as salam alaikom yaseer ji shukriya ye recipe batane k liye meine ye recipe try ki pehle he bar me lajawab kheer bani subko bhout pasand aayi thank you soooooooooo much yaseer ji :-) or aaj mein hyderabadi motton biryani banane wali hu
Assalmu alaikum apkolog ek tarikha mujhe bhut bhut pasand hai jo ke aplo har cheeze tarteeb se samjhate hai kitne gram use karna har cheeze thank u alot
Mashallah ur urdu is awesome much better than English version. ...This language is our Hyderabadi pride even if we r in a foreign country ...Please continue the good work on UA-cam
Walaikum assalam dear Aabeda. Vanilla essence se taste enhance hoga aur marriage functions mein jo banti hai, woh taste aayega. Phir bhi agar vanilla essence na ho, tab aap ise skip kar dein.
Lekin vanilla essence thoda sa bhi zyaada ho jaaye, tab flavor badal jaayega, ise bilkul thodi si miqdaar/amount mein daliye. For example add in drops.
askm apki recipies hamesha lajawaab bane hai .harki siko ab koi pakwaan ki tention nahi.explation bhi itni clean hai ki kiya bataayein. jazakallah.laikin maragh hyd zara sa alag bataya. cream ka zikr nahi kiya? kiya optional hai? .pls answer.
Assalamu alaikum, aap ka bohot shukriya, mai saudi me hoo aor, mai aap ke videos dekh ke pakana seekhroo. isse bhot fauyda hora keep making videos plz, condundes milk awr khowa dono me kia fark hai, plz bataiye, aor mereku gajer ke halwe ki recipe ki zaroorat hai. plz upload the vid. Allah apko jazae khair de. Hafiz Syed Riyaz.
+Riyaz Shah Wskm Mr Riyaz. Shukriya ke aap hamare videos dekhte hain, sunkar bahut qushi hui ke aap pakana seekh rahe hain hamare videos ke zariye. Khowa ki jagah aap condensed milk istemaal kar sakte hain, condensed milk wahi taste dega, sirf us mein shakar hoti hai Isi liye condensed milk istemaal karein tab, shakar kum kar dein. Gajar ka halwa recipe hum ne upload kar di hai, aap search kar sakte hain.
Assalamualaikum maimoona yasmeen ji mai aapki har recipe follow karti hun. All are gud in taste n very easy to cook . Thank you so much for sharing your recipes n plz mere liye saboodana kheer ki recipe upload kijiye na. Plz
Maine is Eid ul zuha me ye Hyderabadi kaddu ki kheer banayi ma shaa Allah itni lazeez behtareen lajawaab bani sab ne taareef ki bahut zyada pasand kiye khoob khaaye mujhe bahut zyada izzat Mili main is recipe Ko try karke bahut khush hoon Di is tasty sweet recipe ke liye aapka bahut bahut shukriya Di 🌷 Allah bless you
Assalmalykum Hydrabad wala sa kadu ki khir bahad assani bana ka tariqa maloom howa Hum to kadu ki khir may corn flour bi dalta hai is ko gadha karna ka liya ya thik hoga kiya
I tried this recipe it was amazing in my first attempt itself...Best kaddu ki kheer racipe
MashAllah Soo Yummy 😋
Màsha allah aap nay har recipe bhot achi tarha ba taye thank you
Sania Firdous vh
asalam walekum w w...mashallaha bhth achi recipe bataya... mein try Kari ghar pya
Mashallah muma pani aagia mai banaya kheer bohot acchi bani khova khova arra ta muma pani aagia thank you
aasalamulekum bhai apne kheer BANANE ke asan method batai hai jaldi banate very good work keep it up
Walaikum assalam sister Nishat. Bahut shukriya hamare videos ko pasand karne ke liye. Thanks for your support. Take care.
Asalam walekum. Sabhi tareef☝ Allah kaley hai or us k bad aap k recipes ko.mashallah 👍👍
Mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah
My Fvrt kheer it's yummmm
Nice recipe sir 😍🤑
Thanks
Meri bhi fav hai
as salam alaikom yaseer ji shukriya ye recipe batane k liye meine ye recipe try ki pehle he bar me lajawab kheer bani subko bhout pasand aayi thank you soooooooooo much yaseer ji :-) or aaj mein hyderabadi motton biryani banane wali hu
Walaikum assalam dear Riyan. Sunkar bahut khushi hui ke apko kheer ki yeh recipe pasand aayi. Apka shukriya humse connect hone ke liye. Mutton Biryani kaisi bani, apni rai zaroor share kijiye. Take care.
Masha Allah bht sahi thi recipie aunty ki mehenat Aur bhai apki b mehenat se masha Allah subscribers hogai apke Allah apko bhr tarakki de Ameen
bhot bhot shukriya aap ka , Australia mei banai mai ye😂😂😂
bhot tasty bani ALHAMDULLILAH
As salaam u alaikum
Your all resipice are very magnificent we try every Friday and Saturday with my all friends they love very much
Assalmu alaikum apkolog ek tarikha mujhe bhut bhut pasand hai jo ke aplo har cheeze tarteeb se samjhate hai kitne gram use karna har cheeze thank u alot
Sweet me mai worse hu kbhi proper nhi hua mujh se lakin jb aapki yeh kher exact quantity try kare really it's simple and delicious.
I made this😘 itz yummmmmmmmmm😋I added fresh cream while serving on top...
Mujhe Apke ache lage ji
Mashallah ur urdu is awesome much better than English version. ...This language is our Hyderabadi pride even if we r in a foreign country ...Please continue the good work on UA-cam
assalamualaikum ....ji maine bhi dam biryani banaye the bhut maze dar howi .....aise ache se bataye ...shukriya ji apak ........
Masha allah bhai, boht acchi recipe h jazakallah khairan 💚
Assalamualaikum...
Aapki har recipe ek dam perfect Hoti hai... apka pakwaan ka tareeqa A1 hai..👍 Masha Allah...👌 Jazakallah Khair...
Shukriya sir aaj apki ye kaddu ki kheer wali recipe masha allah subhan Allah bahut achi bani hai thank you so much sir 🥰
Aslkm, sunkar bahot khushi hui Ms Zooya. Apni rai dete rahiye.
Aslkm, bahut achi aur asan kheer banaie hai ap nay Thanks a lot, may try karungi, Allahafiz
Walaikum assalam dear. Zaroor try kijiye aur hamein apni rai bhi dijiye. Ummeed hai ke apko iska taste pasand aayega. Take care.
Masha allah bahut pyare recipes hai......very nice
Asklm, Imran Bhai. Sunkar bahut qushi hui ke apko hamare recipes pasand aaye. Bahut shukriya humse judne ke liye. Take Care.
so sweet and bahot accha bataya apne ...ye kheer meri fvt hai
Assalam alaikum, bahot shukriya! Zaroor try kijiye, inshallah apko iska taste bhi bahot pasand aayega.
May ne aj kadu ki kher banai so nice but kher bahot patli bani aisa kyou pls reply and condens milk ka matlab bhi bataiya and taste is superb 🍲
Looks yummy .. Mom used to put Kewra instead of the Vanilla essence. Will try inshallah.
Thank you for sharing.
wah yaser sahab.aapki recipe laa jawab hai
I tried this recipe everyone loved it . Thanks for sharing
Thank you so much app ne bahut hi achi tarha se explain kiya hai very halpfull video
hmne ye recipe muharram 1440 ko bohot khoob mashallah
Masha allah barak allahu feee...... All of your recipes zabardast.....
Thnku..so simple..aaj hi try kringe😍
mashallah aap bohut qoob bolte hai its awesome video :-)
G Aaslamwalekum.maine aaj aapki kadu ki kheer banayi bhaut hi lazaia
aapki receipe humein bht pyari lagi
I follow this receipe n I gt good result full comments n its soooooooo yummmyyyy delicious😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋😋thnks for this uploads
my favourite meetha..thnkq for d recipe..now i can make at home..
Mashallah bhaiya aapane bahut acche tarike se samjhaya hai bataya hai
amazing...m following u from a while..m impressed alot n m making ds dishes n dy r cmng out gr8..thanx
+Asiya Hamid Nice to hear from you Ms Asiya and thank you for following our videos.
Hi... Tried this today taste is very good and looks great thank-you so much....
Assalamwalekumwwwa bhaijjn apa bhahot khooob dis is my fvrt chnnel
Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa barakatuhu bahut hi Lazeez
Aslmvlkm, bht acchi kheer banai aapne. Mashallah......
I hav tried it...it turned to b awsm!!! Thku bro fr such a Delicious recipy
iam from kolkatta
i love this hyd style sweet world famous dishes
thanks for guiding thus best sweet preparation method
Wow very nice 👍 yummy 😋 recipe bahot khub.
Mai ajj banai so yummy 🥰😊
Nice.... I like your easy and simple recipe videos.
Your short videos are amazing, Informative and perfect for the recipe and taste. God bless you, keep it up bro.....🎉
Aap bahot achche recipes batate hai
very nice recipe.thanks i had made it .it is superb .
bht aasan bataya hai apne me aj zaroor try karongi thankyu 😊😊
Lovely recipe.. Making it now.
Hey I do NOT have condensed milk.. so what can I use instead of that ???
assalamalikum...aap ki sari recipes bahot achchi hoti hai.
kaddu ki kheer me vanilla assence daalna zaroori hai kya??please batae zaroor
Walaikum assalam dear Aabeda. Vanilla essence se taste enhance hoga aur marriage functions mein jo banti hai, woh taste aayega. Phir bhi agar vanilla essence na ho, tab aap ise skip kar dein.
Lekin vanilla essence thoda sa bhi zyaada ho jaaye, tab flavor badal jaayega, ise bilkul thodi si miqdaar/amount mein daliye. For example add in drops.
thank u for ur sadden reply....thank u .waise kal main ne bina vanilla essence ke kheer banai thi sab ko bahot pasand ai
yasir explanation is exlent ur recipes r awsome
Aslkm, thanks a lot for the compliment sister Raffath Jabeen! Pleased to know about your views. Take care, may Allah bless you.
Very nice recipe which makes the dish yummy
woww yummy tasty khaddu ki kheer
masha Allah bahut simple hai. thank u
Superb bhai... Nice, i will try...
Mashalla bhort aach hai kheer super😐
askm apki recipies hamesha lajawaab bane hai .harki siko ab koi pakwaan ki tention nahi.explation bhi itni clean hai ki kiya bataayein. jazakallah.laikin maragh hyd zara sa alag bataya. cream ka zikr nahi kiya? kiya optional hai? .pls answer.
bohat achha explanation hai☺👌
i am going to try this kaddu ki kheer i hope the taste is gud 😊
Assalam alaikum dear Riyan. Will be waiting for your feedback. Take care, hoping to hear from you soon.
Aap ki video bhut achi hai our aawaz bhi achi hai
Assalamu alaikum,
aap ka bohot shukriya,
mai saudi me hoo aor,
mai aap ke videos dekh ke pakana seekhroo.
isse bhot fauyda hora
keep making videos plz,
condundes milk awr khowa dono me kia fark hai,
plz bataiye,
aor mereku gajer ke halwe ki recipe ki zaroorat hai.
plz upload the vid.
Allah apko jazae khair de.
Hafiz Syed Riyaz.
+Riyaz Shah Wskm Mr Riyaz. Shukriya ke aap hamare videos dekhte hain, sunkar bahut qushi hui ke aap pakana seekh rahe hain hamare videos ke zariye. Khowa ki jagah aap condensed milk istemaal kar sakte hain, condensed milk wahi taste dega, sirf us mein shakar hoti hai Isi liye condensed milk istemaal karein tab, shakar kum kar dein. Gajar ka halwa recipe hum ne upload kar di hai, aap search kar sakte hain.
Mashallah bhut aache racpe the
Maine ghar par banaya tha ye kaddu ki Kheer bahut yammi bani tho thankyu
Mashallah bahut khoob.i will try to tomorrow..
Assalam alaikum, bahot shukriya! Apni rai zaroor dijiye try karne ke baad.
Original Hyderabadi kaddu ki kheer I like it
aasalam walikum mam apki recipe kadu ki kheer may nay try kiya it's a🎂wesome so nice kya ap mujhay rose cake bataiyea na pls
Mashallah sabko pasand aya
Aslkm.aapke sab dishes laajawab hai
Assalamualaikum maimoona yasmeen ji mai aapki har recipe follow karti hun. All are gud in taste n very easy to cook . Thank you so much for sharing your recipes n plz mere liye saboodana kheer ki recipe upload kijiye na. Plz
assalamalikum i like ur
recipes its quite easy and tasty too.
Walaikumassalam. Glad that you liked our recipes. And Eid Mubarak.
n
Thank u fr ds best vdo recepie...kitne members ki serving hosakte hi itne saare me ??
Alhumdulillah I made it recently..it was the yummiest. Thanks for the recipe
Anyone interested to listen QURANIC TAFSEER IN HYDERABADI SPECIALLY FOR KIDS PLEASE VISIT MY CHANNEL ua-cam.com/video/HX1tYzbay_0/v-deo.html
that looks great....
what can I substitute khowa with?
Hello dear. You can always substitute khowa with milkmaid. But reduce the amount of sugar as milkmaid is already sweetened.
@@Hyderabadwala 4
@@Hyderabadwala Thank you for the tip :)
mashallah looking gud n tasty ....kaddu kitne laana padega 2 1/2 cup granded hone ko
Maine is Eid ul zuha me ye Hyderabadi kaddu ki kheer banayi ma shaa Allah itni lazeez behtareen lajawaab bani sab ne taareef ki bahut zyada pasand kiye khoob khaaye mujhe bahut zyada izzat Mili main is recipe Ko try karke bahut khush hoon Di is tasty sweet recipe ke liye aapka bahut bahut shukriya Di 🌷 Allah bless you
Maa Sha Allah. Excellent recipe
Bahoot khoob🎉
Bhaut acchi bani hai.shukariya.
mashallh kher bhohath ache bani
Assalamualikum very very nice vedieo thank you so much
assalamualaikum warahmatullahi wwabarakatuhu. Mashallah bhtt hi khuubsurat recipe haii. Aapka bht bht shukriyaa. Allah hafiz 😊
Thanks main ne try kiya tha bhut accha bana tha
A mera sab se fvrt sweet hai I really like this, Mae zaroor ese try karungi. Very easy process and too good explanation thank u bro.😄
We made it and it’s just awesome I love it
assalamu alaikum
Masha Allah Yummy kheer
I cooked it, and it's so 😋 thank you for the recepie
good I like all videos of Hyderabad wala.com 😊
Thank you for this video bro😊
Mashallah bahut best
V nyc v authentic luved it
Wow yummy it's looks really tasty
Assalmalykum
Hydrabad wala sa kadu ki khir bahad assani bana ka tariqa maloom howa
Hum to kadu ki khir may corn flour bi dalta hai is ko gadha karna ka liya ya thik hoga kiya
Walaikum assalam brother Sulaiman. Achha tariqa hai kheer ko gadha karne ke liye. Aap zaroor try kijiye.
Easy recipe. Jazak Allahu khair
nice bohat aacha hi aur aasan hi thanks
Thankyou! We made it today and it came out delicious!!!
Aslkm Nusrat. Glad you liked it!
Yasar bhai JazakaAllahu khair
Assalam alaikum brother Zafar. Ummeed hai ke apko iska taste pasand aayega. Take care, Jazakallah Khair.
Buhat tasty bana yasir kash k pic bhejpaty mamuna baji apko banaye baad ki