क्या मो.रफी से झूठ बोलकर गवाई गई थी ये ग़ज़ल?

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 17 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 102

  • @imteyazkhan1723
    @imteyazkhan1723 9 місяців тому +20

    Aesi awaaz qudrat ka namuna na bhoolne waala hai

  • @pragnajoshi5066
    @pragnajoshi5066 9 місяців тому +21

    ये ग़ज़ल रफी साहब की आवाज में ही बेहतर है ❤❤❤

  • @lallitasingh616
    @lallitasingh616 9 місяців тому +14

    Rafi Sahab to Rafi Sahab hai .koi kabhi mukabla nai kersakta ji Jai ho Rafi Sahab wah wah wah Rafi Sahab ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤kamal kerte hai ji wah wah ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

  • @mangalgarde3253
    @mangalgarde3253 9 місяців тому +19

    सोनू निगम, अली खूप प्रयत्न करून कसतरी गाणं निभावणं वेगळ, तरी रफी रफी आहे. तुम्हाला रफी च एक गाणं म्हणायला एवढा वेळ लागतो, बाकीची अवघड, कठीण गाणी कधी आणि kashi गाणार ? सोपं नाही. रफिचा आवाजच मुळात खूप वेगळा आहे. तुमचा कोनाचाही नाही. रफी बोलताना सुद्धा किती छान वाटतात.

    • @harishsomani891
      @harishsomani891 8 місяців тому

      Are Bhai Thora Hindi sikhlo na
      Aur bhi to bahut kuch Sikh rahe ho
      You will enjoy more Rafi angel

  • @RajinderSingh-tq7qb
    @RajinderSingh-tq7qb 9 місяців тому +38

    Rafi sahab lajwab hai ji unko Bharat Ratan milna hi chahiye ❤❤❤❤

    • @meenagokhale8619
      @meenagokhale8619 9 місяців тому

      इसीलिए रफी साब सबसे ऊपर है और सबसे अलग है

    • @meenagokhale8619
      @meenagokhale8619 9 місяців тому

      रफी साहब ग्रेट और एस एन त्रिपाठी भी ग्रेट

    • @smartmd4278
      @smartmd4278 8 місяців тому

      He is world RATAN ,ANDHBHAKTS will not give

    • @harishsomani891
      @harishsomani891 8 місяців тому

      Aapne Hindustan ke man ki baat kahdi
      Shukriya

  • @rajanm6203
    @rajanm6203 8 місяців тому +8

    My God, only Mohammed Rafi !, only Mohammed Rafi ! No other singer ! We don't need any other male singer to sing this great gazal and nor is it possible for any other singer to render this song so perfectly and so effectively ! So great deep melodious voice in the beginning and inaccessible, melodious high pitch lines in the stanzas ! Very less background music ! No need of background music ! This song is a masterpiece, a precious gem of a song ! Matchless, priceless gem ! 👏👏👏👏👏👏👏

  • @rtnsjnluv
    @rtnsjnluv 9 місяців тому +18

    Only Mohammed Rafi Sahab can Justice to this types Song....

  • @shaikhchandbano5240
    @shaikhchandbano5240 9 місяців тому +12

    Mohammad Rafi Sahab ki awaaz duniya mei Allah Taala ka diya hua ek anmol tohfa thi.Rafi Sahab jaisi awaaz ab is duniya mei dobara aana mushkil hai.Log hamesha Rafi Sahab ko aur unki awaaz ko yaad rakhenge.💯💯💯💯🤲🤲🤲🤲

  • @MohdIrshad-nr5df
    @MohdIrshad-nr5df 9 місяців тому +10

    Mohd Rafi sahab har fan mola hai un jaisa koi nhi ban sakta

  • @madhurawat8858
    @madhurawat8858 8 місяців тому +2

    Rafi sahab ke awaj iswer ke awaj he jo dil ko chu jati he.sat sat naman he.🙏🙏

  • @AnilKumar-r8i7v
    @AnilKumar-r8i7v 9 місяців тому +9

    Jo marji koi gata rahe, lekin ye Ghazal jo Rafi Sahib ne gayi hai, koi aur nahi gaa paya.

  • @mohammadkhurshidalamalam8664
    @mohammadkhurshidalamalam8664 9 місяців тому +7

    Nice Song

  • @bakhshishsingh8335
    @bakhshishsingh8335 7 місяців тому +1

    Duniya ki gayiki ka badshah hei jnab mohmad rafi sahib ❤

  • @sujitsharan3282
    @sujitsharan3282 9 місяців тому +17

    RAFI JAISA KOI NAHI..

  • @meeranbasha6524
    @meeranbasha6524 8 місяців тому +3

    No one can replace Rafi Saab how many singers comes

  • @ritajanjua5457
    @ritajanjua5457 8 місяців тому +2

    Rafi sahab ki aawaz mein ye Gazal sunkar sachmuch aankhome aansu aa gaye 😥😘

    • @rafatullah5081
      @rafatullah5081 8 місяців тому

      Mere bhy aanso bhar jaata h jab bhy yeh ghazal sunta hun.

  • @deepakrahi
    @deepakrahi 9 місяців тому +5

    One of my favourites

  • @NiteshraajMusic
    @NiteshraajMusic 8 місяців тому +3

    Only one line for great legendary singer... REALLY ONE AND ONLY ONE MOHAMMED RAFI EVER.

  • @STanvirKing
    @STanvirKing 8 місяців тому +3

    Rafi Sahab ko ab tak ki sarkaron ne Bharat Ratna na dekar iss puraskaar ki beizzati kari hai.
    Rafi Sahab, , Bharat key Ratan hain. ❤

  • @AyubkhanDurrani-dl9kg
    @AyubkhanDurrani-dl9kg 9 місяців тому +16

    Bharat ratan is Mahan kalakar ko kion nahi jise sari duniya pasand karti hain aur karta rahenga

  • @bpvirdi6332
    @bpvirdi6332 8 місяців тому +1

    Mohd Rafi sahab Kohinoor among other singers.He deserve for Bharat rattan.RIP

  • @imtiyazjiger267
    @imtiyazjiger267 8 місяців тому +1

    Rafi Sahab evergreen hai our humesha rahenge rahti duniya Tak Roshan seetara

  • @ushamalhotra2208
    @ushamalhotra2208 8 місяців тому +1

    So sad. gazal Our great Rafi sahab sung this with his soul No one is near to him ❤😢❤

  • @kalpananabar-vg5fq
    @kalpananabar-vg5fq 8 місяців тому +2

    Rafisab jaisa n koi hai n hoga baki sab zut hai Swaronke shaheshaha great Rafisab ❤❤❤❤❤

  • @khalid4455
    @khalid4455 9 місяців тому +4

    Super ❤

  • @krishnashasmal9487
    @krishnashasmal9487 8 місяців тому +1

    Koi bhi likhe Rafi Sahab created a history one of the best gazal ever made.No comparison of this gazal to any other,
    Rafi Sahab was 8th wonder of the world 🌍🌍🌍

  • @salsYThandle
    @salsYThandle 8 місяців тому +1

    Only Rafi Saheb can do complete justice to such a great poem.

  • @shskeelahmed3057
    @shskeelahmed3057 8 місяців тому +1

    Rafi saheb ki Awaaz aisi awaz hai jo ta Qayamat tak suni jayegi bade hi ehtaram ke saath Allah ka woh nayab karishma ata,a farmaya hua shahkar hai jise lafzon mai ada nahi Kiya jasakta mere Azeez doston

  • @sushildwivedi2315
    @sushildwivedi2315 8 місяців тому +1

    अजीब अविश्वसनीय घटना।

  • @gulshanara9731
    @gulshanara9731 8 місяців тому +1

    Rafi Sahab ka muqabla pure Dunia ka koie singer nahi kar sakta ha Rafi Sahab aik aik geet Shabnam k qatre ki khobsorat ha pate per thar kar apni khobsurte ka pata deta ha

  • @sharifshaikh4380
    @sharifshaikh4380 9 місяців тому +2

    Very nice

  • @Kamar-un9
    @Kamar-un9 3 місяці тому

    Sacchi jankari dene ke lia dannaybad.

  • @ShehzadAhmad-et1ph
    @ShehzadAhmad-et1ph 8 місяців тому +1

    ❤Yes ❤Absolutely ❤right❤

  • @opporeno9820
    @opporeno9820 9 місяців тому +1

    WAHA RAFI SAHAB
    LAAJAWAB BEMISAAL BAHUT KHOOB

  • @peaceoftheworld1544
    @peaceoftheworld1544 9 місяців тому +9

    Asli.bharat.rantna.rafi.sab.he.unko.bharat.ratan.abtak.q.nemila.hairanhoo.

  • @ShobhaWaghmare-wp4sz
    @ShobhaWaghmare-wp4sz 8 місяців тому +1

    Rafi sahab Rafi sahab hi hai
    Shat Shat Naman

  • @Anil-s1p
    @Anil-s1p 8 місяців тому +1

    A top class Ghazal AK Agnihotri

  • @CMGuru-lz3gp
    @CMGuru-lz3gp 8 місяців тому +1

    बहुत बढ़िया मोहम्मद रफी ने कहा है

  • @chhayaghutke4379
    @chhayaghutke4379 8 місяців тому +2

    रफीसाहाब एक सच्चे भारतीय थे। तो रफीसाहाब और "भारतरत्न" के बीचमे क्या धर्म आ गया? लताजीसे पहले या कमसे कम साथ-साथ उन्हे भी मिलना चाहिए था।

  • @unnikrishnanachan7743
    @unnikrishnanachan7743 8 місяців тому +1

    Majic of Mohd Rafi Saab. Bharat Ratna or Bhrahmand Ratna

  • @kayyumkhan749
    @kayyumkhan749 8 місяців тому +1

    Very nice Gajal Very nice

  • @robertm.parmar7859
    @robertm.parmar7859 9 місяців тому +3

    Sangeet gito ki awaaz mein,
    Jo
    ❤ RATNA ❤ hai
    Woh
    ❤ RAFI SAHAB ❤ hai...
    💐💐💐💐💐💐💐🙏🏻

  • @Subal-lg9qy
    @Subal-lg9qy 8 місяців тому +1

    Many 2 thank U to bring this in lime-light.

  • @bittusaini7750
    @bittusaini7750 8 місяців тому +2

    Mohd Rafi above all ❤👍

  • @sabirshahraza1685
    @sabirshahraza1685 8 місяців тому +3

    Rafi sahab ne har adakar ke liye unhi ki awaz me geet ko gaya aise insan ko Bharat ratan nahi Mila aur Lata har heroin ke liye same awaaz phir bhi Bharat ratan de diye

  • @milenasanyal8905
    @milenasanyal8905 8 місяців тому +1

    Maine suna tha ki aur ek khubsurat nagma isi film kai" Lagta nahin hai dil mera ujre dayar mein" rafi sahab jo amar kar gaye the wo gaana Bahadur Shah ke kalam tha.. akhri line mein iska zikr bhi ha. " itna hai bad naseeb Zafar dafn ke liye, do gaz zameen bhi na mili kuye yaar mein."

  • @P.Babrah58
    @P.Babrah58 8 місяців тому +2

    This is really astonishing that this ghazal was written by grandad of Javed Akhtar.

  • @naseemmirza7970
    @naseemmirza7970 8 місяців тому +1

    Wah ky awaaz h rafi sb, ka jawaab nahin

  • @shaikhsharfoddin7926
    @shaikhsharfoddin7926 8 місяців тому +1

    Only Rafi Sahab😊😊😊

  • @humanitysaleem5204
    @humanitysaleem5204 9 місяців тому +9

    Yeh Bahadur shah Zafar ki hi ghazal he

  • @themusicman4337
    @themusicman4337 8 місяців тому +2

    RAAG.. shivranjani based this ghazal was composed by Rafi sahib himself... with music director SN Tripathi sir .. Nobody knows this fact 😅

  • @shskeelahmed3057
    @shskeelahmed3057 8 місяців тому +1

    Rafi saheb khud hi bharat ratan they yeh poori duniya janti hai

  • @IrshadMd-pw8xi
    @IrshadMd-pw8xi 8 місяців тому +1

    1000 sonu nigam 1000 anwar aur 1000 mahendar kapoor ÿe sab milkar v ek rafi sahab nahi bansakta h

  • @shahsyed7546
    @shahsyed7546 8 місяців тому +2

    Rafi bhai The greate

  • @Manish_Geming99931
    @Manish_Geming99931 8 місяців тому +1

    You tube on kiya nhi ke ye add wale hi aa jate hai..you tube se meri gujaris he pehle jiske liye you tube me aaye he wo pehle thoda sunaye phir add de 🙏🙏

  • @AnwarHussain-pt7bm
    @AnwarHussain-pt7bm 8 місяців тому +1

    Mai Jo sochta tha uska jawab aaj mujhe mil gaya .Sab kahte the ke ye Bahadur Shah Zafar ki likhi hui ghazal hai .lekin koi kaise Marne ke baad likh sakta hai Jite jee to Tasawwur nahi ho sakta. Shujriya

  • @muntazirmehdi4310
    @muntazirmehdi4310 8 місяців тому +1

    Bharat Ratn ko Rafi Sahab ka naam aur Rafi Sahab Milne chahiye isse Bharat Ratn ko awaz k Noor ka Kohe Noor mil jayega.....

  • @draqueeljamal4496
    @draqueeljamal4496 8 місяців тому +1

    rafi sahab jaisa na bhooto na bhavisyate

  • @murshadali732
    @murshadali732 8 місяців тому +1

    Mohmmad Rafi ki awaz allah ki di huee hai

  • @shakeelnawab2410
    @shakeelnawab2410 8 місяців тому +2

    JAVED AKHTAR SAHAB JHOOT BOL RAHE HAI .... OXFORD UNIVERSITY KE HINDI URDU LITERATURES DEPARTMENT ME STUDENTS KO LAST EMPEROR OF MOGEL SULTANATE ME YAHI PADHAYA JATA HAI

  • @wakilsiddique1000
    @wakilsiddique1000 8 місяців тому +1

    bilkul rafi sahab iske mustahik hai

  • @anilseth1155
    @anilseth1155 8 місяців тому +1

    This ghazal is composed and sung by Rafi Sahab. It was gifted to the Music Director, S N Tripathi, along with one more song, on the occasion of the music director's birthday. You may check the truth of my statement from the family of Rafi Sahab.

  • @naheedfaruqi7650
    @naheedfaruqi7650 9 місяців тому +4

    Jab mustarkhairabadi ki gazlen dhoonne nikle javed akhtar to ho sakta hai ki ye zafar hi ki gazal ho jisse mustar saheb ne aise hi kissi kaghaz par likh li ho kyunki unko ye ghazal pasand ho asal main zafar hi ki likhi ho
    Waise bhi javed akhtar har baat ka credit apne ko dete hai he is no doubt a very good poet but full of arrogance

    • @MahendraKumar-cy2jp
      @MahendraKumar-cy2jp 8 місяців тому

      Ji, main aapse sehmat hoon. Mera bhi yahi khayal hai ki Janaab Javed Akhtar ji ke daada ji ne ye ghazal hoon hi kisi paper par apni handwriting mein utar li ho. Hum sabhi log aisa karte hain

    • @humanitysaleem5204
      @humanitysaleem5204 6 місяців тому

      Yeh ghazal Bahadur Shah Zafar ki hi he.Javed Akhtar ki soch ghalat he.

  • @siddharthpanchal718
    @siddharthpanchal718 8 місяців тому +1

    It is wrongly assumed that this ghazal is written by Bahudar Shah Zafar. But actually it seems it is written by Muztar Khairabadi.

  • @AbdulKareemsab
    @AbdulKareemsab 2 місяці тому

    Rafi the great😢

  • @kuchfilmikuchilmibyirfanaz4533
    @kuchfilmikuchilmibyirfanaz4533 8 місяців тому +1

    Ye ghazal Bahadur Shah Zafar ki nahin balke Jan Nisar Akhtar ke father Muztar Khairabadi ki ghazal hai

  • @welldone8607
    @welldone8607 8 місяців тому +1

    Hum apne bachpan se sunte chale aye hn ki ye gazal bahadur Shah Zafar ki h ye jawed akhtar ne kia shosha cchor dia

  • @kalyansinghal5557
    @kalyansinghal5557 8 місяців тому

    I am not sure if Mr. Akhtar's evidence is conclusive.

  • @prakashbagewadikar3237
    @prakashbagewadikar3237 8 місяців тому +2

    क्या सबूत हैं के ये गजल खैराबादी की है ? सीर्फ जावेद ने कहा के ये गजल उनके दादा की हैं ? या उस को अपनी संपादित किताब मे शामिल किया ?

  • @surendramohan7015
    @surendramohan7015 8 місяців тому

    कोई कैसा ही दावा करे, गज़ल तो बहादुर शाह ज़फ़र की ही है

  • @rajagopalr4475
    @rajagopalr4475 8 місяців тому

    ഈ ഗാനത്തിൻ്റെ സംഗീതം റഫി സാബിൻ്റെ താണ്. രണ്ടുഗമ്പലുകൾ ഈ ചിത്രത്തിൽ റഫി സാബ് ആലപിച്ചുണ്ട്. വർഷങ്ങൾക്കു ശേഷം ഉഷാ ഖന്ന യാണ് ഇത് സ്ഥിരീകരിച്ചത്. ആരും അറിയരുത് എന്ന വ്യവസ്ഥയിലാണ് റാഫി സാബ് ഇത് ചെയ്തത്. ഗസൽ S N തൃപാഠിക്ക് സമർപ്പിക്കുകയായിരുന്നു. അദ്ദേഹത്തിൻ്റെ പേരിൽ തന്നെ ഗാനം അറിയപ്പെടണമെന്ന് റാഫി സാബ് സമ്മതിപ്പിക്കുകയായിരുന്നു. ഇത് അടുത്ത കാലത്ത് വായിച്ചതാണ്. ഉഷാ ഖന്നയുടെ അഭിമുഖത്തിൽ.

  • @atiqkhan7273
    @atiqkhan7273 2 місяці тому

    "Astonishing discovsry "
    JAVED AKHTAR's or RIGHTSINGH 's 😂😂😂😂😂

  • @firozdurani9994
    @firozdurani9994 9 місяців тому +2

    Ye gazal m, rafisahabki avazmehi jachtihe

  • @anasmasroor9027
    @anasmasroor9027 8 місяців тому

    یہ غزل بہادر شاہ ظفر کی نھیں۔ مضطر خیرآبادی کی ہے۔
    انس مسرورانصاری

  • @iqbalshaikh2956
    @iqbalshaikh2956 8 місяців тому

    Javed akhtar ki baat ka koi yaqeeñ nhi krsakte.. na hi koi manegaa.

  • @shamsulhudarizwi341
    @shamsulhudarizwi341 8 місяців тому

    Why should one believe that all the old jottings of Mr. Javed Akhtar's grandfather were latter's own poetic creations? Further research is necessary because the content under question befits only an eventful and cataclysmic life of a person like Bahadurshah Zafar and not a person writing just fot pleasure and recognition as a poet.

  • @gulshanara9731
    @gulshanara9731 8 місяців тому +1

    Javed Sahab ko sangeet ka alif ka pata nahi unko koie malomat chaie to mujse Lele Rafi Sahab k bare me Kuch pata nahi ha who sirf Kishore Kishore karte ha

  • @arvinddilu
    @arvinddilu 8 місяців тому

    This claim might be wrong

  • @xyz-sr6vb
    @xyz-sr6vb 8 місяців тому

    Vidioki tarikh likho

  • @abdulsattarmulla3019
    @abdulsattarmulla3019 8 місяців тому

    Till Modiji is our Prime Minister nothing will happen to the BJP.

  • @roomani786
    @roomani786 8 місяців тому

    Muzther Khaer Aabadi ki ghzal.

  • @mdmobinmdmobin8164
    @mdmobinmdmobin8164 9 місяців тому

    Aap ko nhin malul ye alag baat hai zafer shah ke majmu-e klam men ye gazal nhin hai, maine khud 2015 se bhut pahle sun tha ye gazal muzter sb ki hai

  • @syedirshad7191
    @syedirshad7191 8 місяців тому

    Ye zafar ki hi ghazal h

  • @rahulkumarrahul3230
    @rahulkumarrahul3230 8 місяців тому

    Aapki account sahi nahi hai.darasal ye gazal rafisahab ne hi ek aur gazal," lagata nahi hai dil mera"ke sath khud compose ki thi aur musickar s n tripathiji ko unke birthday par tohfe ke rup me nazar ki thi.khud usha timothiji ne is baat ka jikr kiya hai rafisahab ne is chiz ki kabhi jikr nahi kiya .

  • @kuchfilmikuchilmibyirfanaz4533
    @kuchfilmikuchilmibyirfanaz4533 8 місяців тому

    Ye nazm nahin hai balke ghazal hai

  • @chakradharmohanta8751
    @chakradharmohanta8751 8 місяців тому

    Javed Akhtar was trlling lie. It is written by the last Mogul Bahadur Shah Jafar !

  • @hanifshaikh832
    @hanifshaikh832 9 місяців тому

    Ho sakta hai ghazal bahadur Shah Zafar ki ho ya ho sakta hai Javed akhtar jhoot bol rahe ho

  • @surajnarayanpandey6724
    @surajnarayanpandey6724 9 місяців тому +2

    मुज्तर खैराबादी जावेद अख्तर के दादा थे जो 1857 की क्रांति के लिए कालापानी की सजा हुई थी यह ग़ज़ल इसी परिवेश में लिखी गई थी
    यह चलन में है कि यह ग़ज़ल जफर ने लिखी थी

  • @ashrafmanchekar5239
    @ashrafmanchekar5239 8 місяців тому

    Bhot behtarin gazal thi

  • @ashrafmanchekar5239
    @ashrafmanchekar5239 8 місяців тому

    Mohmmad Rafi sahab se pehle koi aya tha na mhod Rafi sahab ke bad koi ayega jaise ek chand Suraj k zariye Allah pak ne kaynat ko roshan rakkha hai waisehi Rafi sahab ko Allah pak ne hmesha k liye kayam rakkha hai isiliye to wo mar kr bhi amar kehlate hai Allah pak unki magfirat farmaye ameen