Harish ji Sach me apne bht badi samasya ka hal bata diya...mere tamatar ke plants me ye bimari ho gayi thi maine tamarar ke sath hi faik diya...aor woh mitti dhup me failake rakh diya hai...mere liy bht hi helpful video thi yah ... Thank you very much 🙏🎉👍
Good Morning sir. Aapki information ka humko intazaar rahta hai. Sir mere pass button rose hai jiske climbing rose bhi sayad kahte hai. Bahut sare flowers lene ke liye Maine ushki pruning nahi ki. Growth achi hai. New Leaves bhi bahut aa gayi hai par flowers nahi aate. 4 years ka plant hai. Cutting se lagaya tha. Plz bataye flowers ke liye kya dalu.
Haan ye gobar ki khaad m aa jata hai khaas taur par jab vo thora kacchi ho .. Chemical m to dawai mil jaayegi, but organic m bus aapko inko nikalna padega ya fir jab inki life circle puri hogee ye chale jaayenge
Sceñcetific information useful
हरीश भाई बाहुत बाहुत बाहुत आचछा जानकारी दी है
Thank you 😊
Harish ji Sach me apne bht badi samasya ka hal bata diya...mere tamatar ke plants me ye bimari ho gayi thi maine tamarar ke sath hi faik diya...aor woh mitti dhup me failake rakh diya hai...mere liy bht hi helpful video thi yah ... Thank you very much 🙏🎉👍
🎉🎉 thanks
Bahut pasand I sar ji bahut acchi jankari Di aapane
Thanks 🎉
Bahut sundar jankari ❤❤
Thanks 🎉
भाई साहब आपकी दी जानकारी बहुत काम आती है
Thank You 😊
Good Morning sir. Aapki information ka humko intazaar rahta hai. Sir mere pass button rose hai jiske climbing rose bhi sayad kahte hai. Bahut sare flowers lene ke liye Maine ushki pruning nahi ki. Growth achi hai. New Leaves bhi bahut aa gayi hai par flowers nahi aate. 4 years ka plant hai. Cutting se lagaya tha. Plz bataye flowers ke liye kya dalu.
Can you share me your number, will contact you as it is not possible ki flowers nh aayen
Hope ye plant theek hoga😊😊😊😊
🎉🎉
Sir nimatod ke liye furadan 3g best hai. Chemical hai but nimatod se jyda harmful nhi hai.mitti ke sare harmful kide khatam karta hai.
Agar jyada hua to try karunga
Ok sir
अच्छी जानकारी परन्तु ये जो व्हाइट ग्रेब है उसका क्या इलाज है क्योंकि मेरे गार्डन में भी है पता नहीं कहा से आ गए है
Haan ye gobar ki khaad m aa jata hai khaas taur par jab vo thora kacchi ho ..
Chemical m to dawai mil jaayegi, but organic m bus aapko inko nikalna padega ya fir jab inki life circle puri hogee ye chale jaayenge
@harishjoshi1731 दवाई भी डाल चुकी हूं पर ये मरे नही
Nematode ke liye chemical kaun sa hai?
Sorry use nh karta