मैं भी आपसे नया जुड़ा हूँ Rice Husk का idea अच्छा लगा कुछ plants(rose, rubber plant, apple ber, chiku, nimbu, double chandni, hibiscus, sadabahar) मैंने भी कल rice husk में लगा दिए हैं (आधा पुराना rice husk + आधा नया rice husk) 70%+ 10% sand + 20% गाय की गोबर का खाद + Fungicide + neem khali Plant सही से तो चल जाएगा ना?
Chal to jayega lekin jyada thand rahne se kuch dikkat ho sakti hai Sirf winter plants hi repotting karna tha Jo plants summer mai flower deta hai un plants ko 15 february ke bad repotting karna chahiye
@@nahidrazwigarden7999 पानी हल्का ही दिए हैं बाकी soil mix ठीक है ना? ये soil mix success हो गया तो इसी में सब plants repot कर दूंगा गर्मी में (Sultanpur Uttar Pradesh)
Kya in cuttings mein ap koi fertilizer bhi dete hain aur dete hain bhi to cutting lagane ke kitne dino bad dete hain aur kab kab? Main ne desi gulab ki cutting lgayi hai lekin us ke kuch patte bhure hokar gir rahe hain aur kuch ke peele ho kar gir rahe hain aur kai cuttings ki shakh bhi sookh kar gir ja rahi hai. Kya karna chahiye?
Sabse pahle pani ka dhayan rakhen Mitti jyada gili nahi rahni chahiye aur na hi jyada sukhi Mai jab bhi gulab mai fungicide deta hun to in cuttings me bhi spray kar deta hun Cutting jab 2 mah ka ho jaye to DAP ke kuch dane side se de dijiye Ballance npk ka bhi spray kar sakte hai Fungicide pani me ghol kar mitti me de dijiye
@@nahidrazwigarden7999acha...ek baat bataiye ap ne sookha rice husk use kiya hai ya pehle se bhiga kar rakha tha wo use kiya hai kyonki ap ka rice husk dark brown dikh raha hai.
Sir aapko Rice Husk me Roses grow karte hue kitna samay hua hai. Maine kolkata se he poochha tha Rice Husk me lagane ke baare me to woh bole ke jyada der tak plant nahi chalega, saal me 2-3 baar media change karna padega, aur aapki location kya hai ho sakta hai weather condition ki wajeh se kolkata me na chalta ho main Punjab se hoon.
Very nice useful video bahut achcha Laga aapka video rose plant grow ke bare mein aapane acchi jankari share Kiya hai
Thanks
सर नमस्कार सर जी बहुत अच्छी जानकारी थी धन्यावाद जी।
Very good information 👍
बेहतरीन वीडियो
49 likes 👍 beautiful sharing dear friend 🤗 nice video 👍 great work ❤❤
Very nice 👌
Nice information
Thanks
English rose h kya
High bridge rose jis me khusboo nahi hoti hai
Jis gulab ko grafting se taiyar kiya jata hai
Cuting nukane k bad bhi isko gamle mai rice husk mai lagana h? Ya gamle k liye koi aur soil mix lenge pls bataye
Mai to rice huck me hi lagata hun
Mere channel me ja ke dekh sakte hai
मैं भी आपसे नया जुड़ा हूँ
Rice Husk का idea अच्छा लगा
कुछ plants(rose, rubber plant, apple ber, chiku, nimbu, double chandni, hibiscus, sadabahar) मैंने भी कल rice husk में लगा दिए हैं
(आधा पुराना rice husk + आधा नया rice husk) 70%+ 10% sand + 20% गाय की गोबर का खाद + Fungicide + neem khali
Plant सही से तो चल जाएगा ना?
Chal to jayega lekin jyada thand rahne se kuch dikkat ho sakti hai
Sirf winter plants hi repotting karna tha
Jo plants summer mai flower deta hai un plants ko 15 february ke bad repotting karna chahiye
@@nahidrazwigarden7999 पानी हल्का ही दिए हैं
बाकी soil mix ठीक है ना?
ये soil mix success हो गया तो इसी में सब plants repot कर दूंगा गर्मी में
(Sultanpur Uttar Pradesh)
कटिंग कब लगा सकते हे
Video mai bataye hai 15 november se March tak aasani se lag jata hai
Kya in cuttings mein ap koi fertilizer bhi dete hain aur dete hain bhi to cutting lagane ke kitne dino bad dete hain aur kab kab? Main ne desi gulab ki cutting lgayi hai lekin us ke kuch patte bhure hokar gir rahe hain aur kuch ke peele ho kar gir rahe hain aur kai cuttings ki shakh bhi sookh kar gir ja rahi hai. Kya karna chahiye?
Sabse pahle pani ka dhayan rakhen
Mitti jyada gili nahi rahni chahiye aur na hi jyada sukhi
Mai jab bhi gulab mai fungicide deta hun to in cuttings me bhi spray kar deta hun
Cutting jab 2 mah ka ho jaye to DAP ke kuch dane side se de dijiye
Ballance npk ka bhi spray kar sakte hai
Fungicide pani me ghol kar mitti me de dijiye
@@nahidrazwigarden7999acha...ek baat bataiye ap ne sookha rice husk use kiya hai ya pehle se bhiga kar rakha tha wo use kiya hai kyonki ap ka rice husk dark brown dikh raha hai.
Sir aapko Rice Husk me Roses grow karte hue kitna samay hua hai. Maine kolkata se he poochha tha Rice Husk me lagane ke baare me to woh bole ke jyada der tak plant nahi chalega, saal me 2-3 baar media change karna padega, aur aapki location kya hai ho sakta hai weather condition ki wajeh se kolkata me na chalta ho main Punjab se hoon.
Mai bihar se hun mai rice huck me gulab 7 salon se laga raha hun
Mai lagbhag sabhi media ka use Kiya hun sabse accha result rice huck me mila hai
@@nahidrazwigarden7999 Shukriya sir
Rice husk ke bare mein hi aapse baat karni hai sar
Kya
Aap isme 2 mahine thak kya fertilizer diye Hain
DAP ya npk dete han
@@nahidrazwigarden7999Kon si npk
किस सीजन में कटिंग लगाना चाहिये।
15 november se March tak aasani se lag jata hai