अली भाई हैचिंग अंडा कितने दिन होल्ड कर सकते है जब मुर्गी अंडा देती है और मशीन में कितने दिन कम से कम का कितने ज्यादा दिन का अंडा लगा सकते है इन सब मामलों पर भी एक वीडियो बनाना और अभी भी बता देना
Jitna fayada bata rahe ho utna nhi hota mera 120000 monthly chicks nikalta hai . Main bhi bahut fayada hai karke laga liya lekin baad me pata chala . Kabhi kabhi to aisa ho jata hai ki chicks ka rate 15 or hatching egg ka rate 20 ho jata hai
Company wale Jo bhashan Dete Hain yah sab batate Hain ki aap nahin kar sakte hain kya Hindustan mein company ke alava manushya Kuchh Bhi Nahin kar sakta hai
Brother se Anda Kaise nikaalen brother ko kaise pahle yah sab dikhayen videos border par Kitna kharcha aaega na kitne Rahenge Mada kitne Rahenge kitne din Rakhna Hai yah sab dikhaiye
27 ru ka 1 egg
25 ru ka pura Chik mil jata h
अली भाई हैचिंग अंडा कितने दिन होल्ड कर सकते है जब मुर्गी अंडा देती है और मशीन में कितने दिन कम से कम का कितने ज्यादा दिन का अंडा लगा सकते है इन सब मामलों पर भी एक वीडियो बनाना और अभी भी बता देना
Ha bhai ese bhi video jarur banaye ge
Jitna fayada bata rahe ho utna nhi hota mera 120000 monthly chicks nikalta hai . Main bhi bahut fayada hai karke laga liya lekin baad me pata chala . Kabhi kabhi to aisa ho jata hai ki chicks ka rate 15 or hatching egg ka rate 20 ho jata hai
भाई प्लीज अपना फ़ोन नंबर देना
Bhai numbar do na aapka
Send your number please
Dusere countries ka video daal ke information dena galat hai.
India mai hatchery kaise kaam karte hai.. wo bataiye sir
बहुत बढ़िया जानकारी भाई
Very good video about Hatcchery.
Bt plant kaha se set kre???
Dil khus kar diya bhai husen
Bhai pahili baar etna deep information mila thanks you so much bhai oamm video
Bro mai hatchery ka business start karna chahata hu. Ek baat mujhe samajh me nahi araha ki mai chicks bechunga kisko. Please reply bro.
Mujhe de do
awesome video god, about chicks👍👏
Bohot mahant ki hai video mai apn or kafi achi video bnai hai..
Broiler chicken waste me survive kar sakta h kya
Miny hachery 200+10satrtin karna chahta hu and khud ka feed mangement karna chahta hu aapki help chahiye aapki sabhi vidio dekhta hu
Hechry ki machinery kitne ki aati hai
Aur pura company ka budget kitne ka hai sir 10000 egg ke liye
Very good information. Sirji.
Thanks sir❤️
Ser pheli wecsin konsi lgate he
Bhai parent bird ke liya kon sa chiks mangwaya parent bird dalna hain
ब्रीडर मुर्गी कहां से लाए पोल्ट्री वाली
10000 ki hatch lgane me kitna kharcha ayega sur kya kya intezam krne pdega video bnaiye
Very nice
Konsi company best hai hatching machine me ?
Venkys ki
Inke parents par bhi video banaiye bhi
वैरी वैरी गुड सर जी कितने दिन पुराना अण्डा हैच कर सकते है इसके बारे मे भी विडियो बनाना सर जी
Ji bhai jarur
Mere paas v hechtry hai
Superb video keep it up👍🏻
Perent bard par video banao vay
Parent bird sabko nehi milta
Sir g parent venky company easily nhi deti
Details information
Hatching Egg Kaise Hum Ghar Pe Production Karein Broiler Ka
Mera bhi hatchery hai bhai 80 to 85 % haching chicks nikalta hai usse jyda nhi nikalta
Bhai abi murg tayar hona kitna kharch ayagh bari plz
Gazab ka video ha Bhai
Shukriya bhai
Husen bhai cobb me 400y aur 430y me best kon sa he??
Cobb 430 se best koi nhi hai
Hechari kholne me khrcha kitna ayega
Thanku bhai you r best
Sir app bhi Hatchery lagao
Cobb ka chicks kaha se mil skta h bhai
Achhi video h bhai sahab
Sir delivery karwa dijiy
हेचरी में चैन सिस्टम कैसे लगाए
Series age banaiye bhai
sir 1chick ka cost 34₹ hai to pheri wale jo chick 10₹ me bechte hai woh kahan se late hain
Cockrail breed hota hai bhai 4-6 rs mei mil Jayega tumko Hatchery se
Dil khus huaa
Good
Bhai venkys na lockeddown ka baad sa Egg Dena Band kar diya
Hatchery machine kaha se le..
Pls update...
Sir hatchery k liye traning kaha se le sakte hai 🤔🤔
👍👍
Bhai sanda 27rs kasya aaja
Normal egg ki production cost 3.5 to 4 rupee aata hein
Aagar aapka production jada hai jb itna hi cost aata hai ya esse bhi kam aata hai.
Hatch k liye amde lene h kha milega
Sir aap chiks parches karte h
Simple 5 rpy wala eggs ni use hota bhi
Egg suppler ka no bhi bhajiye...
10 rs wale white chicks jo bikne ke liye aate h wo broiler h kya
No
Nice video
Company wale Jo bhashan Dete Hain yah sab batate Hain ki aap nahin kar sakte hain kya Hindustan mein company ke alava manushya Kuchh Bhi Nahin kar sakta hai
Hatchery ko kon sa vaccine lagta hai. Please tell me🙏
Marec's Vaccine
Super
Bhai keya contre farming krna sahi h please batao
New farmer ko kr lena chahiye
Keya aap se bat kr skta hu
Aap kuchh madt kr skte ho
27 rupye ka 1 ek hua usme itna sar dard koun lega jabki 22 se 25 rupye ka chiks mil jata hai kya bewakoof banda hai yaar
Aaj 6-Mar-2024 me pure India me kahi bhi Broiler chicks 40₹ ke niche nahi mil raha hai.
Hello brother ,
EC polutry farming par details video banavo please 🙏🙏
Bhai 5 lakh thk ki hatchery ka video bnao
Nice 🤩
Are bai satta hai yeh lag gaya to deek nahi to totally loss ho ga... Mane band ker de hatchery
Parents birds ka kya ganit h bhai
Sabse jada kamai wala business hai parents ka 100%+ tk ka profit hai
Sar aap acchi video banai
Hachery supervisor vacancy bataye sir.
Brother se Anda Kaise nikaalen brother ko kaise pahle yah sab dikhayen videos border par Kitna kharcha aaega na kitne Rahenge Mada kitne Rahenge kitne din Rakhna Hai yah sab dikhaiye
Ghar mein Safed balon se Anda kaise prapt karen iska video dikhayen faltu To Nahin Hai Lekin yah bahut satik Nahin ne chhod bataen
Bhai heachary ka puri video banavo aap please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Good knowledge 👍
Asslamalykum bhai AAP.KI BAT SAHI HY LYKIN eggs 5 6 rs.rete hy
Nahi sir aisa nahi hai egg ka rate hamesh kam jada hota hai 5 ya 6 ₹ to khali corona ki condition me ja sakta hai
Hatchery khole ho kya bhai
Gruganntal Aadmi 38 rs main kon chics le ga😮
❤
Sir aapke pass haichri bhi hai
भाई जान आपने अंडे का रेट आपने 27,रूप बहुत ज्यादा बताया है हमारे आजमगढ उत्तर प्रदेश में मुर्गी का देशी अंडा 12,13,रूपये मैं मिल जाता है
Sir hum sab bhi khud kelye start karey
Sir breeder farmer Ka per hatching egg mei Kitna profit hota hai sir aap is bare Mei video banaye sir please
Ha bhai jarur
HahahahhA for thumbnail
Boiler hatchary incobator prise per video banav.pls
3lakh 2satter
1 hacter
Nice
Bazaar me jo anda bikhta hai usse anda nikal jaata hai kya
Nahi
Parrent cock par bhi details video banaye
Bro hatchinh egg ka price 27 hamesha rehta hai kya?
Nahi. Eska bhi rate week me 2 baar open hota hai
Bhai abhi to 31-32 ka hai
Loss muje pata hai bhai
happy 100k BROTHER
Thanks bro
Your calculation is wrong.
Aap sahi wala bataao
Namaste bhai
aap haichri lgaiyega
झूठ बोल रहा
झूठ क्या है?
Venky ka Anda kaha milega bhai uska mobile no dedo
20 rs.ka bacha hy
Contect hechry ke bare me btao
50 rupaye kahan hain bacha bhai
Glt information de rhe ho app pehle research kro tb smjhao jhuthi knowledge glt hoti hai
Haiching Ande chahiye Bhai nomber dalo
Bhai investment ke bare mein nahin Bataye
Ye video investment ko lekr nahi hai lekin Hatchery ki aage aane wali video me investment ke topic ko bhi cover kare ge
Ye batea k chicks kise bechte hai
नंबर दीजिए सर