Sir aapki video se bahut kucch sikhati hai par aap puri jankari Diya Karo jaise kitne inch ki fta ya mta lagati hai isase naye plumber asani se samajh sakate hai...
Supply ka pani khichna h motar 1 floor pr lgegi or tank second floor pr usk lie kya jugad krna chahiye or kon si pani ki motar sahi rhngi jo budget m b aa jye.
Bhaiya esii same machine ka 1.5 hp me v aata hai kya?? Aur kya hm es machine ko well me use kar skte hai kya aur well ka gehrai karib 40 feet hai aur 40 feet upar chaat par pahuchnana hai??
Sonu bhai mere ghar me do kanection hai ek hed pump hai dusara saplai ka conetion hai koi aisa motor hai jo do conection me ek motar se kam ho jaye hadpump ka layer hai 30 fit aur sapalai ka sarkari conetion ka duri hai 45 fit
मैने क्राम्टन मोटर विकत घेतली आहे पण (1 एचपी) पाणी फक्त 30फूट पर्यंत चढते नेम प्लेट वर हेड 34 मीटर लिहिले आहे हे असै कसे होत आहे ( सेल्फ प्रामींग) उत्तर लवकर देणे
Bhai hamare ghar mein iss typ ka Texmo ka 0.5HP ka pump hai kuen mein connection hai... Kabhi kabhi yeh motor pani nhi uthata hai fir pani dalke sahi karne ke baad pani uthata hai MTA toh tight hai... Aur kabhi kabhi pani ka speed v kam ho jata hai 0.5 HP mein jitña pressure ana chahiye kam aata hai kabhi kabhi..... Plz reply me bhai
2 borewell hai 1 motor se dono ko use kar rahe hai... Air compressor motor hai... Mujhe lagta hai ki Air compressor motor sabse faltu motor hai... Kya kare house owner ne hi toh lagaya hai hum to bhade de kar rehete hai... Aapke hisab se Air compressor motor acha hai yaa faltu..... Plz reply me
mera pani nhi aata tha wahi check karne ke liye ki water level kaha pe hai isliye iron thaga ke sath dala tha but thaga Tut gya bich Mai fasa hai iron agar pipe ko nikale teo Helena ka waja se iron niche gir jayega tab kya mai or gadda nhi kara sakta plz reply 😢
Bhai kal Crompton ki motor li lekin handpump se pani turant nhi uthaya hai or thoda force bhi kam lagta hai Pani ka nalka chalan padta hai tab pani utha ta hai kya krun kuch nayate
Bhai mere yahan jet pump paani nahi utha raha. Hand pump me laga hai. Kitne height pe motor fit hona chahiye. Mistri ne 5 ft upar lagaya hai isiliye to pani na utha raha
Sir aapki video se bahut kucch sikhati hai par aap puri jankari Diya Karo jaise kitne inch ki fta ya mta lagati hai isase naye plumber asani se samajh sakate hai...
Intna sab kuchha details main sikate ho bhai thanks
भाई सोनू, बहुत बहुत धन्यवाद 🙏🙏❤️
बिल्कुल समझ में आ गया विडियो।
Sonu bhai jet pump ka price to bataye plzz
Bahut Sundar video banaya bhaiya plumber car driving Jo hota hai hone se khilaoge
Sonu bhai nice👏 explain this video.
Easy completely very helpful learning video.
Mai apka channel ka bahut sara video dakhata hu.
Nice sir 😊🔥 tumble Me to kuch or bhi dikh raha tha tank jese vo kya he
Bahut badhiya Jankari
Sonu Bhaiya ❤
ये जेट पंप नहीं है महाराज जेट पंप मे डबल section होता है
Ye मल्टी स्टेज मोनोब्लॉक पंप है
Super bhaiya
Nice video Sonu ji
👌👌👌🔥🔥🔥💯💯💯
Bahuth danyavadh ji
Bahut badhiya bro🤜 good👍
Nice video sir ji
Nice bhaiya
Good work
Vstent आयेगा कि नहीं hand pump me
Best video
Bhai kya ye motor 60ft. Bore se pani kheech le gi
😮😮
Nice video 👍👍
Bhaiya plz suggest me which water pump fit for my required if I used to left from 35feet water from wheel and discharge to 2nd floor...
छान छान आहे👉
सोनू भाई लाइन से पानी खींचने के लिए कौन सी मोटर खरीदे? मेरे यहां पर Crompton की champ लगीं हुई है लेकिन काम नही कर रहीं हैं
Very good👍
Nice
Mera purna Crompton water pump 40*32 he but market me aab 25*25 sab to kon sa lena chaahiye? please🙏🙏 suggest
Yeh 40*32 kya hota hai?
Super ❤❤❤❤❤
V guard or crumpton dono me se acha pressure kiska hai
Bhai supply ka pani hai hamare haan texmo 1hp monoblock lagwaya new 25 feet ki height par pressure kam hai kya kami ho sakti hai
Ye jb chlta h iske beech se pani hlka hlka sarbata h kya?
क्या केवल foot valve लगाना ठीक रहेगा या दो check valve लगाना पडेगा
Nice video
Supply ka pani khichna h motar 1 floor pr lgegi or tank second floor pr usk lie kya jugad krna chahiye or kon si pani ki motar sahi rhngi jo budget m b aa jye.
Very nice
Nice 👍👍👍👏👏👏
Bathroom mein selfie kam me le ya swr best konsa rhega
Bhai sabse badhiya shallow well motor kis company ki hai
HI5 buddy! nice info!
आप बताये डेढ़ एचपी या टू एचपी का मोटर आता है कि नहीं
is this better or havells js1
Kisliye use karte hy motor
Government supply wale pani ke liye ghar me use kr sakte hain kya
Bhaiya esii same machine ka 1.5 hp me v aata hai kya??
Aur kya hm es machine ko well me use kar skte hai kya aur well ka gehrai karib 40 feet hai aur 40 feet upar chaat par pahuchnana hai??
Yes
दोनों motor में क्या अन्तर है
60 फीट के लिए कौन सा मोटर बेस्ट होगा
100 Bhai Ram Ram
U Moter Fitting Kr di Es K niche
Lakdi& Rabbre nahi lagaya
pipeline saf karne ka kitna Leto ho Sonu Bhai bato plz
Sir boring se kitne duri per motor ko laga sakte hain
Agar lagaya to pressure sahi rhega ?
Sonu bhai mere ghar me do kanection hai ek hed pump hai dusara saplai ka conetion hai koi aisa motor hai jo do conection me ek motar se kam ho jaye hadpump ka layer hai 30 fit aur sapalai ka sarkari conetion ka duri hai 45 fit
Uske liye kya karna padega Pani dene ke liye sar
Sonu bhai opensambar sabul sa nal ka pani khinchti hai ya nahin video banaun
good
Agar water level 40ft ho phir konsa pump sahi rahey ga?
Arey bhai jab 80 feet tak hi karega tab aapne thumbnail par 100 feet likha kyun
Bhai price apne nahi bataya kitna hai motor ka only, Bhai ji sara kuch good laga hai.Please btadigiyega
मैने क्राम्टन मोटर विकत घेतली आहे पण (1 एचपी) पाणी फक्त 30फूट पर्यंत चढते नेम प्लेट वर हेड 34 मीटर लिहिले आहे हे असै कसे होत आहे ( सेल्फ
प्रामींग) उत्तर लवकर देणे
Sir 70 feet neche se pani utana hai please reply 🙏🙏
Bhai sellowell me crompton or havells me se kon si jyada badiya hai 1hp me
Aaane gi ka jo tee lagaya h boh kitne ka h,usko kaise fixed Kiya hai please reply me
Batao koun sa lena chahiye
Samtal jamin me kheti bari ke liye 700/800 fit pani thel sakta hai ki nahi bataiye
Sonu bhai namaskar main fajal baat kar raha hun main bhi plumber hun wall hang kaise bithate hain abhi aap video mein bataenge
Haf inch ke fiting me kya lagaye motar pe
noise karti hai kya ??
nice
Nagar palika k water supply se water pump lagane pr inlet 1/2inch h to outlet 1inch le sakte h kya
Kya jane pump me laga sakte hai, 35 se pani nikalna hai kya kare
Sir mere pass bi yahi pump hain same water lable bhi hain but pump pressure nahi deta or kbi kbi toh water chohd bhi deti hain moter
Monoblock Half HP ka Motor 113 feet se khinch Kar uper first floor tak Aram sai
Bhai hamare ghar mein iss typ ka Texmo ka 0.5HP ka pump hai kuen mein connection hai... Kabhi kabhi yeh motor pani nhi uthata hai fir pani dalke sahi karne ke baad pani uthata hai MTA toh tight hai... Aur kabhi kabhi pani ka speed v kam ho jata hai 0.5 HP mein jitña pressure ana chahiye kam aata hai kabhi kabhi..... Plz reply me bhai
130 foot Mera nal hai Crompton ka 1 HP ka Laga lekin Pani barabar nahin deta hai Kaun sa motor lagae sir
2 borewell hai 1 motor se dono ko use kar rahe hai... Air compressor motor hai... Mujhe lagta hai ki Air compressor motor sabse faltu motor hai... Kya kare house owner ne hi toh lagaya hai hum to bhade de kar rehete hai... Aapke hisab se Air compressor motor acha hai yaa faltu..... Plz reply me
Sir mera hend paip lelvl 250fut h to kya ye motar pani uthayega
Rply sir ji
Gud
Matter 10minit, chalta hai 2,3miniti, automatic banda hojata, atometic, chalata, he
Jada Lebo denese presser kom nai hoga ka ?
Kiloskar Lipter 100 Pump ka Outlet hight & Inlet Hight kitna ha? Please batiya
Sonu bhai es kam ke kitane paise lena chahiye
mera pani nhi aata tha wahi check karne ke liye ki water level kaha pe hai isliye iron thaga ke sath dala tha but thaga Tut gya bich Mai fasa hai iron agar pipe ko nikale teo Helena ka waja se iron niche gir jayega tab kya mai or gadda nhi kara sakta plz reply 😢
Bhai kal Crompton ki motor li lekin handpump se pani turant nhi uthaya hai or thoda force bhi kam lagta hai Pani ka nalka chalan padta hai tab pani utha ta hai kya krun kuch nayate
35 foot se kon sa jet motor utha sakta hy
Nice video 👌👌👌❤❤❤🙏
Sir. Septictank pani ko motar permanent lagaky pani ko Kyse nekaly eys par videos banaye please.
How to fill water in motor before starting it
aap delhi may motor laga saktey ho
Bhai main ne 1hp Crompton swj1 motor Liya hun. Lekin voh pani nahi phek raha h.To kiya krun. Jaldi jawab dain
Motor ko chapakal se niche laga ke dekhiye
Thank you sir...ees ka fitting charge kitna hai.
Bhaiya iska tar kaise jede hai please btaeye
Itena bent laganeka kya jarurt taa
electrical canetion kaise hai
पानी का लेवल 20 फिट नीचे है नल से 4फिट की दूरी और 3फिट ऊपर क्या सेलोवेल जेट पंप फिट करने पर काम करेगा।
बिल्कुल काम करेगा श्रीमान
@@TechnicalsonuTechधन्यवाद जी
Sonu bhai pipe me air hi to kaise nikalte hi.
Pls reply.
Hamare pass ek HP ki chhota motor hai vah kitne feat niche se Pani uthayega please comment kren sir ji
Ha bhi mera pamp 5,7 minite chalna ka bad pani uthata hai ka karu
Air pressure leakage k liye kya kare pressure thik hai par pani daalna padta hai agar 1 din off reh jae.. Pls advice
Foot valve check kiya
Sir dc water pump Ka review dikhaye
Bhai mere yahan jet pump paani nahi utha raha. Hand pump me laga hai. Kitne height pe motor fit hona chahiye. Mistri ne 5 ft upar lagaya hai isiliye to pani na utha raha
Priming sirf ek bar karna hai? Kyonki bar bar kholke nehi kar sakte.