Bhai itne saare videos dekha mene bht helpful the But ek video nhi hai combi break system nikal kr usko direct kaise kre ? Mtlb rear break bas rear work kre or front break bas front
Meri scooty ka rear wheel sidha nai hai means pichhe se dekhne par aisa lagta hai jaise upar se bahut load diya gya ho aur wheel ek side thoda sa bend hokar chal raha ho. Iska karan kya ho sakta ha?
Ye rare hi kharab hota hai, isliye isko change karne ka koi km nahi hai. Ye kharab tab hota hai jab ap scooty pe bahut jyada overload daltey hai. Hanger sahi hota hai bas uska bush kat jata hai jiske Karan ye problem hota hai.
Cluch chamber khulwake chek kro ki belt loos to nhi kta to nahi agr kta hai to chnge kro dusra cluch ki pad ko chek kro gis to nhi gya agr kisa h cluch sho chng krdo or variator ki rooler chnge kro fr 70 km pe dudao kbhi strgl or vibrat nhi kregi
Bhai mere Activa me do koi baith ke chlne pe thode se gadde pe jaate pe bhi piche taraf se khat khat ki aawaz aa rhi hai aisa lg rha hai ki rear shock up pura baithne se pehle hi crash kr ja rha hai but Aisa to teen log baith ke chalte hain tabhi na hota hai meri gaadi matra 2 saal purani hai
@@neerajarora9932 bhai scooty ka sylincer upper body ko touch krke pigla rha h chark chark ki aawaj bhi aati h load me... Mechanic ne bola ki sockar bharwa lo thik ho jayega pr thik nhi hua jabki single swari me engine hanger toot gya ab btao na actual problem kya h jisse ye sb ho rha h lagbhag 3000 rs lag chuke mere 😢
Bahut sara reason ho sakta hai 1. Variator roller surface rough hone se 2. Shaft belt wear hone se 3. Fiber parts lose ya damage hone se 4. Engine hanger
Bhai me 20 saal say scooter chala raha hu lekin aj ma ny aik scooter kharida bohat masla kar raha ha, mod kaatty huy ya khadon mein chalaty waqat aesa lagta jesay scooter ka pichla hisa kisi aur taraf ja raha ho, please batayn kya issue hai yeh?
Bhaiya yamaha fascino me gadi chlte chlte ekdum se left ko bhagti kbhi right esa feel hota he jese bich me se hori or balance chimta ka kradiya tyre new he bilkul suspension bhi sahi he phir bhi hora he or iske bush bhi nahi milre khi jo change krau
Sir Mera pleasure main Kuch issue Nahi tha mechanic jhoot bol Raha tha oil seal kharab hai ,diiki khol ke shampoo wash Kiya ho gaya.sir kitne number Ka T paani use Karna hai dikki kholne ke liye kitne Ka milega.
@@Primerohan thanks sir aap ek bahut honest aur skilled mechanic ho hamare idhar mechanic sirf paisa lete hai servicing ke time carburettor bhi clean Nahi karte.
Bhai Mera bhi hero pleasure me ye kharab ho gaya tha aur engine bilkul bath gaya tha aur bhi parts ekdum niche bath gay the abhi just new lagwa ke aa raha hu 1000rs ka new laga h
Is primer is needed before applying the heat resistive color?
Bhai ye hangar bush kahan se purchase kiya tha
Sir ye engine hanger bush puller ki kya price hai ? Aur sir rear shocker bush ke liye bhi koi aisa tool hai ?
does bad engine mount bushing affects the alignment pf the rear wheel?
Yes
Yes and it can cause front wheel alignment too
4:29 bhai isko simpe drill machine se rubber ko kaat saktey hai, anyways thanks for the video, I changed my bushes as well after watching ur video 😊
Bro bad engine bush cause vibration???
Yes and unbalance while riding ... if u have any doubt ask me and visit to my channel and subscribe plz...
Bhai pura karcha kitna aayga
Nice bro good talent🙏🙏👍👍
Bhai itne saare videos dekha mene bht helpful the
But ek video nhi hai combi break system nikal kr usko direct kaise kre ? Mtlb rear break bas rear work kre or front break bas front
Front wheel m back break loose kardo jo combine system laga hota h rear wali break full loose krdo
Meri scooty ka rear wheel sidha nai hai means pichhe se dekhne par aisa lagta hai jaise upar se bahut load diya gya ho aur wheel ek side thoda sa bend hokar chal raha ho. Iska karan kya ho sakta ha?
Sir mera activa front bubling karta hai kya karna padega
how much price engeen henger complete bush four piece and fitting charge
Price kitna laga bush lagane me or niklwane me
Brother meri activa 5g back ture jab jump me lagta hai to aisa tak ki awaaj ati hai or jatka lgta hai
Or back tyre me play b bhut hai
Yamaha ray zr ka kaha se milega . Humko nahi mil raha hai
Aapka kam bahut Achcha hai awesome Mujhko Bhi Agar aapse kam Karana ho to main aapse Kaise contact kar sakta hun
Wese minimum isko kitne km pr chanj krna chaye jis se gaadi ki life aaxi ho please km bta do 🙏
Ye rare hi kharab hota hai, isliye isko change karne ka koi km nahi hai. Ye kharab tab hota hai jab ap scooty pe bahut jyada overload daltey hai. Hanger sahi hota hai bas uska bush kat jata hai jiske Karan ye problem hota hai.
Could you enable English closed captions please
My activa 3g running smooth till 40 km\h after 40 to 45 crossing engine in struggling and vibration in chassis body vibration give me solution
Cluch chamber khulwake chek kro ki belt loos to nhi kta to nahi agr kta hai to chnge kro dusra cluch ki pad ko chek kro gis to nhi gya agr kisa h cluch sho chng krdo or variator ki rooler chnge kro fr 70 km pe dudao kbhi strgl or vibrat nhi kregi
Total cost kitna hua?
After how many km u changed this hanger bush?
40000 km
Bro hanger ka bush price kitna ha ??
4,50,000
Bhai mere Activa me do koi baith ke chlne pe thode se gadde pe jaate pe bhi piche taraf se khat khat ki aawaz aa rhi hai aisa lg rha hai ki rear shock up pura baithne se pehle hi crash kr ja rha hai but Aisa to teen log baith ke chalte hain tabhi na hota hai meri gaadi matra 2 saal purani hai
Bro Where did you buy front hanger bush
Local market
@@Primerohan ok bro
contact us we are manufacturing from faridabad haryana
Bro engine side bush fit as hanger bush?
No both are different
@@Primerohan ok bro👍
Bhai , Mera scooter steering left right hota hai , and feels like engine bahot vibrate hota , kya bush ka issue rahega ?
Nhi pehle bro engine cluch ka roller or variator change krdo solve hojayga
@@neerajarora9932 bhai scooty ka sylincer upper body ko touch krke pigla rha h chark chark ki aawaj bhi aati h load me... Mechanic ne bola ki sockar bharwa lo thik ho jayega pr thik nhi hua jabki single swari me engine hanger toot gya ab btao na actual problem kya h jisse ye sb ho rha h lagbhag 3000 rs lag chuke mere 😢
bhai mere activa 3g mai 40 plus speed mai chassis vibaration hota hai kya problem hai
Bahut sara reason ho sakta hai
1. Variator roller surface rough hone se
2. Shaft belt wear hone se
3. Fiber parts lose ya damage hone se
4. Engine hanger
Mera Activa bhi one side jata he, jaise stering me koi problem jaisa lagat he , to bush change karne se thik ho sakta hai kya
Mera engine hanger Tut Gaya kholne me kya Naya lagana hoga cost Kitna aaega please bataen
700/- to 1000/-
Bhai new jhule ke kya price hai
350 Honda hero ka 290
Bhai engine left side ko tilt Hua Para hai to kya problem engine hanger ki hi hai.
Good day bro
Price
Bhai mera scooter ka pichhla pahiya thoda tedha lagta hai body k hisab se, kya karu?
Sar kharcha kitna hota hai
Bhai me 20 saal say scooter chala raha hu lekin aj ma ny aik scooter kharida bohat masla kar raha ha, mod kaatty huy ya khadon mein chalaty waqat aesa lagta jesay scooter ka pichla hisa kisi aur taraf ja raha ho, please batayn kya issue hai yeh?
Bhaiya yamaha fascino me gadi chlte chlte ekdum se left ko bhagti kbhi right esa feel hota he jese bich me se hori or balance chimta ka kradiya tyre new he bilkul suspension bhi sahi he phir bhi hora he or iske bush bhi nahi milre khi jo change krau
Sir Mera pleasure main Kuch issue Nahi tha mechanic jhoot bol Raha tha oil seal kharab hai ,diiki khol ke shampoo wash Kiya ho gaya.sir kitne number Ka T paani use Karna hai dikki kholne ke liye kitne Ka milega.
10mm
Or 2 screw bhi hoga wo four head screw driver se remove hoga
@@Primerohan thanks sir aap ek bahut honest aur skilled mechanic ho hamare idhar mechanic sirf paisa lete hai servicing ke time carburettor bhi clean Nahi karte.
काश आप हमारे शहर मे होते
Lcien please
Nice video yr 👍
Bhai Mera bhi hero pleasure me ye kharab ho gaya tha aur engine bilkul bath gaya tha aur bhi parts ekdum niche bath gay the abhi just new lagwa ke aa raha hu 1000rs ka new laga h
Bhai isse accha Nya jhula daal do wo sasta padega 350 ka original aata hai Honda ka aur 290 ka hero company ka
Magar mistri to iska price 1100 bolta hai
@@parvezalam7181 nahi bhai 350 ka aata hai 150 replacement charges hote hai total 500 rs hua
bhai 440 ka aata hai with ruber honda ka original
Tq bhai..
Tq brother
Tq
english sub. plase
Problem kya aata hai
Aisa feel hoga jaisey ki handle me koi problem ho, scooter unstable hone lagta hai.
@@Primerohan thank you very informative,my activa goes one side that the reason now I repair it, very very thank you
@@Primerohan but sir.. Mera bhi yehi prblm h lekin jaisa lagta h shaokar baith gya h
🎉🎉🎉🎉🎉❤
Usko kuch maaloom nahi
Puri scooty ki chassis barbad krdi