Mufti Tariq Masood Strict Remarks about Khula (Divorce) | Hafiz Ahmed Podcast

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 21 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 626

  • @syedwajidali2693
    @syedwajidali2693 3 дні тому +2

    میں سو فیصد متفق ہوں مفتی صاحب سے۔ میں نے پندرہ سال سے زیادہ فیملی کورٹ میں کام کر چکا ہوں اور اس بات کا گواہ ہوں کہ تقریباً نوے فیصد کیسز میں ایک جیسے الزامات ہوتے ہیں مردوں کے خلاف خلع حاصل کرنے کے لئے۔ یہ ہماری فیملی کورٹس کی بھی نا اہلی ہے کہ اس بات کا کوئی نوٹس نہیں لیتیں کہ ہر مرد پر ایک جیسے الزامات کیسے ممکن ہیں۔

  • @Abiya-np9xl
    @Abiya-np9xl Рік тому +24

    Agar orat mard k sath na rehna chahy ..ot zahir hai waja hoti hai tabhi to talaq or khula jesy chizen hoti hain orat na rehna chahay to ab zabardasti hai k ji woh de ga to theak nhi to bethi raho zindagi bhar ..or bohat se mard to zidd main nhi dety or na sath rehny chahty ... Yeh khob hai k sari azaiyatain orat utahye or zeheni bhi or mard ko ikhtiyar k na daina ... Wahhh
    Tabhi to mardo ka yeh hal hai k ji jo dil chahy karo bad orat ko jana kahin nahi rehn ahamary pass hi

    • @mustafatech1374
      @mustafatech1374 Рік тому +13

      Ya 2 number molvies hain.
      Orat ko bandi ghulam treat krty hain.
      Quran ky khilaf kaam krty hain. Marzi k fatwa lagty hian.
      In sy kisi jaga pocho. Ky ameer ki Atatat kia hy.
      Kahin gy farz hy. Lazim hy.
      Government ny Judge ko Qazi declare kr dia hy. Aor usko faisla ka haq dy dia hy. Kay tum ny 6 month main decide krna hy.
      Asal takleef in wrong numbers ko ya hy ky orat kion mugy choor kr koi aor shadi kry.ain nahi chooron ga.
      Ya sari life usko usky maan baap ky ghar betha kr courts ky checker lgwa lgwa kr zaleel krty rhain.
      Ya Bilkul islam nhi hy.
      Ya fatwa wala wrong number hy

    • @vipmobile320
      @vipmobile320 Рік тому +4

      Mera husband or sural waly b bhut zalim hain,mery sath sath mery ghar walo py b bhut zulm kiye hr time dhamkiya dety hain mjy

    • @AbdulHameed-yv4vn
      @AbdulHameed-yv4vn 5 місяців тому +6

      Bilkul Sahi kaha ye to totally orat ko hi gulam smajh Raha hy

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +1

      ​Right islam ma mard o aurt k frq ni jasy qubol dono krty same tlaq b dono deyskty inky firqa hanfi ma to sohr chorky chla jya to 90y k wait h jabky Islam ma sirf 5y h or khula mtlb agreement jo dono parties ki trf sa hota h jaby tlaq 1sided aurt ki tlaq ko tlaq e tajweh khty hn jismy wo adha ya pura mehr wpis krky nikkah khtm krskti h read al baqrah 229. Aurt ko tlaq k haq nikkahnama coloumnb18 ma b mentioned h but mostly parents cut kr dyty cuz of non Muslim culture mindset that oppress women ya jinhy apni harkto ko pta hota h

    • @Amirunnisaijaz007
      @Amirunnisaijaz007 4 місяці тому

  • @hashirbaba4900
    @hashirbaba4900 4 місяці тому +5

    Love you Mufti Tariq Masood Sahb ❤

  • @bilqueesfatima4476
    @bilqueesfatima4476 5 місяців тому +8

    Family and its values are very important in Islam Allah kisi ko bhi jhoot aur zulm ki permission nhi deta agr sachae aur insaf k sath koi bhi masla samne lakr court mei le kr jaya jae to khula jaez hei jo fareeq bhi jhoot bolega wo khud reponsible hoga

  • @adeelhussain5214
    @adeelhussain5214 Рік тому +4

    JAZAK ALLAH O KHAIRAN KASIRA

  • @shahidarazak1134
    @shahidarazak1134 Рік тому +7

    I didn't know about this, thank you for explaining .

    • @shabihhaider3844
      @shabihhaider3844 3 місяці тому

      Kya ap Shahid Razaq ki sister hain? KRL se study kiya hy ap ne?

  • @BilalAhmed-uf8rz
    @BilalAhmed-uf8rz 3 місяці тому +2

    Everyone should listen to this

  • @UniversityofBirds
    @UniversityofBirds Рік тому +2

    اللہ تعالیٰ ہم سب کو ہدایت دے۔

  • @safyaniqbal2
    @safyaniqbal2 Рік тому +13

    great question and v well answered..we must follow islam in full...islam keeps everything in balance.

  • @muhammadshahbazaziz
    @muhammadshahbazaziz 6 місяців тому +7

    Dear molna i agree 100% u r right per Engineer mirza ko kuch paat ni

  • @umidAllahsy
    @umidAllahsy 6 місяців тому +3

    ماشاءاللہ ❤❤❤

  • @evolutionworld1505
    @evolutionworld1505 14 днів тому

    Love You Mufti Sahab ♥️

  • @HumayunKhan-yg9xp
    @HumayunKhan-yg9xp Рік тому +21

    مولانا یہ بتائیں کہ اگر بندہ طلاق نہیں دیتا ضد کرتا ہے تو عورت کیا کرے پلیز بتائیں

    • @farmanullah2849
      @farmanullah2849 Рік тому +7

      اگر مرد عورت کے حقوق ادا نہیں کرتا اور طلاق بھی نہیں دیتا تو عدالت اسکے نکاح کو فسخ کرے گی

    • @furqanwajeeh897
      @furqanwajeeh897 Рік тому +3

      ​@@farmanullah2849woh to Mufti Sb. Ko theek nahin lag raha. Yani mird ager tung kerne ke liye latkaye to Mufti Sb. , ke mutabiq woh tung hoti rahe?

    • @farmanullah2849
      @farmanullah2849 Рік тому

      @@furqanwajeeh897 بھئ خلع الگ چیز ہے اگر عورت مرد کو پسند نہیں کرتی تو نکاح نہیں کرنا چاہیے تھا اب اگر نکاح کر لیا ہے تو مرد کو راضی کرنا پڑے گا پیار محبت سے عدالت یا کوئی اور مرد پر جبر نہیں کر سکتا اور نا ہی نکاح ختم کر سکتا ہے لیکن اگر مرد ظلم کرتا ہے یا نمرد ہے یا عورت کے حقوق ادا نہیں کرتا تو اب عورت کو حق ہے کہ عدالت جا کر نکاح فسخ کروائے اور اپنا مظلوم ہونا ثابت کرے

    • @user_9O837OO
      @user_9O837OO Рік тому +1

      Sabar kry aurat . Usy akhriyat my mil jayega ajar 😂

    • @monitoni7416
      @monitoni7416 Рік тому +4

      ​@@user_9O837OObhaie ap Ki Ami nay sabar Kiya Tha Kya...Thi aap ja K paida huwy 😂

  • @AdnanAwan99
    @AdnanAwan99 13 днів тому

    Shabash Mufti Sb ❤

  • @MahzbiParveen-du4qk
    @MahzbiParveen-du4qk 2 дні тому +1

    Hafiz Ahmed Assalamualaikum me up say hu Bijnoor say mera sohar na to zimmedari uthate h or na mujhe kr kar k jate h apne ghar mayke me rahti hu swa saal say kaam nhi krte sarab pite h mujhe bhut mar pitay krte h me unsay ab alag hona cahti hu to mujhe talak nhi dete mna krte nhi choduga me apni zindgi me bhut presan hu mera do beta h meri sadi ko 12 saal ho gay pls ap mujhe kuch btaiye

  • @AdnanAwan99
    @AdnanAwan99 13 днів тому

    Nyc information ❤

  • @Bilal-Canada
    @Bilal-Canada Рік тому +5

    For the person reading this, which has just started your UA-cam channel. Don't give up! You will make it :)❤

  • @SINGERWAQASBABAA
    @SINGERWAQASBABAA 4 місяці тому +1

    Assalam o alaikum kia zor zabrdsti se sign kraye jaye paper pr talak ky to kia talak hjati hai niyat na ho na bndy moo se kahy bas talak ky paper pr zbrdsti sign kraye jaye plz rehnumai kry

  • @AbdulWahab-kt4sm
    @AbdulWahab-kt4sm 8 місяців тому +3

    جزاکم اللہ مفتی صا حب

  • @MuhammadAzeemPK
    @MuhammadAzeemPK 4 місяці тому +3

    Very well done Mufti Saab bilkul thek JAZAKALLAHU KHAIRA ❤❤❤

    • @mfasih6522
      @mfasih6522 2 місяці тому

      خلع کے سلسلے میں عدالت
      صرف معاون ھوتی ھے

  • @emamcollection
    @emamcollection 4 місяці тому +1

    ماشاللہ♥️♥️

  • @GoodGirl-
    @GoodGirl- Рік тому +9

    What about the part of the nikkah-nama where it gives right to woman to give divorce to her husband.

    • @muzzammilkamran5948
      @muzzammilkamran5948 Рік тому +3

      This part is created by constitution of Pakistan ,not by sharia law

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому +3

      He has answered this question. Search aurat ko talaq deny ka ikhtiyar

    • @kokanview3405
      @kokanview3405 Рік тому +2

      It's also depend on husband if he accept that contract

    • @GoodGirl-
      @GoodGirl- Рік тому

      ok thank you. I will search it. @@razamughal4582

    • @mariaaqeel5281
      @mariaaqeel5281 Рік тому +1

      Khula lay skti hy divorce nai day skti..kia ajeeb batay han

  • @Believer199
    @Believer199 2 місяці тому +1

    Allah apki betiyon ko qabile bardasht zulm bardasht krny k himmat dy.

    • @coolerthetyrant7923
      @coolerthetyrant7923 Місяць тому +1

      ALLAH aapke bhi beton ko qabile bardasht zulm bardasht krny k himmat de

  • @shahrozmuhammad246
    @shahrozmuhammad246 Рік тому +4

    Istrah k khula pr agr mard chory ga nhi or adalat bhi fesla nhi krsky gi phir kya orat k pas srf qatal krke bewa hony ka rsta rehjayeGa?

    • @mixplate6645
      @mixplate6645 Рік тому +1

      Bewaqof ho Kya ? JB adalat nikkah khatam Kar sakti hai lakin usko khula ka naam ki jaga fasq nikkah koe kehey tu masla Kya hai us orat ki shadi tu khatam hojae gi

    • @Sherkhan-oj7yg
      @Sherkhan-oj7yg 5 місяців тому

      Agaar auraat mard say atni shadeed nafrat karti ha app ky statment say andaza ho raha ha auraat jhootay ilzaam mard pr lagay air proof na karay mard kha jay mard kay bachay ghar kaam sakoon daba auraat baap pr Case bacha 18saal tak maa kay pass hota ha property b lay le dosri Shadi b auraat kar lati ha aur ist husband Sari zaindagi Court ma auraat shadi ku karti ha jab wo adalaat ka khula LA sakti ha is ko bussiness karna chay

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      To wo tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr wpis krky nikkah khtm krly inki dusri video ma mentioned h read al baqrah 229 jabky khula mtlb agreement dono ki trf sa. wsy b courts khula/tlaq ni krwati wo sirf marriage cancel krwati h like a qazi jsy Nabi na krwai thi hzrt jamela ki adalt nizam to abhi aya phly to ghr k bary b khtm krdyty thy nikkah

    • @Sherkhan-oj7yg
      @Sherkhan-oj7yg 4 місяці тому

      @@SyedQaiserAli dear app KY baat teak apni jagga pr yh khula agar mahar chor be da tu yh khula ik baar h mana jay ga aur is khula ma koi halala neh hota means agaar auraat wapis ana chay a sakti ha ist husband Kay pass aur khula kay b grounds hain auraat ist Family Court ma khula ky apply karay gy adalaat yh application Union council jaha larki ky shadi register ha mark karay gy phr Union Council husband ko official notice karay gy notice pr husband ka signature must ha Union council sign lay gy phr husband wife KY 3months har month recouncil karay gy phr 90days baad union council ik certificate issue karay gy phr yh certificate phr auraat Family court lay Jay gy jaha degree adalaat jari kari gy phr NADRA WO UNION COUNCIL certificate aur khula degree pr id Card auraat ka husband kay naam ka cancel Karti ha magar yh khula ik khula consider hota ha yh kabi be husband agaar dobara pachap ho tu halala aur remiraage KY apnay ist husband aur ist wife KY shadi ky zarorat NEH ku kay islam ma surah bakra ky Ayaat 214 to ayat 240 ma talaq Kay Barry ma clear ha talaq 3 baar 3month MA bolnay say hoti ha

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      ​​​@@Sherkhan-oj7ygg achi bat h na jitna time ljyja utna 2no ki ahsas hoja jhlti k or ruju krpyn jay lkn khula k bad bhot kam hi ruju krty wsy b khula k bad ruju jaiz ni inho bgya tha cuz mard k pass mahr b aajyja or bv b, wsy ajr mard tlaq k iktiyr deydy nikkahnama me to msla ni hota ya aurt k right h qk aksr mard or inlaws zalim hoty h or tlaq b ni dyty asy easily sabki Jan chot jayji or lrkio ki life sukon sa guzryji qk mard tlaq ki dhmki dykr haram kam b krwaty hn jinko apni hrkato k pta hota h ya ort ko kamtar smjhty wohi kafiro ki trha usky haq chnty baki Ayat Al Baqrah 229 h

  • @masoodawaisahmed6639
    @masoodawaisahmed6639 Місяць тому

    Mashaallah mufti sahb belkul sahe baat hai

  • @BilalAhmed-uf8rz
    @BilalAhmed-uf8rz 3 місяці тому +1

    Very good information

  • @shahenshahhumanity5125
    @shahenshahhumanity5125 8 місяців тому +2

    Very good bayaan

  • @sayratariq8468
    @sayratariq8468 4 місяці тому +2

    Court ne bulayaa h 6 baar ...ni aayaa .
    Abb kiaa lrrki mrr jaae ???

  • @Alhamdulillah_..
    @Alhamdulillah_.. 6 місяців тому +1

    Mufti tariq Masood ❤❤❤

  • @IhsanKhan-fd9lv
    @IhsanKhan-fd9lv 4 місяці тому +1

    Very well explained…dr ihsan khan

  • @abiyaiqbal3325
    @abiyaiqbal3325 Рік тому +11

    عدالت خلع نہیں دیتی نکاح منسوخ کرتی ہے۔

    • @buutji8726
      @buutji8726 Рік тому +3

      Adalt 2 number khula hi deti he

    • @ImranKhan-qb8ji
      @ImranKhan-qb8ji 5 місяців тому

      Adalat ke pass power nahi he
      India me to adalat me bhi shohar hi talaq deta he ek tarfa nahi hota

    • @Sherkhan-oj7yg
      @Sherkhan-oj7yg 5 місяців тому

      @@buutji8726 absolutely right

    • @Sherkhan-oj7yg
      @Sherkhan-oj7yg 5 місяців тому +1

      Never ever courts has right to do so without consent of husband court can't give degree of khula without approval of husband both parties are agreed then Court will sit reunite them if not then pronounce Ist khula and on this khula women can't go for 2nd mirage

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +1

      ​​​​​​@@ImranKhan-qb8ji bhi wo tlaq ni khula hoti h jismy dono razi ho baki jaisa inho na kaha ajr ort pr zulm horha ho ya bv ni rhna chti ho pr sohr razi na hoto adalti talaq jaiz h or adalt tlaq ni dyti wo sirf marriage cancel krti h just like a qazi phr ort jisy chay shdi krly ya courts k system to abhi aya h islam ma hmesha sa ya hota tha k yato dono mia bv razi hokr alj hojyn ya sohr tlaq dey lkn ruju krly but 3k bi ni (qk islam ma 3tlaq or halala k concept hi ni 1tlaq hi hoti h ajr ruju na kia jayto bv jaha chia nikkah kry y)a phr aurt tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr wpis krky alj hojy like hzart jamela unki tlaq nabi na krwai thi qazi bnkr unky sohr ko unko zamen wpis dila kr cuz unhy sohr psnd ni tha hala k unka sohr tlaq kliy razi ni thy ya firaq hanfi waly hn inmy ajr sohr chorky chla jayto 90y k wait h jabky Islam ma 5y inko choro engineer Ali mirza ko Suno

  • @fatimaharoon4383
    @fatimaharoon4383 12 днів тому

    mufti sb ko agar hamray Law par atraz hy to phr solution batain . jo ortain mar khati hain , ya jo mard apni bviyon ko chor ky bhag gaye hain inka kia karin

  • @nasreennaz8615
    @nasreennaz8615 Місяць тому

    As Salam alykum janab mera mammla fackhe nikha wala h ar mra court m mamla chal raha h 6 monath sy ar husband na cort aye na koie sing nahi kiye ap meri rhynumaie farmaien

  • @abidsubhani5383
    @abidsubhani5383 4 місяці тому +3

    Best explanation ever - great job mufti sb.

  • @mohammadatifmirza8644
    @mohammadatifmirza8644 4 місяці тому +2

    Bilkul perfect jawab dia ha mufti sb ne ❤❤❤

  • @MariumAsifKhan04000
    @MariumAsifKhan04000 6 місяців тому +3

    Shame on you i confirmed to arab scholars all of them said kula is the right of female husband is agree or not she can use her right fir separation! Just likes k lye ap aisy mufti ko chala rahy h lykin wo paisa ap bs thore time hi kha sakte h akhirat mein Allah ko hisab dena hoga

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +1

      Sis he belongs to firqa hanfi in which a women have to wait till 90y if her husband leave her without giving divorce while in islam its 5y wait only leave him & listen to engineer Ali mirza Islam is equal for everyone just like they both accept eachother same divorce. Ort ki tlaq ko talaq e tafweeh khty hn jismy wo adha mehr dykr b nikkah khtm krskti hn read al baqrah 229 nikkahnama coloumnb18 ma b mentioned hita h but mostly parents cut kr dyty cuz of non Muslim cultured mindset that oppress women ya jinhy apni harkto ko pta hita h. jabky khula mtlb agreement from both parties.

    • @MariumAsifKhan04000
      @MariumAsifKhan04000 4 місяці тому +1

      @@SyedQaiserAli thank God! Literally mein larko k comment dekh Rahi thi firon bane huway h bilkul k Tariq Masood ko bole wo Sahi h chahe wo ghalt hi kyun na ho

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +1

      @@MariumAsifKhan04000 firon k mny waly b firon

    • @MariumAsifKhan04000
      @MariumAsifKhan04000 4 місяці тому

      @@SyedQaiserAli exactly so so u believe Allah nay aurat ko kula ka Haq dya h agar sohar tallaq na dai rha ho toh wo court say kula lay sakti h.

    • @MariumAsifKhan04000
      @MariumAsifKhan04000 4 місяці тому

      Qk engineer sahab or Sahil sahab ka view same h yha tak ulma e Arab bhi yahi kehte h, pure turkey m fiqh e hanafi h but wo khd kehte h IMAM Abu hanifa k pas hadees or ilm bht limited tha so we doesn't follow hanafiyat unk wanoon m sary laws ko IMAM Malik say Kiya gya h or wha KULA court say issue hone Wala system without consent of husband bhi IMAM Malik say hi liya gya h.

  • @smnaz8308
    @smnaz8308 Рік тому +8

    Islamic Law mai Khulla bhi hai sirf Tallaq nhi...

    • @mirzababarbaigqadri3306
      @mirzababarbaigqadri3306 Рік тому

      Khula b shohar s hi li jay gi adalat se ni.adalat ko ikhtiar ni h

    • @buutji8726
      @buutji8726 Рік тому

      Wo judge ki Behan se mard nikah karta he is ley judge Bina husband ko bulay khula deta

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      ​​@@mirzababarbaigqadri3306right khula mtlb agreement but tlaq is 1sided decision also aurt b tlaq deyski h inki dusri video dkhyn usmy inko btya h aurt ko b haq h jisy tlaq e tajweh khty hn read al baqrah 229

    • @user-ig9tq3oj9k
      @user-ig9tq3oj9k 4 місяці тому

      @@mirzababarbaigqadri3306 tu kis ko ikhtiar hy wo to dy nhi rha ye rhy nikah or janaza prhany k lie phr hum kha Jaen

    • @mirzababarbaigqadri3306
      @mirzababarbaigqadri3306 4 місяці тому

      @@user-ig9tq3oj9k shohar hi ko ikhtiar h is k Liye dono gharanon k log yani waliden or bary bethen r bat cheet k zariye mamly ko Hal kia jayga us k samny tajveez rakhi jay g k orat Haq mehar muaaf krdy g to ac surat m shohar hazrat Razi ho jaty hn.behter y h k Darul ifta se ruju kia jay

  • @n.qureshe3470
    @n.qureshe3470 3 місяці тому +1

    Mufti Sahib Assalamo Alaikum. Apki ye video daikhi. Maira damad 6 sal sy marpeet raha hay. Baiti ny 4 sal bad bataya. Nasha start ker dia, no job. is bar logo nay mar peet say bacha ker mairay gher ki taraf rawana ker dia. is ky bad wo maray gher aya nashay main dhut, mujh per knife tan lia. bari mushkil say 15 per cal ker k gher say rawana kia. Is bar daughter kisi gurantte per wahan jana nahi chati, ab ap fermain kia kerna chiye. Mujhay apka phone # bhi chiye. Main is barkoi faisal chata hoon through court. What should i do?

    • @Believer199
      @Believer199 2 місяці тому

      Jaan churwayen
      Beti ka azab maa baap p ayega warna

    • @n.qureshe3470
      @n.qureshe3470 2 місяці тому

      plz mujhay thora detail sy batain itnay baray maslay ka aik line main reply munasib nahi
      mujhay guide kerain. reply main itna late.

  • @muhammadafzal1629
    @muhammadafzal1629 4 місяці тому +3

    Bilkul drusy farmay Apne

  • @umarkhalid9976
    @umarkhalid9976 4 місяці тому +1

    Well explained

  • @thowfiq2000
    @thowfiq2000 Рік тому +10

    Agar quraan mein qula ka iqthiyar Allah ne diya hai tu ye Aurat ka haqq hai...sarey iqthiyar mard k hi hein tu qula exit hi nahi karta....mard talaq b nahi dega dusri thisri shaadi b karlega aur aurat mard ki talaq ka intezar karti rahegi..ye moulana ka masla bilkul zulm hai ...agar mard zulm kareyga thu court k faisley k mutabiq khula hojaega....

    • @NationalPakizaPerfumery
      @NationalPakizaPerfumery Рік тому

      Usko khula nahi , faskh karwai dar Al qaza se

    • @mixplate6645
      @mixplate6645 Рік тому +1

      Aap usko khula kaho ya nikkah Ka khatam hona, dono hi sorat Mei shadi tu khatam hojani hai pher bekar ka moulana against comment karney ki waja

    • @NationalPakizaPerfumery
      @NationalPakizaPerfumery Рік тому

      @@mixplate6645 mene in mohtrama ko jawab Diya hai, faskh ko khila bol Rahi hai or keh rahi hai yah to zulm hai

    • @zohaibkhokhar7963
      @zohaibkhokhar7963 11 місяців тому +1

      ​@@mixplate6645janab wo keh Rahi hai ke khula bi mard ki Marzi ke begair nai ho sakti to ye to zulm hai aurat per bas itni si BAAT hai

    • @mixplate6645
      @mixplate6645 11 місяців тому +1

      @@zohaibkhokhar7963 khula mard ki marzi k Bina nahi hota lakin tanseekh e nikah Yani nikah ka khatam hona mard ki marzi k Bina ho sakta hai jo hamari adalt karti hai lakin log ghalti Mei usko khula keh detey Hain aur Mei khud muslim girl hon ye baat yaad rakhye ALLAH apney qanoon Mei kisi pe zulm nahi karta agar mard ghalat insaan hai tu aurat us sey alag ho sakti hai yahi baat mufti Ney bataya hai

  • @afsheenkamran1796
    @afsheenkamran1796 3 місяці тому

    Please mujhe faskh e nikah ki iddat bta de kiytni muddat hogi?

  • @fauziaahmed1776
    @fauziaahmed1776 Місяць тому

    Aoa . Molana shib ager court mard ko bulati hai sulah safi kay liay . Three months tak three times bulaya jay mager wo nahin ata . Ya jantay huay kah khula ya talaq ho jay gi . Is ka ki hukum hai

  • @atulpandit2679
    @atulpandit2679 Рік тому +2

    ❤ Main Mere Nabi Pak Se Mufti Tariq Masood Ki Shikayat Karoonga ❤

  • @doconyoutube2365
    @doconyoutube2365 Рік тому +3

    MashaAllah Hazrat MashaAllah
    Very well explained

  • @Butter.cup2277
    @Butter.cup2277 Рік тому +4

    Ji mrd bechara hi bardasht krta hai chahe bv ki hadyon ka surma bna kr uski cheekhen hi kyon na bardasht kr rha ho.jisko hm khula kehte hn wo tanseekhe nikah ka hi dawa kia jata hai

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +1

      Right inko kuch ni pta khula agreement hota h dono ki trf sa, adalt/qazi ya ghar k barhy sirf nikah faskh krsty hn, baki tlaq mian bv hi dyskty hn aurt ki tlaq ko tlaq e tajweh khty hn jismy wo adha mehr dykr b nikkah khtm krskti hn read al baqrah 229

  • @sidraiqbal5713
    @sidraiqbal5713 3 місяці тому +2

    Adalat b aysy nai khulah degree kr dyti mufti sb. Shohar ko notice bhyjy jaty hyn.or khulah degree tb e ki jati hy jb shohar badmashi dikha ra hota hy. Wo paish e nai hota.. Tabi ye hal nikala gaya hy. K aik had k bad degree kr di jati hy. Baqi jo ziyadti c alehda ho ra hy us ka mamla Allah k pas

    • @Believer199
      @Believer199 2 місяці тому +1

      Blkul drust kaha.
      Adhi malumat ki base p molvi sahab ftway lgarhy k 99.9999% ye hrha.
      Data analysis ki ha jsy is ny

    • @akbarchaudhary5484
      @akbarchaudhary5484 2 місяці тому

      Bilkul shor ki talak k Bina Jo orat Kisi or k saat reh gi wo akhrat me khud jawab deygi

    • @Believer199
      @Believer199 2 місяці тому

      @@akbarchaudhary5484 beshak

    • @Believer199
      @Believer199 2 місяці тому

      Allah sb bndon ka khoob ilm rkhny wla ha.

  • @mmumtazmmumtaz8585
    @mmumtazmmumtaz8585 4 місяці тому +1

    Good 👍

  • @umarmehar9228
    @umarmehar9228 6 місяців тому +1

    Mein janti hon k divorce or khula hoti mard ki janib se hi h lekin ager wo gambler ho or ghar ki cheezen bhi sell kr de or biwi ko zleel kerta ho qerza leta ho biwi se mangwata ho or kaam bhi na kerta ho tou btaein kia nikha adalt k zarye faskh nhi krwaya ja skta???? answer dein?? Or agr olad bdi ho kr alaidhgi ki weja pochey tou wo in hrkton ki tareef krey gi jo is k walid mein hain btaein???

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      G asi surt ma jaiz h ni to aurt tlaq e tajweh krly mtlb adha mehr dykr b nikkah khtm krly aurt ko tlaq k haq nikkahnama coloumnb18 ma b mentioned h baki khula to hota hi agreement h dono parties ki trf sa read al baqrah 229. inki dusri video dkhyn

  • @jamalabbasi9578
    @jamalabbasi9578 3 місяці тому +1

    Aik orat nay adalat ma case kia aus k bd adalat khula k liye phely 6 dafa bulati hai jub nA aye to phir new paper ma daity han phir na aye phir khula daiti hai adalat ya jaiz hai

  • @rashidiqbal5346
    @rashidiqbal5346 3 місяці тому

    Kyavtallaq ky case wafaqi shari adalt me nahi jana chahie?

  • @stitchingCreation-xc4cp
    @stitchingCreation-xc4cp 2 місяці тому

    bhai mujhy ap sy aona masla diacus karna hai kindly rply karin

  • @RokhriAseelBhakkar
    @RokhriAseelBhakkar 5 місяців тому +10

    پھر سوال یہ پیدا ہوتا ہے کہ حضور پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم نے حضرت جمیلہ کے شوہر کوکیوں حکم دیا کہ حضرت جمیلہ کو طلاق دو۔ حضور پاک صلی اللہ علیہ والہ وسلم یہ بھی کہہ سکتے تھے کہ اگر تمہاری مرضی ہے تو اسے طلاق دو۔

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +3

      Cuz unhy apna sohr psnd ni tha islam ma aurt ki tlaq k sabsy bara reason yhi h. Acc to al baqrah229 aurt ko tlaq k haq h usmy kahi ni likha k sohr ki rzamndi lzim h ya molvi firqa hanfi waly hn inmy ajr sohr chor ky chla jya to 90y k wait h jabky Islam ma 5y inko choro engineer ko sunyn aurt chly to tlaq e tajweh b krskti h mtlb adha mehr dykr nikkah khtm krly baki khula agreement ko khty usmy dono ki rzamndi lzim h koi b tlaq ni krwasta nikkah cancel (faskh) krti h court islam ma judge ko qari ki hasiyt h nabi b thy ya adlti system to abhi aya phly to ghr k bary hi krdyty thy

    • @alispeak7364
      @alispeak7364 3 місяці тому

      تاکہ حضرت ثابت اسکو سنجیدہ لیں

    • @SMofficial135
      @SMofficial135 3 місяці тому

      Hukm ni dia tha. Just bola tha ab wo un k ikhtiar mn tha k dain ya na de

  • @humeraajmal157
    @humeraajmal157 2 місяці тому

    Plz mujhe repla zaror karye

  • @Ayeshakhan-en1wx
    @Ayeshakhan-en1wx 4 місяці тому +1

    Toh faida phir khula ka ? Kab mard ki ijazat k beghair ho hee nae sakta ... yeh cheez kabhi samjh nae aati

  • @khushimano1322
    @khushimano1322 Рік тому +6

    Uncle by the way apki wife apky ak thapar jarr den to ap bhi unhin kuch na kehna ....ye to normal si cheez hy

    • @farmanullah2849
      @farmanullah2849 Рік тому

      دونوں کو برداشت کرنا چاہیے ،🤣

  • @UehHjwh
    @UehHjwh 7 місяців тому +1

    Bilkul

  • @forpeaceachreyswordlastresort
    @forpeaceachreyswordlastresort Рік тому +5

    Bivi kitni dafa oxygen inhale karay , agar koo pasand naa hoo too keya karay!
    Molana sahib jaan dao, hoon oratan dee bari aan dao !
    Orat sirf yhaa kha daa kaa mugha sohar pasand nae , itna hee baara haa
    Shadi fanish karnay koo!

    • @muzammilmohsin7259
      @muzammilmohsin7259 Рік тому

      Bhai Sahb Islam zimmedari ka mazhab hai aur insan ko zimmedar banana maqsad hai taa k ek strong community banay na k nafs ki pervi karna. Society ki baqa k Liye family system sabse important hai aur us k liye zimmedar insano ki zarurat hai. Shaadi k Bandhan Mai Akela insan khud nahi hota lekin bachay aur 2 khandan ka mael bhee HOTA hai. Ek positive mahol k Liye bacho ki achee parwarish zaruri hai jis k liye Maa Baap se badh k koi important rishta NAHI hai. Ek insan ki nafsi khwahish ki bina pe talaqe honay lagee to muashra aur ikhlaqiat tabah hojaengi. Han agar koi mard waqi Mai zalim hai ya biwi ki necessities ko pora nahi kr Raha Jo k biwi ka haqq aur Mard ka usay provide krna farz hai to uska Hal mojud hai Jo Mufti Sahb ne is video Mai third type category explain Kari hai. But usmai bhee biwi Jo ilzam Lagaegee usay baqaida prove Krna Hoga na k mehaz ilzam ki bunyaad pe hukm hoga

  • @sobiarashid9880
    @sobiarashid9880 7 місяців тому +2

    Adalat ko Fasakh e Nikah ka ikhtiyaar haasil hai. Bareera aur Mughees kay case mein aisay hi hua tha aur Nabi Pak SAW nay donon mein alehdagi karwa dee thee.

    • @mohdadnanqureshi6343
      @mohdadnanqureshi6343 6 місяців тому +1

      Chand conditions me wo bi mufti hazrat apprpve karenge tab , nai to nai hoga
      Thoda ilm hasil karen ulma se
      Nai to bhaut bada nuqsan ho jaega
      Jazakallah

    • @AbdullahCh-m4y
      @AbdullahCh-m4y Місяць тому

      Me ni li mera husband nai tha aya sain karny wo hota bi bahir tha mery abbu ni shadi karwa di meri or ab wo mujy mujy bht dafa msg kar k bol chuka k me zina kar ri hou

    • @mommeme6801
      @mommeme6801 24 дні тому

      Mufti khud to dhara Dhar shadyan kr Raha hy , Quran PAK p tawaja deta to pata chalta k Islam me khula Hy k nhi ? Jese adalat dusre faislay karty Hy is tarha ye fesla bhi kar sakty hu

  • @UmerKashif-e6c
    @UmerKashif-e6c Рік тому +1

    Plz ye bi btay agar khula ma husband sign na kary tho ap ny kha khula nae hoti... tho pochna ye hai larki kya kary ..court ny bhulya bi kisi bi hearing py nae aya ... na sign kiya .. or 7 month shadi k rai us ma na koi haq ada kia na karcha data ulta kheta maa bap sy lo jo koi dy kar jy wo ly lata es k ilawa shak larai alag ...ab bat ye jb sy ai na husband na koi gar ka bara lany aya na chorny py aty na saman utany daty ..9 month ka beta hai aik bar bi nae daka na gar sy dakmy aya koi ..ab es surat ma orat kya kary

    • @mixplate6645
      @mixplate6645 Рік тому +3

      Mufti sahab Ney bataya tu hai k fasq nikkah Ka case court Mei karye ye sb baatain wahan peash karain agar tehqeeq pe AP Sachi ho tu nikkah khatam Court k zarye hojae ga

  • @RiazMalik-k4h
    @RiazMalik-k4h 5 місяців тому

    agr nikah hua ho or ik sal bad ruksati ki shart rakhi jaye larki walo ki trf sa or fr ik sal k bad larki ko koi or psnd aa jaye or wo khula leny ka boly bina waja k to kia ik trfa khula ho jaye ge ???

  • @atifriaz2539
    @atifriaz2539 4 місяці тому

    کیا بات ہے مفتی صاحب جا رہے ہیں یار اپ نے زبردست بات کی ہے بہترین ادمی ہیں اپ کمال کر دیا ہے اپ نے اپ کو اللہ تعالی نے شہرت بھی دی ہے عزت اور مرتبہ بھی دیا ہے لوگ اپ کی بات سنتے ہیں برائے مہربانی اس بات کو اندھے گونگے اور بہرے لوگوں تک پہنچانے میں حق کا ساتھ دیں جزاک اللہ اللہ اپ کو بہت اجر و ثواب عطا فرمائے ہمارا دل سے اپ کا شکریہ ہے جزاک اللہ

  • @PositiveWay98
    @PositiveWay98 2 місяці тому

    Right❤

  • @mrstawabmalik
    @mrstawabmalik 10 місяців тому +1

    Aslamulikum en se direct rabta kase ho sakta ha molana shab se plz koi btaa de

    • @ShopatLUXE
      @ShopatLUXE 3 місяці тому

      Jamia rasheeda me hoty hyn ... Anda mor p north Karachi ... Google sy jamia rasheeda ka no. Ly lyn

  • @ibrahimsyed7387
    @ibrahimsyed7387 Місяць тому +1

    مرد پر تو سارے الزام ہوتے ہیں۔
    مرد ہمیشہ اکیلا ہی ہوتا ہے۔
    مرد ہی ظالم ہوتا ہے۔
    تمام گناہ مرد ہی کرتا ہے۔
    مرد اپنی تکلیف بھی کسی سے بیان نہیں کر سکتا۔
    مرد کھل کر رو بھی نہیں سکتا۔
    مرد انصاف بھی نہیں مانگ سکتا۔
    عورت ہمیشہ مظلوم ہی ہوتی ہے۔
    عورت کے ساتھ اپنے پرائے سب ہوتے ہیں۔
    عورت نہ گناہ کر سکتی ہے نہ ظلم کر سکتی ہے۔
    عدالت بھی عورت کی ہوتی ہے۔

  • @saminanaz3008
    @saminanaz3008 Рік тому +1

    Nikha namy pe jo biwi ka talaq ka haq h wo Kia h ?? Or is ka Kia sharai haq h ??

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому +3

      Yeh sawal aya hain. Aurat ka ikhtiyar kuch is tarha k ilfaz search karo. Us ko ikhtiyar diya jayga toh woh talaq ko enforce kar sakti hain,

  • @keeppeaceman
    @keeppeaceman 3 місяці тому

    He's wrong. There is no scholarly consensus on his view of khula. Secondly, the scholarly consensus is rather the opposite. Including major scholars such as Israr Ahmed or Sheikh Assim Al-Hakeem. Along with many western Islamic scholars as well.

  • @st_hasan_
    @st_hasan_ Рік тому +2

    Assalaam o alaikum…molana sahab masha allah allah paak nai aap ko ilm e ladunni ata farmaya hai allah paak sub sai deen ka kaam lain…hum uk main rehtai hai aap sai milna chahtai hain nov main…kindly agar possible ho to date time and destination bata dijiaay….

  • @humeraajmal157
    @humeraajmal157 2 місяці тому

    AoA Mufti sahib mera husband Nathan karta tha me ne apni zindagi ke 10 saal us insan ko theek karne me guzar deye lekin wo theek na howa mere 2 bache he tang us ka rawaya mere sath theek na tha majbor hor kar me ne khula le leya jab ke me esa nahi chati thi 2016 me me ne khula leleya tab mere betye ki age 7 saal or betti 2 saal ki thi tab se le kar ab tak us insan ne apne bacho ka na to kharcha deya or na hi un se kabhi mela or na hi mujhe kuch deya mere Abu ne Jo jahez ka Saman deya tha wo bhi wapis nahi deya me khud mhenat kar ke apne bacho ko Paul rahi hon or khula ke papers par us ne sing keye the bool kar talaq nahi di to keya myjhe talaq ho gayi

    • @JalwaNoor-mo7kx
      @JalwaNoor-mo7kx Місяць тому

      Mn ne bhi shade ke 2 maheene bad adalat SE khula le hai .our Sara Saman jahez bhi husband ke Ghar mn hai 😢😢😢

  • @muhammadtahirnaeem3436
    @muhammadtahirnaeem3436 4 місяці тому +1

    Good Answer

  • @NajmaaaNajmaa
    @NajmaaaNajmaa 8 місяців тому

    Aap mujhy ik bt bata do meny adalt se kulla liya to wapis udar hi jana hy to dobara nikh karna hota hy ya ni plizz bata dy

    • @Learningchannel120
      @Learningchannel120 5 місяців тому +1

      Yes dubra nikah krna hota hai naiye haq-mehar k sath

  • @memoonavlog
    @memoonavlog 3 місяці тому

    agr court buly r husband na ay to kia khula ho jata he?r phr khula k 4 5 mahernyy bad khay k ni ma rehna chahta hun apk sth is sitution mai kia hoga?

    • @munirahmed3458
      @munirahmed3458 2 місяці тому

      جب عورت خلع کےلیے کورٹ میں اپلائی کرے ۔تو مرد کی حاضری کے بغیر بھی خلع ھو جاتاھے۔کیونکہ یہ عورت کا حق ھے۔جسے وہ جج کی معاونت سے استعمال کررہی ھوتی ھے۔

  • @shahenshahhumanity5125
    @shahenshahhumanity5125 8 місяців тому

    Zulm nahi ho raha hain fir bhi aurat ko uske ghar wale rishta todne me lage hain to Kia Karen??

  • @tahirnazim
    @tahirnazim 2 місяці тому

    Faske nikkah mein bhi ager mard divorce na de to kia karey gi adalat?

    • @JalwaNoor-mo7kx
      @JalwaNoor-mo7kx Місяць тому

      Adalat khud SE Yani judge khud apni taraf SE khulla deta hai .phir 90 days Ka time hota hai .WO time hatm hojaye to talaq hojaye hai ...😢

  • @romanaahmad7073
    @romanaahmad7073 6 місяців тому +2

    Agr mard nikah kr k na koi haq ada kre na shadi ab lrki ko nhi rhena wo Kya kre.. Kya aurat insan nhi 😢 Mera Allah sb ka Rab hai

  • @ayanmd8775
    @ayanmd8775 Рік тому +3

    Agar husband bachai ka koi karch nhi daraha hai kya us baap khelna ka haq hai

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 Рік тому

      Yes. Yeh sawal aya hain, k bachy ko kisi surat us se rishta nai tor sakta aur bacho se jab maa aur bap door rakhy jaye tab hi woh pagal ho jaty hain, warna jaha talaq hue hain aur bacho ko dono ne mil k pala hain woh bachy sab se zyada kush aur top grades lety hain. Kio k un se kisi ne un ka rishta nai cheena

  • @baz4566
    @baz4566 Рік тому +1

    Ager kisi orth ka shoher larko k sath laga o tho kaya hysi orth ka khola lyna jahez hai islam may?

    • @nazboofriend4944
      @nazboofriend4944 Рік тому +1

      اِس معاملے میں بہتر ہوگا کے خاندان کے بڑوں سے مدد لیں اور طلاق دلوائیں اس مرد سے

    • @baz4566
      @baz4566 Рік тому

      @@nazboofriend4944 khandan k baray kythy hai k yh shoher ka apna bora hamal hai jis ki saza allah wos ko dhy ga thalaq lyna bhadh nami hai our bacho ki life kharab o gi ab wo bh chari orth kaya karay jab khandan he sath nahi dy raha hai

  • @mishisharma2519
    @mishisharma2519 20 днів тому

    Surah bakarah is very clear....
    The case of umar bibi vs Muhammadin AIR 1945 LHR is very clear.....
    No court can grant divorce until the consent of the husband.....
    Here is the custom in our court, the consent of the husband is mandatory.....

  • @ArslanusmaniArslan
    @ArslanusmaniArslan 4 місяці тому

    💯 True ❤👍

  • @SabaMirZa-z6b
    @SabaMirZa-z6b Місяць тому

    Shukr h hamaray ALLAH n hum orton ko bhi tamaam haqooq waziha kr k brabar 😊k diyay diyay hay wrna is molvi or is jeson n to hm s jeenay k haq bhi cheenay rkhna tha. Jahil ashkhaas 😢 ALLAH ap k shukr ha k ap n hmaray liyay bhi sb bht achay s irshadat frmaey. ALLAH hm sb k naseeb achay kray. Or hmayn is molvi or is jesay baki sb awam s mehfooz rekhay ameen.🎉😊

    • @saadkhalid8901
      @saadkhalid8901 Місяць тому

      😅

    • @SabaMirZa-z6b
      @SabaMirZa-z6b Місяць тому

      Hansnay wali bat nehi h , schi mayn kuch ortayn khud mazloom bnanay ka shook rekhti h 🤣 baki kasr in jesay nalaikon or jahilon n poori kr di hoe h or in ki is misguidance ki wejha s bht c ortay mukamal toor pr mayoos ho kr ALLAH pr umeed gawa bethi hoe hayn. 🤦‍♀️🥺🤒🫠

    • @coolerthetyrant7923
      @coolerthetyrant7923 Місяць тому

      Aur aapko aapki jahiliyat se nikalne ki toufeeq de taki aap jesi aurto se muaashra mehfooz reh sake aur na muaashre ko aapko chalta karna pade 🎉😊

    • @SabaMirZa-z6b
      @SabaMirZa-z6b Місяць тому

      Tm jeson mrdon s bhi hm orton ki ALLAH jan churwaey jo is molvi ki zubaan boltay hayn. Or ALLAH k humayn waziha or saaf alfaz mayn diyan howay haqooq s dstbrdaar krtay hayn. ALLAH hm sb ko hadayt d , ap ko or is molvi ko bhi hadayt d. Ameen summa ameen.😊🫠🥳

  • @syeadshazadi1262
    @syeadshazadi1262 Рік тому +5

    Aj kal ladies jhoot moot bol kar court case kardeti hi. Apne shohar ko hi nahi pure sasural walo ko jhoote cases mai atka deti hi aurat. Aj kal a fashion ban gaya hi choti bato ko police case etc etc... kardena. Allah une sahi rah dikhaye.

    • @shehzaadful
      @shehzaadful Рік тому

      Pakistan mhe bhi hora ye sab?

    • @muhammadburhanzahid9435
      @muhammadburhanzahid9435 Рік тому

      Hr shakhs ne mout ka maza chakhna he ... dunya me koi kitna jhoot bol lega roz e mehshar Allah k samne jawab dena he

    • @MNaazir-k9w
      @MNaazir-k9w Рік тому

      Mohashra isi waja s kharab horaha h

    • @syeadshazadi1262
      @syeadshazadi1262 Рік тому

      @@muhammadburhanzahid9435 akhirat ki fikr kisko hai sab zindagi jo fani hi us k peeche hi. Allah say darte to aisa na karte

    • @syeadshazadi1262
      @syeadshazadi1262 Рік тому

      @@MNaazir-k9w sahi kaha... kharab nai bad say batareen horaha hai

  • @bilqueesfatima4476
    @bilqueesfatima4476 5 місяців тому +2

    Life sath guzarne k lye dono ki raghbat zaroori hei wrna koi bhi separation le sakta hei Islam ko typical mufti hi bnate hein jiski wajah se log Religion k qareeb aane k bajae dur hote hein

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому +2

      Right ap inko choro engr Ali mirza ko Suno inky firqa hanfi ma sohr chorky chla jyato 90y wait h jabky Islam ma 5y. Read al baqrah229 aurt ko khula or talak e tajweh dono k haq h jimy wo adha Mehr dykr apni jan chura skti h koi aurt bila wjha courts k dkhy ni khti

  • @khadijaimdad3931
    @khadijaimdad3931 Рік тому +2

    Grt videoooo

    • @DrYaminKhalid
      @DrYaminKhalid 7 місяців тому

      خلع اور فسخ نکاح میں کیا فرق ہے یہ آپ نے واضح نہیں کیا

  • @thebigshift
    @thebigshift Рік тому +3

    Kuch mrd na naan nufqa na apnay bacha ka kharcha dy rhy na koi tauluk rakh rha aur na talaq dy rha dosri shadi ki hoi pehli wali ko hr lehaz sy farigh kia hua hy bs aik nikah ka kaghaz ka tukra beech may hy. Aik young girl apni zindgi kyun brbaad kry?

    • @farmanullah2849
      @farmanullah2849 Рік тому +1

      عدالت سے رجوع کرکے اپنا نکاح فسخ کروائے

    • @vipmobile320
      @vipmobile320 Рік тому +1

      Bilkul mera shohar or susral waly b mjy dhamki dety hain k na kbi talak dyn gy or na tumhy rakhy gt

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      ​​@@vipmobile320then ap tlaq e tajweh krlo inki dusri video dkhyn jismy unho na btya h aurt b tlaq deyski h apna adha ya pura mehr wpis krky Read Al Baqrah 229

    • @Amirunnisaijaz007
      @Amirunnisaijaz007 4 місяці тому

    • @SMofficial135
      @SMofficial135 3 місяці тому

      khula adalt ni de saqti. Nikah mansookh kr saqti hai wo bhi agr aurat evid pesh kry k shohar zalim hai

  • @honeyshk86
    @honeyshk86 Рік тому +2

    Wo na to rakh raha h na hi color raha h . Phr oorat kia kary? Hamari society my parents bhi support nhi krty

    • @Imaginationandsimplicity
      @Imaginationandsimplicity Рік тому

      Iski 2rasta hai...
      1 Quran nd ahadith me jaha auratun ka huquq bayañ kiya o aap apni saiuhar ko tafseer se bty .. nd 2nd Kisi Alim e din ko bty jo poisa Nehi hoq or Allah se dorta hai.. talaq jaij hai but Allah ko napasand.. or saitan ko sabse jiyada tab khusi hota hai jab 1 couples ko tude .. so dhiyan rakhe ...

    • @honeyshk86
      @honeyshk86 Рік тому

      @@Imaginationandsimplicity ap NY shid perha nahi 3rd divorce dy ker hi wo Banda reconsile k liye ata h. Sub NY confirm kia k divorce ho Gai h. Jub us NY 3rd time talaw kaha.

    • @Imaginationandsimplicity
      @Imaginationandsimplicity Рік тому

      @@honeyshk86 3rd hogya to mere khyal se ktm .. baki appi me koi scholar nehi but inshallah iss masle ko jarur read korunga..
      Or Rahi baat ye hoga bhi nahi kabhi bhi agor Husband wife pehel se 1 2sre ka ehmiyat kore .. nd 2no Quran nd ahadith or 1 2sre ki huquq janne ...
      Islam ne sab assan kordiya but ye logun ne mushkil kiay ...

    • @honeyshk86
      @honeyshk86 Рік тому +2

      @@Imaginationandsimplicity Sahi kaha ap NY . Parents betiyon or betoon ki terbiyat Islam k mutabiq kerna cahiye. Verna wo dosroon k Sath ziyadati kerty han or nuqsaan ki bharpai bhi nahi kerty.

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      Phr wo tlaq e tajweh krly mtlb adha ya pura mehr wpis krky nikkah khtm krly read al baqrah 229 inki dusri video ma b mentioned h

  • @talatgull9915
    @talatgull9915 3 місяці тому

    Mufti sahab hazrat umar kon hotay thy phir 3 talaq ko 3 manwanay waly jb k nabi pak k dour main 3 aik thi. Tu

  • @ghulammohammadshah2590
    @ghulammohammadshah2590 Рік тому

    You have not explained Marriage Act or Rules presently in vogue in Pakistan which actually apply in such cases irrespective of what Moulvis explain or think. You should have agitated against present marriage laws in Pakistan.

  • @improvelivingandlearning
    @improvelivingandlearning Рік тому +1

    Aurat kaise sabit karay gi

  • @AbuZarar-s7t
    @AbuZarar-s7t Місяць тому

    PR Allah pak bhetr dilo k hal jante Jo mard na sat rehna chata na chorna chata orat ko bar bad Karna h usKO zalil Kare USka kya

  • @daniyapathan4287
    @daniyapathan4287 4 місяці тому

    Faskh e Nikah / KHULAA both are same ??? Names are different ?

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      Faskh nikkah mean canceling the nikkah though the courts family elders or qazi while khula mean divorce which is agreement from both parties. tlaq is a 1sided decision 3tlaq from men 1tlar (tlaq e tajweh) from women where she can end nikkah by giving half mehr read al baqrah 229 or watch his another video

  • @takwahnikah9804
    @takwahnikah9804 Рік тому

    This has off-late become very common among Indian Muslims. Especially whatever Mufti sb told from 9 min onwards.

  • @MahwishKhalil-uw6np
    @MahwishKhalil-uw6np 22 дні тому

    Aapka mtlab he k agr zindghi kisi beghairat k hatthy charr jay to us se jan churrany ka deen ne hak nhi dia.wo hi sb kuch he.hd hoti he jahalat ki b

  • @NNk-d3i
    @NNk-d3i 6 місяців тому +1

    Beshakk Moulana Sahib Haq pe hain. Islam ka mazzaq bana diya hai aj kal kuch logon nay. Keh husband ko pata hi nahe aur aurtain (kuch aurtain sab ki baat nahen ho rahi) kisi ashna ke sath baagh rahi hain aur one sided talaq aur re marriages ho rahi hain and even dont tell their real father and mother. Where r we going bohat shame hai hamari society ke liye. Khuda pak ham sab ko hidayat day.

    • @sabeeen_01
      @sabeeen_01 5 місяців тому

      What about Agar Shohar Dusri shaadi kerke (Gunnah yeh nahi hai) Aur phir Pehli biwi ko Naan Nafqa bhi na de, Usse baat bhi na kare yahan tak ke apne bachon ko bhi Chor de aur phir Talaq bhi na de, to phir kia Khula nahi leni chahiye? Ajeeb baatein kerte ho na Khud talaq deni hqi na biwi khula le. What about the woman? Aur agar Shohar Sharabi ho marta bhi ho aur apne bachon ko bhi Ese hi chor deta ho Paida ker ker ke, Phir Bhi Uske saath rehna chahiye? Ajeeb Ho Yaar sab

    • @Sherkhan-oj7yg
      @Sherkhan-oj7yg 5 місяців тому +1

      Absolutely right good analysis

  • @khuramshehzad4780
    @khuramshehzad4780 2 місяці тому

    اسلام و علیکم ۔ اچھا آپ سے پوچھنا تھا کہ میری بی وی نے خلع لے کر مجھ دے نکاح کیا تھا جس میں اس کے پہلے شوہر نے دستخط نہیں کیے تھے۔ اور اب ہماری شادی کو 5 سال ہو گئے اور دو بچے بھی ہیں ۔ ہمیں آپ کا بیان سن کر علم ہوا ہے اب ہمارے لیے کیا حکم ہے۔ برائے مہربانی رہنمائی فرما دیں۔😢

    • @Bilal-javed
      @Bilal-javed Місяць тому

      اگر آپکی بیوی پر پہلا شوہر بے تحاشا ظلم کرتا تھا اور نان نفقہ بھی نہیں دیتا تھا تو اسکی خلا جائز تھی لیکن اگر ایسا کچھ نہیں تھا اور غیر ضروری اس نے اپنے پہلے شوہر کو چھوڑا تو اب تک جو آپ نے اپنی بیوی کے ساتھ کیا تو یہ زنا کے زمرے میں آتا ہے

  • @Zandagianmool
    @Zandagianmool 8 місяців тому

    Plzzz mojay bataiy menay khola kot say li to kia ho gi ya nhi plzzz

    • @samankhalid584
      @samankhalid584 7 місяців тому +1

      Assalamu alaikum behen, khula ki reason kia thee.. Mian court mein hazir nahi hua? Kyun nahi hua? Please detail batayen.. Aur aap is pe mufti hazraat se poochti rahain. InshaAllah meri dua hai apkorehnumai milay. Ameen thumma ameen.

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      G hojay ji lkn adalt tlaq ya khula ni krwati wo just marriage cancel krti h like qazi jasy Nabi saw ba hazart jamela ki khula krwai th8 bina sohr k rzamndi k or aurt k pass tlaq e tajweh k b haq h mtlb adha mehr wpis krky nikkah khtm krdy inki dusri video ma mentioned h khula hota hi agreement hota read al baqrah 229

    • @Amirunnisaijaz007
      @Amirunnisaijaz007 4 місяці тому

      Ho jaye gi

  • @salmanbhatti963
    @salmanbhatti963 8 місяців тому

    Mufti sb mery Sath v asa hua ha meri biwi ne mujhe Galt pata per notice krwa kr k khula le li ha or idat khatam hone per pata Chala khula ki degree ho gi ha 3month phly gi ha Kya ye jahaiz ha

    • @SyedQaiserAli
      @SyedQaiserAli 4 місяці тому

      Bhi wo khula ni hoti khula mtlb agreement, tlaq koi ni krwasta siwy sohr bv k adalt qazi ki trha just nikkah faskh lrti h

  • @ziyaurrahman8711
    @ziyaurrahman8711 2 місяці тому

    Jazakallah Mufti sahab badi maloomat diye hain aap ne

  • @rajuraja8146
    @rajuraja8146 4 місяці тому

    Molana saheb thanks ink zameer jagany ka

  • @umarmehar9228
    @umarmehar9228 6 місяців тому

    Mufti sahab Allah ka naam lo
    Aap ko kuch idea h k aap kia kh rahey hain meri sister k husband gambler they hr ak se qerza lena os ka mamool tha wo apni herkton se baaz nhi aya hm ne ghar bhi apni sister k naam krwa lia tha lekin wo juwey se phir bhi baaz nhi Aya os k pass ak beta h akhir hmein divorce leni per Gai or wo ghar os k betay k naam kr dia.............ak meri sister nhi hmrey ird gird kitni aesi ortein hain jo ye sab berdasht kr rahi hain on k bachey rul rahey hain

  • @sahilalase7415
    @sahilalase7415 3 місяці тому

    Kya hoga agar mard aurat per julm kar raha hai.
    Kya iski saja mard ko milegi
    Ya phir mard phir se aurat per dominant karega.