Tnqqq very much terrace gardening channel deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow coriander vegetable plants in our terrace garden at our home bhaiya 👋😃👍👍👍👌👌🙏🙏🇮🇳🇮🇳🌹🌹💐💐
Plz any one help....I am a new gardner meri dhaniya plant 1 mnth ka h pr jyada growth nhi h and bhot week h hath lgane pr pura podha tut jata h....healthy ad strong bnane k lye kya krna chahiye
Good morning dear, sir Depak today you made dhnea garment vlog pl sir when you say soil carne like oleander this pure hindi world sir you yoused English world Alklin our Asdic I hope you understand rgd
Bhai sahab aap dhaniya garmi ke din beej ankurit nahi ho pata hai 15 din ho gaye maine sare tarike se ajmaya lekin ankurit nahi ho pata hai iski jankari koi bhi sahi se nahi batata hai please isper ek special video banaye
Buy Dhaniya Seeds(धनिया के बीज)👉organicbazar.net/product/coriander-seeds-hybrid-1000-seeds/
haniya kya r
gud to see this ..corinder ko crush kr k bhee lga skta hain
नमस्कार भाई साहब😮
टेरेस गार्डन बनानेजा रहा हूं जो मुझे काफी अच्छा लगता है आप मुझे नई ट्रिक और सुझाव दीजिए
Kamal ki video banayi aapne.
Yes
Baut hi bdahiya
ਵਾਹਿਗੁਰੂ ਜੀ
Aapka bahut bahut dhanyvad thanku🎉🎉🎉
Wow bht badhiya video h
Tnqqq very much terrace gardening channel deepak bhaiya for giving us such a great information about how to grow coriander vegetable plants in our terrace garden at our home bhaiya 👋😃👍👍👍👌👌🙏🙏🇮🇳🇮🇳🌹🌹💐💐
Bohat acha laga video
Thanks
Nice information.. 👍🏻
God bless you brother ji good 👍
Plz any one help....I am a new gardner meri dhaniya plant 1 mnth ka h pr jyada growth nhi h and bhot week h hath lgane pr pura podha tut jata h....healthy ad strong bnane k lye kya krna chahiye
Nice sharing
🙏🙏
Good❤
Sir mera karela ka fruit peela pad ja rha hai bina mature hue kya karu mai
Dhaniya ugaye sehat banaye,,Global,,M
😊😊😊
In bag type gamlo ko kya kahte h
Grow bag
धनिए के अच्छे बीज कहां उपलब्ध हैं, कृपया बताए।
Online mangwa lijiye
Mere Dukan pr 😊😅 aaiye
भाई इक बार धनिए काट ली तो उसके जड़ों में फिर धनिए आ जायेगी की नही ,और गमला किस साइज का लेना होगा
Aa jayegi
@@Kavyalodha uu vi y
Aajati h
Gamla 10 inch ka rakhna hai
गमले में एक बार धनिया काटने के बाद 4 से 5 बार धनिया आता है फिर वो आपकी मिट्टी वातावरण बीज समय और देखभाल पर डिपेंड रहता है 😊
Pani do din. Baad deve ya ..
Barsat ka mausam hai...kya kare..?? Matti to pehle se hi gili hai..dhaniya market se laye hai ..sahi hoga kya..???
Hum ne lagaye market se liye beez dhaniya me khusboo hi nahi aati
Dhaniya lagane ke liye kis prakar ki mitti le
Aapne ek video papaya ka dala tha jisme ye bataya gaya tha ki 4/5 mahine bad khad kaise dalni hai. Wo video mil nahin Raha hai.
Good morning dear, sir Depak today you made dhnea garment vlog pl sir when you say soil carne like oleander this pure hindi world sir you yoused English world Alklin our Asdic I hope you understand rgd
Bhai
Kya beej bone k baad gamle ko dhoop m rkh skte h ???
Yes
Thank you
Pani ugate samay kb dena hota h
Bhai sahab aap dhaniya garmi ke din beej ankurit nahi ho pata hai 15 din ho gaye maine sare tarike se ajmaya lekin ankurit nahi ho pata hai iski jankari koi bhi sahi se nahi batata hai please isper ek special video banaye
Ghar pe chane kese ugaye
Sir mere kadhi ped ke patte me wight wight bindi jaise ho ke pure patta kharab ho rha hai pls reply sir
Abhi laga sajti hi kya dhaniya 👍🏻👍🏻👍🏻
Lag jayega abhi , dopahar ki dhoop aur barish se bachana parega , me abhi Ghar ki dhania hi use kar rahi hoon
Grow bag kaha sey milay gay
organicbazar.net/collections/hdpe-grow-bags
Kitne din k bd cut kr skte
❤❤❤❤🎉🎉👍👍👍👍🙏🙏🙏
Khad dalte jayenge to gumla pura bher jayega phir kya kre
Me seeds lai hu lekin us par likha he k seeds treated with poison do not use for food to a seeds ham uga sakte hai
Sab bta diya lekin ye nhi btaya ki harvest kb kar sakte h kitne din me
Growbag size kya hai
6 inch gehra
Arey main bina crush kiye seed lagadi, ye hoga kya?
Yes
Sir dhania ko shaya me ugana chahiye ya dhoop me sir
Modi ke yaha ya rewadi Jay guru dev Aashram per milega
Sir Mera dhaniya ugne ke baad me gyi sab
Hi deepak ye btayo ki sukhe daniya se bi ugha sakte agar beej na mile to
Try kar sakteen hain aap but germination me problem ho sakti hai
In gamlo ko kya khte h
Grow bag
Rashes rashes ki maa chose dhaniya ugao,,M,Anubhav guru kripa,,Global,,M,
Dhaniya ugao bur me jyada radhe ki garmi hi dhaniya la lep lagao,,M, Anubhav guru kripa Global M
जानवर का टट्टी आदमी के टट्टी से बढ़िया हो गया है क्या जो जानवर के टट्टी का खाद बनाएं
गाय का गोबर और गौमूत्र बेस्ट होता है खेती में, दवा से कैंसर का खतरा रहता है। में किसान हु
Ghar par use karna wala dhaniya beej sakte hain kya
Bhai dhaniya lagane ka sahi month konsa hai
Dhaniya ko aap salbhar kabhi bhi laga sakte hain but best month october-november hota hai
Mere dhaniye me kuch light white sa spot hai , kaise theek kare
Puri mar gyi hai
Dhaniya ugane ke liye kis prakar ki mitti le