Dost mera ek or channel hai " umesh Helping Hand" ise subscribe jarur kar le dost isme mai jarurat mand logo ki help karta hu dost ... channel ka link description me hai dost ..... please subscribe & support dost
Brother.. mera bluetooth ka icon to show karta hai but on karne se sirf searching devices dikhata hai magar search hota nhi.. Please give me a solution.
Yadi aapke Bluetooth mein koi bhi problem hoga setting se to troubleshoot se theek ho jaega aur yadi driver mein koi problem hai to purane driver ko install kijiye new driver ko install kijiye to Bluetooth ka problem solve ho jaega
mera leptop lenevo think pad windos 7 h bluthooth connect ho jaata koi arar nahi bata raha h but saund nahi aa rahi lisan to music par clik nahi ho raha h
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein Maine iska video banaa Diya Hai ki Bluetooth to connect hai lekin sound mising hai yah wala video dekh lijiye aapko solution mil jaega dost
Vaiyaa mera toh nahi huwaa ..kitna try kiya....PC me bluetooth device dikhataa hi nahi hai. Device and printer me vee bluetooth driver dikhaa raha hai.
Aap hai so check kijiye ki aapka Windows latest version mein update hai ya nahin iske bad aap Bluetooth support services ko on kijiye aur jo driver pahle se install hai usko uninstall Karke new aur latest varjan ke bluetooth driver ko install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
Device Manager mein Bluetooth Show nahi kar raha hai to sabse pahle aap bluetooth ka driver install kijiye jab tak Device Manager mein so Nahin Karega tab tak Bluetooth Kam Nahin Karega
Aapko apane laptop ke device manager me Jake check karna hai ki wireless network adaptor ya kewal wireless is tarah ka likha hai ya nahi ??..... Jyada jankari ke liye mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega kaise check kare computer me bluetooth hai ya nahi us video ko dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega " kaise check kare computer me bluetooth hai ya nahi or nahi hai to kaise laye" is video ko dekh lijiye bluetooth aa jayega
Driver install rahega to aapke device manager me bluetooth show karne lagega ...... device manager se hi to hum Jan pate hai ki bluetooth driver Install hai ya nahi hai
Ek bar Apne Windows yani operating system mein check kijiye ki koi update aaya hai kya yadi aaya hua hoga to use update kar dijiye FIR Apne driver ko update kijiye ya new driver install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
Bhai mast idea die me 4 din se presan tha ab hogaya bhai love you ❤️😘😘😘
Dost mera ek or channel hai " umesh Helping Hand" ise subscribe jarur kar le dost isme mai jarurat mand logo ki help karta hu dost ... channel ka link description me hai dost ..... please subscribe & support dost
Thank you Bhaiya 👌👌
Kya window 7 m alg se driver lgaana padega kya direct isme hi kisi software se open nhi hoga kga
Driver install Nahin Hai To fir install karna padega check kijiye Device Manager mein dikha raha hai ya nahin dikha raha hai Bluetooth
Brother..
mera bluetooth ka icon to show karta hai but on karne se sirf searching devices dikhata hai magar search hota nhi..
Please give me a solution.
Driver uninstall kijiye or new driver ko install kijiye latest version wala phir connect kijiye ho jayega connect
@@RiyanshTech uske liye net chaiye rahega esa na ho jo h vo bi jaye...net kese onn hoga ye puchna tha muje
Hp elitebook 8460p me bluetooth hardware hota h kya
Is laptop ko Amazon ya Flipkart mein check kijiye ki Bluetooth hardware ka support diya hai ya nahin pata chal jaega model no se
mere 7 ke 7 tarike asafal rahe ..mai kya karu
Yadi aapke Bluetooth mein koi bhi problem hoga setting se to troubleshoot se theek ho jaega aur yadi driver mein koi problem hai to purane driver ko install kijiye new driver ko install kijiye to Bluetooth ka problem solve ho jaega
3 no tarika may search button karne se blutooth setting nahi aa raha hai kya karu
Okay ispe ek or video banate hai
Bhai jab 3rd option mai apply par daba raha hu to ...device unavailable.setting can npt be saved ....ye likha aa ra hai
Aap apne driver ko uninstall karke new driver ko install kijiye
@@RiyanshTech new driver kaha se karu download
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko sara video mil jayega dost
Nahi hua yar kuch b.. Jo error aapke aa ra tha wo hi mere aara hai device unavailable wal
mera leptop lenevo think pad windos 7 h bluthooth connect ho jaata koi arar nahi bata raha h but saund nahi aa rahi lisan to music par clik nahi ho raha h
Mere channel per jaaiye Bluetooth wale playlist mein Maine iska video banaa Diya Hai ki Bluetooth to connect hai lekin sound mising hai yah wala video dekh lijiye aapko solution mil jaega dost
Vaiyaa mera toh nahi huwaa ..kitna try kiya....PC me bluetooth device dikhataa hi nahi hai. Device and printer me vee bluetooth driver dikhaa raha hai.
Driver install kiye the????
@@RiyanshTech sab kutch hai...USB me ek CD thaa woh vee install kiye. USB dongal vee connected hai.Window 7 32-bit hai meraa.
Windows 7 32 bit ka bluetooth driver install kiye hai???
Cmd comand se kese chalega pls bataiye ye sab fail h upaye
Ek bar Apne old Bluetooth ke driver ko uninstall kijiye aur new or latest version ke bluetooth driver ko install kijiye
Bhai jo yeh apne last me driver install kiya h mere pc me install nhi ho rha h problem aarhi h pls fix kre 🙏🙏
Kya bata raha hai??
@@RiyanshTech sir aap mere wattsapp number per ek baar message kre fir me apko live dikha dunga pls 🙏🙏
Instagram pe screenshot send kijiye
@@RiyanshTech id do
Link description me hai dost
Bluetooth ki option hi nhi aa rhi 3rd vale mein.
Or baki wale se aaya ya nahi bluetooth???
@@RiyanshTech no baki vale se bhi nhi aaya
Device manager me bluetooth dikha raha hai ya nahi???
Plz bhai mre problem sun ly mra laptop connect ni kr rha hh error kr rha h or discoverable likha arha h
Aap hai so check kijiye ki aapka Windows latest version mein update hai ya nahin iske bad aap Bluetooth support services ko on kijiye aur jo driver pahle se install hai usko uninstall Karke new aur latest varjan ke bluetooth driver ko install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
Csr bluetooh radi9 ka option nhi aa rha h
Device Manager mein Bluetooth Show nahi kar raha hai to sabse pahle aap bluetooth ka driver install kijiye jab tak Device Manager mein so Nahin Karega tab tak Bluetooth Kam Nahin Karega
Home theatre ka Bluetooth connect nhi ho raha Device pair failed dikha raha ha
Or baki device connect ho ja raha hai ya kewal home theatre hi connect nahi ho raha ??
Mere pure laptop me kahi bhi Bluetooth hi nahi likha hua h
Aapko apane laptop ke device manager me Jake check karna hai ki wireless network adaptor ya kewal wireless is tarah ka likha hai ya nahi ??..... Jyada jankari ke liye mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega kaise check kare computer me bluetooth hai ya nahi us video ko dekh lijiye aapko solution mil jayega dost
mera bhi same problem hai
sur mene ye tarika kiya lekin bluethoot setting hi nahi aaya
yha aakar me atak gya
Bluetooth driver install kijiye or operating system ko update kijiye or bluetooth support services ko on kijiye ho jaega
Download kar liye h fir blutooth nhi bata raha h aapke sabhi video dekh kar bhi try ki fir bhi nhi aa raha blutooth sir plz help me
Laptop hai ya pc, or windows ka version kown hai or processor kown sa hai aapka ??
psmd ekdm nhi aya
Bhai mere ma tooo Bluetooth radios hiii nahi ha tooo ma kya karu
Mere channel par jayiye bluetooth wale playlist me waha pe aapko milega " kaise check kare computer me bluetooth hai ya nahi or nahi hai to kaise laye" is video ko dekh lijiye bluetooth aa jayega
Ok
Not working
Divice manager mai blutooth nahi dikha raha
Apki sab vidio dekhi hai
Driver install kiye hai ???
Bhai Bluetooth radio nhi baatara hai
Iska matlab aapke computer me bluetooth ka driver install nahi hai to aap subse pahle bluetooth ka driver install kijiye
@@RiyanshTechbhai driver install hai phir b nhi dekha raha hai
Driver install rahega to aapke device manager me bluetooth show karne lagega ...... device manager se hi to hum Jan pate hai ki bluetooth driver Install hai ya nahi hai
But ye to 7 ka hai 10 me kaise kare
Ha dost windows 10 ka laptop jogad kar rahe hai jaise ho Jayega usme bhi batayege
Thank you Very much
Dhanyawad dost ❤️❤️❤️❤️
Issy bhi thek nhi hua or toubleshoot sy bhi nhi howa😒
Aap apne device mein check kijiye ki aapke device manager mein Bluetooth show kar raha hai ya nahin
@@RiyanshTech sir mere pc pe bluetooth to dekhi raha hai magar bluetooth settings kahi bhi nhi milrahi hai. Kya karu? Please bataiye
Thankyou Bhai
❤️❤️❤️❤️❤️
Not working 🚫
Ek bar Apne Windows yani operating system mein check kijiye ki koi update aaya hai kya yadi aaya hua hoga to use update kar dijiye FIR Apne driver ko update kijiye ya new driver install kijiye FIR connect kijiye ho jaega
Bulutooth nahi bluetooth
Ha dost
Koi fayad nahi mila
Driver change kijiye old wale ko uninstall kijiye or new latest version wale ko install kijiye ho jayega dost
Sare tarike kar liya but nhi hua aap apna mo no de skte hai kya,ya email id plz
Aap insta pe apana number dijiye Mai hi call kar luga