Mere pas bhi bajaj v15 hai lekin mene bohat reviews dekhe hai ye model fail gaya hai or average bhi bohat down hai ...thanks for your vdo nice information
बहुत logo ko galat fahami hoti hai Clutch ko adha release karne ki ya adha engage karne ki Jabki aap ne bilkul sahi jankari di ki ise pura release kare ya pura engage kare
I too own Bajaj v12 from March 2017 ... Still no problem I faced till date.. only the number plate bulb got fused once... Which I had to replace on my own cost 60rs. ...as service centre guy is not ready to install the bulb in my bike... Worst service centre of Bajaj...
Kya baat kr rhe o Mere pass b V15 h bhoot achi bike h 45000 chl chuki h ajtk koi kaam ni manga clutch ka na hi engine ka hills m chlata hu m bike koi issue ni h bike m nice pickup and milage time to time service or maintenance honi cahiye
Mere Pass भि एक Bajaj V15 bike है। Maine इंसे 4 साल पहले खरीदा था और 49,700+ kilometre running है पर अभि तक clutch plate खराब नहीं हुवा है । जब कि मैने 20 बार से ज्यादा hilly area मे ईश bike को लेके गयाँ हु ।मैने अभि तक सिर्फ दोनो tyre replace किया हु aur 3 बार chain sprocket .
Mere pas bhi yahi v15 bike h aur 40000 km chal chuki h lekin abhi tak mast chal rahi h koi prblm nahi ayi h 4 sal me Jin logo ki cluch plate fuk rahi h wo ye nahi dekhte h ki v15 me company se jo cluch wire pad k aya h wo short h bs use change kar dijiye aur adjustable wire dal de jisse cluch thodi free rah sake
Nhi bhai mere pas bhi bajaj V15 hai 2018 mai purchase ki thi abhi tak ek bhi problem nhi di usne bas haa battery jaldi down ho jati hai use na karne par bas (ya to uski driving mai hi fault hoga)
Meri bike ke 50 hazar km done ho chuke hai mene 2016 me li thi sirf 1 baar clutch plate change ki he mene engine me koi problem nahi he bike ki average ab 40kmpl milti hai
Bahut kam hi log sahi dhang se cluch use karna jante h🙂 Jyada tar log gear change karna hi nhi chahte bas jitne bhi gear me ho gadi cluch dabao aur chale jao 😆🤜✊
Meri gadi 50k chal gayi hai .....abhi tak koi bada kaam nahi hua tha....Aaj head ka packing aur clutch plate change karwane ke liye service me hai. So sabhi V 15 me problem nahi hai...
V15 Quality issues - Tyres from factory - 14000 km pe phoolgaya . Battery - 3 din pe replacement halaki guarantee pe hua lekin one month bad tab tak magnet se connect kardiya tha company walo ne . 4. Packing Leak 5. Top Speed 100 ke par hi nahi hota aur 90 pe bike rone lagta hai, mera Honda Shine 120 jata hai 6. Vibration, rear view mirror pe kuch bhi nahi dikhta 50 ke speed pe aur footrest pe bahut jada vibration hai lagta hai generator pe par rakha hai. Vibration handle pe bhi hai. 7. Pillion ko kafi dikat hota hai long tour pe iska height bahut kam hai. 8. Bike ka height bahut kam hai aur iske tyres ko kharida mushkil hai 120/80 R16 rear , 90/90 r18 front . 9. CDI 50,000Km pe phook jata hai. 10. Clutuch plate 3 bar mera bhi phook chuka hai jab ki , Honda shine me 62,000 pe pehli bar clutch plate change karwaya tha. 11. Bike Carburettor life bhi 52, 000 hai jabki Honda Shine ka abhi tak koi problem nahi hai aur 90,000 par ho chuka hai. 12. Engine oil leak Spark plug se regular hota hai aur waha oil seal change karte rehna padta hai tabhi Clutch plate aur engine ko bacha sakte hai. Waise mera engine 55,000KM chal chuka hai aur ispe bajaj ka ghatiya engine oil maine free service ke bad kabhi nahi dala . 13. Engine overheating aur starting problem bahut hai agar bajaj ka genuine engine oil use koi karta hai to. 14. Tank se petrol ka awaj whistle ki tarah aati hai aur tank cap khole ke bad air nikal ke chalana pardta hai.
Maza aa gya bhai video dekh kr aise hi. Information wali banate raho. Humhra full support h apko nd i wish jaldi hi apke. 50k subscriber complete ho. 💗
Pahle se achchi video bana rahe ho bhai thanks brother 💕 💞 💖😘 1.bhai engine open or close karte time camera ka focus engine per rakhiye bhai 2.bhai hame instagram nahi chalan aata 2 baar prayaas kiya esliye sk video bana kr samjhaye
Same problem mai b face kr rha hoo same bike me Pickup to hai hi nhi is bike me Pulsar same condition me chlane par uski clutch nhi jate Mgr vikrant k chale jate h 16 km highway par aana jana hota h office k liye . To clutch ka use kam hota h Ha speed jarur mai 60-80 k beech me chlata hoo Aur jab servicing krata hoo clutch plate change krwani padti h Aur solution kuch nhi nikalta
mera yamaha gladiator type ss 2009 model ki clutch basket ka ek bhag tut gya hai. 15-20 dino se dhundh raha hu kahi nahi mil raha hai. kya ham usse aluminium welding karke chala sakte hai. please jankari de. kya iss bike ka sirf basket(katori) aati hai?
बहोत अच्छे से जानकारी दि हैं, सर जी. हर बार काफी कुछ नये से सिखने को मिलता hai, धन्यवाद 🙏
क्या बात की आपने!! मेरी पल्सर में मकीनो कंपनी की क्लच प्लेट लगी है, और साल 2016 से बढ़िया चल रही है।
7491869911
Bajaj Vikrant is a nice bike,,, 40000 se above chala chuka Hun,,, but engine problem nhi aayi Kabhi bhi
Sir Mailleg kitna deti hai , Reply ..plz...
Mere pas bhi bajaj v15 hai lekin mene bohat reviews dekhe hai ye model fail gaya hai or average bhi bohat down hai ...thanks for your vdo nice information
Bhai bahut badiya bike hai v15 55000 km chal chuki hai engine bilkul perfect hai ,
55000 km main 3 baar clutch plate change hui hai
धन्यवाद सर बहुत ही खूबसूरत तरीके से समझाया एकदम समझ में आ गया
बहुत logo ko galat fahami hoti hai
Clutch ko adha release karne ki ya adha engage karne ki
Jabki aap ne bilkul sahi jankari di ki ise pura release kare ya pura engage kare
Bahut hi achhi knowledge hai bahut pasand aaya mujhe thankyou
M bhi V12 use karta hu... Koi problem nhi h... Ulta it is very comfortable and dumdaar bike
Yes
I too own Bajaj v12 from March 2017 ... Still no problem I faced till date.. only the number plate bulb got fused once... Which I had to replace on my own cost 60rs. ...as service centre guy is not ready to install the bulb in my bike... Worst service centre of Bajaj...
Really good information thank you sir I am from Goa I have v15 same problem
KARWAA LOO SIR KE YAHAN SERVICING PHIR AUR KYA
1 no. Sir bahot badiya jaankaari di h
Nice bhai bahot Achi Lagti video 👍👍❤️❤️
Bhot ache video hai mujay phle bar asa knowledge mile hai .
बिलकुल साफ साफ समझा दिया ,भाई एकदम मस्त।
Kya baat kr rhe o Mere pass b V15 h bhoot achi bike h 45000 chl chuki h ajtk koi kaam ni manga clutch ka na hi engine ka hills m chlata hu m bike koi issue ni h bike m nice pickup and milage time to time service or maintenance honi cahiye
Thanks sir app apna qeemti time nikalti hain aur etnee bareeke say samjaty hai ❤👍
विस्तार से बताया, अच्छी जानकारी दी है 🙏
actually the customer don't know that how to ride and maintain a motorcycle... this problem is happened only for the riding style......
Mere Pass भि एक Bajaj V15 bike है। Maine इंसे 4 साल पहले खरीदा था और 49,700+ kilometre running है पर अभि तक clutch plate खराब नहीं हुवा है । जब कि मैने 20 बार से ज्यादा hilly area मे ईश bike को लेके गयाँ हु ।मैने अभि तक सिर्फ दोनो tyre replace किया हु aur 3 बार chain sprocket .
Bahut hi achchha laga video Rajveer bhaiya bus aesa hi video banate rhe
Bhai aap ki video main bahut kuch shikhne ko milta hai
Mere pas bhi yahi v15 bike h aur 40000 km chal chuki h lekin abhi tak mast chal rahi h koi prblm nahi ayi h 4 sal me
Jin logo ki cluch plate fuk rahi h wo ye nahi dekhte h ki v15 me company se jo cluch wire pad k aya h wo short h bs use change kar dijiye aur adjustable wire dal de jisse cluch thodi free rah sake
Bahut hi achchha laga video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Bahut hi achha video banaya apane iske liye apka bahut bahut dhanyawad
Aapka video se bahut knowledge milta he bhai
Bahut jankari mili aapke ess video se thank you so much
सर ये बताओ
Yamaha ybr 125 मे किस कंपनी की असंब्ली या क्लच प्लेट लगवाऊं जो सही.से अच्छी चले
Kya bat he bhaiji bahut bahut abhar
Rajveer bhai.... Aap gazab ho... Mere 3 dosto ne suscribe kara hai.... And coming for servicing
❤
Ek tarfa bhaiya bahut badiya bataye ho Mai aapki sabhi video dekta hooon our banau
Mai mackanik ka kaam sik Raha hoon mer e ko battery to ingene head light conection Bana ke bataiye bhaiya please
Nice video hai bhaiya apne shi kya hai jo clach hub set change kar Sri bimri esi se that mai bhi ek machine hu
10 baar clutch plate changed something wrong with his driving. Meri bike bajaj caliber ki original plates last long for 80000 plus km.
Bro is gadi m problem h is liye ye gadi banana band kardi gayi
CUSTOMER KO BAAR BAAR CAPLUSE DE DIYA GYA HAI BHAI SERVICING KE NAAM PAR BOSS ISLEYE USKI GADD ISUDHARA NI GYA HIA BOSS.SHOWROOM VALE CHUTIYA HAI.
Nhi bhai mere pas bhi bajaj V15 hai 2018 mai purchase ki thi abhi tak ek bhi problem nhi di usne bas haa battery jaldi down ho jati hai use na karne par bas (ya to uski driving mai hi fault hoga)
Bahut hi badiya bhai... lajawab
Bahut acche very nice bahut hi acchi jankari
Meri bike ke 50 hazar km done ho chuke hai mene 2016 me li thi sirf 1 baar clutch plate change ki he mene engine me koi problem nahi he bike ki average ab 40kmpl milti hai
Shukriya Bhai knowledge dene ke liye
Nice video Sar main aapka fan ban gaya
Bahut achha laga very nice better machanic
बहुत बढ़िया जानकारी सुपर से भी ऊपर सर
Dhanyawad ji apka ye sahi jankari dene ke liye
Bhai meri HF deluxe me subah ke time kick tight lagti hai ,kya problem ho Sakti hai and kya cost aayegi repair ki ? Abhi 22000 km hi chali hai.
Thanks you bhai ..👍 aapko toh kaafi knowledge hai
Aapki video hame bahut acchi lagti Hai
Bahut kam hi log sahi dhang se cluch use karna jante h🙂
Jyada tar log gear change karna hi nhi chahte bas jitne bhi gear me ho gadi cluch dabao aur chale jao 😆🤜✊
Dosto badiya h hum
Meri bike me gear box me problem aari h sir
Help me
Sir aap ikk vaari mere yaha visit kr lo
@@ARVBrothers me aega camera sath laega video banega 😝😝😁😁😁
Kya Honda shine me hero super splendor ki chain set kit lag jayega? please tell me 2016 shine h
Thankd sar maja aagaya.... EXCELLENT VIDEO 👍👍👍❤❤❤
💗❤💗
Nice video good information
Mere pass honda shine h 60000km chal chuki h... Cluch plate bike ke saath ki hi h
Thanks sir meri gadi ka bhi yehi provlem hai
Video to mast he bhai, 125 cb shine me kitna oil or konse company ka dalna chahia
Thank you Bhaiya Hum bhi Mikenical ka kam karte hai
Thankyuu ye video kafi madat ki hai meri
Yes you are right v15 is the worst bike ever .. it has given me lots of trouble .
Achhi jankari di aapne nice video cd deluxe ke video bhi banaiye sir har tarah k kyoki jyada log hero ki bikes use karte he
Thanks for this information.
Very nic your speech.
Drive v15 more than 40k , replace chain set, brakes caliper. Still now running smoothly. Problem basically due to driving skill.
Ekdam sahi bole...koi bike kharap nhi hota .kharap hota hai driver
Meri gadi 50k chal gayi hai .....abhi tak koi bada kaam nahi hua tha....Aaj head ka packing aur clutch plate change karwane ke liye service me hai. So sabhi V 15 me problem nahi hai...
Good knowledge bhai
Video bahut badhiya hai Sar thanks
Shop Address good information 👍
Sharab ki video mein bahut pasand I
Achhi jankari....thanks bro...
Bhai mein aapka bada fan hu.
Best video ha bhai
Sahi tarike se bike chalane ki aadat, clutch ka sahi tarike se use aur time to time oil change karne par ye problem nahi aati hai.
Driving की गलती है मेरे पास है 2 साल में मै कुल 57000 चला चुका हूं लेकिन आज तक कुछ नहीं खराब हुआ है।
Yes
Bhai aap to gazab ho hi.....
Nice video
Guru ji Thanks
Ek dam mast video hai sir
एक वीडियो बना ye जिसमें अगर हकीकत स्प्रिंग टूट जाए तो क्या उस तरीके से गाड़ी चलाने पर इंजन में कोई प्रॉब्लम होगा
विडियो अच्छी लगी v
15वाईक है इस गाडी का ऐवरेज कैसे बनाये
HF deluxe me sounds or chatke Lena kaise sahi kare bataiye sir piz
Mera pulsar 150 abhi 3 sal ho gaya mast chalta hai
Mere bhai ke paas bhi V 15 hai same problem hai is gadi me abhi 3 saal hue hai aur clutch plate ka kaam 5 baar ho chuka hai...
V15 Quality issues - Tyres from factory - 14000 km pe phoolgaya .
Battery - 3 din pe replacement halaki guarantee pe hua lekin one month bad tab tak magnet se connect kardiya tha company walo ne .
4. Packing Leak
5. Top Speed 100 ke par hi nahi hota aur 90 pe bike rone lagta hai, mera Honda Shine 120 jata hai
6. Vibration, rear view mirror pe kuch bhi nahi dikhta 50 ke speed pe aur footrest pe bahut jada vibration hai lagta hai generator pe par rakha hai. Vibration handle pe bhi hai.
7. Pillion ko kafi dikat hota hai long tour pe iska height bahut kam hai.
8. Bike ka height bahut kam hai aur iske tyres ko kharida mushkil hai 120/80 R16 rear , 90/90 r18 front .
9. CDI 50,000Km pe phook jata hai.
10. Clutuch plate 3 bar mera bhi phook chuka hai jab ki , Honda shine me 62,000 pe pehli bar clutch plate change karwaya tha.
11. Bike Carburettor life bhi 52, 000 hai jabki Honda Shine ka abhi tak koi problem nahi hai aur 90,000 par ho chuka hai.
12. Engine oil leak Spark plug se regular hota hai aur waha oil seal change karte rehna padta hai tabhi Clutch plate aur engine ko bacha sakte hai. Waise mera engine 55,000KM chal chuka hai aur ispe bajaj ka ghatiya engine oil maine free service ke bad kabhi nahi dala .
13. Engine overheating aur starting problem bahut hai agar bajaj ka genuine engine oil use koi karta hai to.
14. Tank se petrol ka awaj whistle ki tarah aati hai aur tank cap khole ke bad air nikal ke chalana pardta hai.
Thanks. Bajaj bikes poor quality
Maza aa gya bhai video dekh kr aise hi. Information wali banate raho. Humhra full support h apko nd i wish jaldi hi apke. 50k subscriber complete ho. 💗
Bahut achha bataye ji
Bahot achhi video hai sir achha knowledge mila sir ji
Pahle se achchi video bana rahe ho bhai thanks brother 💕 💞 💖😘
1.bhai engine open or close karte time camera ka focus engine per rakhiye bhai
2.bhai hame instagram nahi chalan aata 2 baar prayaas kiya esliye sk video bana kr samjhaye
Bhai res chhodkar puri cluch daba kar bike dhelan se utarte huye chalaye to Koi nuksan hoga
Reply do bhai khali heart dene se muje Samaj nahi aayega
Mast hai vedio
Bahut badiyaa video banaye ho
Tubhai 1 number karigar he man na padega boss 👍
Thankyou brother and Du subscribe also
No1 nise job
Nice solution
Hi sir me aapaka bhohat bada fan hu sir thanks sir
❤❤
Mere bhi pass aai vikranta us customer ne bhi ayejenci 10 bar plete dalai maine sahii kar di
Same problem mai b face kr rha hoo same bike me
Pickup to hai hi nhi is bike me
Pulsar same condition me chlane par uski clutch nhi jate
Mgr vikrant k chale jate h
16 km highway par aana jana hota h office k liye .
To clutch ka use kam hota h
Ha speed jarur mai 60-80 k beech me chlata hoo
Aur jab servicing krata hoo clutch plate change krwani padti h
Aur solution kuch nhi nikalta
Bhai rate bhi bata diya karo sath sath jo bhi item dalo. Kitne ka milega market me rate jaruri hai batana
Sir i want to replace my bajaj V15 clutch assembly... What's the current price
अच्छी वीडियो लगी।
very good information ,thank you.
दोस्त अच्छी वीडियो बनाते हो आएंगे कभी अपकी शॉप पर
Video bahut achchi lagi
Nice bhai jankare ke liye thngs
Bahut badhiya bahi
mera yamaha gladiator type ss 2009 model ki clutch basket ka ek bhag tut
gya hai. 15-20 dino se dhundh raha hu kahi nahi mil raha hai. kya ham
usse aluminium welding karke chala sakte hai. please jankari de. kya iss
bike ka sirf basket(katori) aati hai?
prospec easy clutch क्या होता है और काम कैसे करता है थोड़ा बताएं