Thank you very much deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow coriander vegetable plants in our terrace garden at our home 👋😀👍👍👍👍👌👌👌👌🙏🙏🙏🙏🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹💐💐
sir gud evening.m daily aapki video dekhti hu.bahut achcha lagta hh.you are such a hard working person.kya aap job bhi karte ho.aapki roof ka kya size hh.mujhe bhi gardening ka bahut shonk hh.meri bhi new ghar me 150 gz ki roof milne wali hh m bhi aapki jaise vegetables grow karna chahati hu.thank u sir.happy gardening.
Hello sir Mere paudhon ke sabhi Patte Kinare se sukhkar Bhar rahe hain aur takriban Sabhi paudhon Ka Yahi hal hai main bahut Sare upyog kar chuki hun parantu koi bhi Fark Nahin lag raha aap mujhe koi upay bataen
Sir mere yaha kadhipatta (mitha neem) hai uska growth to ho rahi hai par uska hight ke hisab se khod(tana) jo hai uska bhar nahi zel pa raha uski growth ke liye kuch teep dijiye plz 🙏
Hello sir/madam I am professional thumbnail designer can I edit your thumbnail for your youtube channel attractive thumbnail which increase ctr click through rate of youtube channel and also increase views on youtube
Wow itne jaldi dhaniya uga diya itni jaldi to khuda bhi nhi kar skta bhai magar thanks sabko sikhane ke liye
Bahot ache se tarike se aapne bataya daniya lagane ka tarika.thanks sir
Welcome
Bahot he badiya bhaiya mai bhi try karungi
wow sir beautiful coriander
Many many thanks
बहुत अच्छी और उपयोगी जानकारी दीपक जी।
बहुत बहुत धन्यवाद 😀
Happy to see you have gone straight to the point 👍
Thank you so much 😀
बहुत दिनों बाद आज दिखे हैं महाशय 😊
Very nice sharing ❤️👍🏻👍🏻
Menevi kitna try Kiya kabivi grow nahi hota daniya ab me aapike style me daniya lagaungi thank you Deepak sir
Most welcome 😊
भैया आप bsc agriculture kis universty se kiye h
अब बारीष आनेवाली है. कृपया बताये की बारीषमे कौनसी सब्जिंया लगानी चाहिये और तेज बारीषसे पौधे बचानेकेलिये क्या करना चाहिए. धन्यवाद.
Thank you very much deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow coriander vegetable plants in our terrace garden at our home 👋😀👍👍👍👍👌👌👌👌🙏🙏🙏🙏🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹💐💐
It's my pleasure
@@TerraceGardening your most welcome terrace gardening channel deepak bhaiya and same to you also okay bhaiya 👋😀👌👌👌👌👍👍👍👍👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🌹🌹🌹🌹💐💐
Big and beautiful grow bag soo nice lnfarmation 👍
Thanks 👍
Great idea👍
sir gud evening.m daily aapki video dekhti hu.bahut achcha lagta hh.you are such a hard working person.kya aap job bhi karte ho.aapki roof ka kya size hh.mujhe bhi gardening ka bahut shonk hh.meri bhi new ghar me 150 gz ki roof milne wali hh m bhi aapki jaise vegetables grow karna chahati hu.thank u sir.happy gardening.
Nc 👌👍 music and vdo
Sir एक बैग से लगभग कितनी धनिया हार्वेस्ट हो जाती है
Thank you sir ..... Nice to see you 😊😊
Always welcome
Sir hum abhi dhniya lagaye to lag jayega kya or seed Koon sa lagaye dhniya ka
Wow expecting this quality of video short and simple. Keep it up. 👍 I always saw your videos but speed 2x me kar k dekhti thi.
I will try my best
I like your new way to present your video keep it up 🙂🙂🙂
Thank you so much 😀
So beautiful and fresh
Mine is turning yellow so early :(
What's the cost of this grow bag?
Wow !
Sir ji acchi jaankRi h
Thanks Please like and share
nice sharing
Thank you very much!
Dhaniya ka plant kis mahine me lagaye
Bhai mujhe aap ne jo dhaniya ka beej lagaya hai use ka naam kya hai
Best video,,,
Thanks
Very nice sir ji
Most welcome
Ye soil bag kaise banate ho
Kaha rakhe sun light k chhay me
Sir my karela plant having many red ants please inform what will do
Very nice video sir
Thanks and welcome
Sir Mere garden mein jo shimla mirch Lagi Hai use per na to cal a Rahe Hain Jo Phool Aate Hain vah Gir Jaate Hain To Kya Karen bataen please
abhi tem high hai winter me lagaiye best result milega
Sir luki ka seed meete me lagane ke baad ketane den me grow hota hain
Hello Bhai good evening Deepak ji mere garden m dhaniya lagaya ta bah sahi se uga kya karan raha pl.batsyiyega
mitti me nami banaye rakhen aur tej dhoop se bachahiye
Hello sir Mere paudhon ke sabhi Patte Kinare se sukhkar Bhar rahe hain aur takriban Sabhi paudhon Ka Yahi hal hai main bahut Sare upyog kar chuki hun parantu koi bhi Fark Nahin lag raha aap mujhe koi upay bataen
tej garmi aur shoop se bachaiye sahi ho jayegen
Guru white long mooli grow kar sakta hu Abhi.?😅
nahi thoda rukar grow kijiye june july se
@@TerraceGardening ok Guru 🤗
woooow...💗💗💗
Thanks
How made this grow bag
Sir, kya is season mai dhaniya hoga?
Nice job👍
Thanks 👍
Sir Hume terrace me fruit plants lagana hai to kaun se lagaye aur kaise and kab lagana please bataye
ua-cam.com/video/mAsO4EqWeLs/v-deo.html
Sir mere yaha kadhipatta (mitha neem) hai uska growth to ho rahi hai par uska hight ke hisab se khod(tana) jo hai uska bhar nahi zel pa raha uski growth ke liye kuch teep dijiye plz 🙏
pruning kar dijiye
Wow
Wow ❤️❤️❤️
Thanks
Garmi me bhi ugegi?
Nice 👍
Thanks ✌
Bro grow bag ke niche shed b krne pdte hai ??
Grow bag me already drain hole bane hote hain
@@TerraceGardening ok sir ... Thank you
Is Dhaniya ke paudhe me bij kab aayenge?
Mera plant suk raha hai inspite of watering them regularly
Ye problem mere plants ke sath bhi ho rhi hai
tej dhoop kea karan bhi plant sukhne lagte hain
Sir garmiyon ke liye ksun sa beej istemal karen
same beej
Make video on chhapan kaddu
Will upload soon
Sir aap ke seed hybrid he
Yes
Yes inke all seed hybrid hai
धनीया के लीए मीट्टी कैसी होनी चाहीए
ua-cam.com/video/WvAXlqi62sg/v-deo.html
Kya itni garmi mein dhaniya uga saktey hain?
Yes
Aap mitti kon sa us karte hai bhaiya
ua-cam.com/video/2VulCc5bfsY/v-deo.html
Sir ghar k dhaniya nhi upjege
Pani kab kab dena ?
Sir mere papaya leaf mud rhe hai usme kya dalu please bataye sir 🙏
neem oil ka spray kijiye
@@TerraceGardening ok sir thank you
Angur ka podha 2 saal ka h par fruit nahi aate h kya kare
cutting kijiye
छत पर गार्डनिंग करने पर छत खराब तो नही होगा
nahi
मई महीने में भी sir
Yes
Apko ye video bnane me kitne dil lgye
Gamle ke niche kya rakhte ho
Drain mat
All humack
Bhai gamle ke niche kya ho
Kya rakhte ho
Drain mat
Sir I want this type of grow bag pl helpe
You can buy from this link - organicbazar.net/product/rectangle-grow-bag-6f-3f-1f/
Bohot slow growth kiya aapne
Itni garmi me 40 tampreter me nahi ugta h
ug jata hai try kijiye
Yes ugh jata hai
Hello sir/madam
I am professional thumbnail designer can I edit your thumbnail for your youtube channel attractive thumbnail which increase ctr click through rate of youtube channel and also increase views on youtube
Itni tez garmi me dhaniya nahi ugta
ug jata hai mere bataye gaye tareeke se uagaiye
@@TerraceGardening bhai kheto me nahi ugta hai