Now, i am a defaulter of 3 EMI OF Rs. 21000 . I can pay now one EMI. FROM NOW I CAN PAY EMI REGULARLY. BUT IT IS PRESENTLY NOT POSSIBLE TO DEPOSIT THE NPA AMOUNT. WHAT SHOULD I DO?
Sar mene one+ mobile kahrida tha lon par mobile ki price 50,000 tha mene dawun pement 13000 kiya or 4 mahine emi di he mera mobile pani me gir gaya goa ke bich par ab mere se emi nahi di jari to kya hoga and mene mere 2 check bhi diya he jarur batana 🙏
Sir mere surviving ka problem hai mene karib 5 loan leye hai aur mujhe defaulter bhi kiya hai mere paas abhi koi kaam nahi hai aur bankwale phone kar pareshan kar rahe hai kya karu
Sir msme loan liya tha ab 3 month se EMI nhi de paya koi na koi falt aata rha hai kabhi opretor bhag gya kaam stop ho gya leber ko salary diya vo bhi nhi aa paye kafi parshani hai ab bataye kya kru NPA bhi kar diya hai
Mere sbi credit card se fraud hua tha 98000₹ ka hua tha October 2024 me. M ek govt employee hu to kya credit card ke paise mere salary account Jo ki saving account hi hai sbi ka usse paise kat sakte hai
Sir meine kotak mahendra se 15000 personal loan liya tha 9000 bhar diya 6000 reh gya bt mere pass abhi paise ni hai sir uske liye mujhe time chahiye kaise possible hoga please rply krna sir
Sir 3 app se 4 Loan liye huve hai or March ki 4 Loan ki EMI pay nahi huyi hai Loan wale mere ghar par hi aa gaye or mere ghar walo ko bata diya ji iska kya solution hoga ji
Sar maine bhi maine bhi Bandhan bank se 140000 ka loan Liya tha ab recovery agent Aakar bahut pareshan karte Hain main loan dene mein asamarth hun mera aur koi Sahara bhi nahin hai aur vah log kaha ki mujhe pareshan karte hain Jail ki dhamki dete Hain is problem ka main kya Karun please meri help kijiye
@@GudduKhan-gx2hf aap unke against ek police fir karo ab jab wo log tab unke id card ka picture lelo kisi trh se fir fir krna usme details laga ke ki ye log ghar aake परेशान karte hai aor darate dhamkate hai aor court me bhi ek case karo bank ke upr koi lawyer ki help lelena bht mehnga lawyer na ho to bhi chalega
SAR HAMNE dUSRE 5-7 log ke nam par loan liya he .hamne aade paise bar diye he lekin ab hamare pas paise ka pronlem huva he esi liye ham paise nahi chuka payege lekin hame paresan kiya ja raha he
Sar mein 567 mahine se loan nahin bhar pa raha hun kyunki mere pass paise nahin hai aur main bahut pareshan hun mere upar case ho gaya hai isliye main kya Karun kahan jaaun kuchh samajh nahin a raha hai company wale bar bar phone karke pareshan kar rahe hain iske liye kya karna chahie sar aap hi mujhe koi advice dijiye
2 lakh ka loan liya hai 3 emi bhara hai abhi nahi bhar sakta sab jagah se loan lekar fas gya hu 10 lakh ke aas pass sabhi jagah se loan liya hai nahi bharuga to kya hoga sir
Sir received leval notice from bank lawyer with in 15 days consalt bank maneger pay 5000 rupes against45000rs in the loan account but bank presser me 2nd ti.mesubmited loan docoment what i have to done
Kuch nahi Bhai isko fone karenge to aur darata hai calling k paise lekar ye darata hai mera personal experience hai isko nahi fone karna nahi WhatsApp karna nahi call karna
@@advkumar6495 Maine ek axis bank ka loan liya tha app k through 1.5 lakh ka usme kuchh bhi security etc ye sb nhi tha kuchh din pehle uspr fraud transaction hua tha 64k ka ab total statement sb mila ke aaya hai loan ki emi+fraud wala amount. Sir agar ye paisa na de to jail to nhi hogi mai loan dene ke tayyar hu agar bank ye fraud wala amount hata de to lekin bank aisa nhi kr raha please help
3.95000 Navi,IDFC,,or credit card ka mila ke itna amount hai or IDFC ka 3 EMI bounce ho Gaya hai phone aate rahte hai par recived nahi kar rahi mera Job chhut gaya hai or incom nahi hai majduri kar ke gujara kar rahi hu
Good information
Thx Bhai 😊
Bhai ji bahut acchhi jaankari di
Mera bhi yahi haal me emi ab nahi de paa Raha hu kyo ki khane ke paise nahi ho paa rahe kaise de koi rasta nahi
Sir bhut badiya sir
Mera maince me chala gya h to kya kare
Sir Mery prelaej atek mar gya aaney valey Samaymujey agar Taklep hogey to uska ek hey solusan hey aatmhtya Karni pdegey
Now, i am a defaulter of 3 EMI OF Rs. 21000 . I can pay now one EMI. FROM NOW I CAN PAY EMI REGULARLY. BUT IT IS PRESENTLY NOT POSSIBLE TO DEPOSIT THE NPA AMOUNT. WHAT SHOULD I DO?
Mira loan empa 2019 mi hodaya 5lakh limit ta ab ka kari 4:18
Stash fin app liya
Sir jissae lon ki vah bank to nhi h lekin AHFl aadhr housing finance limited h kya uske pas bank wale sare adhikar h
Sir mera 3Emi bounce he .lekin unlog mera acount holding me rakha he sir
Arbitration award bhad kya karna hai sirji
79k actual amount, with actual n fine is 182k foreclosure amount
Sar mene one+ mobile kahrida tha lon par mobile ki price 50,000 tha mene dawun pement 13000 kiya or 4 mahine emi di he mera mobile pani me gir gaya goa ke bich par ab mere se emi nahi di jari to kya hoga and mene mere 2 check bhi diya he jarur batana 🙏
Sir mere surviving ka problem hai mene karib 5 loan leye hai aur mujhe defaulter bhi kiya hai mere paas abhi koi kaam nahi hai aur bankwale phone kar pareshan kar rahe hai kya karu
Sir msme loan liya tha ab 3 month se EMI nhi de paya koi na koi falt aata rha hai kabhi opretor bhag gya kaam stop ho gya leber ko salary diya vo bhi nhi aa paye kafi parshani hai ab bataye kya kru NPA bhi kar diya hai
Mere sbi credit card se fraud hua tha 98000₹ ka hua tha October 2024 me. M ek govt employee hu to kya credit card ke paise mere salary account Jo ki saving account hi hai sbi ka usse paise kat sakte hai
Finance loan liya hai l uska hr baar ph ata hai l abhi भरने के लिए पैसे नही हैं l क्या वो अब कारवाई करेगा l
Sir please help me maine app ke throw liya tha main last month se emi nahi de payi mujhe daraa rahe hai
Sir meine kotak mahendra se 15000 personal loan liya tha 9000 bhar diya 6000 reh gya bt mere pass abhi paise ni hai sir uske liye mujhe time chahiye kaise possible hoga please rply krna sir
10 .Lakh ka Loin.hai.morgej..hai.mai.kese settlement kare
Koi solution mila kya bhai
Mera 9.5 lalh ka he
3 lakh rakh lo apne pass phir bank ku bolo hona hai ye amount liyo mere pass itna hi nai kiya toh bhi karlo bolo bhai
kitna time se Emi Ni bhare ho kitna time ho gaya loan ko liye huye
Mera bhi 6lakh
Bhai mera pass aisa hai ek leeter de du to bank kabhi ghar hi nhi ayegi
Sir 3 app se 4 Loan liye huve hai or March ki 4 Loan ki EMI pay nahi huyi hai Loan wale mere ghar par hi aa gaye or mere ghar walo ko bata diya ji iska kya solution hoga ji
Bhai Mera ek home loan aur 5 personal loan hai next ime nahi de sakti kya karu
Tell about summary suit
Summary suit order 37 cpc padh lo
Sar maine bhi maine bhi Bandhan bank se 140000 ka loan Liya tha ab recovery agent Aakar bahut pareshan karte Hain main loan dene mein asamarth hun mera aur koi Sahara bhi nahin hai aur vah log kaha ki mujhe pareshan karte hain Jail ki dhamki dete Hain is problem ka main kya Karun please meri help kijiye
unko boliye ki thik hai saath mei chaliye police station baat karenge wahi per
@@GudduKhan-gx2hf aap unke against ek police fir karo ab jab wo log tab unke id card ka picture lelo kisi trh se fir fir krna usme details laga ke ki ye log ghar aake परेशान karte hai aor darate dhamkate hai aor court me bhi ek case karo bank ke upr koi lawyer ki help lelena bht mehnga lawyer na ho to bhi chalega
Sir maine 11app se loun liya hai aur mujhe lag raha ki mai 1se2 month emi nahi de paunga
सर क्रेडिट कार्ड पर्सनल लोन में 318 का कैसे हो सकता है क्या
SIR MAINE 13000 LOAN LIYA THA NHI PATA RH HU KUCH KAR SAKTA HAI
Mere 3000 hajar ka loan liya tha 8900 kar diya kya kru sir ji
Mera 30 lake ka hai Kya kra
Secure loan h sir settlement hoga kya
Hamare bachche se kuchh galtiya ho gai jiski vajah se hum musibat me hai chhote chhote 11lakh ke lone hai hum kaya kare
Dariye mat bacche ko baahar bhej de Matlab foreign.
alag alag liye so lyt lo
@@sevakramkhatri6970 aisa kya galat kaam krdiya ki itna paisa doob gaya
SAR HAMNE dUSRE 5-7 log ke nam par loan liya he .hamne aade paise bar diye he lekin ab hamare pas paise ka pronlem huva he esi liye ham paise nahi chuka payege lekin hame paresan kiya ja raha he
5000000 ka card pe case hota hai kya
Sir ji agar let ja rhi ho to EMI kya usme NPA jayegi kya
100000ka kon hai 4mah say kest nhe deya lok adaalat may bulaya gya mylon bharna chahta hu bank may
Bhai Mera 500000 ka default hai batao na mai kya karu apki baat mai smjha nhi mera mudra loan hai please reply me
Sar mein 567 mahine se loan nahin bhar pa raha hun kyunki mere pass paise nahin hai aur main bahut pareshan hun mere upar case ho gaya hai isliye main kya Karun kahan jaaun kuchh samajh nahin a raha hai company wale bar bar phone karke pareshan kar rahe hain iske liye kya karna chahie sar aap hi mujhe koi advice dijiye
@@Monumishra8225 bank walo ne case kiya hai kya ?
Mera backbone ki surgery aur pairon mein paralysis hai
Sar bahut jyada pareshan karte log
Mera 1 lakh ka hai trueblance se kay kare
2 lakh ka loan liya hai 3 emi bhara hai abhi nahi bhar sakta sab jagah se loan lekar fas gya hu 10 lakh ke aas pass sabhi jagah se loan liya hai nahi bharuga to kya hoga sir
Kya hua Bhai bhara ki nhi
Sir mera lone 3lakh ka 2019 men mai jama nahi kar pa rahe hai bank Wale aaj bhi aaye hai mai bahut pareshan hun
Rozz ate hai kya bhai ?
Sir 20 lakh ka lin h home jisme 4 saal bhara h ab nhi bhar pa rha hu
Konsa bank h batyo
sir mene 140000 ka personal loan liya tha to m 1 lakh to bhar chuka hu or ab bas 40000 rhta h or ab m nhi bhar paunga
Mt bhar Bhai koi dikkat nahi
@@SomiyaSharma-j7gkyu bhai kaise
Maine 19 lakh ❤❤😂😂😂
@@SomiyaSharma-j7g kaise koi dikkat nhi hogi
@@soultarun98 bharoge nhi to bank wale jina mushkil krdete hai suside krna pdta hai logo ko
Sir received leval notice from bank lawyer with in 15 days consalt bank maneger pay 5000 rupes against45000rs in the loan account but bank presser me 2nd ti.mesubmited loan docoment what i have to done
@@niranjanjoyswal8994 hindi me likho bhaiya samajh nhi pa raha mai shayad kuchh samadhaan bata du
Kuch nahi Bhai isko fone karenge to aur darata hai calling k paise lekar ye darata hai mera personal experience hai isko nahi fone karna nahi WhatsApp karna nahi call karna
Sir mane 2300000 lakh ka home lone lia hai or 9EMI default ho gai hai es condition me kya krna hai
Bhai mera bhai 3600000 hai
Sir mara 10lakh ka ha mara sath frod ho gya 300000
Sir humne abhi ac liya hai or kharahab ho gya hai koi sun nhi rha h to agar hum lone nhi bhare to hum pr kuch hoga kya
Aap loan to bhar do or consumer court me case kar do
Kqm paise ke liye civil kharab mat kar
Kya recovery egent se bachne ke liye Apna Number band kar sakte he Room Change kar sakte he
Kardo koi kuch nahi kar payega iske baad
Loan unscure hui to
Mein apne 4 loan ka tenure badhana chahta hoon
80000 ka 1 saal ka EMI hai, lekin bhar nahi paunga. Isme koi solution ho sakta hai?
Agar personal loan unsecured loan hai to kuch nhi kar sakti hai
@@advkumar6495 Maine ek axis bank ka loan liya tha app k through 1.5 lakh ka usme kuchh bhi security etc ye sb nhi tha kuchh din pehle uspr fraud transaction hua tha 64k ka ab total statement sb mila ke aaya hai loan ki emi+fraud wala amount. Sir agar ye paisa na de to jail to nhi hogi mai loan dene ke tayyar hu agar bank ye fraud wala amount hata de to lekin bank aisa nhi kr raha please help
@@advkumar6495unsecured mtlb bina paper work ka hi na
Sir Ji 1 lakh se 3 Lakh Tak ka Loan liya he abhi bharna nahi ho raha he sare Personal he
Aur 1 loan 6 Lakh ka he
Agar personal loan unsecured loan hai to kuch nhi hoga don't worry
😢
Kotak credit hai
Galat news dete rahte ho
M
Mera Aditya Birla se loan chal raha 8 lakh ka
Jai ho
Maine 950000 ka cc kraya tha jo ki npa ho gya aur bank wale ne account ko src ko de diya ab unka call aa rha hai kya krna chahiye
मेरा भी ऐसा ही हाल है क्या करू
3.95000 Navi,IDFC,,or credit card ka mila ke itna amount hai or IDFC ka 3 EMI bounce ho Gaya hai phone aate rahte hai par recived nahi kar rahi mera Job chhut gaya hai or incom nahi hai majduri kar ke gujara kar rahi hu
😂
Koi nahi kha do nahi hai koi kuch nahi kar payega
@@tejalpatel4174 agent to nhi aa rhe ?
Loan 5 lak ke upper ho to
5 lakh loan the 1 lakh de deya ab nahi de pahuga job nahi hai 4 lakh bacha hai 😢
kuch ho sakta h bhai ta nahi
Sir or bank me he ecs ka charges h itna lag jata h 2 3 month me ager kisi ki payment kare bi to vo charges me pase kat jate h
Bhaiya ji 35k lon h kya kru
8 lac ke lone alg alg company se h 2lac credit card , 1 lac cret aap or 3 lac paytm or 2lac money view se 3-3 kist jama kara h mene
Aapne loan maar diya kya.,., ya Dena baaki hein Mera bhi aapki Tarah hein fas gaya hu
@@einercolt9970 nahi diya
Please answer do
Dena baki. H npa ho gya
@@AS-em7rwnpa hone kebaad kya hoga ab
यार बहुत पकाते हो तुम एक ही बात को कितनी बार बोलते हो
Sir mere 100000
70000
20000
Ka lone hai
Sir kuch kist bari hai abhi kuch problem hai
Sir meine HDFC Bank se lon liya lekin ab hme kencr ki bimari ho gayi lekin kist nhi bhar pa Raha Hun
40 का लोन भरते भरते लगभग छ साल हो गये पिछले 8 माह से किशते नहीं भरपा रहे आर्थिक स्थिति बहुत खराब हे अब कोई रास्ता बताऐ
40 ka matlab
bahut tang kar raha hun
Tehsildar ne rc kata hai 25k me settlement kiya hai ab paise nhi hai address change kar diya hai aage mere sath kya ho sakta hai pls help me
Koi karza maaf nahi karta
To na kare jama na karne par bhi kon sa jhaat ka baal khol lenge ye