میں نے ہزاروں شعرا کو سنا ،بچپن سے سنتا چلا آرہاہوں لیکن ان سب میں عادل لکھنوی صاحب کی ایک انفرادیت دیکھی کہ ان کی نظم چاہے کتنی بھی طویل ہوتی وہ بغیر کاغذ ہاتھ میں لئے محض اپنے حافظے سے برجستہ پڑھتے تھے ۔ نیز عادل صاحب نے ہی اپنا گیت “ اکیلے ہیں چلے آؤ جہاں ہو “ شمیم جے پوری صاحب کو پانچ سو روپئے میں بیچا تھا جو بعد میں شمیم جے پوری کے نام سے نشر ہوا تھا جبکہ اس کے شاعر عادل لکھنوی ہیں ۔
Quraane Kareem farmata hai, Shayro ki pairwai to bhatke hue deen se gumraah log karte hain, Majeed quraan farmata hai, Kya tum dekhte nahi , jo wo kahte hain wo karte nahi ,, Aur mukhtalif wadiyo me bhatakte firte hain ,, Har wo shayri jisme hikmat na ho, logo lo bedaar karne ka unhe deen ki taraf tawazzo dilaane ka, gaflat se bedaar karne ka nazariya na, ho, Wo fawat nasle insaani k liye zaher h , jahannum ka aag h ,
Main bhi Lakhnau ka Hon mere chacha Syed Kifayat Ali Lakhnau k shair they. MUSAWAR E GHAM Allama Rashid ul Hairy hamaray Ghar tashreef late thay. Mera Adbi gharanay say taluq hay. Aap ki nazar main badzouq Hon.
Ab tahzibi Wale Kahan ab ti sirf hansi khushkarna haiqawwali main bhi wahi haal hai aam admi ko or kahin se khoshi bhi na milta sirf banawti hansi waqt ki baat hai
Jawani se zyada waqt e peeri josh josh maarta hai. Bhadakta hai chirag jab ahle subah khamos hota hai. Or mai kahta hu. Zindagi bhar chalata raha teer kaman se. Seedha hua teer jab kamaan tedhi hue.😂😂😂😂
FROM LAHORE PAKISTAN ❤
Kamal ke bazurg aur bahut hi kamal ki inki shayeri
اس بدقماش اور اوباش سماج کا آپریشن کر رہے ہیں۔۔کمال ہے۔۔۔شاندار
Bademiyan Gaza shayr hain Subhan Allah
Zbrdast Hy Jana Aâdil laqhnavi aap jaisy azeem shuara ki badooat reekhta zinda rahegi Pakistan SE Naik tammanaon k sath
Aadil sahab aap ka jawab nhi,
خوب جناب شاعر شکرگڑھ صفدرحسین پپوبادشاہ
واہ کیا بات ہے
Very nice
Wah wah kya khub chacha jan wah
Shahid sultan azmi
Azamgarh up India 🇮🇳
ماشاءاللہ
Superb
Very nice & enjoyful all India Mushaira. (Fan from Pakistan)
عادل صاحب کمال کر دیا اپ نے 🎉😂😅❤❤❤❤❤
Gio baba Kya bat hay
دوحہ قطر میں بہت اچھے مشاعرے منعقد ہوتے ہیں ۔۔
Mast andaaz w kalam❤❤❤
Tofaan e batamizi ho gai mehfil main 😂😅❤
Wha wha wha ❤❤❤❤
Behtareen shayri
🎉
Allah pak hidayat de.
abe gulam ye shiya hai jahhanami hai allah kaise hidayat dega ?
Zabardast shayri😂
Right sir allah paq hidayat ata kare aameen
@@mohammedkasim8175 sumameen
Ware nais buteful ❤❤❤❤❤❤❤❤❤
Adil sahab must sheir padhai who
BHU khub.asal men shiari
میں نے ہزاروں شعرا کو سنا ،بچپن سے سنتا چلا آرہاہوں لیکن ان سب میں عادل لکھنوی صاحب کی ایک انفرادیت دیکھی کہ ان کی نظم چاہے کتنی بھی طویل ہوتی وہ بغیر کاغذ ہاتھ میں لئے محض اپنے حافظے سے برجستہ پڑھتے تھے ۔
نیز عادل صاحب نے ہی اپنا گیت “ اکیلے ہیں چلے آؤ جہاں ہو “ شمیم جے پوری صاحب کو پانچ سو روپئے میں بیچا تھا جو بعد میں شمیم جے پوری کے نام سے نشر ہوا تھا جبکہ اس کے شاعر عادل لکھنوی ہیں ۔
Quraane Kareem farmata hai,
Shayro ki pairwai to bhatke hue deen se gumraah log karte hain,
Majeed quraan farmata hai,
Kya tum dekhte nahi , jo wo kahte hain wo karte nahi ,,
Aur mukhtalif wadiyo me bhatakte firte hain ,,
Har wo shayri jisme hikmat na ho, logo lo bedaar karne ka unhe deen ki taraf tawazzo dilaane ka, gaflat se bedaar karne ka nazariya na, ho,
Wo fawat nasle insaani k liye zaher h , jahannum ka aag h ,
Right
Right sir
تو آپ یہاں کیا لینے آۓ ہو؟
harkatoon ko dekh Kar afsoos huta hay, yeh Umar nasihat karnay ki hay na k jazbat bharkanay ki
Bhai tum mushaira na suna karo, khwah mukhwah bad guman hotey ho. Yeh janab mazahiya shayer hain, bad zauq logon ko samajh nahin aayega.
Main bhi Lakhnau ka Hon mere chacha Syed Kifayat Ali Lakhnau k shair they. MUSAWAR E GHAM Allama Rashid ul Hairy hamaray Ghar tashreef late thay. Mera Adbi gharanay say taluq hay. Aap ki nazar main badzouq Hon.
@@syedshahidali2806 apna apna zauq hota hai ji
😂😂❤❤
😂😂😂😂😮❤
Great Sir
I wants to START Unani medical institute at QATAR MAY supporting by you? For specialy Cencer for Cencer treatment NOW
Assalam alikum wa rahmatullahi wa barkathu aap cancer ka ilaj unani dawa saay karna chatay haain
Main ais a helper kuch kar sakta hun
I want not "wants"
You should hv come to pkaistan for seeking islamic teachings
Ab tahzibi Wale Kahan ab ti sirf hansi khushkarna haiqawwali main bhi wahi haal hai aam admi ko or kahin se khoshi bhi na milta sirf banawti hansi waqt ki baat hai
Be.Hyai ki had Ho gai
Adab ki mahfil mein
اس عمر میں اچھی چوری بات صحیح نہیں
PagalKhana... Fazol tareen kam r beyan...
Sirf BISMILLAH kehna he acha laga.
Badchalan BeHyai.ki.had.Hohyi
😂
نا معقول شاعری ہے
اس بزرگی میں بالکل مناسب نہیں
قبر دور نہیں یہ حرکتیں بند کردیں
AP ki Dua se wo mar chuky hin ab khosh
بھائی یہ مزاحیہ شاعری ہے۔ اس قسم کی شاعری میں عمر کی حدود نہیں ہوتی ہے۔
Phli bar shayari sun rhe ho kya
@@SaniyaKhan-jc4fm यह उन लोगों में शामिल हैं जो गुड़ खाते हैं लेकिन गुलगुले से परहेज़ करते हैं।
Cencer treatment withe sea food
Mast ekdum mast yaar shair log ke kya hi kehne....🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣🤣
Jawani se zyada waqt e peeri josh josh maarta hai.
Bhadakta hai chirag jab ahle subah khamos hota hai.
Or mai kahta hu.
Zindagi bhar chalata raha teer kaman se.
Seedha hua teer jab kamaan tedhi hue.😂😂😂😂
واہ کیا بات ہے