Suna Hai Log Usay | Ahmad Faraz | Urdu Wajib | 2023 | Mushaira | Urdu New Potery |
Вставка
- Опубліковано 11 гру 2024
- Ahmed Faraz | Suna Hai Log Usay Ankh Bhar Ke Dekhte Hain | 2023 |
Your Searches :
Suna Hai Log Usse Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
So Uss Ke Sheher Mein Kuch Din Theher Ke Dekhte Hain
Suna Hai Boley Tou Baaton Se Phool Jhartey Hain
Yeh Baat Hai To Chalo Baat Kar Ke Dekhte Hain
Suna Hai Raat Ko Usse Titliyaan Sataati Hai
Suna Hai Raat Ko Jugnoo Theher Ke Dekhte Hain
Suna Hai Uss Ke Badan Ki Taraash Aisi Hai
Ke Phool Apni Qabaaein Katar Ke Dekhte Hain
Rukey To Gardishein Uss Ka Tawaaf Karti Hain
Chaley To Uss Ko Zamaaney Theher Ke Dekhte Hain
Kisse Naseeb Ke Be-Pairahan Usse Dekhey
Kabhi Kabhi Dar-O-Deewaar Ghar Ke Dekhte Hain
Kahaaniyaan Hi Sahi, Sab Mubaalghey Hi Sahi
Agar Woh Khawaab Hai, Taabeer Kar Ke Dekhte Hain
Judaaiyaan To Muqadder Hai Phir Bhi Jaan-E-Safar
Kuch Aur Door Zara Saath Chal Ke Dekhte Hain
Too Saamney Hai To Phir Kiyon Yaqeen Nahin Aata
Yeh Baar Baar Jo Aankhon Ko Mal Ke Dekhte Hain
Yeh Kaun Loug Hain Maujood Teri Mehfil Mein
Jo Laalachon Se Tujhey, Mujh Ko Jal Ke Dekhte Hain
Na Tujh Ko Maat Hui Hai Na Mujh Ko Maat Hui
So Ab Ke Donon Hi Chaalein Badal Ke Dekhte Hain
Buhut Dinon Se Nahin Hai Kuch Uss Ki Khair Khabar
Chalo Faraaz~ Ko, Aey Yaar Chal Ke Dekhte Hain
Ho Gayi Rukhsat;
Hogayi rukhsat ghata baarish ke baad
Ek diya jalta raha baarish ke baad
Mere behte hue Aansuo ko dekh kar
Ro parri thandi hawa baarish ke baad
Meri tanhaayi ka daaman thaam kar
Kuch udaasi ne kaha baarish ke baad
Yaad teri odh kar mein so gayi
Khawaab ka daar khul gaya baarish ke baad
Chand dekh kar baadlo ki qaid mein
Ek sitaara ro diya baarish ke baad
Apne ghar ki har kachi deewaar par
Naam tera likh diya "K" baarish ke baad
is se pehle ki bewafa ho jaaen
kyuun na ai dost ham juda ho jaaen
tu bhi hiire se ban gaya patthar
ham bhi kal jaane kya se kya ho jaaen
tu ki yakta tha be-shumar hua
ham bhi tuten to ja-ba-ja ho jaaen
ham bhi majburiyon ka uzr karen
phir kahin aur mubtala ho jaaen
ham agar manzilen na ban paae
manzilon tak ka rasta ho jaaen
der se soch men hain parvane
raakh ho jaaen ya hava ho jaaen
ishq bhi khel hai nasibon ka
ḳhaak ho jaaen kimiya ho jaaen
ab ke gar tu mile to ham tujh se
aise lipTen tiri qaba ho jaaen
bandagi ham ne chhod di hai faraz
kya karen log jab ḳhuda ho jaaen
Rekhta
Urdu
ghazal
poetry
shayari
jashn e rekhta
Sad Shayari
Hindi Poetry
javed akhtar poetry
urdu studio
urdu ghazal
mushaira
Zia mohiuddin
rekha bhardwaj songs
tehzeeb hafi
tehzeeb hafi poetry
jaun elia
farhan akhtar poetry
bashir badr
nida fazli ghazals
mir taqi mir
kaifi azmi
Rekhta shayari
Waseem barelvi
ahmad faraz
faiz ahmed faiz
is sy pehly k bewafa ho jayen
q na ae dost hum juda ho jayen
top class poetry Ahmad faraz
ahmad faraz poetry
ahmad faraz poetry in urdu download ahmad faraz poetry ghazals
ahmed faraz romantic poetry
ahmad faraz poetry in hindi
ahmad faraz sher
ahmed faraz poetry 2 lines
ahmad faraz urdu poetry pictures ahmad faraz shayari 2 lines
best ahmad faraz poetry series
heart broken poetry
poetry from heart
ghazals best love
love ghazals, ansu syayeri
ahmad faraz
Ahmed
Faraz
Iss
Say
Pehlay
Kay
Baywafa
Ho
Jayain
Kiyon
Na
Aye
Dost
Hum
Juda
Jayain.wmv
Mushaira
Ghazal
Nazm
Nazam
Poem
Poetry
Urdu
Hindi
Indian
Hyderabad
Lahore
Karachi
Islamabad
Desi
Pakistani
Dukani
Woman
Female
Romantic
Love, Sad
Funny
Mazahiya
Recite
Pasand
Famous
ahmadfarazpoetry
ahmadfraz
urdughazal
basheerbadr
handipoetry
handi
umairnajmipoetry
umairnajmipoetry
tehzeebhafi
tehzeebhafipoetryvideo
mirzaghalib urdu urdupoetry
urdushayari urduquotes
urdushayaristatus
shorts
ytshorts
ytshortsindia
youtuber
urdusadpoetry
dohaqatar
qatar
azhariqbalshayari
azhariqbal
alizaryoun
lahore
iqbalpoetry
allamaiqbal
urduquotes is se pehle k be wafa ho jaaen urdu ghazal
urdu ghazal status is sy pehly k be wafa ho jayen tum bewafa ho urdu hindi ghazal
is se pehlay ke hum bewafa ho jain
tum bewafa ho sab jante the
ahmad faraz ghazal
ghazal
ahmad faraz poetry ghazal
ghar bewafa da
na wafa ka zikar hoga a
hmed faraz urdu poetry ghazal
famous urdu ghazals
ahmed faraz sad urdu poetry ghazal
bewafa hindi
ahmed faraz best urdu poetry ghazal
bewafa
urdu ghazals best
tehzeeb hafi sad poetry
tehzeeb hafi hussain potery
tehzeeb hafi new interview
urdu ghazal ki riwayat
zia mazkoor poetry
khurram afaq poetry
young poets mushaira rekhta
tehzeeb hafi biography
tehzeeb hafi so rahenge
urdu ghazal 2022
urdu sad ghazal
old urdu ghazal
old urdu ghazal ahmad faraz
old urdu
tehzeeb hafi best nazam
kashif adeeb makanpuri
aqib sabir poetry
ali zaryoun punjabi poetry
punjabi funny poetry pakistan
pakistan punjabi poet
ahmad faraz poetry sad shayari
suna hai
ahmed faraz
urdu mushaira
urdu
poetry
pakistani
ahmad faraz poetry
ahmad faraz ghazals
ahmad faraz urdu poetry
ahmad faraz mushaira
suna hai log use aankh bhar
suna hai log usay
ahmed faraz suna hai log
Suna
Hai
Log
Usse
Aankh
Bhar
Ke
Dekhte
Hain
Urdu Poetry
Ghazal
Hind
#urduwajib
#ahmadfraz
#ahmadfarazpoetry
#urdupoetry
#urdushayari
#faiz
#ahmadfraz
#urdustatus
Extraordinary Nazm of Ahmed Faraz Sahab. LAJAWAB POETRY!
My favourite Ahmad Faraz
out of the world
ਬਹੁਤ ਵਧੀਆ ਜੀ
Litrelly can't even imagin, this is written by a human.... a Masterpiece of Masterpieces
Wah g wah
This was really a masterpiece of urdu poetry that even before the recitation of "Ahmed Faraz" , was published in the newspapers throughout the country. Sooooo nice . ❤ ❤
In this rhythm , first time phrases were recite by "Mirza Ghalib" like ,
جہاں تيرا نقش قدم دیکھتے ہیں ۔
خیاباں خیاباں ارم دیکھتے ہیں
La javab shaeri 😊👌👍 👍
Beshak
Out of this world
Love it
nice🥰🥰🥰🥰🥰🥰
Wah
Beautiful ahmad faraz
❤
Wah!
Beautiful
❤❤❤❤
why is music added in every poetry? It is haram dont you people give a damn to it?
Don't listen bro go buy book and read peacefully!
❤
❤
❤