Texmo monobolck water pump repair, मोटर पानी नही लेरहि पंप को कैसे बनाएं
Вставка
- Опубліковано 17 гру 2024
- Thanks for watching 🥰
Don't forget like share and subscribe 🤗
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Texmo 0.5 HP मोटर फुल रीवाइंडिंग monobolck water pump repair👇
• Texmo 0.5 HP मोटर फुल ...
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
⭐ any copyright infringement please mail us
musaelectrician9130@gmail.com
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
🎵 music in this video :-
⭐ Music in video
🎵
Chill Vibes by Justhea / justhea
Creative Commons - Attribution-ShareAlike 3.0 Unported - CC BY-SA 3.0
Free Download / Stream: bit.ly/35oS5Z2
Music promoted by Audio Library • Chill Vibes - Justhea ...
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Disclaimer -
Video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer under Section 107 of the copyright act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favour of fair use.
Musa ji, water motor 10D ka impeller bore out ho jaye to yani agar loose ho jaye to kaise theek karen kyon ki woh shaft per dheel fit hoga aur jab ghumega to khat khat karega aur pressure nahi banayega, Toh loose bore impeller ko kaise theek karen kya tarika lagayen, Pls. batayen your reply is awaited. even agar Texmo DMS3 mein bhi same problem aaye toh bhi kaise karen. Pls. REPLY. agar shaft chabi ko tight karne se to impeller tight ho jata hai. Lathe wale se maine kaha bore ko theek karne ko but late wale ne kaha nahi hoga PLS SOLUTION BATAYEN.
Musa ji,
Thanks for your videos on Texmo 0.5hp water pump.
Mujhe yaad hai ki humare Ghar me monoblock Texmo water pump 0.5hp bada wala 1987 se laga hai. 2024 July Tak na kabhi khola gaya, na kabhi greasing hua, na kabhi jala. Abhi Tak theek chal raha hai. 37 years se chal raha hai. Koi dikkat nahi hai. Sirf ek baar capacitor original ke saath me parallel karke do lagaya hai. Sirf paani abhi flow kam utha Raha hai, aur pressure kam hai, bearing sound jyada hai. Aur leta hai har bar. Staircase ke bagal me niche laga hai. Kya defect hoga batao, Monday mechanic ke paas Lena hai. Use nahi bolna ki 37 saal kabhi khula nahin hai.
Kya defect hoga batiyega.
Thanks 👍
Motar ke pair parts bhi milte h kya bataye.... address bataye.... Rajasthan ke liye....
Bhut sunder vdo banai ho
बहुत अच्छा !
100 percent full information
Lekin jo mark kiya tha wo mark to mil hi nhi rha
excellent and perfect work
जबरदस्त
Thank-you sir
Super information video 🤝
bhai new moter h ..old moter ki seal kaise nikal lete ho wo batao...
Musa jee aapne bush ki chabi/key kaise nikalee nahi dikhaya detail mein dikhao detail mein video dikhao, incomplete/adhoora video
bhai ne nahi moter ka dikhaya...unko bolo jin moter ka Bush nahi nikalta h unko kaise nikale.. fir me batata hu ...
bhai old moter ka bush or seal nikalne ka video snd karo..
Bhai humne texmo monoblock 1 hp dms 3 kharida hai hamare haan supply ka pani aata hai aur 25 ft ki height parr charate hai tanki me pressure bahaut halka hai 1000 ltr pani 1.5 hour me charta hai kya kami ho sakti hai please reply
Helped ne alot, I did everything myself. Bojot help hui bhai thank you 🙏🏻🫂
Great 👍
भाई अछी होती हैं या ओपन वेल निचे टंकी हैं,पाच मंजिल हैं
Super explanation
Excellent video
Excellent 👍👍
Machining kha karwaye
Excellent
Bhai motor ulti chal rahi h ,kya kr sakte h uska
मोटर बनती कहा कम्पनी कहा
peking bnane ka trika btaaye
Bhai sahab empeelaar nikalne ka tarika hi galat hai. Aiise seal kharab hona hi hai . Or ggm bush nikalnee ke liye cheni ya mote pechkas ka pryoog karna padta hai. Or is moter ka kaam karna mujhe bahut hi pasand hai
Supersirji
Accha laga vidio
Motor rewinding business ka future kaisa hai?
City me ho ap too bhot acha khasa paisa like 60-40 hazar month nikal jaye ga only repair ka aut baki part sale ka alag
Aur chote gao me khaa pi sakte ho 15-20 hazar bad
Impeller ka nut kese khulegaa bo to ghumta h freely
bhai grate...but packig seal ...
Fan ghum rhaa h.. but pani nhi khich rha h
Sir this motor capacitor number tell me
V Good
Perfect!
Perfect! 👍
Good job
Mere pas 3 hp ka monoblock pump hai liguid khichta hai suru me khichta hai chalne ke thori der bad nahi khichta hai kyu
Air leakage problem hai
bhai packig kis size ki honi chaiye....
Bhai sahab g aapne pump shi se nhi milaya marker wala
Good
Bhai miliborn ka single Pesce ka conction karna batwa
Repairing center ka address or mobail no.bataye taki repairing karwasake please no.adress send kare....
super
good video
Price kitna he iska
He motar invhatar par chalati he kya
No
You can clean that centrifugal contact points
App banathi Kya ghar par ayake
kitne HP ka hai ye
0.5 hp
@@Musatech4U thanks bro
🔥🔥🔥🔥🔥🔥
Boosh texmo moter 1ghate mai kitne leter paani bhrege
Cavar fant cavar chaye
kitne no ki seal lagti h
19 mm
19 mm open seal
aap log ghar pr mt krna...
delivery Bangladesh
Ye wale pump Bahut muskil se bante hai Bahut matha pachchi wala Kaam hai
bhai ghar p mt khol lena.moter...
DMS 03 Mere pass bhi h ghatiya motor h na paani uthaati h ache se na khinchti h bakwas motor hai. Isse bhaiya to koi local motor kharido.
Mujhe dedo kimat batao old model hooni chahiye
Mayry paas h old rate bolo
H bhai
hoga b nahi
Kya
Please contact and where you live.?
100 percent full information
Excellent video