Kahne ka matlab ye h Type terminal h IR uska use terminal ki trah kr rhi h for originating trains & terminating trains......but hai wo junction hi ......aap ise rajender nagar terminal ka opposite samajh skte ho.....wo station railways ki use ki wajah se terminal h but lines aage bhi jati h ......
Lucknow NR ka Matlab Aapki Train "Badi Line" se Hai.... Main Building se station pr Entry Lena Aap...ya Koi Doubt Ho To Kisi Station Staff Se Puch Lena RPF, TTE....
Bhai bhot bada confusion door ho gya
Thank you
What a great video bro after watching lots of videos finaly my all confusion ends here ❤❤
Lucknow NR =(badi line) Charbagh Railway station.
Lucknow NER = (chhoti Line) Lucknow Junction.
Ab ye badi line choti line aur confuse kar diya
Chhoti line pahale thi,
Ab nhi h..
Bahut sukriya Bhai....Aaj to meri train chhut jaati...Agar aap ki ye video nahi dekhta to🫵🫵🫵....23/11/2024....Time..12:55 PM❤❤❤
Jab LJN Terminal Type Hai !!
Toh Junction Kyu Hai ?
Keep it Up !! Good Information
Kahne ka matlab ye h Type terminal h IR uska use terminal ki trah kr rhi h for originating trains & terminating trains......but hai wo junction hi ......aap ise rajender nagar terminal ka opposite samajh skte ho.....wo station railways ki use ki wajah se terminal h but lines aage bhi jati h ......
Log confuse karte hai multiple naam bol ke. Ek naam use karo
2adult one 8years son travel Lucknow for 1night stay next 20december...irctc room kaisa he?near hotel kon kon sa he Pls
Bhai Mera ak station chordega Lucknow ner pe
Aur ak train hai oha se nr se hai to kya alag hai
Bhai 12583 anand vihar jane wali kispe aati hai
Thanks 👍 Bhai
Good job bro Mai bhi ye Jhela hu😅
Meri train kal LJN se hai rat me 10 bje.....to me kon se station jaaun......... Lucknow uttar railway ya Lucknow charbagh
H bat to shi lekin lucknow nr or lucknow jn dono jagha par tarin to jati ek pe jati to dono par kaise so karti hai
Bhai age mujhe lakhanaow se Sonpur jana h Bihar ke liye to kaha se train lena hoga charbag ya kahi or se
Good bro
Pushpak ex kon se stn se jati h mumbai
Lko Jn. NER
Ha y to thik h but passanger last stop m hi to utrega ,jnk hi to last station h,
Bhai agar junction se aage jana ho to??😂
lucknow to jammu jana ha kha se kre🤔
Bhai mere train lucknow nr se h to konse station jau pllzzz kldi btao koi aaj hi train h....
Lucknow NR ka Matlab Aapki Train "Badi Line" se Hai.... Main Building se station pr Entry Lena Aap...ya Koi Doubt Ho To Kisi Station Staff Se Puch Lena RPF, TTE....
Puspak se utarne ke baad gonda barhni Jane ke liye Kiya kare
12003 swaran Shatabdi kah se chal te hai
Lucknow Juntion LJN
Bhai mujhe malihabad Jana hai Mumbai se please btaiye kaise Jana h train number please
thank you vai
Thanks bro
Good 👍
Good information 👍
Bhai LKO NE aur LKO NR ka distance 180metere h?
Yes
Ljn kese bolte hai
Lucknow charbag se Lucknow junction kitna dur hai
200M only
Junction se nikalte hi kuch dur chalte hi 😂😂charbagh hai
UP govt isko merge karke ek hi station kiun nhi bana deti hai
👌👌👌👌
Thanks
Bhai wo nar nhi hai ner hai
🎉
Lucknow ki ma ka bbbbooo. Assess. Daa
Ljn
Chor hai station ke pass hai
Ajeeb pagal ho kuch nhi samjh aaya.. Map me kuch dikh hi nhi rha h
😂 ganja fuk k video dekh rhe kya bhai.... etna easy to समझाया h इन्होंने.
Bakwas bta Rahe ho
🙄ismei Bhi Meri Hi Galti h🤣🤣
Are aab Agar Google Map ka use Nhi pta to bakwas To lagega he na bhai 🤣
@@Ioussky Right 🤣
@@RFGAURAV Bhai Aap Vlog Bhi Banaya Kro Aapke Voice Over Muje Accha Laga
Thanks