Kichan ka west mtlb pyaaj lahsun kakdi aalu ande inke chhilke roj ek plastic k dibbe me daalti hu o paani daalke 2 baad ye Pani chhan k paudho ko deti bahot healthy plants h mere aur 25/30 kliyaa aati h ek ek plant ko iske baad fool wali dali me ct krti hu is se sahi mention bna rehta h
Apka yeh system humain bahut accha hai ...... Hum neh bahut sal se apna rahi hai. Ish system main podha cutting bahut kathin aor Rick's hai. Per, bahut maza v hai.
Thank you so much for nice information. Wakai me aapke gulab ke poudhon ko dekhkar Dil khush ho gaya.itne healthy our hare bhare poudhe to aajkal nursary me bhi nahi dekhne ko milte.
Mere sath bhi aese hi huva barish ki vjah se me gulab ki kli ko polithin se dhkne gyi to puri kli Tut gyi fir thode din bad niche se bhot sari new branch nikli❤
Mam abhi abhi maine plant ko nursary se lake lagaya he aur uske uper 3 fool he to abhi muje kaunse fertilizer dalna chahiye...? Aur sarso ki khali dal sakta hu?
Namaskar. Excellent information . Thanks. I have made Aloe Vera bioenzyme by taking 1:3:10 jaggery, chopped aloe leaves and water and keeping it in an air tight bottle for 3 months. Can this also work as a growth regulator?
Mam.. Wonderful information... Maine Ek Gulab liya tha Kareeb 20 Din pahle Uske laane ke bad mein news abhi 16 August ko report kiya hai aur usko Ek grafted Gulab Hai usmein bhi do he shoots nikale Hain To Ab Mujhe bataiye ki kya Mein uski cutting kar Dun Upar Se. . . Kya mein aapko uski pic share kar sakti hu
Mam me 1month pehle 2 grafting rose plant layi thi...unko report karne k baad unki sari leave sukh gayi to maine hard pruning karti...abhi new shoots nikal Rahi hai...par 2 din se ek plant ki leaves thodi jhali jali si ho rahi h....maine pot me thodi si rakh bhi daali thi kya iss wajah se leave bejaan ho rahi h kya plzzz reply
Maine kam se kam 10 bar Laga chuka hun abhi tak nai growth Nahin ho rahi Darbar ped Lagaya dasvan paath Sukh Gaye To Kuchh aap bata dijiye to aapke Mahan Daya Hogi
@komalarya6737 pehle mujhe zyada knowledge nahi thi mera gulab ka podha gamle mai hi kaafi barha ho gaya tha ab to mai chatayi karti hoon jo phool khil chukta ose waha se kaat deti hoon
Root growth are slow, Repot with well drained compost full soil. Keep the plant in sunlight. If you are not ready to repot, please check the drainage hole,and add some phosphorus rich fertilizer fertilizer,such as dap,or bone meal.
बहोत अचछीजानकारी दी आपने thank you🎉
Kichan ka west mtlb pyaaj lahsun kakdi aalu ande inke chhilke roj ek plastic k dibbe me daalti hu o paani daalke 2 baad ye Pani chhan k paudho ko deti bahot healthy plants h mere aur 25/30 kliyaa aati h ek ek plant ko iske baad fool wali dali me ct krti hu is se sahi mention bna rehta h
amo ji apne sahi kha video mein plant kaafi heldi he thank you mem fertilizers kafi unique he😊
Grafting note ke niche wale steam ko cut karna hai
Nice sharing thank you so much
Masha Allah bohut khoob
Nice Information for Rose, Thanks.
Apka yeh system humain bahut accha hai ...... Hum neh bahut sal se apna rahi hai. Ish system main podha cutting bahut kathin aor Rick's hai. Per, bahut maza v hai.
Apke plant kafi healthy hai,hum logo ke itne sunder nahi hote hai.apke dwara jankari dene ke liye apko dhanyawad.
मेरे बहुतसे पौधेपर कलीया नही आरही है केवल ब्लाइड शुटस आरहे है तो क्या करणा पडेगा
@@shivajithorat3325 pruining
Banana ka fartilizers dalo
😂😮😮😮😮😮😮😮😮😮@@shivajithorat3325
Over watering
आपने अच्छा वर्णन किया
Bahut achchha jankari diya hai🙏👍
Thank you so much for nice information.
Wakai me aapke gulab ke poudhon ko dekhkar Dil khush ho gaya.itne healthy our hare bhare poudhe to aajkal nursary me bhi nahi dekhne ko milte.
Woww itna Basel shoot
Tq madam
Merely ae video bhut jaruri thah
Thanks for informative video.
Mere sath bhi aese hi huva barish ki vjah se me gulab ki kli ko polithin se dhkne gyi to puri kli Tut gyi fir thode din bad niche se bhot sari new branch nikli❤
Plant ☘️ looks so healthy
nice shareing
Buhut hi sunder leg rha h ji🥰
Thank you for the very good information.
Aap sahi bol rhe ho sister main try ki hoon
Very information video
👍👌 very nice
Very useful video
Thanks for sharing
Very informative video friend 👌👍👍❤️
अच्छी जानकारी दी है आपने।
Try karte hai
Kis time sprey karna hai
Very useful tips for rose plant 👌👍
App apme gamale meeti me kya kya mix karti hai
Amazing video🌹🌹
Nice video TEA POWDER n ALOEVERA JUICE
Good 🌹🌹🌹👌👌
Nice video 🎉🎉
Thanks you so much ❤❤
Thanks sisters natural fertilizer ke lie❤
Bahut achha guidance❤
Used na Kiya huwa chai ki patti use kar sakte h kya???
Beautiful sharing sister
Nice plants 👍
Thanku sooo mch❤
Nice
So beautiful information ♥️♥️♥️👌
Wow
❤❤❤
Mam abhi abhi maine plant ko nursary se lake lagaya he aur uske uper 3 fool he to abhi muje kaunse fertilizer dalna chahiye...? Aur sarso ki khali dal sakta hu?
Nice imformetion
nice shearing 👌👍😍
Excellent tips thanks
Thnku mm🥰
Good information
Namaskar. Excellent information . Thanks. I have made Aloe Vera bioenzyme by taking 1:3:10 jaggery, chopped aloe leaves and water and keeping it in an air tight bottle for 3 months. Can this also work as a growth regulator?
Sir,agar ye ferment ho gya tha to ap kitne din bhi rakh sakte hai.Khrab nahi hoga,work bhi karega...
@@greenhouse1 thanks. I know I can store it but can I use it instead of the fresh aloe liquid fertiliser you have shown in your video?
@@msgupta26 Can use.
However not clear that active enzymes and growth harmones of aloe vera will remain same as of fresh juice
Very nice👌👌👌
Madam jaldi jaldi bolo kal subeh Panvel nikalana hai😂😂😂
Use 1.5 speed
Is basal shoots ko alag Kar sakte hai
Kalam bhi bahut nikal rahi hai but phool kam aa rahe hai uska koi solution dikiye
Mam.. Wonderful information... Maine Ek Gulab liya tha Kareeb 20 Din pahle Uske laane ke bad mein news abhi 16 August ko report kiya hai aur usko Ek grafted Gulab Hai usmein bhi do he shoots nikale Hain To Ab Mujhe bataiye ki kya Mein uski cutting kar Dun Upar Se. . . Kya mein aapko uski pic share kar sakti hu
Super mam
Very nice plant
Thank you mam
Mam kya har pode me alovera dal skte hai kya
Mam me 1month pehle 2 grafting rose plant layi thi...unko report karne k baad unki sari leave sukh gayi to maine hard pruning karti...abhi new shoots nikal Rahi hai...par 2 din se ek plant ki leaves thodi jhali jali si ho rahi h....maine pot me thodi si rakh bhi daali thi kya iss wajah se leave bejaan ho rahi h kya plzzz reply
Raakh to acha hota h plants ke liye
Agar chai mein masala dala ho toh bhi uski residual patti ko dhoker ,sukha kar use kar sakte hai kya.
Jai shivshakti bholenath🙏❤
Aloe vera fertilizer aur sukhi Hui chai ki Patti ka use ek sath kar sakte hain kya?
mam mere rose ke naye patte mud rahe hai iski ghar se milnewale fungside bataie
hamara plant pura murjha gaya hai kya is trick se wapas growth ho sakta hai ?
Maine kam se kam 10 bar Laga chuka hun abhi tak nai growth Nahin ho rahi Darbar ped Lagaya dasvan paath Sukh Gaye To Kuchh aap bata dijiye to aapke Mahan Daya Hogi
Mere gulab ke poudhe pe 1 bhi ful nhi aaya hai .. lagaye huye 1 sal ho gaya lekin 1 bhi full nhi aaya hai .. mam kya kru bataeye
❤
Start 2:20
Elovera se fertilizer banane ki bidhi bataen
Desi gulab cutting se laga h to basal shoots kaise pehchane
Mam...eska use rose k alawa gurhal,mogra m kr skte h kya?
Thank you so much for your beautiful message ❤❤
Just subscribed !😊😊
Result bhi achha aaya hai
Kya aloe vera ka use gudhal (hibiscus) ke plant par kar sakte hain?
Kar sakte hain
Very nice plant mam❤❤
👌👌👌🙏🙏🙏
Mai apne gulab mai sirf chaye ki patti dalti thi to mere gamle ke gulab mai 20 se 25 gulab aate the sab dekh kar hairan ho jaate the
Mam aap chatayi nahi krte kya
@komalarya6737 pehle mujhe zyada knowledge nahi thi mera gulab ka podha gamle mai hi kaafi barha ho gaya tha ab to mai chatayi karti hoon jo phool khil chukta ose waha se kaat deti hoon
Bahen ji agr chay banane ke fauran bad hi chaypatti ko dhokr sidhe gamle me dal de to sahi rahega .ya patti ko dhokr sukhana zaroori hai.
Jaruri hai
liquid aloevera fertilizer सभी प्लांट्स में use कर सकते है ???
Kar sakte hain
Green tea sukha ke dal sakte h plz reply
Dal sakte hain
Thanks mam
Mam kya adrak mili vali tea Patti sukha K De skate he.
De sakte hain
Mam can we used chai Patti before making chai
Yes, only one teaspoon once in 15 days
Jo aap use kiya Kare use ko sujjeson Diya kare axha hoga
Thnx for thy input. Sun light isn't sufficient. Pls advise.
Maam, I have basal shoots but their growth seems stunted.Also, 2 month old rose lacks vitality, growth is very very slow.Any solution?
Root growth are slow,
Repot with well drained compost full soil.
Keep the plant in sunlight.
If you are not ready to repot, please check the drainage hole,and add some phosphorus rich fertilizer fertilizer,such as dap,or bone meal.
Address where we can get rose plant
Fris chaipatti nai dal sakte h madam ji
Dal sakte hain,1 chammach 15 din me ek bar de,isse jyada nahi
गुलाब के अलावे और किस प्लांट में येलोबेरा का प्रयोग कर सकते हैं बताइयेगा
Sabhi plant men
Plants mein khara paani daal sakte?
Nahi,
4 month me saari kating kar de automatic flowers aate hai ji
D. A. P. Har month use kar growth bani rate hai
Kiss liquid ka istemaal kare kaha milega ye kide k liye
Aloe vera Pani sb plants me de sakte h
De sakte hain.bus Matra ka dhyan rakhen, jarurat se jyada na den
Gulab ki growth ho rhi h but Kali nhi BN rhi h kuch upaye btaye
Mam chai me adarak bhi hoti hai to kya fir bhi dal sakte hain ya fir fress chai ki patti bhi dal sakte hain please reply
Adrakh nikal do,
Base se nikli dal ko tho aap cut ker dena kehthi ho
Woh suckers hote hai joh base ke niche se nikalte hai, yane grafting node ke niche se, usee nikalna hai 🙏✅💯
Wo alg hoti h , those are suckers unme flowering ni hoti ,,, uski aap easily recognize kr skte ho , unme 7 leaves hoti h jb ki normal leaf m 5 hoti h
We use t bags is that tea ok or just tea leaves please advise thanks
Tea leaves / Banana 🍌 skin etccause Fungus.
Ye fertilizer konse mosam m dete hn
Gulab ka cutting konsa mena me lagana chayie
October to January laga sakte hain,barish me bhi cutting grow ho jati hai