@@singhnagra1540 soil basically thoda hard ho jati hai. Isliye moss grass ya phir cocopeat me vermicompost mix karke air layering ho skta hai. Mitthi me thoda vermicompost add karke and kuch is tarah se bandh kr dekh lijiye ki usme Pani dal paye bich bich me.. jaise plastic ke glass ko Katt kr soil bharkr upper thoda Pani dalne ka option rkhna.
@@Shivadi30 actually mere yahan sandy soil hai " Retli mitti" Maine ek baar nembu pe try kiya tha aur ho gaya tha but roots choti thi to agar thoda vermicompost mix karke try karein to ho sakta hai
Sir namaskaar last year sarso ki khalli use krne se mera 1/1-2 year old lemon plant mar gya ab me new layee hu pls sarso ki khalli ka use detail me btao kaise or kis mousam me Krna chahiye or kis mousam me nhi ??????
Micronutrients compost aur mitti ke andar maujood hote hai. Fir bhi kai baar tub me inki kami ho jati hai . Jo ki fal phool jharne , phool na aane Aur patte jalne ke karan ho sakte hai . Market se aap ise lekar paudhe per spry kar sakte hai.
Sir, aapke plants bahut sunder hain, sir mere hibiscus ke leaves choti aur sikudi hui aa rahi hain, maine pesticides bhi use kiya par koi asar nahi hai, please sir meri help karen
Sir abhi barsat ke samay me lemon ka plant laga sakte hai gamale me. Nursery balo ne bola ki abhi barsat ke samay me lemon ka plant Nahi lagane ke liye
आप बारहमासी नींबू का जो पेड़ दिखा रहे हैं बाजार में तो वह मिलता नहीं है हम नींबू का पेड़ लाए थे लगभग 2 साल हो गए हैं लेकिन उस पर नींबू आते हैं गिर जाते हैं इसके बाद क्यों नींबू बज जाते हैं उनमें रकम और बीजों की भरमार होती है कृपया क्या आप हमें आपने पूजे जैसा नींबू का पौधा प्राप्त करने की जगह बताएंगे हम मोदीनगर में रहते हैं
सुरंजन जी जितनी बेहतरीन बागवानी करते हैं उतनी अच्छी जानकारी भी देते हैं। धन्यवाद।
Yehi to baat thi very good 👍
बहूत अच्छा विडीओ बनाते हो आप. अनावश्यक म्युझिक नही, तेज आवाजमे बकबक नही. शांतीसे सबकुछ सुननेको मिलता है. शुक्रिया जी.
आपको सही जानकारी मील सके यही मेरा उद्देश्य है। इस सुंदर कॉमेंट के लिए आपका हृदय से धन्यवाद।
Thank you sir aapka har video bahut achcha rahata hai bahut jankari milati hai
Thank you so much.
How healthy n plenty of Lime. The owner is so Growing well. Very Nice. So Generous if him..
Thank you
Bahut hi badhiya sir good job👍 👌👌👌
Thank you so much.
Bout khub sir
Thank you so much.
Sir.this lemon plant is the best
Thank you so much.
Thanks for sharing 👌👌👌👍👍 nice mene bhi lgai hai merebhi lg gai hai nubuki cutting
Very good.
Lk48 very beautiful and healthy plant 👌 bahot achchhi jankari di aapne bhai
Thank you so much.
अऔउऔअअऔ¥ईशड
A
छान विडीओ
.
बहुत बढिया।
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद !
Veri nic
Thank you so much
Moss ghaas bahut mehanga milta hai
Yah Moss grass kahlata hai bryophytes Pahadon Mein Uttrakhand mein😊 mein Milte Hain
Thank you for your information
Well done bro 🎉
Thank you so much
very nice...bro niche ka extra part jo hoga..usko cut krna jruri h ya nhi..?
Very useful information thnx sir ji
So nice of you
Very nice 👍
Thank you so much.
Nice sharing 🙏
Thank you so much.
Sir lemon plant per video banane ke liye thank you
Thank you so much.
WONDERFUL 🌹🥀🌻
With Best compliments from Pakistan
Thank you so much, Munna ji. Voha ke halaat kya hai ?
Good job.
Thank you so much
Bhai up my to pahaad hi nahi to ghas kaha milygi doosri chij kya badhy kalam my
Moss grass kise bhi nursery mein mil jata hai chahe to aap cocopeat ka bhi use kar sakte hain
😊😊 9:47 😊
All time kagji lemon
Very nice
Thank you so much.
Kya ap plant online sell krte hai
થેન્ક્યુ ભાઆ
Thank you so much
It's moss Grass. And used for airlayering purpose.
Thank you for this useful information.
Iski jagah mitti use kar sakte hai?
@@singhnagra1540 soil basically thoda hard ho jati hai. Isliye moss grass ya phir cocopeat me vermicompost mix karke air layering ho skta hai.
Mitthi me thoda vermicompost add karke and kuch is tarah se bandh kr dekh lijiye ki usme Pani dal paye bich bich me.. jaise plastic ke glass ko Katt kr soil bharkr upper thoda Pani dalne ka option rkhna.
@@Shivadi30 actually mere yahan sandy soil hai " Retli mitti" Maine ek baar nembu pe try kiya tha aur ho gaya tha but roots choti thi to agar thoda vermicompost mix karke try karein to ho sakta hai
Jisame grafting karni hai usme phal laga hua hona chahiye kya sir ya koi bhi branch chalega
Jis branch per phal lagte ho usi per grafting hoti hai
Good
Thank you so much.
good
Thank you
Kun mahineme kalami success hogaa
Abhi barish me kalam bandhe
Aap tharmacol ki peti khan se late h
Fish market se purani peti .
Kalam me kitna time lagta hai
2 mahine
Moss grass h wo ksisi bhi nursery ya gardening bshop se mil jayega
Thank you for your information.
Bahut badiya video bheayaa me bhi uttrakhand se hun ak neembu ka plant Bhopal bhej de please.🙏👌👌👌
Thank you so much. Jinhone ye kalam banaya hai unka no. Video me hai . Unhe phone kare.
Thank you bheayaa reply to me🙏
Video start at 5:00
Sir namaskaar last year sarso ki khalli use krne se mera 1/1-2 year old lemon plant mar gya ab me new layee hu pls sarso ki khalli ka use detail me btao kaise or kis mousam me Krna chahiye or kis mousam me nhi ??????
ua-cam.com/video/EEPOnCPy8UI/v-deo.html
Thanku sir bahot achi jankarimili apse.mossgras hamare yahan nahi milta .ap adresh ya contek no bataneki krupa kare
Aap mossgrass ki jagah cocopit ka bhi use kar sakte hain . vaise donon hi chijen aaspaas ke nursery mein aapko mil jayegi
Soil laga kar kalam kar sakte hain kya
Yes, cocopit ya varmi compost ka bhi use kar sakte hai
Sir micronutrients kya hota h kya isse mkt se lena hoga ya ghar or bhi bna skte h
Micronutrients compost aur mitti ke andar maujood hote hai. Fir bhi kai baar tub me inki kami ho jati hai . Jo ki fal phool jharne , phool na aane Aur patte jalne ke karan ho sakte hai . Market se aap ise lekar paudhe per spry kar sakte hai.
Nebu ki Kalam Kish manth Main lagani chahiye bhaiya
Abhi bhi laga sakte hai
👌👌👍🌹🌹🙂🙂🙏
Thank you so much.
Sar mere pass Biju paudha hai usmein main Kalam kar sakti
Jis branch par fal phool aa rahe ho us branch per goti bandh sakte hai. Barsat ke dino me karna achchha rahta hai.
Sir, aapke plants bahut sunder hain, sir mere hibiscus ke leaves choti aur sikudi hui aa rahi hain, maine pesticides bhi use kiya par koi asar nahi hai, please sir meri help karen
Mitti me humic acid ka prayog kare
Konsa month greafting karna hy
जुलाई,अगस्त, सितंबर
सर हमारे नींबू के पेड़ पर न फूल आते हैं और न कलिया दो साल पुराना है
वर्मी कम्पोस्ट डाले साथ ही माईक्रोन्यूट्रिएंट का स्प्रे करे । बीज का पौधा है तो अभी भी एक डेड़ साल लगेंगे ।
@@hamaribagiya22 धन्यवाद
Dada may bhe plant's lagnay ka shokeen hay
Very good
Haldwani me koun si jagah hai iski shop jahan ye grass milti hai
Is number per phone karke puchhe - 490 69242
Kaha se liya
Kya ये सही नम्बर है जो आपने दिया है
पौधे की दंडी कितनी मोटी होनी चाहिए।
Pencil aur pen jaisi
@@hamaribagiya22 Thanks
50 % gobar khad, 25% balu, aur 25 % cocopeat. Mitti use nhi ki??
Ok, no problem
My lemon tree has grown but no fruit
Use less water
Oo Bhai cambium layer koun utarega...???
Iss vidhi me upri chhal hi utarna hota hai.
Sir abhi barsat ke samay me lemon ka plant laga sakte hai gamale me. Nursery balo ne bola ki abhi barsat ke samay me lemon ka plant Nahi lagane ke liye
Nursery se phal lage plant lakar rakhe. 20 din usi pot ya polibag me rahne de. Fir use pot me repot kare . Drainage achchha hona chahiye.
Ye kaun si variety h lemon 🍋 ki. Mai bhi lai hun Delhi me
Unhone to barah maasi kagji nimbu bataya.
Sir this is layering not grafting.
Thank you for your information.
आप बारहमासी नींबू का जो पेड़ दिखा रहे हैं बाजार में तो वह मिलता नहीं है हम नींबू का पेड़ लाए थे लगभग 2 साल हो गए हैं लेकिन उस पर नींबू आते हैं गिर जाते हैं इसके बाद क्यों नींबू बज जाते हैं उनमें रकम और बीजों की भरमार होती है कृपया क्या आप हमें आपने पूजे जैसा नींबू का पौधा प्राप्त करने की जगह बताएंगे हम मोदीनगर में रहते हैं
Lokal nursery valo ko kagji nibu lane ke liye kahe vo la denge
Bood
क्या आप अपना फोन नंबर बता सकते है
Gardener ka Mo. No. 91490 69242
Mera 9012225393
Kalam me kitna time lagta hai
2months