Silicon dry honeme 24 hrs lagta hee aur cure honeme 168 hrs (1 week). 12 hrs meh ka v Pani naa dale maximum 4/5 days wait kare agar jaldi hee toh, nahito 1 week rukna sahi hee ..... Foundation meh agar kamzori aajae toh building kese tik paega uska life time short ho jaega right same case isme v hai....Toh mai recommend karunga 1 week tak jarur rukke
Salam miah. Wo side ke do glass ka size thoda kam rakhna ki wo bhi same rakhna? Kyun ki wo aage ka aur piche ka glass ke beechmai aata nai agar wo same Raha toh problem hota Kya?
Sir agar ham bottom glass 8 mm thickness ka le to koi problm to nahi hogi aur jab glass store par jaye to apne jo measurement di hai wahi de na koi minus to nahi karna hai hipe u understand my question
Sir mane naya aquarium banaya 3ft by 2.5 fit and jaise hi mane water fill kiya uske 15 min baad piche wale galss se pani aane laga plz batao kya kru sir plz reply as soon as possible
Bro mein aquarium banaya, 3fit long, 2fit hight Or 1.5 fit deft. Niche wala glass 8mm diya or charo sight v 8 mm glass diya, koyi problem to nehi hoga. Q ki apne niche wala glass 10mm glass diya.
Bhai aap jo price bol rahe ho wo kya real hai ? hamare yaha aquarium shop mein 4ft aquarium ke liye 7500 bol rahe 8mm wo bhi bina top cover ke pls reply kro buy karoon ya nhi. Ya fir aapki tara banau?
@@SyedShah5001 thanks bro.,,,or 5/2/2 k liye konsa glass best? Bro main ne ek aquarium banana chatahu..Lekin mujhe samaj ne Aya rahahe ki main konsa glass or kitna fit ka bananu.. bro pls help me
Vaiya maine 6 mm gls se 3 feet tank banaya hai 3 feet lamba 16 inchs chora 1.5 feet hight... Or afu tak maine pani dal ke tst nhi kiya hai ... Brcing v diya hu ... Kuch prblm hoga kyaaa
@@SyedShah5001 vaiya ek or bat.. maine tnk khud se banya h to sate side to thik huye h bt ek side mai thora bubble rh gya h ... Usko thik kaise kre... Pani leak kr skta h kya bad mai
@@SyedShah5001 brother im asking about silicone glue...u have given me the link of sealant gun Sir main puch ra hun ki kaunsa silicone glue best hai gp ka silicone glue ya resi bond ka silicone glue Kyuki aapne link dia hua hai gp ke glue ka aur apne cichlid tank main resibond ka silicone glue use kia hai
bhai,asslamualikum,mere gao taluka palece hey aur mere gao me aur gao ke aass pass koi bhi fish tank ka shop nahi hey,muzhe iski shop dalni hey bhai,kam se kam kitna khrach aata hey shop open karne ke liye,please bataiye na bhai
Vaiya may na...aj hi aquarium banwaka ghar laya hu...plz mujha bataiya kitna ghanto bad mujha water fill karna ha...mera koi urgency nahi ha... Kay ma 48 hours bad pani var sakta hu?
Sir hmko 2ft length or 1.5ft height ka aquarium bna.. hai glass ka size 8mm lena thik hoga sir uska pura glass ka measurements hmko nhi samajh aa raha h ki glass shopkeeper se bolna h cut karne ko 5glass size sir please help me
Bhai aap bahut achcha Tarika Se bataen Hain shukriya
thanks 👍
Silicon dry honeme 24 hrs lagta hee aur cure honeme 168 hrs (1 week). 12 hrs meh ka v Pani naa dale maximum 4/5 days wait kare agar jaldi hee toh, nahito 1 week rukna sahi hee ..... Foundation meh agar kamzori aajae toh building kese tik paega uska life time short ho jaega right same case isme v hai....Toh mai recommend karunga 1 week tak jarur rukke
very cheap & best👌👍
shukriya jezakhallah bhai
Hamara full support h aapko ❤
thanks 👍
I had a plan to buy a 10 feet tank but watching your video I feel now I can save a lot of money . This content was very helpful. Enjoy
Calculate overall weight of water and use strong adhesive and support
Bhai muze bhi banana Hy same
Aaap jab banao to UA-cam jarur dalna
You make ?
Salam miah. Wo side ke do glass ka size thoda kam rakhna ki wo bhi same rakhna? Kyun ki wo aage ka aur piche ka glass ke beechmai aata nai agar wo same Raha toh problem hota Kya?
Nice sir
I'm your fast viewer
wow yeh raha apke prize 🏆🎁🥇🏅🎖
Ur channel link
@@rahulms2197 whos channel link ?? My channel Link ????
@@rahulms2197 ua-cam.com/video/ZATP9iqADzY/v-deo.html
Both
Will resibond affect the fish.
And acha chipak gaya kya glass ? Plz reply
भाई ये side के glass है उनको नीचे वाले ग्लास के ऊपर रखकर चिपकाना है या साइड मे रखकर
Bahi fish aquarium main oxygen ke lye jo air stone istamal hote hain wo kis trha bna e jate hain us pr bhi 1 video bnae
Good job soon you will big youtuber fish information
I am planning to make too.
ok
Or stand kitna mazbut hona chahiye fish tank ka??
Best channel for pets
Ye aqurium ka life warranty kitna hoga??or silicon ka bhi life kitna din rahega??
Sir agar ham bottom glass 8 mm thickness ka le to koi problm to nahi hogi aur jab glass store par jaye to apne jo measurement di hai wahi de na koi minus to nahi karna hai hipe u understand my question
Sirrr bottom wala glass 10’mm lgana jarurii heh kii 8 mm seh v kaam chll jayega ?? 😊
100 k Subscribers ke liye Congratulations 🌠✨
kya price m glass mila bhai and kya thickness h??
Kitana time dena jaruri hota hi sukhane ke liye ek big tank ke silicon me
Sir mane naya aquarium banaya 3ft by 2.5 fit and jaise hi mane water fill kiya uske 15 min baad piche wale galss se pani aane laga plz batao kya kru sir plz reply as soon as possible
Sir मैं 30*12*15 का aquarium बनवा रहा हु इसके लिए 5mm का glass ठीक रहेगा। shopkeeper bola कोई prob. नही होगा ।आप बताइए
Kya silicone kamyab hui risibond?
Bhai nice video hamare jaise ku Bahut kaam ayega
thanks
Sir Apke size me SIDE GLASS ka size apne kaam karke diya ha ya isme kam Krna hoga
Thanks for your helping and valuable videos.kerala has also good bloggers like you thanks for this video sir.👍👍👏🙂🙂🙂
Bro mein aquarium banaya, 3fit long, 2fit hight Or 1.5 fit deft. Niche wala glass 8mm diya or charo sight v 8 mm glass diya, koyi problem to nehi hoga. Q ki apne niche wala glass 10mm glass diya.
Mera 3*2 hai or 8mm usko mene ek single Farsi pe rakh rkha h kuch problem to nhi hoga na ?? Please reply i am confused 😫
Helpful video bhai 😃👍
Sir 2 feet tank me 5 mm use kr skte h kya ????
Ya 6,7 mm use karu
Plzzz btao aap
Fiber glass ya unbreakable glass use kar sakte hai kya?
Dr. Fixit silicon use kr skte h 4ft aquarium bnane me
Ye silicon konse brand Ka hai or kya ye fish ke liye safe hai
12 ghante me silicon dry ho jayenge koi problem to nahi hoga
You have put all glasses on base ? or you have put glasses beside base ?
Kya 6 mm glass se 3 feet 18 inch hight ka hai to glass 6mm ka use kr skte hai ki risk rhegaa tutne kaa
Good Job..👍👍👍👍...And Great Information.. 👍👍👍👍
Good work Bro mene bhi wall me banaya h Hole karke 6 feet ka
Nice work bhai best video
did u polish the edges of glass after cutting ??
@@SyedShah5001 after cutting the glass will they grinding for free or we have to give extra amount??
Aapne konshi gum use ki plz detail me bataye mujhe jishe apni leakage na ho
Resibond ka chhota tube aata hai
Hi
We can make with fabric glass also best Or not
@@SyedShah5001 which gum will work for silcon
Kya pani ganda hoy jay toh kya auto cleaning hojeyga??
Bhai ek question hai ye glue kon sa hai aur kaha milega batadejiye please🙏🙏🙏
8mm base badha kar lia h kya bhai ? Kyuki glass mera bahar aa gya tha
Sisha jorne ke liye konsa gum use kiya?plz name bataiye vhai
Sir mene Asian paints ka silicon liya hai kya ye acha hai pls 🙏 informed me
Mere pass 1.5 feet ka tank hai air pump use kru ya sponge filter
Mujhe 2.5 feet length,1feet breath ka aquarium banana hai 100 ml silicon sealant se kaam ho jaayga... please reply
Nice bhaiya mene bhi apna aquarium khud bnaya tha
Bhai Kitna time will take for gum to fix with glass joints
Bhai aap jo price bol rahe ho wo kya real hai ? hamare yaha aquarium shop mein 4ft aquarium ke liye 7500 bol rahe 8mm wo bhi bina top cover ke pls reply kro buy karoon ya nhi. Ya fir aapki tara banau?
Nice vedio bhai
Is Dr fixit's silicon best for aquarium
Or any other brand
@@SyedShah5001 🙏
Aap kaunasa silicon use karate ho sir
@DIPTA DAS thank
Tank ke upar ka cover mil jayeg kya fir ?
Hi bro, NYC video...4/2/2 fit k liye kitna mm glass best hai pls Batana..pls reply me!!
@@SyedShah5001 thanks bro.,,,or 5/2/2 k liye konsa glass best? Bro main ne ek aquarium banana chatahu..Lekin mujhe samaj ne Aya rahahe ki main konsa glass or kitna fit ka bananu.. bro pls help me
Yeh silicone se leakage problem ho sakta he
@Syed Shah5001 bhai aap apne tank me kon sa water dalte ho
RO water dal sakte hai
Mai to RO water dalta hoon
Which gum to use, sir
Resibond gp100 gum acha hai jo upne use kiya??? Pls reply
@@SyedShah5001 one bottle se kam ho jayega 3 feet aquarium banana hai toh?
Bhai 2.5ft ke tank me bottom 6mm ka or top glasses 5mm ka lu to koi dikat nahi he na bhai
Bhai glass ko ghar tak transport kaise krte hai apne aap?
Hello Brother. I want to know which is the best filter for 3 feet tank canister filter or sump please please tell me
canister ok
@@SyedShah5001 Thank you so much.
Bhai 3feet Ka aquarium bnana h mujhe 6mm glass se BNA skta hu successful rhega?
side glass to pure bottom glass pr aa gye sir....to last wala glass kha rkha aapne bottom glass pr to space bcha i nhi
Vaiya maine 6 mm gls se 3 feet tank banaya hai 3 feet lamba 16 inchs chora 1.5 feet hight... Or afu tak maine pani dal ke tst nhi kiya hai ... Brcing v diya hu ... Kuch prblm hoga kyaaa
@@SyedShah5001 vaiya ek or bat.. maine tnk khud se banya h to sate side to thik huye h bt ek side mai thora bubble rh gya h ... Usko thik kaise kre... Pani leak kr skta h kya bad mai
Assalamwalikum bhai
Glass and stationary ka cost kya hoga
3×1.5 feet ka cover easy mil jata hai?
@@SyedShah5001 kitna cost uska pda
Do you think Resibond is good Silicon, for 3feet & + you should use Dow Corning or Aqua sealent..
Side pannel jo 15×20 ka hai usme glass ki thickness 8mm+8 mm=16 mm minus hogi na bahi
Bhaiya aap ne is tank mai jo 18*20 ke side glass ko kitna cut karwaya h.
Hlo sir main 48×24×18 ka tank bnana hai . Plz muje btaye kitne mm ka glass use karu. Or usme brecing ki jarorat hai ya nhi. Agr hai toh plz bta do
@@SyedShah5001 or brecing top bottom dono me karni padegi
Bhai isko hot glue gun se bana sakte hai
Hi nice video
Can u suggest the best transparent top cover for planted 3 feet tank ..
I use Asian paints slicon, ani problem ho gya?
Bro aap ko is tank ko banane me kitna bolte silicon laga plz tell me....?
GLUE GUN KA USE KAR SAKTE HAI...????
My one fish isolate him self at only one point and he is not moving here and there plz advice me what to do
Kitne silicon tube use huye thye?
Bhai, mene galati se 3 fit ka tanka 6mm ke glass main karliya hai.. kya woh phat jayega ya tut jayega.. or uska nuskha kuch hai kya. Pls😰
5 mm chalega?
Gold fish ke liye 3 feet ka tank banana chahta hun bt height kitna rakhna sahin rahega...
Sir agar 2 feet ka price leh liya 20 inch mei toh kiya mei 24 inch ka bana sakta hu kiya?
Aquarium silicone kitne din mein drive hota hai Pani kab dalna hai please reply
Thank you very much
Bhai gum ka kon kon sa achha rehta h
36 inch 18 inch 12 inch ka aqwerium banaya hu 5mm glass se kya wo tut sakta hai
Hlo bhai tumhare tank par abhi tak crack aya hai kya ?
Mere pass tank hai sirf only tank ab usme sand kya kya add krna padega kitna kharch ayega
it's depends on which fish you want to keep
3ft-1.5ft-1.5ft
Banane me kitna Silicon gum lag sakta hai?
Main Glu mein dendrite use kar sakti hoon?koi chhota size ka gum bataye.itna bada lekar kya karungi.
Which silicone glue is better....gp or resi bond
@@SyedShah5001 can u plzz elaborate
@@SyedShah5001 dealer gum kaunsa hai?
@@SyedShah5001 thanku sir
@@SyedShah5001 brother im asking about silicone glue...u have given me the link of sealant gun
Sir main puch ra hun ki kaunsa silicone glue best hai gp ka silicone glue ya resi bond ka silicone glue
Kyuki aapne link dia hua hai gp ke glue ka aur apne cichlid tank main resibond ka silicone glue use kia hai
@@SyedShah5001 sir cost? Kitna ka ata hai resibond
3'/1.5'/1' mein kitny mm ka glass use karun 10mm bottom mein to aapny bataya but or side mein kitny mm ka glass use karna hy
8mm
@@SyedShah5001 sir approximate kitni coast aa jaygi
bhai,asslamualikum,mere gao taluka palece hey aur mere gao me aur gao ke aass pass koi bhi fish tank ka shop nahi hey,muzhe iski shop dalni hey bhai,kam se kam kitna khrach aata hey shop open karne ke liye,please bataiye na bhai
how many mm glass are use this aquarium bro
6mm
Sir 8mm glass 1squarefit ka kya price h or 6mm glass 1squarefit ka kya price h
Top filter sobo ka aacha hota hi ya Venus ka
Single sheet kitne ki mili or konsa glass use kia apne??
@@SyedShah5001 I'm mean to say apne konsa glass use kia h? Or 1 glass piece ki ky cost h?
Bhai 1.5 fit ka tank bnane ke liye koi small silicone glue ke bare me btao
Jo ap use karte ho agar wo kharidenge to bo humare pass fir bekar hi rkha rhega
@@SyedShah5001 Bhai AP naam btao small size silicone glue ke bare me.
Vaiya may na...aj hi aquarium banwaka ghar laya hu...plz mujha bataiya kitna ghanto bad mujha water fill karna ha...mera koi urgency nahi ha... Kay ma 48 hours bad pani var sakta hu?
@@SyedShah5001 Thanks vaiya
Side Patti kitna mm ka hai aur uske baare aap ne bola nahi. Patti kaise fit kite bataye nahi
Sir hmko 2ft length or 1.5ft height ka aquarium bna.. hai glass ka size 8mm lena thik hoga sir uska pura glass ka measurements hmko nhi samajh aa raha h ki glass shopkeeper se bolna h cut karne ko 5glass size sir please help me
Sir aap ne jo aquarium ko gum lagaye hain us ka nam kya hai
Bhai mane 8 Din pahele 36/18 ka Aqwariam banaya he uske liye Aqwariam ki chhat mill nahi rahi kya karu