1:45 🤣😂 Same happens with me, my 1 plant is in the outdoor garden so sometimes neighbors and even people from 1-2 streets away, take the leaves and they don't even care for breaking the plant or number of leaves. Now there are seeds on it so I will ask them to have their own plant.🥲
Same with me, maine b plants per seeds rakkhe hue hain, her season mein sabko ye plant grow krk deti hu, fir b vo mere plants k leaves hi use krte hain, aur main apne liye park se tod kr laati hu😂
Bro gharwale hi nahi, bahut baar padosi bhi aate rahte hain maangne. Achhi dhoop aur saadhano ke hote hue bhi mahnat nahi karna chahte. Lekin koi phark nahi padta, plant us hi vitality se grow kar jaata hai. Yahi kahunga ki bahut sateek, particular pahlu include kiye gaye is video mein jo kadi patte ke liye hi they. Bahut help milegi is information se care aur maintenance mein. Black leaf fungal spots wala feature sabse unique aur important laga kyonki hamesha se hi dekhte aa raha hun lekin cause aaj pata laga hai aapse. Happy Gardening Bro !
Mere paas bhi ek bade gamle me 3 plant lage hua hai aur me kabhi kisi ko todne nahi deti . Mere balcony me hai ye even me khud bhi dusra niche ground pe bahut bada ped hai waha se lati hu. Actually maine last year mere plant me so jo bhi branches todi waha pe dusri new branches nahi aayi, isliye me uski had se jyada care karti hu, l luv it very much . Sir aap pls ye neemkhali n organic decomposed kaha se milta hai pls link send kare. Meta plant bhi kafi lamba hai. Meri area me muje nahi mila. Agar online ho to. I'm from Ahmedabad.
Hello sir bhut accha video hai, sir mera curry plant ki stem kafi thick ho gai hai but uski pattiyon me aapke jaisa growth nhi wo light green rehti hai dark green pehle rehti thi aaj se 2 year pehle aur ab ye plant 3 year ka ho gya hai 12 inch pot me lga hai root bound bhi mai check krke shi krti rehti hu plz help kriye jisse plant dark green leaves de aur bdi leaves de
Mere kadi patte ka paudha 3 feet lamba h aur uski tip par hi leaves hain.. Plant garden mein lgaya hua h...Neeche poora stem khali h..Aur main rajasthan se hu..Yhan abhi rain start hui nhi h.. Lagbhag 1 week lg skta h...To kya main uski hard pronning kar skta hu abhi..Ya thode din ruku...Abhi temperature bahut zyada h yhan.. Approximately around 40 degrees.. Plz advice paa ji👍😊
Sir ji namskar Mera meeta neem ke leavs achanak latke se ho gaye he ek seeds se grow kiya thaa lagbhag 5inch ka he ek narsary se 4 month pahale laya thaa es ki Abhi tak achi growth ho rahi thi ab achanak latak gaya he 2din jada barish ho gai thee kya karu
Shampey sir mayney 10 rose laa kar lagaeyey thy jismey sey 2 desi gulab they sab key sabkey dead hoo chukey hai...plz aap gulab per A to Z information hoo essa video baney bignners key ley plz
Mai bhi kitchen ke liye use karti hoo, pr mai uper tips se cut katri hoo to plant bushi bhi ho raha hai.🙂 Mere gudahal ke patte curl ho rhe hai...neem oil spey kiya.....koi upaay batae...🙏🙏
Sir maine curry leaves ki stem with roots neighbours se le kar lagai hui h uski height approx. 4.5- 5 feet h....or is plant me leaves sirr upar hi h toh sir me is plant ko bushy kaise karu..suggest me
😂😂 Mai khud hi aisa karti hun.... But leaves thodte hue...dukh bhi hota hai..... Kya kare kitchen me khane me achcha sawaad bhi to chahiye.... Isliye maine bhi 2 plant lagaye... Kari patte k
Mere sath aisa kch nhi hota ji q ki plants ka shauk mujhe h or ghr me hubby or beta h jo kvi ptte nhi todte mere pas 3 curry ptta ka plants h 4/5 ft ka cht pr or 1 ft ka kitchen k window pr
1:45 🤣😂
Same happens with me, my 1 plant is in the outdoor garden so sometimes neighbors and even people from 1-2 streets away, take the leaves and they don't even care for breaking the plant or number of leaves. Now there are seeds on it so I will ask them to have their own plant.🥲
🤣🤣
Same with me, maine b plants per seeds rakkhe hue hain, her season mein sabko ye plant grow krk deti hu, fir b vo mere plants k leaves hi use krte hain, aur main apne liye park se tod kr laati hu😂
@@poonamhasija6413 Kuchh to band bajana padega inka😂
Yaha to ek b leaf nhi rhne dete jaise unhone hi grow kiya ho 😭 bilkul badhne nhi dete curry patte ko
@@vihaansharma8325 Sahi kaha, mere yaha bhi aisa hi hota.... Inka sach mein band bajana padega
so best
Same
Sab ke sath
408 like...nice
Nice
Yes!! Same here. I get three curry leaf plant, and from that i reserved two plants for kitchen use because of my mummy and di!! 😅
Thanks for sharing
Many many thanks Dada
My mom also..
Yes here is same
Sahi hai bhai mers bi sath aisa hua hai
Mere paas y plant pot m grow nahi kr raha tha maine samne park k bahr jameen m laga diya ab bhaot accha grow kr raha h👍
Thank you so much
Thnx for sharing video 👍
Bro gharwale hi nahi, bahut baar padosi bhi aate rahte hain maangne. Achhi dhoop aur saadhano ke hote hue bhi mahnat nahi karna chahte. Lekin koi phark nahi padta, plant us hi vitality se grow kar jaata hai.
Yahi kahunga ki bahut sateek, particular pahlu include kiye gaye is video mein jo kadi patte ke liye hi they. Bahut help milegi is information se care aur maintenance mein.
Black leaf fungal spots wala feature sabse unique aur important laga kyonki hamesha se hi dekhte aa raha hun lekin cause aaj pata laga hai aapse.
Happy Gardening Bro !
Same happens with me.
👍🙏👌😊😊
Very nice information and beautiful plant
Thanks sirji
My
Thanks sir
Butter milk ka spray jrur krti hu
Shampy ji mera ek pot me 3 kadi patta ke plant hain...o jyada ghana nahi ho raha hain...kya main use alag alag repot kar du...
😁😁
Mere sath bhi
Mere sath
Mere saat bhi yahi hota h
Mere paas bhi ek bade gamle me 3 plant lage hua hai aur me kabhi kisi ko todne nahi deti . Mere balcony me hai ye even me khud bhi dusra niche ground pe bahut bada ped hai waha se lati hu. Actually maine last year mere plant me so jo bhi branches todi waha pe dusri new branches nahi aayi, isliye me uski had se jyada care karti hu, l luv it very much . Sir aap pls ye neemkhali n organic decomposed kaha se milta hai pls link send kare. Meta plant bhi kafi lamba hai. Meri area me muje nahi mila. Agar online ho to.
I'm from Ahmedabad.
👍👍👍
Sir kyari me lage hai unko kese repot kare ?
Zameen mei lage podhe ka repot kaise kare
Monsoon mid k baad kijiega waise zameen main laga to acha hai
Ants 🐜 baddi aati hay merey plants may voo bhi bateyey plz
👌👍
Sir मेरे पास दो palnt है तो जादा bushy वाले me से मे use करती हू
Mere saath bhi hota hai
Good information 👍
Which homemaid funjiside?
🙏🙏
Mere hybrid vinca plant m over water ho gya hai toh fungicide Paani m dal na hai ya phir only fungicide daal na hai
Good information
Hello sir bhut accha video hai, sir mera curry plant ki stem kafi thick ho gai hai but uski pattiyon me aapke jaisa growth nhi wo light green rehti hai dark green pehle rehti thi aaj se 2 year pehle aur ab ye plant 3 year ka ho gya hai 12 inch pot me lga hai root bound bhi mai check krke shi krti rehti hu plz help kriye jisse plant dark green leaves de aur bdi leaves de
Micronutrient aur nitrogen rich fertilizer dijie har 15 din main ho jaega sahi kuch months main
Pinching kis month karna hai
Sir aap neem khali or podh shakti provide karva sakte hei
Uska courier costly ho jaega
@@shampysgarden how much
Sir me Kabhi nehi todti
Mere kadi patte ka paudha 3 feet lamba h aur uski tip par hi leaves hain.. Plant garden mein lgaya hua h...Neeche poora stem khali h..Aur main rajasthan se hu..Yhan abhi rain start hui nhi h.. Lagbhag 1 week lg skta h...To kya main uski hard pronning kar skta hu abhi..Ya thode din ruku...Abhi temperature bahut zyada h yhan.. Approximately around 40 degrees..
Plz advice paa ji👍😊
👌👌👌🙏🙏🙏
Mere sath v 😅😅
😀😀
Same happens with me😂🖐
Sir gamle me uple add karna sahi he kya iske upar video banayei na ....Ye useful topic he
Very helpful upload 👍
Kindly help me to get kapoor and paan plant pls
Mere sath bhi yhi hota h...😆😆
Ji sir hamare sath e samaya hoti he
Sir mere plants ki pttiya frnt se thida thodi blk se ho jati h ...y kyu horha h...bdh bhi nhi raha podha ...
Micronutrient dijie aur kabhi kabhi shower kijiega plant par
Mera plant chhota hai kai months pahle ka hai
Plz tell kya karen jo bada ho jaye
Thanks for sharing video 🙏
🙏🙏
Sahi mai ghar waloo se toh khatra hai he
Mene isi liye lgwaya h kitchen k liye 😁
😀😀
Yah Pala he isiliye jata hai ki ise kitchen Mein use Karen
Same here😂
😀😀😀❤
Very good information sir
Aj new type de pest da pta chalya 🤣🤣 gharwale
😀😀
MERE SATH
Mere padosi se mera plant ko khtra rahta hai
Mere bhi Sath Hota Hai 😂😂
Me
Sir ji kya gulab mein imidacloprid dene ke saath dap de sakte hain??
Big brother.. same here.. but mera ghar walaa alovera par attack karta ha.. 😂😂😂😂 thank u bro for shearing you knowledge...
😀😀
Meresate
M to khud b kafi use karti hu curry leaves, Tenat b le jaate h
Neighbours b lete h
🌱🍀🌿Nyc share
Sir ji namskar
Mera meeta neem ke leavs achanak latke se ho gaye he ek seeds se grow kiya thaa lagbhag 5inch ka he ek narsary se 4 month pahale laya thaa es ki Abhi tak achi growth ho rahi thi ab achanak latak gaya he 2din jada barish ho gai thee kya karu
Fungicide spray kijie roots main jyada paani se fungus create hota hai
🤣🤣bilkul shi
Mae aap hi lagaya l te aap hi kitchen lae use krdi han
Thanks for nice information
😀😀
First comment 😄
First Like
First viewer 😊
❤️❤️
I see you have used Doctor neem from iifco. Please do review of this product or other product from this range if you have.
Main khudd hi use karti hoon kadi patta.. par maine paudhe ko pinching kar kar ke bushy bana diya hai😎
Nice video❤️❤️👍
❤️❤️
Shampey sir mayney 10 rose laa kar lagaeyey thy jismey sey 2 desi gulab they sab key sabkey dead hoo chukey hai...plz aap gulab per A to Z information hoo essa video baney bignners key ley plz
Please mere post ka reply Dein. Greatful
😀😀😀 achha kahan apne...meri curryleaf plant toh flat ke chat pe rehete hain or building ke sab log tod ke use karte rehere hain apna samajh ke😢😢
🤣🤣wahan ek do aur new plants laga dijie la kar jan kalyaan hoga 😀
@@shampysgarden haan akdom sahi kahan apne.. monsoon me cutting grow karne ki socha hain
Mere sath bhi same hota h 😂
Kya dahi ko pani mila ker liquid bana ker spray ker sakte hain
Sir ..iss per saff ko spray kar saktey hai kiya..??
Thank you sirr...🙏🙏🙏🙏
🙏🙏
Sir me
Buttermilk ko delute karna hoga ?
Very Useful Information
Mai bhi kitchen ke liye use karti hoo, pr mai uper tips se cut katri hoo to plant bushi bhi ho raha hai.🙂
Mere gudahal ke patte curl ho rhe hai...neem oil spey kiya.....koi upaay batae...🙏🙏
Imidacloprid spray kijie one ml per litre weekly
@@shampysgarden Thanks for guidance.
Sir maine curry leaves ki stem with roots neighbours se le kar lagai hui h uski height approx. 4.5- 5 feet h....or is plant me leaves sirr upar hi h toh sir me is plant ko bushy kaise karu..suggest me
Monsoon main stem ko half cut kar dijie
@@shampysgarden fertilize kab kare...?
Pl aap ya btay k london may carry pta ksay grow kray
Neem k patte pka kr b spry kr skte h kya
Hanji
@@shampysgarden shukriya ❤️
Kya sarso khali b dal sakte han
Hanji
Par kam quantity
@@shampysgarden okkkkkk
Hamare neighbors ne toh mera tree hi khatam ker diya jo ghar k bahar laga tha ab indoor pot main lagaya hai
Thank you sir 🙏
Christmas tree pe video bnyao plz!!
Pehle hai vdo aap search kijiega
@@shampysgarden thanks bro
😂😂
Mai khud hi aisa karti hun.... But leaves thodte hue...dukh bhi hota hai..... Kya kare kitchen me khane me achcha sawaad bhi to chahiye.... Isliye maine bhi 2 plant lagaye... Kari patte k
Gharvalon se khatra very nice 😂
😀😀
Naam ki khali hibiscus aur bael flower mein bhi de sakte hain?buttermilk kaise banayein?milk n vinegar mix?proportion?
Mere sath aisa kch nhi hota ji q ki plants ka shauk mujhe h or ghr me hubby or beta h jo kvi ptte nhi todte mere pas 3 curry ptta ka plants h 4/5 ft ka cht pr or 1 ft ka kitchen k window pr
Shankh snail bohot aaye hai curry leves plant me, please bataye kya karu
Sir mere paas ek kafi purana plant hai kya yeh sahi time hai repot karne ke liye
First view ❤️
❤️❤️