Maine New Activa 125 scooty liya hai or isko liye 6 mahine ho gye,6800km chali hai Or iski 2 servicing ho gyi hai. Gadi m ab band hone ki problem aa rhi hai, Subah start karne k bad 15-20 km chalne k bad jab bhi scooty ko rokta hu to scooty apne ap band ho jati ya City bhedh wale jagah m Slow karta hu to band ho jati. Iska kya solution hai or ye Aisa kyu ho rha hai.
Sir activa me petrol tank me ada liter petrol hone per gadi nahi chalti petrol or dalbane per gadi chalti hai kya karan hai mikanic tanki badlne ko bol raha hai
Tank me ek filter(pen ki trah) hota h jo fuel inject se attach hota h... Use filter ko change kraao 10 to 10₹ ka milega problem solve ho jaayega.... Mere saath v hua tha.. Ya fir fuel inject kharaab hoga
Bhai iska perfect tool ata h pura set 600rupe k aspass jis sey hum ingine k bhi bush asani sey nikal sakte h main punjab se hun apki video ashi hoti h 👍👍
Activa 5g deluxe model kaa km wire connection piche wheel me hoti hai.. bt Connection kaise rhta hai mujhe to koi wire ni dikhi.. Es baare me video jarur banaiye.. UA-cam me kisi ne ni bnaya hai...
Bai mera gadi activa 5g ...thand ka mousum mein accha chalta hai problem tab ayyega garma ka mousam mein vibration karkar ke chadav mein 2 logo beta toh gadi pickup nei letha hein ...gad gad sound atha hein
Bhai meri Jupiter kharab rashto per khat khat noise karta hai...mene bush bhi change karvaya aur jumper check bhi kiya sab complete hai to bhi noise kar raha hai
दोस्तो सवाल जवाब इंस्टाग्राम पर करते हे थोडा इन्तजार करना जवाब जरुर मिलेगा
instagram.com/rajveersagar7083/
Maine New Activa 125 scooty liya hai or isko liye 6 mahine ho gye,6800km chali hai Or iski 2 servicing ho gyi hai.
Gadi m ab band hone ki problem aa rhi hai,
Subah start karne k bad 15-20 km chalne k bad jab bhi scooty ko rokta hu to scooty apne ap band ho jati ya City bhedh wale jagah m Slow karta hu to band ho jati.
Iska kya solution hai or ye Aisa kyu ho rha hai.
#sir aapko ham Instagram mein follow kar rahe hain
Bhai Delhi Mein Aapki shop kahan per hai please mere ko reply kar do
Ur knowledge is very precious vai
Asam bro
Sar aap bahut acchi jankari dete ho isliye aapko बहुत-बहुत dhanyvad
Faundeshan bush
Very good video. Thanks
Achha mechanick hamesha achha or sathik kaam karta hey or mehenat jyada apna dimaag se kasm leta hey..👍👍👌👌♥️💚💙💜
Discover chechis brush chimte ke
Bus nikal sakta hai yah popular
Foundation Bush puller
pondition push puller
Bhai meine ye bna bhi liiya .......thank u
Bahut achha vidio guru ji
Honda activa chember bush
Bhai isme peche se new bush dalo new lag jayga purana nikal ayga glender ki jarurat nahi thi isme fir bhi good video
Right technic pls try
Good & best work
Vere nice vidio sra aachi vidio he sra
Sir Apache RTR 160 old model me magnet puller konsa lagega
Sir activa me petrol tank me ada liter petrol hone per gadi nahi chalti petrol or dalbane per gadi chalti hai kya karan hai mikanic tanki badlne ko bol raha hai
Tank me ek filter(pen ki trah) hota h jo fuel inject se attach hota h... Use filter ko change kraao 10 to 10₹ ka milega problem solve ho jaayega....
Mere saath v hua tha..
Ya fir fuel inject kharaab hoga
Actiwa main faundation bush
Front engine brush polar
Nice video yr 👍 jo pular hai bara wala engine ka Excel hai usme jo bus rehta hai uska hai na sahi kaha na bhai😂
Honda Activa Jupiter Maestro engine ka Phadke ka pular hi Bade wale puch nikale
Bhut vdiya tool nice video
Activa ka engine ka pita ka engine nikal sakta hai
Sir new endurance rear shock absorber k rod ya andaar ka part meyy halka oily raheta heyy.
Rubber waser lekage
Foundation bush puller he bara wala
Yes
very good idea
Engine foundation bus ka pular hai Activa ka
Activa ka hi hai fondtion ka pular hai
Bhai, Honda aviator me rear shock up Jupiter wala fit ho sakta hi, please bataye, thank you
Activa ke frt.soker lagane ke liye konsa wala left aur right. Samne wala baithne wala....b&w
puller kharidna kese aur khain se kharidon mere pass mestro edge 125 , avenis 125 hai agar inke puller khrab ho to me khud se change kar sakon
Activa m p ka aage vala bush nikalne ka
Maestro2013 model mein crank chamber tote gaya kya activa ka chamber lag jayega kya
Bhai iska perfect tool ata h pura set 600rupe k aspass jis sey hum ingine k bhi bush asani sey nikal sakte h main punjab se hun apki video ashi hoti h 👍👍
Activa ... Mastreo... pleasure.. etc scooty k Engine bush ka puller hai
Activa 5g deluxe model kaa km wire connection piche wheel me hoti hai.. bt Connection kaise rhta hai mujhe to koi wire ni dikhi.. Es baare me video jarur banaiye.. UA-cam me kisi ne ni bnaya hai...
Bike ka jo rear chimta hota hai uske chassi m bush nikalne k liye hai jaise discover bike k chassi m hote hai bush
Reply bhai
wo engine foundation bush nikalne help karta
Yes sir mujhe chahiye ye puller.
Foundation Bush nikalne ka cooler hai
Bai mera gadi activa 5g ...thand ka mousum mein accha chalta hai problem tab ayyega garma ka mousam mein vibration karkar ke chadav mein 2 logo beta toh gadi pickup nei letha hein ...gad gad sound atha hein
Engine exele bush
Sir ji bs6 baik ke salnsar me se pani kyu tapkta hei
सर जी आपने तो Aactiva का रियर sokar bussh निकालने का तरीका बता दिए हो ।।।बाइक का रियर सोकर bush निकालने के video बनाओ
Bhaiya mere pas mahindra sym flyte scooty hai usme picpup problem hai mai clutch shoes change kara liea hu ab keya karna parega
Activa ke main bush nikalne ke liye
Hello sir Activa 125cc pickup kam hai 40 se upar nahin jaati hai is medical near me ek sal hua hai
Sir muje ye tool megvana he onlain kese megva sekta hu piles betayge
Ye puller activa k front bush nikalne ka h
Engine k mein Excel bush ka cooler hai na
Main Excel ke score Hari Scooty mein Activa Jupiter fascino
Bhai uske peechw nya bush dalo fir use nahi grind karna padega purana bahar aayega aur naya lag jayega.
Bada wala foundation bush pullar hai
Bhai mast video
Hanger ka big bush nikalne ke liye.
Gazab mujhe tool chaiye sir
Mail krke apna wtsp no. Send kro
bhai jupiter activa ke chimte bush nikalne ka he
Activa ka foundation booster cooler
Mastro scooty ka sofa kaise chamber tut Gaya to kya kya Karen
Meri bike discover 150s chains sprocket se awaaz aati hai nya sprocket dalwaya hai phir bhi awaaz nhi sahi huaa kya kare
Activa injan Bus nikalne ka pular
Engine Bus ka cooler hai
Naice bhai
सर मुझे होंडा डीओ की पूरी जानकारी दे कौसे पार्ट टाइम पर चेंज करने चाहीये और कैसे उसका ध्यान रखे
Sir kuch bs6 ke baare m jankari ki vedio banao
शॉकप के बारे मे विडियो बनाओ सर
Bhai activa 4G ke piche ka will ek said kiyu ho jata hai
Ankar bush poolar activa
Foundation ka bush nikalne ka
भाई हिरो की बाइक मे साईड स्टँड सेन्सर खराब हो जाये तो कैसे सही करे.प्लीज बताईए..
Saii baat bhi y thoka piti krke thorda risk h or frame ko b nuksan ho skta h
Xtreme Ka bairing crent Ka video daliye
sir is mai bush ke poplar ke jaghe 22 number ya 19 number gooti laga ke bhi nikal sakte hai
Vah Jo Bade wala puller Hai vah Activa ke chamber ka bus nikalne ka hai mujhe bhi lena hai ya Puller Kahan Milega
Bansal tools karol bagh
Sir .bush nikalnevala do no pillar mine chahia kaise mile ga name. Bat a na sir
दूसर टूल ऐकटीवा के ईनजन के नीचे के बूश को निकालने का काम आता है
mane chamer puler
Fadition bush pooler
Very good jo
Superb bhai
Sirji Lethe machine se kaise karte hain bush ka kaam?
Ha bhaiya
Jupiter 110cc 125 cc
Jhula bush k charo bush ko kise nikale
Main centerka
Jhula bush activa Jupiter strike faisino hh
Hum ko cha ye
Bhai yeh engine foundation bus ka hai
Meri shop goa meh h
Nice video sar
Activa ke jhula ka buss likalne wala
Bhai meri Jupiter kharab rashto per khat khat noise karta hai...mene bush bhi change karvaya aur jumper check bhi kiya sab complete hai to bhi noise kar raha hai
Bhai m bhi y pular lena chata hu
Foundation bush ka puller hai. Sir
good job
Bhai ap muje vesha tool coriyar carshakte he
I like it bhai ji
Jordar..billkool safe👍👍👍🙏🙏🙏
Nice. Video
Scooter shock abuser bush remover milega baya
activa fondisan ka hai
Sir activa 3g me activa 6g k telescopic suspension lg sakte hai kya