Sir mare pas microtek inverter 1115va e2 puls model h sine wave h.... Usme spike voltage problem h.. Esi liy mobile charger kharb ho jate h... Drein wire shi h chek kar liya... Sir eske alwa or kya chek karu wo btay... Microcontroller ki wjh se spike voltage problem ho skti h ky
Can you please arrange for the circuit diagrams of different inverters ( earlier BPB, Galgotia publications used to make available the complete circuit diagrams and PCB layout) so that people like me can avail them paying the price?
Hello sir Main autoelectration hu mai inverter repairing karta hu HB950 me ek problem dekhi hai jo mere pass repairing ke liye aaya tha usme UPS mode me output aa rahi hai but jaise hi main 220 dete hai output bandh ho jati hai main on or charging LED show karta hai... । Please help me in this problem.।। I am your Fan.। Mai aapki video se Inverter repairing sikh raha hu
Dear sir. App ki shubhkamnaye. Mera problem hai microtek 1100va inverter pe . Backup pe power out hora tha 220 Dene se output band ho Raha tha . Bad me Maine battery hatake main supply 220 input Diya tha uske bad ekbar output huya 5sec ki andar Sara MOSFET blust hogaya or battery line short circuit dikha Raha hai.. please sir me give solution..
Agar board mein 83202 dip driver ic kharab hojaye to konsa lagaye kyu ki 83202 ye sirf smd mein aati hai dip mein nahi Aur 4082 ipz Jo iski equilant hai wo match nahi karti So solution kya hoga
Nice video sir 925 e2 sw ups me driver ic change kiya but positive side me ups mode me ek taraf 15.75 volts dusri taraf 16.5 volt aarahe .is baja se high amps load lerahe and out put low voltage aarahe mosfet bi badal kiya but same problem please giveme instructions to me aapki videos se kam sikha hu mein pls support me
Namaste bhaiya, mere paas ek 24×7 hybrid 1125 inverter Aya hai jiska +side ke 3 MOSFET aur -side ke 3 MOSFET jal Gaya tha. Maine driver ic zener change karne ke baad jab MOSFET laga raha hun to - side ka 1mosfet short hojata hai . Krupaya solution bataye.
Inverter mode me output light 5-6sec bad bad halka flikar hotahai. Yea problem kaise solve hoga? Inverter input me back current nahi ata hai check kiya
Sir mere pass microtek sebz1100 main same board laga tha aur us main drive nahi ban raha tha maine 83202 change kiya to sab theek chalne laga lekin thode deer baad transformer aur mosfet bahut zyada heat ho raha tha aur phir cb trip ka error aane laga kya kru
@@KanhaElectronicsGenius sir drive chaaru channels par aaa rahe hai par differnt different aa rahi hai Hi side ke Ek channel pe 12.78 doosre par 13.11 aur low side ke ek channel par 2.92 aur doosre pe 3.12 aa rahe hai jabki doono channels pe same volt aane chahiye Driver ic ke input par sahi volt aa rahe hai par oit ke pins par different volt aa rahe hai plz mere help kare
@@KanhaElectronicsGenius drive ic change kr ke hi ye result aa raha hia pehle koi drive nahi aa rahi thi phir ic change ki to ye problem ho raha hai aur jab invertor ko chalate hai to transformer bahut gharam hota hai aur mosfet bhi bhut hot ho jate hai
Realy u r explained with circuit diagram nicely. I have done repaired being electronic engineer. Pls explain charging fault with diagram.
Thank you bai not understand language your explain is very good .I'm identi my inverter problem bai..
Bahut bahut khubsurti se apne samjhaya.
THANKS
Aap ka video asani se samajh jate hain
अच्छा समझाया, transistor Q19 and Q20 ke no kya hai aur iske kharab hone par kya fault aata hai pls bataye
Sar aapane Humko bahut Kuchh Sikhaya uske liye dhanyvad..❤🙏🙏🙂
Bahut clear,high abaj he sir good
Super explation 👌👌👌👌👌👌👌👌👍 ......
Bhai mja aa gya video m dak k
Mere + chanal m dry voltage to aa ra pr 3 -15 v or 3 -6 volt or Amp 70 la ra or voltage 60 nikl ra
Very very nice video thank you sir 👏👏👍🌹💕
Bahut badhiya bhaiya love you
Supar jop sir❤❤❤❤❤❤
namaskar sir very very useful video
Very good explanation sir
Bahut accha video sir ji thank you
Very nice video👌
Very nice vidio
Sir ups mode par nutral ma phase atta hai aur tnasfomer pura heat hota hai kui
Very nice sir
how can I get sw12-sgd-v1r3 micro controller, or witch version can used for this controller??
Sir R53 or R63 location ka resistance kitne value ka hai please reply
Hi sir pls bataye ki kaise thi karu microtek EB1600 24 voltage inverter ups output 280 voltage aata hai. Jab ki minimum 230 voltage aana chahiye
How much value is the resistance for fan?
Good Video... Schotkey Diode and Zener Diode ka number bathayiye !! also its not 10 ohm.. its 10 K ohm !!
irfb7545 mosfet ki jagah par dusra konsa laga sakte he bhai irf3205 chalega kya
MOSFET kob se kaam karenge
Is PCB main
Really you are genias
Nice sir yek folti card me drive bana kar samjha dijiye na sir hamare pas yek invertor aaya hai usme drive hi nahi aa rahi hai
Nice Video
Bina MOSFET lagaye drive ko kaise chak kia ja sakta hea , iss card keliye kon se MOSFET lagane chahiye
7545
Sir over charging ke ic ke side me Jo register Laga hai uska value kya hai please reply bhai
iss kit mey kounsa mosfet lagayee. ic se koi mosfet drive volt nehi aa raha hai.
Sir eska zener diode ka valu kia hai
Sir microtck 1500sevz giving output 110v 95v with load or without load kindly suggest wthe problemhat is tov
Super video sir
Sir mare pas microtek inverter 1115va e2 puls model h sine wave h.... Usme spike voltage problem h.. Esi liy mobile charger kharb ho jate h... Drein wire shi h chek kar liya... Sir eske alwa or kya chek karu wo btay... Microcontroller ki wjh se spike voltage problem ho skti h ky
MOSFET 90n55f4 ke jagah par p55 laga sakte hai ya nahi
Microtek xp 1400 par bhi isi tarah ka video banaye
Nice sir
Very good trick
Sir ji mera ak 24×7 me ups on nai ho rha h iska ak video banaye
Micro ic ma volt na baney to
Can you please arrange for the circuit diagrams of different inverters ( earlier BPB, Galgotia publications used to make available the complete circuit diagrams and PCB layout) so that people like me can avail them paying the price?
Sarile ke pass Jo five pin socket hai uska supply Bata dijiye transformer se Kitna Kitna volt lagega sar
Hello sir Main autoelectration hu mai inverter repairing karta hu HB950 me ek problem dekhi hai jo mere pass repairing ke liye aaya tha usme UPS mode me output aa rahi hai but jaise hi main 220 dete hai output bandh ho jati hai main on or charging LED show karta hai...
। Please help me in this problem.।।
I am your Fan.। Mai aapki video se Inverter repairing sikh raha hu
Relay change kijiy
Sir mera name sonu sarma he or .m 24×7 .HB725 .12v he sir problem .2fan se 3sra fan chalate he to. Over lod ho. Jatata he pz riplay
Jay ho kk khana ji
Microtek 24 into 7 ek number pin par 5 volt laane ki video banaen Sar piree shet cheng kar ne ke bad bhee 5volt nhi ate sari pilig
Sir aap ke leye hamse jo ho sakata hai vo aap ke liye karege
Bhai 83202 aur 33883 ek dusre ki jgah lg jayegi kya
Nahi 83202 ke jagah par 4082 dal sakte hain
Maicrotek 24*7 kit me 250v envrtar out hota hai kam kaise hoga
Sir microtek 24v sine mai ak side mai ak msf.lagate hai drive shi ati hai or tino most. Lagate hai to drive gayab ho jati hai
Dear sir. App ki shubhkamnaye. Mera problem hai microtek 1100va inverter pe . Backup pe power out hora tha 220 Dene se output band ho Raha tha . Bad me Maine battery hatake main supply 220 input Diya tha uske bad ekbar output huya 5sec ki andar Sara MOSFET blust hogaya or battery line short circuit dikha Raha hai.. please sir me give solution..
Agar board mein 83202 dip driver ic kharab hojaye to konsa lagaye kyu ki 83202 ye sirf smd mein aati hai dip mein nahi
Aur 4082 ipz Jo iski equilant hai wo match nahi karti
So solution kya hoga
Sir Drive ic market me nahi mil raha he kaya kae thank you sir
Sir,
luminous Electra PCB ka bhi drive diagram banaye 🙏
Ok kosish karunga
can i re-please SW12-SGD-V1R3 with SW12-SGH-V1R6?
Sir isme hum kon kon sa MOSFET lga sakte hai 24 volt sine wave me
Nice video sir 925 e2 sw ups me driver ic change kiya but positive side me ups mode me ek taraf 15.75 volts dusri taraf 16.5 volt aarahe .is baja se high amps load lerahe and out put low voltage aarahe mosfet bi badal kiya but same problem please giveme instructions to me aapki videos se kam sikha hu mein pls support me
Sir inverter mai kaise ac se dc banta hai aur dc se ac banta hai sir please bataie
Sukem shyne 250 va par bhi complete video banaye please aaj tak kisi ne bhi video nahi banaya
24×7 sine wave microtek output problem hai kya kharab hoga bataye
Sir ek problem aaya hai HB950Model me
Is card me charging problem aa rha hai kya kre ic 358 change ker diye hai fir bhi
Sir microtek sinewave invereter mains pe outpute voltage kam deta hai
Sir mera ek inverter me 24#7 me 832021 hit ho rhi hai sir aap ispar ek video banayo
❤❤❤❤
Sir Exide 850ka pulse ke bare main cantro card se mosfate tak ke drive volte ke bare main details video banaiea
sir isma hum grid charging ko kase off kar sakte ha.
24 volt me + par kitna draiv volt niklenga
Sir 47 oms ke sath jo ziner laga hai uski value kya hai???
24×7 DG900 microtec maine charging problem hai relye ki awaz nahi aa raha hai charging indikator bhi nahi jal Raha hai
Sir positive Chanel ke 1chanel mai 8 volt aha RHA hai driver voltage 24 volr
Fault bhatw
Sir Mera microtek HB1125 model me charging cutoff nahi horaha hai. Full solution.
Sir mujh ko yah plate chayia kha milyga
Mekrotek 340volt nikal raha hain jab ki riley sahi hain to kayakrain sir ji
Namaste bhaiya, mere paas ek 24×7 hybrid 1125 inverter Aya hai jiska +side ke 3 MOSFET aur -side ke 3 MOSFET jal Gaya tha. Maine driver ic zener change karne ke baad jab MOSFET laga raha hun to - side ka 1mosfet short hojata hai . Krupaya solution bataye.
Sir mere pass 24x7 inverter hai wo output pr DC 30amp le rha hai fir low battery’s dikha deta hain
Sir lm358 ic digram video please sir help you
Sir 24×7sine wave 🎉me mains se output de rha h but battery pe output nhi de rha h
🙏🙏 sar
Ye hb 950 ka board ka kitna price hoga
Bro what's the value of zd1 zener value
Microtek 24 x 7 kold testing ek channel per nahin a rahi hai
Pura heatsink open karne ke badvi drive short dikha rahaihai. iska upar main ek video banye..
Thank you sir
Thanks sir.
Inverter mode me output light 5-6sec bad bad halka flikar hotahai. Yea problem kaise solve hoga? Inverter input me back current nahi ata hai check kiya
Sr 83202ke pin no 13 aur 14 pe 3.5 volt nhai hai
iss kit ke mcu kharab hone par programmed mcu kaha milega?
Hlo sir ek video microtek new inverter smart hybrid 875 inverter ki driver volt and micro ic ke bare
3710 ke jagah dusra konsa lagega
Sir mere pas 24×7 HB950 h jisme men line dene par output band ho jata aur charging nahi kar rha h
Bro
Slowly slowly bath karo
Kya ithna speed
Sir ji jese hi ac volt dete he mospet fat jate he
Hello Sar ji
Sir driver volt ok fir bhi high ampere le raha hai inverter on karne par
Sir mere pass microtek sebz1100 main same board laga tha aur us main drive nahi ban raha tha maine 83202 change kiya to sab theek chalne laga lekin thode deer baad transformer aur mosfet bahut zyada heat ho raha tha aur phir cb trip ka error aane laga kya kru
Aapke drive nahi aa rahe honge
@@KanhaElectronicsGenius sir drive chaaru channels par aaa rahe hai par differnt different aa rahi hai
Hi side ke Ek channel pe 12.78 doosre par 13.11 aur low side ke ek channel par 2.92 aur doosre pe 3.12 aa rahe hai jabki doono channels pe same volt aane chahiye
Driver ic ke input par sahi volt aa rahe hai par oit ke pins par different volt aa rahe hai plz mere help kare
@@mudasirnazir4134 aap drive ic change kijiy
@@KanhaElectronicsGenius drive ic change kr ke hi ye result aa raha hia pehle koi drive nahi aa rahi thi phir ic change ki to ye problem ho raha hai aur jab invertor ko chalate hai to transformer bahut gharam hota hai aur mosfet bhi bhut hot ho jate hai
Sir ek mosfet per drive nahi pahuchati to kya hoga.please reaply
Aap kya kya chenge kar diya h
Sir ji microcatroler ke 7/8,19/20 पर व्होल्टेज नाही हैं क्या करे
Sir ji AAP se bat ho Sakti h?
Sir inverter mode mein 260v araha hai
Is per ek video banye