Head master yadi kisi shikshak ki 6days casual leave aage forward Karte hai Beo ko to kya shikshak ke portal per bhi BEO dwara liya gaya action (approved or cancel)show hota h ya keval head master ke manav sampda id pr hi show hoga
BEO nahi approve kar sakte, beo BSA sir ko forward karege. No. Of days fix nahi hai ki aap jitne days ki apply kare utne days ki approve ho jaye. Kam bhi kar dete hain. Apko jitni chahiye utni apply kare
@@QuickTechnoSolutions Sir 30/12/21 ki shikshamitra ki cl approve nhi ho pa rhi . Kya dusra saal shuru hone vajah se ye ho rha h. Aaj 01/01/22 ko maine (headmaster) ne leave approve krne ki koshish ki to leave action failed dikha rha h
Agar maternity leave bsa 25 tak pending rakhe to kya vetan katega? Agar reject kare to usi din ke din dobara apply karke ye kaam ek din me nahi ho payega, to is isthiti me kya kare?
Agar approve nahi karege to aap dusri cl apply nahi kar sakte aur apki is month ki attendance lock hone ke baad apka us din ki absent lag jayegi portal par aur salary kat jayegi
Incharge ke liye reporting officer hmesha beo hote hain, aap reporting officer change kar le jab tak apki incharge leave par hai. Change karne ke liye video available hai channel par. Agar koi problem ho to dekh le plz
Sir 30/12/21 ki shikshamitra ki cl approve nhi ho pa rhi . Kya dusra saal shuru hone vajah se ye ho rha h. Aaj 01/01/22 ko maine (headmaster) ne leave approve krne ki koshish ki to leave action failed dikha rha h
Kya 10 casual leave ek sath le saktee hai!10 cl. Khtm honey ke next day se he maternity leave apply kr skte h continuetion me ya cl.consume ktne k baad join krna pdega ? Fir maternity li jayegi. Plz clear kre
CCL KE LIYE APKO JOINING REQUEST BEO KO BHEJNA HOTA HAI. AUR CL KE LIYE JOINING REQUEST KI JARURAT NAHI. TO AAP AGAR CCL PAR THI TO APKO JOINING REQUEST SEND KARNI CHAHIYE THI. REQUEST SEND KARKE AAP CL LE SAKTI HAI. FILHAAL AAP JOIN REQUEST SEND KAR SAKTI HAI.
@@QuickTechnoSolutions agar meri 5 ko ccl complete ho rahi mujhe 6 ko join karna school but mai kisi emergency ki wjh se 8 ko join kar paungi mai 6 ko school nahi ja sakti to uske lie kya process hota hai..? mai ye puch rhi hu
If any teacher forward any leave to you then you can see in view pending request option. Otherwise only reporting officer can able to see the leave details
Galti say payroll bharte samay ek AT teacher k do leave pending me the par maine extract leave module pe ja k sedhe save kr de ab jab lock krne ja rhi ho to uss teacher k doo non sanctioned leave dekha Raha h ab isse theek kaise karo please help🥺
Sir agr attendance lock krte samay 2 din absent show kr rha h kyunki medical leave ka approval pending h beo ke through to headmaster kaise attendance lock karein?
Medical leave kyunki illness se Judi hai to ise cancel nahi kar sakte. Agar koi special reason nahi hai to. Agar BEO late approve ya action lete hain to isme apka koi role nahi. Aap leave par ja sakte hain
हेलो सर गुड इवनिंग सर मेरी अगस्त के महीने की कैजुअल लीव गलत अप्रूव्ड हो गई है इंचार्ज के द्वारा।।। सर पहले मैंने 9 अगस्त को लीव लिया हुआ था जो अपलोड हो गया था उसके बाद लीव अर्ली जॉइन के थ्रू 9 अगस्त से 8 अगस्त तक की कैजुअल लीव approve ho gyi hai।।। कृपया उचित मार्गदर्शन प्रदान करें। क्या भविष्य में कोई समस्या आ सकती है
Casual leave me leave early joining nahi karna hota hai. Ye kewal medical leave ya, maternity ya CCL jaisi leave me karna hota hai. Agar apne ek din ki leave li thi to 2 din ki kaise approve ho jayegi. Ye samjh nahi aaya
@@QuickTechnoSolutions sir mai ye puch raha hu ki maine 9 August ko casual leave li thi।। Par Joining request krne ke karan by mistake leave early join ke options se ho gaya aur approved bhi ho gaya incharge k dwara।। Leave early join 9 August se 8 August ulta ho gaya।। Jisse jo leave li thi wo rejected ho gayi ।।। Aur balance leave me ek leave aur add ho gyi।।।koi problem to nhi hogi।।।
Casual leave cancel nahi kar sakte agar koi vishesh reason na ho to. Agar pending hai to wo unki problem hai. Kyunki agar approve nahi karni hai to unko time rahte usko cancel karna hota hai. Wo beo ki I'd se pending hai. Uska attendance lock se koi matlab nahi
सहायक अध्यापक किस-किस लीव को रेपिर्टिंग अफसर किस किस को बनाएगा जैसे 4 दिन की सीएल हो तो प्रधानाध्यापक को चिकित्सीय अवकाश लेना हो तो क्या रिपोर्टिंग अफसर प्रधानाध्यापक ही रहेगा या डायरेक्ट Beo को बना सकता है इसी तरह मेडिकल लीव, मेटरनिटी लीव ,चाइल्ड केयर लीव के लिए क्या प्रधानाध्यापक रिपोर्टिंग अफसर होगा या डायरेक्ट beo ही रिपोर्टिंग अवसर होगा। कृपया विस्तारपूर्वक बताने का कष्ट करें कि किस किस टाइप की लीव को किसको भेजना है
Sabhi leaves ke liye aap reporting officer head ko hi bana sakte hain, but 4 days tak ki CL head approve karege. Baki saari leaves head aage beo ko forward karege. And forward karke approve karne ka time bhi fix hai. But basic me kuch bhi hota rahta hai. Direct beo ki reporting officer bana dete hain. Aur timely leave forward ya approve bhi nahi hoti hai.
Mere school me 5 teachers hain 1- incharge hm 2 assistant teacher 3,4,5 shiksha mitra Agar incharge hm chutti par hai aur assistant teacher charge liye hai to assistant teacher ya shiksha mitra kisko cl request bhejega aur kon approve karega?
To aap apne beo ko written me de sakte hain ki portal par problem hai and apko CL urgent lena hai. But portal se na li gai CL count hoti nahi hai. But aur koi option nahi hai abhi
1 day cl head teacher hi approve kar sakte hai agar aap sahayak adhyapak hai to, aur agar aap head hain to beo approve kar dege. Wo unki jimmedari hai. Apko koi problem nahi hai usme
यदि किसी सहायक अध्यापक ने एक दिन की मेडिकल लीव ली, और प्रधानाध्यापक को 8 माह बाद मेडिकल लीव की ज्वाइनिंग रिक्वेस्ट भेजी जाती है तो प्रधानाध्यापक क्या करें।
CCL का आवेदन को हेड द्वारा BEO को FORWARD न करके APPROVED कर दिया फिर CCL केंसिल करने के लिए APPLY किया तो हेड द्वारा गलती से उसे भी CANCELLATION REJECT कर दिया गया CCL एकाउंट से कट गई है और छुट्टी का लेटर भी हेड के हस्ताक्षर से जारी हो गया है इसका कुछ भी विवरण BEO के पोर्टल पर नही आ रहा है अब CCL निरस्त या स्वीकृत कैसे होगी Early joining का ऑप्शन भी नही आ रहा कृपया समस्या का समाधान बताइये कि कैसे यह छुट्टियां या तो निरस्त हो जाये या BSA के स्तर से स्वीकृत हो जाये
Aap beo ko written me application de, unke paas master access hota hai. Wo apki balance leave sahi kar sakte hain. Apko turant aisi situation me beo ko written me avgat karana chahiye. Ab head ki I'd se nahi ho sakta
Same day ki CL School time ke baad approve nahi kar sakte, Half day leave ka option hota hai iske liye, but teacher.school me present hokar fir kisi emergency work ke liye half day leave le sakta hai
JOINING REQUEST KE LIYE DIRECT BEO KO BHEJNA HOTA HAI. HEAD KO NAHI. AGAR HEAD KO KAR DI HAI TO USE CANCEL KARE AUR DOBARA BEO KO JOINING REQUEST BHEJE
Leaves me hi leave extention ka option hai usme apko apni pahle wali leave ka reference number dalna hoga and then date select karni hogi jitn din badhana hai
सर यदि भूलवश किसी सहायक अध्यापक की 15 दिवसीय मेडिकल लीव अप्रूब हो गयी हो ,तो किस प्रकार सुधार किया जा सकता है ।जिससे कि वह beo सर को फारवर्ड किया जा सके।
Cl ko reject karne ya accept karane ka ye pravdhaan galat hai. Cl to reject karna bilkul galat hai. Cl to emergency mein hi jyadatar liya jata hai . aur emergency mein kya kisi ko leave reject karne ka adhikaar hai. Aadmi emergency mein apni emergency dekhega ya ye sab karega aur leave ke accept hone ka intezar karega.
@@QuickTechnoSolutions valid reason to 1 min mein de diya jata hai sir. Ab ya to naukri kijiye , ya diye gaye so called reason par case ladte rahiye. Meine to logo ke medical tak reject hote dekhe hain.
Medical reject ho sakta hai but cl aise kisi faltu reason ke karan reject nahi ho sakti, agar apki duty kahi lagai gai hai ya koi election, training ya other govt. Work me aapko lagaya gaya hai us case me apki cl cancel ki ja sakti hai. Normal reason me nahi
Half day leave approve nhi hota hai by BEO Sir Plz bataye 🙏 Bcoz usme bhi apply ke baad casual leave ka option aata hai (jisse ye show nhi hota h ki leave full day ki hai ya half day ki Jabki leave half day ki hoti hai 🙏) To reject ho jata hai Help me sir plz 🙏
Casual leave hi Half Day ki apply hoti hai, aapko Half Day par Tick karna hota hai Half Day ke liye. BEO agar approve nahi kar rahe Half Day leave to unse application dekar ya block clerck se Half Day leave lene ke rules puch le. Sabki apni apni marji hai basic me
Thank you so much sir 🙏🙏🙏
Thankyou so much for this info
Agar incharge head approve nhi karta or pending rahne deta hai to kya koi karyawahi hoti hai kya
Sir g maternity leave approved hone ke bad koun se paper school me jma karna hota hai or koun se paper brc pe????
Apko koi paper jama nahi karna hai bas leave approve jaha par show ho rahi hai uska order nikal kar head ko bhej de
Bahut achhi jankari di hai aapne .
Thanx sir
Head master yadi kisi shikshak ki 6days casual leave aage forward Karte hai Beo ko to kya shikshak ke portal per bhi BEO dwara liya gaya action (approved or cancel)show hota h ya keval head master ke manav sampda id pr hi show hoga
Haa show.hota hai teacher ke portal par bhi
@@QuickTechnoSolutions 🙏
Kya CCL BEO approve karenge ya BSA
Agar BEO approve karenge toh kitne din ki maximum kar sakte hain??
Please Reply ASAP. It's Urgent!!!
BEO nahi approve kar sakte, beo BSA sir ko forward karege. No. Of days fix nahi hai ki aap jitne days ki apply kare utne days ki approve ho jaye. Kam bhi kar dete hain. Apko jitni chahiye utni apply kare
@@QuickTechnoSolutions Sir 30/12/21 ki shikshamitra ki cl approve nhi ho pa rhi . Kya dusra saal shuru hone vajah se ye ho rha h. Aaj 01/01/22 ko maine (headmaster) ne leave approve krne ki koshish ki to leave action failed dikha rha h
Medical leave only BEO KO send karni h ya head ko
Only head ko
Agar maternity leave bsa 25 tak pending rakhe to kya vetan katega? Agar reject kare to usi din ke din dobara apply karke ye kaam ek din me nahi ho payega, to is isthiti me kya kare?
Maternity me vetan nahi rukta
Achi information sir 👍....
Thanx
Sir please bataiye kya hota h jab incharge head CL bahut dino tak approve na kare to
Agar approve nahi karege to aap dusri cl apply nahi kar sakte aur apki is month ki attendance lock hone ke baad apka us din ki absent lag jayegi portal par aur salary kat jayegi
Aap iske liye apne beo ko application de
@@QuickTechnoSolutions ok thank you sir
CCL leave as ht kise forward kre
BEO ko
Sir 6 din ka medical leave me kya BEO ko reporting officer bana sakte? Ya HM hi forward karege.plz bataye
Medical me head ya incharge kabhi bhi reporting officer nahi hoga, hamesha beo hi honge
Sir meri incharge madam CCL per Gai hui hai aur ab incharge mein hun mujhe CL chahie to main reporting officer Kise banaun....?
Incharge ke liye reporting officer hmesha beo hote hain, aap reporting officer change kar le jab tak apki incharge leave par hai. Change karne ke liye video available hai channel par. Agar koi problem ho to dekh le plz
Sir 30/12/21 ki shikshamitra ki cl approve nhi ho pa rhi . Kya dusra saal shuru hone vajah se ye ho rha h. Aaj 01/01/22 ko maine (headmaster) ne leave approve krne ki koshish ki to leave action failed dikha rha h
Ji ab approve nahi hogi, kal tak karni thi apko
@@QuickTechnoSolutions sir ab koi dikkt to nhi hogi
कृप्या यह बताए कि cl 4 दिन की तो स्वीकृत हेड मास्टर कर सकते है
क्या 4 दिन का चिकित्सा अवकाश भी स्वीकृत कर सकते है।
4 days ki CL head approve kar sakte hain. Usse jyada nahi ek baar me. And medical leave head approve nahi kar sakte. Wo beo ko forward karna padta hai
Thanks
Thanx
Kya 10 casual leave ek sath le saktee hai!10 cl. Khtm honey ke next day se he maternity leave apply kr skte h continuetion me ya cl.consume ktne k baad join krna pdega ? Fir maternity li jayegi.
Plz clear kre
Ye depend karega ki aapki maternity leave approve kis date se hui hai
10 din ka cl lene pr beech me Sunday ko bhi jodenge leave me
Yes
ccl ke bad bina join kie cl le sakte hai ? agar koi emergency hai nhi join kar pae us din to ??
CCL KE LIYE APKO JOINING REQUEST BEO KO BHEJNA HOTA HAI. AUR CL KE LIYE JOINING REQUEST KI JARURAT NAHI. TO AAP AGAR CCL PAR THI TO APKO JOINING REQUEST SEND KARNI CHAHIYE THI. REQUEST SEND KARKE AAP CL LE SAKTI HAI. FILHAAL AAP JOIN REQUEST SEND KAR SAKTI HAI.
@@QuickTechnoSolutions agar meri 5 ko ccl complete ho rahi mujhe 6 ko join karna school but mai kisi emergency ki wjh se 8 ko join kar paungi mai 6 ko school nahi ja sakti to uske lie kya process hota hai..? mai ye puch rhi hu
Sir avkash swikrati ya ashwikriti ka koi time hai.jaise mere A.T. ne mujhe leave request bheja to use kab tak accept ya reject kar sakte hain.
2 din me beo and 2 din me bsa sir ko karna hota hai. Mahanideshak sir ka order hai
Sir kya H.T. ko subah leave request bhejane aur bheje gaye request ko approved ya reject karne ki koi timing hai?
Sch timing se pahle HT ko CL approve karni hoti hai
@@QuickTechnoSolutions thanks sir
Dhanyawaad sir
Thanks sir.
Thanx
How a head master can see others leave details with the help of leave reference number.
If any teacher forward any leave to you then you can see in view pending request option. Otherwise only reporting officer can able to see the leave details
sir leave approve kr de tab bhi jab lock karte h to 0 record dekhata h par 2 record dekha Raha h lock krte samay
Galti say payroll bharte samay ek AT teacher k do leave pending me the par maine extract leave module pe ja k sedhe save kr de ab jab lock krne ja rhi ho to uss teacher k doo non sanctioned leave dekha Raha h ab isse theek kaise karo please help🥺
Reporting officer pahle leave approve kare fir lock kare
@@QuickTechnoSolutions sir leave approve kr de tab bhi jab lock karte h to 0 record dekhata h par 2 record dekha Raha h lock krte samay
Jab apne approve kar diya tab २ record nahi dikhayega। Ye tab hoga jab apne bina approve kiye pahle hi save kar diya tha
Apna number dijiye
Agar cl ko beo ye kah kar saam ko reject kar de ki leave der se apply ki gai hai
Depend karta hai kab ki CL hai wo? CL apply karne ka time kya tha apka aur same day ki apply ki thi kisi dusre day ki?
CL
Sir agr attendance lock krte samay 2 din absent show kr rha h kyunki medical leave ka approval pending h beo ke through to headmaster kaise attendance lock karein?
To beo se baat karke approve karaye
@@QuickTechnoSolutions Thank you Sir
Welcome
Plz share the videos to others
@@QuickTechnoSolutions of course Sir
Yadi medical leave ka approval beo sir ke pas 2 din se pending me h to kya school jaye ya ni plz sir reply
Medical leave kyunki illness se Judi hai to ise cancel nahi kar sakte. Agar koi special reason nahi hai to. Agar BEO late approve ya action lete hain to isme apka koi role nahi. Aap leave par ja sakte hain
@@QuickTechnoSolutions medical certificate kisi private gynecologist ka lga skte h ya CMO ka hi hona chahiye
Private ka bhi accept hota hai
Mai bhul se medical leave ko approve kar diya eska solution kya hoga
Usko cancel kar dijiye
Mere ek staff be 1 year Ka non paid leave liya hai. Inline leave Kaiser fill hogi
Online liya hai ya offline
Good information
Thanx sir
Thanks sir
Sir cl lene k bad next day join k liye apply krna h?
Nahi cl ke case me nahi
CCL Galti se Head teacher Se approved Ho Gayi, ab cancel and forward option bhi nahi aa raha kya kare
Dobara apply kare, CCL direct beo ko forward kare head ko nahi. Jo approve ho gai wo waise bhi maanya nahi hai
हेलो सर गुड इवनिंग सर मेरी अगस्त के महीने की कैजुअल लीव गलत अप्रूव्ड हो गई है इंचार्ज के द्वारा।।। सर पहले मैंने 9 अगस्त को लीव लिया हुआ था जो अपलोड हो गया था उसके बाद लीव अर्ली जॉइन के थ्रू 9 अगस्त से 8 अगस्त तक की कैजुअल लीव approve ho gyi hai।।। कृपया उचित मार्गदर्शन प्रदान करें। क्या भविष्य में कोई समस्या आ सकती है
Casual leave me leave early joining nahi karna hota hai. Ye kewal medical leave ya, maternity ya CCL jaisi leave me karna hota hai. Agar apne ek din ki leave li thi to 2 din ki kaise approve ho jayegi. Ye samjh nahi aaya
@@QuickTechnoSolutions sir koi problem hogi ki nhi please bataye
Mujhe samjh me nahi aaya aap kya puch rahe hain. Isliye confirm nahi bata sakta
@@QuickTechnoSolutions sir mai ye puch raha hu ki maine 9 August ko casual leave li thi।। Par Joining request krne ke karan by mistake leave early join ke options se ho gaya aur approved bhi ho gaya incharge k dwara।। Leave early join 9 August se 8 August ulta ho gaya।। Jisse jo leave li thi wo rejected ho gayi ।।। Aur balance leave me ek leave aur add ho gyi।।।koi problem to nhi hogi।।।
Agar casual leave beo dwara approve nahi hota kya kare
Casual leave cancel nahi kar sakte agar koi vishesh reason na ho to. Agar pending hai to wo unki problem hai. Kyunki agar approve nahi karni hai to unko time rahte usko cancel karna hota hai. Wo beo ki I'd se pending hai. Uska attendance lock se koi matlab nahi
Sir head teacher se Ek C.L pending rh gyi or (A.T ) teacher ka ek din ka vetan kt gya to vo kese milega please btaiye ??????
Application dijiye office me
सावित्री जी आपकी समस्या हल हो गयी
Please bataiye
Sir yhi problem meri h pls bataye kya kren. Mera bhi 1 din ka vetan kat gya hai
Ha ji
Sir, back date ki leave kaise apply karege manav sampada par
Back date ki leave apply nahi hoti hai
Beo assistant ki CCL approved krke request back kre usse kisme dekhe HM
Sorry samjha nahi aap kya puch rahi hai, details me thik se bataye
Incharg teacher kisi medical leave ko dhoke se approv ho gyi to kya hoga ab
Forword nhi ki aprove ho gyi
Usko cancel kar de and dobara apply karaye jisne apply ki ho
Approved leave bhi cancel ho jati hai usme option hai dekh le
Incharge teacher ki id pr no recod found
Aur unki id pr aplication status pr aprove likha aa rha hai
Jinki approve hui hai wahi apni I'd se ise cancel karne ke request daale tab wo apke paas ayegi and tab aap apni I'd se use cancel karege
KYa c. L ki head ko joining report bejhni h
Ji nahi cl ki joining report nahi ki jati hai
सहायक अध्यापक किस-किस लीव को रेपिर्टिंग अफसर किस किस को बनाएगा जैसे 4 दिन की सीएल हो तो प्रधानाध्यापक को चिकित्सीय अवकाश लेना हो तो क्या रिपोर्टिंग अफसर प्रधानाध्यापक ही रहेगा या डायरेक्ट Beo को बना सकता है इसी तरह मेडिकल लीव, मेटरनिटी लीव ,चाइल्ड केयर लीव के लिए क्या प्रधानाध्यापक रिपोर्टिंग अफसर होगा या डायरेक्ट beo ही रिपोर्टिंग अवसर होगा। कृपया विस्तारपूर्वक बताने का कष्ट करें कि किस किस टाइप की लीव को किसको भेजना है
Sabhi leaves ke liye aap reporting officer head ko hi bana sakte hain, but 4 days tak ki CL head approve karege. Baki saari leaves head aage beo ko forward karege. And forward karke approve karne ka time bhi fix hai. But basic me kuch bhi hota rahta hai. Direct beo ki reporting officer bana dete hain. Aur timely leave forward ya approve bhi nahi hoti hai.
Agar headmaster hi leave per ho tab hamari leave kon approved karega
Jisko headmaster charge dekar gaye ho wo
Mere school me 5 teachers hain
1- incharge hm
2 assistant teacher
3,4,5 shiksha mitra
Agar incharge hm chutti par hai aur assistant teacher charge liye hai to assistant teacher ya shiksha mitra kisko cl request bhejega aur kon approve karega?
Jiske paas charge hai usko
Aur wahi approve karege jiske paas charge hai
@@QuickTechnoSolutions assistant teacher charge liye hai aur use hi chutti Leni hai to wo kise aply kare
Yadi chutti karna jrori ho or manav sampda site kam nhi kar rhi to kya karege
To aap apne beo ko written me de sakte hain ki portal par problem hai and apko CL urgent lena hai. But portal se na li gai CL count hoti nahi hai. But aur koi option nahi hai abhi
Mentality leave ke liye kisko reporting officer bnayenge
Sidhe beo ko bana sakte hain
Hello sir meri mummy ki cutti nhi ho rhi hai earned leave ki
Why kya problem
1day cl li.lekin pending show Kar raha hai.
1 day cl head teacher hi approve kar sakte hai agar aap sahayak adhyapak hai to, aur agar aap head hain to beo approve kar dege. Wo unki jimmedari hai. Apko koi problem nahi hai usme
यदि किसी सहायक अध्यापक ने एक दिन की मेडिकल लीव ली, और प्रधानाध्यापक को 8 माह बाद मेडिकल लीव की ज्वाइनिंग रिक्वेस्ट भेजी जाती है तो प्रधानाध्यापक क्या करें।
Itne samay baad joining request bhejne ka koi matlab nahi. Itne samay tak kya wo school me nahi the
CCL का आवेदन को हेड द्वारा BEO को FORWARD न करके APPROVED कर दिया फिर CCL केंसिल करने के लिए APPLY किया तो हेड द्वारा गलती से उसे भी CANCELLATION REJECT कर दिया गया CCL एकाउंट से कट गई है और छुट्टी का लेटर भी हेड के हस्ताक्षर से जारी हो गया है इसका कुछ भी विवरण BEO के पोर्टल पर नही आ रहा है अब CCL निरस्त या स्वीकृत कैसे होगी Early joining का ऑप्शन भी नही आ रहा कृपया समस्या का समाधान बताइये कि कैसे यह छुट्टियां या तो निरस्त हो जाये या BSA के स्तर से स्वीकृत हो जाये
Aap beo ko written me application de, unke paas master access hota hai. Wo apki balance leave sahi kar sakte hain. Apko turant aisi situation me beo ko written me avgat karana chahiye. Ab head ki I'd se nahi ho sakta
4-4 din ka do bar cl liya jay to kya HT approved kar sakata h?
Ji haan kar sakta hai ek. Baar me 4 se jyada din ka cl hai to head hi approve karege
Kya ek sath 10 casual leave apply ki ja skti hain.
4 days ki CL apke head approve kar sakte hain ek sath. Usse jyada days ke liye apke head apke beo ko forward karege. To beo sir approve kar skte hai
Head k dwara cl approve Karne k bad v pending dikhaye to kya kare.
Aisa nahi hoga agar approve kiya hai to pending nahi show hoga
यदि कोई सहायक अध्यापक 1 घंटा देरी से ऑनलाइन अवकाश लेता है तो प्रधानाध्यापक उसको अप्रूवल करें या नहीं करें क्या करें कृपया बताने का कष्ट करें
Same day ki CL School time ke baad approve nahi kar sakte, Half day leave ka option hota hai iske liye, but teacher.school me present hokar fir kisi emergency work ke liye half day leave le sakta hai
Agar H M ccl pr ho to kon cl approved karega
Jiske paas sch ka charge hoga wo
Aur agar incharge aap ho abhi to apki cl beo approve karege
NOC kaise len Sir
Format fill karke beo se forward karakar bsa office me jama kare
Sir advanced search ka option hata Diya gaya hai?
Ji
Joining Re quest को कैसे Forwardकरो अपने सहायक अध्यापकों की C C L के उपरांत
JOINING REQUEST KE LIYE DIRECT BEO KO BHEJNA HOTA HAI. HEAD KO NAHI. AGAR HEAD KO KAR DI HAI TO USE CANCEL KARE AUR DOBARA BEO KO JOINING REQUEST BHEJE
Kya hm apni leave apne app cancel kar sakte hai ??
Agar approve nahi hui hai to aap kar sakte hain. Agar approve ho gai hai to cancel karne ke liye reporting officer ko request daal sakte hain
Sir mere portal pr leave module ka option hi nhi dikhta hai
Abhi technical problem ki wajah se band kiya gaya hai. And 27 tak attendance lock karne ki date bhi badhayi gai hai. Wait kar le
2 din ki EL ka approval kon karega Head ya BEO?
CL ke alawa baaki sab leave BEO ya BSA SIR APPROVE KARTE HAIN
Sir extension leave kese approve hoti hai
Agar CL hai to head ko aur agar Medical ya CCL hai to beo ko forward kare, wo approve karege. Leave extend ka option alag se aata hai leave me
@@QuickTechnoSolutions means extention leave ko bhi beo ke dwara approve kiya jata hai ... sir ye option kha par hota hai
Leaves me hi leave extention ka option hai usme apko apni pahle wali leave ka reference number dalna hoga and then date select karni hogi jitn din badhana hai
@@QuickTechnoSolutions sir leave extend ho chuki hai .. uska approval kese hoga wo btaaiye
Approval wo karege jisko apne bheji hai
Sir leave update kaise ho
Kyonki leave 0 show kr rhi hai
Sir aap brc se leave update kara le
Ha jab h aisa hoa h ab kya karo
Ab apko lock karne ke alawa koi option nahi hai
Sir agar 5 avkash accept krli hai to kya kre
Kis avkash ki baat kar rahe hain CL ki? CL aap ek sath 4 approve kar sakte hain. 4 se jyada din ki CL aap beo ko forward karege.
Sir, 05 days ka Medical leave ko reporting officer ( HEAD TEACHER) ko forward krne k baad kya HEAD TEACHER Approved kar sakte hai ???
Nahi medical leave direct beo approve kar sakte hain, head medical approve nahi karte only CL
सर
यदि भूलवश किसी सहायक अध्यापक की 15 दिवसीय मेडिकल लीव अप्रूब हो गयी हो ,तो किस प्रकार सुधार किया जा सकता है ।जिससे कि वह beo सर को फारवर्ड किया जा सके।
Nahi aap us leave ko cancel kare aur teacher dobara apply kare
Cl ko reject karne ya accept karane ka ye pravdhaan galat hai. Cl to reject karna bilkul galat hai. Cl to emergency mein hi jyadatar liya jata hai . aur emergency mein kya kisi ko leave reject karne ka adhikaar hai. Aadmi emergency mein apni emergency dekhega ya ye sab karega aur leave ke accept hone ka intezar karega.
CL reject nahi ho sakti mam, kisne bataya apko cl reject hoti hai. But agar koi reject karta hai to usko valid reason dena hoga. Ye bataya gaya hai.
@@QuickTechnoSolutions valid reason to 1 min mein de diya jata hai sir. Ab ya to naukri kijiye , ya diye gaye so called reason par case ladte rahiye. Meine to logo ke medical tak reject hote dekhe hain.
Medical reject ho sakta hai but cl aise kisi faltu reason ke karan reject nahi ho sakti, agar apki duty kahi lagai gai hai ya koi election, training ya other govt. Work me aapko lagaya gaya hai us case me apki cl cancel ki ja sakti hai. Normal reason me nahi
BEO nahi BEEO hota hai master
Acha ji, basic department me BEO hi hote hain. Block Education Officer. And for your kind information I m not master. Thanx
Half day leave approve nhi hota hai by BEO Sir
Plz bataye 🙏
Bcoz usme bhi apply ke baad casual leave ka option aata hai (jisse ye show nhi hota h ki leave full day ki hai ya half day ki
Jabki leave half day ki hoti hai 🙏)
To reject ho jata hai
Help me sir plz 🙏
Casual leave hi Half Day ki apply hoti hai, aapko Half Day par Tick karna hota hai Half Day ke liye. BEO agar approve nahi kar rahe Half Day leave to unse application dekar ya block clerck se Half Day leave lene ke rules puch le. Sabki apni apni marji hai basic me
Teacher padhate kam hai inhi dramo me paresan rahte hai....
Drama to bahut hai sir
आप अपना number दीजिये
thank you sir