IIT Kanpur Anthem | JAYA | Rap

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 9 лют 2025
  • #iitkanpur #anthem #rap #indianmusic #desirap #indianrap #iitk #newmusicrelease #newmusic #newmusicvideo #groovy #jaya #music #kanpur #vibes #iit
    Get ready to vibe with the IIT Kanpur anthem. It is a mix of Hindi and English verses, capturing the quirky, relatable, and inspiring essence of life at IIT Kanpur. This anthem celebrates the grind of every IITKian.
    💡 Credits
    ✍️ Lyrics Inspired by a post on reddit about IIT Kanpur. Many thanks to Sreenath for sharing the post with me.
    Track composed using SUNO Ai
    👉 Share with your friends and tag those who lived this life.
    👉 Comment below your favorite verse!
    LYRICS:
    [intro]
    IIT Kanpur ke stars, duniya ko batane aaye!
    IIT Kanpur ke stars, duniya ko batane aaye!
    [Verse 1]
    Welcome to Kanpur, yahaan kya hai scene?,
    Hostel ke rooms hain chhote magar cute,
    machhar ka boiler- lagta hai -room.
    Mess ka khana? toh Bhool jao taste,
    kabhi canteen kaa bhi, lagta hai best.
    assignments aur deadlines tight,
    Social life toh ek distant light.
    [Verse 2]
    Kanpur ka vibe hai, duniya se alag,
    Sardi mein arctic, garmi mein bhadag.
    Antaragni stage pe, sab machaate,
    Life ka grind hai, fir bhi muskaate.
    [Verse 3]
    Sardi ka mausam, classroom lage freeze,
    jerkin pehna toh, thoda saa ease.
    Garmi mein hostel, banta hai oven,
    Fan ko chhod, hum hai sapne driven.
    tech-kriti ke stalls mein lagti hai bheed,
    aadha log toh aaye, with free pass ki greed.
    Apne grades ko leke sab karte hai flex,
    Par dhoop mein chalne se darte hai sab.
    [verse 4]
    S.P.O portal toh todta hai dil, CV mein sachh? likhte hai nil.
    Slot 1, Slot 2, Slot 3.5, Squid Game lagta, hamko rehna alive.
    Package ke chakkar mein, sapne mit jaate,
    Passion se zyada, numbers chal jaate.
    Phir bhi hum hain, duniya ko dikhate,
    ki Kanpur ke hustlers, sabko haraate.
    [Outro]
    "yahan par Life thoda tough hai bhaai, magar hum bhi rough hain,
    Jo yahan se nikalte, wo duniya hila dete,
    IIT Kanpur ke naam ka parcham lehrate!"

КОМЕНТАРІ • 14