Assalamualaikum MA SHA ALLAH bohat achi tareeqe se banaye aap easy way me sikhate aap hamesha har recipe allah apku hamesha khush rakhe aur apku har pareshaniyo se door rakhe AMEEN SUMMA AMEEN👍😊
Wahhhhh kamal kardiya apne tou👍. Kaddu ki kheer ka ek khas ingredient hai "green rose essence" last me ye essence add kijiye, bawarchi vali kheer jaisi mehek hoti hai iski, ye essence green colour ka he hota hai isliye colour daalne ki bhi zarurat nai, key ingredient hai ye. Vanilla essence skip kar k sirf green rose essence daaliye.
For Ingredients do check the description
Dabudana Dale toh paka k dalna kachcha
kachcha
Mawa nahi ho to kya dal saktey hain?
@@naziarauf3005 qalaqn dalo min ny bhi aiesa banaie bhut zabr10 bane kher
@@naziarauf3005 mava nai hai
tho bava dal dana
Jis ko ni ata cooking apk channel se acha sikjasakte masha Allah 👍
Aap ke recipies ke wajah se ye lock down me ramzan ka mahina bhot zabardast gaya.
Jazakallah khair
Askm didi waqhe m didi aap bht zaberdat aur dekhne m to bht lazees dikhte h recipes kheer b ek dsm asan h super👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
Awesome recipe 👍😁 very nice tq for sharing
MashaAllah.. very yammmmmm. Kiraak
Bahut acchi banaye aap kheer yammi yammi
Assalamualaikum Aunty vvv nice Receipe
Mashallha mai ajjj hi try Karen ge thanks. Baji😋
I tried this recipe and it's turned out very good
anti apka jo andaaz hai samjhane ka ka wo bahut acha hai
Shukriya
Mashallah bahut jabardast banaya ap
Bahut acchi khir banaya aap Alhamdulillah sem aapke jaisa main bhi banai aapka bahut bahut shukriya
Assalamualaikum I tried this today and it is masha Allah, Hyderabadi me bole to kiraaak bani 😜😜😜
Bulao kabhi phir khane K baad hum b kirrraaakk tareef karate 🤨🙄
Bahut acchi hai kaddu ki kheer👌👌👌
Bahut tasty bana, lazeez👍
Nice ap ke recipe buht Acha hai
Mashallah bohot achcha samjhaya aap ne shukriya
Assalam u alaykum appki dishes bahut achhi aur mazedar rahte
Masha Allah aaj tak mai kaddu ki khier nai banai nai aata tha insha Allah aap ki recipe bahout aasan hai zarur banaungi
Inshallah achi banige app try karye
@@mykitchentastydishes thanks for replying hyderabad ka famous mirchiyan ka salan shadiyon wala plz iss ki bi recipe share kigiye
Aap k bolne ka andaz aur aap k pakwan dono lajawab❤
Masha Allah mam maine try kya bhot mast tasty bane hy Kheer😋😋😋😋
Shukriya 😊
@@mykitchentastydishes apke sare dishes easy hy
@@mykitchentastydishes maragh bhi try kya bhot taste bane hy maragh dish yummy 😋
Mashallah bahut achcha hai aunty
I will try this kheer recipe so tasty making now
Thanks
Jazakallah khair
Aapa ek dum mast bana aur Shukriya recipe share karne ke liye..😇
Shukriya
Mam bht acchi bani mana try ki❤
ماشاءاللہ بہت اچھی ہے
بھن جی
Mashallah aap ka baat Karne ka tarika mujhe bhoot pasand aaya or aap k recepis k bare shayad mere pass alfaaz nhi hai
Maasha Allah bhot easy method bataye aap.Shukriya Aunty.
I like ur recipes and ur voice
Masha Allah perfect kaddu ki kheer my favourite
Assalamulaikum Allah aapko hamesha khush rakhe Ameen Jazakallah khair
Ma Sha Allaha very nice good
My banna ke dikhi mashallaha bhot achi banny meadam
Bhut hi simple aur bahut hi mazedaar
Banane se Jada apki bato k tarika achcha laga
Shukriya
@@mykitchentastydishes aur shukriya kal Mera birthday hai apki khir jarur try krunga ...
Buhat mazy ka hy I am form hedrabady from karachi Pakistan
Mashallah mashallah Aap ka samjhne ka tarikha bht Aacha hai
Lajawab..😋😋😋 I like it...😋😋😋yumm..😋😉
Shukriya
Masha allah bahot achi bani thi
Jazakallah khair
V nyc.v tasty
I'm gonna make it today.. Aap ki recipe dekh kar aaj frst tym... 😇😍😍😍
Assalamwalekum Aunty mashallah vvv nice Receipe
Assalaamu alaikum. Mashallah. Bahut tasty bani kheer aap k video dekhkar maine banaya. Thank you.
Walaikumasalam 🥰
Mashallah aunty easy method aaj mai banayi apke method se it was really delicious thanks
Masha Allah 👌🥰♥️ yummy yummy 😋😋😋
Apki bat karne tarika bahut acha hai anti
Masha Allah gud explanation
assalamualikum, mashallah kya kheer hai🍚🍚🍴
Mashallah bht Achi hai Mai bht din se mere bacho ko boli Eid ku banati ap se sikhi ab kal banati
Mashaallah nice explain
Hyderabadiy dishes are very testy
ماشاءاللہ بہت ہی لاجواب بنا ہے 🌹🌹🌹🌹🌿🌿🌿🌿👌👌👌👌👌
Begum, your explanation is easy to learn, thanks.gid bless you
Bahut acha hye me bhi banaungi ap ko hindi nehi ati lekin recipe bahut bahut teste hye
Mashallah 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Jazakallah hu qair Aunty 👍👍👍👍👍👍👍
Very nice😊❤
Mashallah looking yummy yummy
1 no baji
MashaAllah mam such amazing recipe
Mashallah bohot acchi recipe hai thanks
Bahuth achcha hai madam
Ye kheer m basmati rice nai dale to gaadi kaisa bantu
Masha allah zabr10 😋😋😋😋😋
Tq madam g. Bhohath echa banaaye aapka danyavadh....I like ur kadhu keer
Assalamualaikum MA SHA ALLAH bohat achi tareeqe se banaye aap easy way me sikhate aap hamesha har recipe allah apku hamesha khush rakhe aur apku har pareshaniyo se door rakhe AMEEN SUMMA AMEEN👍😊
Bohat aala
Subhan Allah
Maza aagaya baji
Wow mam so testy thanks for making
wha wha kya baat hai kaddu ki kheer bhout zabreen
zabreen zabreen
ap ka haat ki har chees zabreen
masah allah
reply ASAP
Masha Allah bhut ache hai
Like share and subscribe to my channel and kindly support me
Mashallah..bhot hi zaberdast lajawaab 😘😘😘😘👌
Kiya maja aya
Assalamu alaikum Begum aapki method se banai Hui Kheer bahut acchi thi thank you
Walaikumasalam shukriya
aap bahut acche dish sakte hain
Very tasty mouth watering
Madam
MashaAllah bahut achi tareeqe se bataye ap ..jazae khair de Allah apko
Thank you for video 😊
jhazakallah...too much delicious..i tried it every one liked it very much
Thanks for trying my recipe
Masha Allah....aapka lehja mihay bhth hi pasand hai...mai kch arsa hydrabad reh chuki hoon...recipie bhi bhth achi hoti hai
Jazakallah khair aap ka
Love the way you speak. It feels home... :)
Sahi kaha
Very tasty 😋😋
Mashalla mashalla
Vari nice bahot achi hai aap ki kadu ki kheeer😚😙😍
Assalamualikum
Maine ye khir try ki masha allah bhut testy bani jazak allah
Viewer's ap b try kro apno ko khilao niche recepi
We jazakallah khair
Mahi trai kari thi mashallha results achcha aya
Thanks for trying my recipe
Jabardasth
Warna kuenya mengikat hati
woow very nice
Mashallah kheer tho achi banegi hi, saat me aap ka Jo bolna ka tareeqa hai us se zaekha aur bad jata hai. Thnq mam
Mashallaha
Like and comment for sharing my fav recipie apka explanation bahut clear hai thanks.
Shukriya
Mashallah baji
Aunty ekkk nmbrrr ...... 🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
Assalamualaikum..my kheer curdled while making this
Madam aap acccha bolre thanks
Dekhne may tastyl lag raha hay
Haan banake dekheye
Mashallah..nice..
Genuine. Lady
Wahhhhh kamal kardiya apne tou👍. Kaddu ki kheer ka ek khas ingredient hai "green rose essence" last me ye essence add kijiye, bawarchi vali kheer jaisi mehek hoti hai iski, ye essence green colour ka he hota hai isliye colour daalne ki bhi zarurat nai, key ingredient hai ye. Vanilla essence skip kar k sirf green rose essence daaliye.