅 late ho gayi
Urdu hie jis ka naam hum jantey hain, Dagh
Sarey jahaN mai dhoom hamari ZABAAN ki hie
- Navab Miza Khan "Dagh"
please excuse the errors in dari. corrections are welcome!
translate it,too
shaayari mein sirf lafjo alfaj hi nahi kafee,kucch khoone jigar bhi chaahiye asar ke liye
eye are made of water !!
Jab naazim beech beech bole to bahut ghussa ata h ye bhi naazim ki bimari h
baraye baraadar-e afghani-e man :D Urdu ham az dari shireentar ast.
jo ye kahe ke rekhtaa (urdu) kyun ke ho rashk-e farsi
guftaa-e ghalib aik baar parh ke usey sunaa ke yoon
oo ke baguyad rekhta cheraa baayad rashk-e farsi baashad
guftaa-e ghalib yek baar bah oo az bar bakhaan
he who says why should farsi be envious of Urdu?
Read aloud the poetry of Ghalib to him just once!
Before writing less than mediocre shair about Urdu, learn to pronounce the word correctly: it is ZABAAN not JUBAN.