Tvs ke mechanic ko is video ko dekhna chahiye...I am also facing the same problem...Bar bar complaint karne ke baad unka yahi kehna tha aapka fuel pump kharab ho gaya hai...jabki fuel pump work kar rha tha...choti si problem ki wajah se 6500 rs ka fuel pump change karne ko bolte hai.... Aiise mechanic har TVS ke service center me hona chahiye jisko proper knowledge ho FI (BS6) variant ki Thankyou for sharing this knowledgeable video
Exactly TVS ke pass aise mechanics nhi he jo bs6 bike ki problem ko smajh paye ..Apache 160 4v or 200 4v ko dekhte he hath khade kr dete he ..ab kaha jaye coustmer bike ko leker jab service center wale aise krenge to...Tvs ko dhyan dena chahiye ya sirf bike sale krne tak simit he ..
Apache 1604v m neutral light on nahi hota kabhi kabhi or na he start hoti hai fir clutch press krne pr bhi nahi hoti start fir key on off krne k baad he start hoti hai kya problem hai
Is anyone facing the starting issue? Like when we ride the bike and stop it for 10 to 15 minutes the bike takes at least 3,4 selfs to start. Plz let me know
Bhai sahab Mera bhi Apache 160 4v bs6 bike hai Magar 25 se 30 ke andar jhataka leta hai kyon kabhi band ho jata hai FIR chalu ho jata hai kyon thoda jaldi bataiye bhaiya
Tvs ke mechanic ko is video ko dekhna chahiye...I am also facing the same problem...Bar bar complaint karne ke baad unka yahi kehna tha aapka fuel pump kharab ho gaya hai...jabki fuel pump work kar rha tha...choti si problem ki wajah se 6500 rs ka fuel pump change karne ko bolte hai....
Aiise mechanic har TVS ke service center me hona chahiye jisko proper knowledge ho FI (BS6) variant ki
Thankyou for sharing this knowledgeable video
👍👍👍👍👍👍
Interesting video sir ji bus aesa hi video banate rhe
Exactly TVS ke pass aise mechanics nhi he jo bs6 bike ki problem ko smajh paye ..Apache 160 4v or 200 4v ko dekhte he hath khade kr dete he ..ab kaha jaye coustmer bike ko leker jab service center wale aise krenge to...Tvs ko dhyan dena chahiye ya sirf bike sale krne tak simit he ..
Nice ostad
Thenks ❤❤❤❤❤
Super pro....TN69
Bhai Aapki ye shop kaha par hai aap plz bta do apache 160 4v me yahi problem hai plz bta do aapko shop kaha par hai
Bhai iske iacv me 4 wair kyu hai kya kam hai iacv volve me wairing btaiye n
Supper work
Aap kaha se ho bhai
Nicework
Injector ke upar koi video bnao bhai ji
Best information
Bhai ki shop kha h
Hum to 3 saal se pareshaan hai same problem ko lekar mera new fuel pump laga Diya fir wahi problem aa gaya
Apache 1604v m neutral light on nahi hota kabhi kabhi or na he start hoti hai fir clutch press krne pr bhi nahi hoti start fir key on off krne k baad he start hoti hai kya problem hai
😅 bhai maja a Gaya dekhte
बहुत सुंदर
Apka garege ka Address
Bhai aapki shop kahan par hai
Kahapar hain ye bike shop
Meri bike bhi running me 40 to 50 me missing karto hai iska koi solution ho to bataye
Meri bike me bhi yhi problem he kya kru showroom pr bhi kuch nhi btate h
Nice
Osm sir
I am facing the same issue
Bhai mare baik apachi 160 4v ha 2mahina ho Gaya khad hue ko Ab karant nahi aa rahi h kuch bata do
Service center per check kara uske wiring par kahin per problem hogi bhai
Kaha pr h y service station address batao bhai please
Checkengine light bike ON ke badh bee off nahi hai😂😂obd scanner tho scan kardo konsa problem ooo
Is anyone facing the starting issue? Like when we ride the bike and stop it for 10 to 15 minutes the bike takes at least 3,4 selfs to start. Plz let me know
I am facing the same issue in rtr 200. (Bs4)
Bhai sahi krwata kya
Mere 1604v bs m bhi same problem h
facing the same issue from last 2 days...bs6 200 4v
Tappet setting and carburetor cleaning resolved the issue.
YE BIKE SUCCESSFUL NHI HAI..KUC N KUCH PROBLEM DETI RHTI HAI.mERI BIKE KO 2 SAAL HI HUE HAI..OR YHI PROBLEM AARHI HAI ,MISSSING KI
Address to bta do kisi ko jarurat hoti h to krwa le apse
Apache 160 4v vs wife hai uske bhi manaye start ka problem hota hai mujhe kuchh samajh nahin aata hai
भाई मेरे बाईक मे 70 का प्रेशर आता है यह प्रॉब्लेम है नाही
Bhai sahab Mera bhi Apache 160 4v bs6 bike hai Magar 25 se 30 ke andar jhataka leta hai kyon kabhi band ho jata hai FIR chalu ho jata hai kyon thoda jaldi bataiye bhaiya
Solution Mila
पुरानी वाली स्प्लेंडर में सेल्फ बनाने के बताए नहीं भैया कोई नंबर भी नहीं दिया
🙏🙏🙏🙏
Bs4 model ke baad jo bi apache aye hai sab bekar hai engine se leke fuel pump tak koi bi tvs ki bike na le
Bhai Aisa kuch nahi meri bike same problem hai return valve change karne ke baad bhi ye bhai jhut bol raha hai
Bike apne aap hi jara raise bhot jyada hi isey kaisa kam kare service center me bolthe isko kam karne ko ni aatha. Bhot waste gadi hi apache
Mere me bhi yahi problem hai race apne aap de rahi ... Service center wale to mahenga part hi change karne ko keh de rhe
Clutch press karne kabi kabi bike automatic band hogi h iska solution batao
Bhai contect me
Bhai please address de do aap
Bhai meri bike 4v h 160 fuel motor me problem aa jti h apna number de do bhai
Aap APNA number Bhejiye