Sir 24×7driver ic se high side drive voltage 15v . Aur low side ke liye 3.5v nahi 2.3v nikal raha hai aur overload dikha Raha hai . 47/25 ×2 driver ic change kar liya micro processor se 1.5v aa raha hai fir bhi drive voltage nahi badha . Bhai please drive voltage sahi karne ka solution bataye . Thank you.
Sir same inverter aaya hai usme backup mode me on karne par inverter ka mains aur charging off ho jata hai ,aur inverter mode off karne par mains aur charging aata hai kya problem hai , AAP Hi BATA SAKTE HAI please
Sir 24*7 microtek 12 volt ka kit me drive ok, AC volt ok, sare diode ok, LM358 change kar diya jaise hi drain me transformer ko lagata hu overload me aa jata he trans. Ka wire kholne par overload hat jata he. Please solution bataye..... 🙏🙏🙏
Sir mere pas b yhi inverter h... 400 watt load se upar jate hi low battery aata h.. Or voltage b bhut kam ho jati h.. 160 volt ho jate h... Battery new laga di h... Tab b yhi problem h... Battery full charge hone k bad b... Battery exide ki new li h abi... Fir... Y problem kyu or kha se aa rhi h... M kya kya chek laru
Good explain sir
Kya 15 or 21 number daod lagana jaruri h
Bhai jo diode change kiya wo konsa hai
Lm 358 ki 1 number pin pe 12 volt ajatahai, ic bhi change kardiya
Luminous Eco watt 650 overload sense per video bnao sar Puri detail per 👏👍🌹🌹
Sir 24×7driver ic se high side drive voltage 15v . Aur low side ke liye 3.5v nahi 2.3v nikal raha hai aur overload dikha Raha hai . 47/25 ×2 driver ic change kar liya micro processor se 1.5v aa raha hai fir bhi drive voltage nahi badha . Bhai please drive voltage sahi karne ka solution bataye . Thank you.
Check 15 volt zener diode, check ic 83202ISL/4082ipz
@@ajitzurange1128 thanks for reply brother.
Sirji ek Microtek inverter 600 Aya huwa hai jismein charging nahi ho raha hai iska solution bataye please
Check cN100 Trasistor
Sir same inverter aaya hai usme backup mode me on karne par inverter ka mains aur charging off ho jata hai ,aur inverter mode off karne par mains aur charging aata hai kya problem hai , AAP Hi BATA SAKTE HAI please
Check current range switch in back panel
Select to std mode
Than set high cut preset
Sir 24*7 microtek 12 volt ka kit me drive ok, AC volt ok, sare diode ok, LM358 change kar diya jaise hi drain me transformer ko lagata hu overload me aa jata he trans. Ka wire kholne par overload hat jata he. Please solution bataye..... 🙏🙏🙏
REMOVE ALL MOSFET AND CHECK SEPARATE
Thanks
Sir mere pas b yhi inverter h... 400 watt load se upar jate hi low battery aata h.. Or voltage b bhut kam ho jati h.. 160 volt ho jate h... Battery new laga di h... Tab b yhi problem h... Battery full charge hone k bad b... Battery exide ki new li h abi... Fir... Y problem kyu or kha se aa rhi h... M kya kya chek laru
Inverter ka dc wair aluminum ka laga hai uski jagah par 10mm copper ka laga dijiye sahi ho jayega
Sir Mera Microtek ka inverter hai battery mode par light bilking karta hai aur कभी-कभी theek chalta hai please solution bata do
Please sir meri problem ko dur kare
Good job sir 👍