Bahut ache se shamjahaya hai aapne bas aap parts kitne ka market se milega original or diplicate or mechanic Kitna charge lege .next Vedio se Bhai yeh bhi batana aap
Timer Kam Nahi kar raha Hai is liye problem a rhi hai timer original dal do ya wiring check, kar Walo Dono me se ek Cheez ki problem hain bass … light bhi easy Se Aayegi
बहुत हेल्पफूल video hai bhai
Thanks bro 🙏
Bahut badiya bhai
Ek no.bhai
Bahut ache se shamjahaya hai aapne bas aap parts kitne ka market se milega original or diplicate or mechanic Kitna charge lege .next Vedio se Bhai yeh bhi batana aap
Ok👍
Thanks
Mira ve tata indigo ecs me staying problem Ho rha h aap usko this kane ka upaye btey
Start karne per kasi problem aa rhi hai Yeh batao mujhe
Bhai mere vista me heater plug ka light nahi aa rha hai timer dalne ke baad se aur gadi 8 10 self lene ke baad start hoti hai ??
Timer Kam Nahi kar raha Hai is liye problem a rhi hai timer original dal do ya wiring check, kar Walo Dono me se ek Cheez ki problem hain bass … light bhi easy Se Aayegi
Bahut badhiya shop Indore mein kis jagah per hai
Vijayanagar
Meri car tata indigo cr4 hai ... Sab thik hai bus self starting halki si late hai ..kya problem ho sakti hai
DRP sensor ki problem hogi
@@CARMODIFICATION-uc6wz thankyou
Mera gadi cr4 Tata Indigo hai aur hit hokar band pad chuka hai usmein kya kar sakte hain
Aapke engine mein problem ho sakti hai ..
Engine switch bhi ho sakta hai uska
गाड़ी चलने के बाद गर्म हो जाती है और इंजन से कड़ कड़ की आवाज आई है
इंजेक्टर की आवाज़ है वो इंजेक्टर की वायरिंग की दिक़्क़त भी हो सकती है यहाँ इंजेक्टर रिपर भी करवाना पड़ सकता है
Meri subah Hoti nhi
4 shot honge fer hitor pileg
bhai number send kreo
Kya aap apna contact number de sakte hain