Quran ya Ijma-e-Ummat - Javed Ahmed Ghamidi

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 25 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 105

  • @GhamidiCIL
    @GhamidiCIL  3 роки тому +1

    GET THE APP To Ask Questions and Join Community Discussions! www.ghamidi.org/app

    • @ARIFHOSSAIN-xm4dz
      @ARIFHOSSAIN-xm4dz 3 роки тому

      how can we be students of javed ghamidi... from india

  • @hassanshahzad9651
    @hassanshahzad9651 Рік тому +1

    this lecture is exceptional

  • @caderbavahmuhammadsiddick384
    @caderbavahmuhammadsiddick384 Рік тому +1

    ALHAMDULILLAH ❤️ JAZAKALLAH KHAYR for sharing 👍🧡💚💜

  • @mianmithu7862
    @mianmithu7862 3 роки тому +7

    My best teacher ever ur explation is so beautiful.

  • @FreudSG
    @FreudSG 3 роки тому +5

    Just today I was thinking about this topic and Ustaaz Ghamidi sb spoke about it at length. May Allah bless him with a long and healthy life.

  • @shirazhasan9954
    @shirazhasan9954 3 роки тому +19

    ghamidi sb is always incredible

  • @saleemt9937
    @saleemt9937 3 роки тому +8

    Beautifully explained by my beloved Ghamidi Saheb. Love it.

  • @darkheart8119
    @darkheart8119 3 роки тому +5

    Ghamdi Sir Is a Great And True Alim💐

  • @madmax5756
    @madmax5756 3 роки тому +8

    JazakAllah ustaz ❤

  • @yasirmohmood1009
    @yasirmohmood1009 8 місяців тому

    ماشاءاللہ ۔ انتہائی مںاسب و زبردست بین و واضح تبصرہ فرمایا محترم استاذ امام نے۔

  • @spiritofislam6338
    @spiritofislam6338 3 роки тому +6

    MashaAllah bohot khoob ❤️

  • @zubainsajaad7908
    @zubainsajaad7908 3 роки тому +1

    My respected teacher...may allah bless you.

  • @JavedAkhtar-vs5wz
    @JavedAkhtar-vs5wz 3 роки тому

    Alhamdulillah
    Very Very clear
    Jazak ALLAH khairan

  • @ShahidHussain-qg7ob
    @ShahidHussain-qg7ob 3 роки тому

    Jazak Allah...Ghamidi sahab

  • @aashiatech4073
    @aashiatech4073 3 роки тому +2

    Alhamdulillah ... Same logic I have in my mind on single sided ijmah...

  • @ambreenrafiq9719
    @ambreenrafiq9719 3 роки тому +1

    Gamdi sahib is a great scholar 🌺🌺🌺👍🏻👍🏻👍🏻

  • @Easy.To_Buy
    @Easy.To_Buy 3 роки тому +1

    جزاک اللّہ۔۔

  • @discoveringgod4132
    @discoveringgod4132 3 роки тому

    Bohat khoob Ghamidi sahab, bilkul durust frmaya. Quran khud apnay baray mein kehti hai k mein faisla kun hon lehaza ussi ki bunyad par faisla kiya jaye ga na kay logo ki tadaad dekh kar.

  • @syed613
    @syed613 3 роки тому +7

    Very logical explaination. I have seen another great person Dr. Zakir Naik giving dawah to people of other religion through their books. If ijma in islam is to believed then those people of other religion can easily reject and say that they only follow ijma of their own ummah. Hamara ijma...ijma, aur unka ijma pyjama. 😐

    • @khansherani
      @khansherani 3 роки тому +1

      Yes because hamko surkhaab ke par lage hain....ham special hain....🙃

    • @NSNCNB
      @NSNCNB 3 роки тому

      @@khansherani haha

    • @sameer-111
      @sameer-111 2 роки тому

      😂🙌

  • @sarangvision5533
    @sarangvision5533 3 роки тому +2

    Sir, i love u , u changed my life

    • @NSNCNB
      @NSNCNB 3 роки тому

      Mine too.

    • @sameer-111
      @sameer-111 2 роки тому

      @@NSNCNB Mine too 👋

  • @jamalshah4639
    @jamalshah4639 3 роки тому +1

    One of Great Scholor Of Present Time

  • @makki9972
    @makki9972 3 роки тому

    Subhan Allah!

  • @fouziasiddique6536
    @fouziasiddique6536 3 роки тому

    Allah apko ajr ata furmae
    Allah apko sehat dey
    Ameen

  • @fouziasiddique6536
    @fouziasiddique6536 3 роки тому +2

    Very well explained!

  • @NajamTameem29
    @NajamTameem29 3 роки тому +1

    جب سے قرآن نازل ہوا ہے اس امت کے کسی عالم نے قرآن کی کسی آیت پر بھی کبھی یہ بحث نہیں کی کہ یہ اللہ کے الفاظ ہیں یا نہیں۔۔۔کیا یہ حیثیت کسی بھی اور کتاب یا عقیدے کو کبھی بھی حاصل ہوئی؟ اگر قرآن کو رب العالمین کی کتاب، فرقان اور حکم نہ مانا جائے تو اس دین کی کوئی بنیاد ہی نہیں رہتی۔
    غامدی صاحب نے بہت اچھی طرح بیان کر دیا۔۔جزاک اللہ خیر۔

  • @knowledgeckr786
    @knowledgeckr786 10 місяців тому

    Superb sir ji. Well done. A great regards. ❤❤❤❤❤

  • @AbidHussain-dh3vj
    @AbidHussain-dh3vj 3 роки тому +1

    Absolute and brilliant explanation

  • @muhammadsajidjavedkhan1252
    @muhammadsajidjavedkhan1252 3 роки тому +1

    True Islamic Scholar of this era

  • @knowledgeckr786
    @knowledgeckr786 10 місяців тому

    Well done sir ji. A great regards.❤❤❤❤❤

  • @fouziasiddique6536
    @fouziasiddique6536 3 роки тому

    Allah apko apki koshishon ka ajr ata furmae
    Ameen

  • @sardarzadamohammadyunussah4273
    @sardarzadamohammadyunussah4273 3 роки тому +1

    Confusion is being removed by Ghamdi Sahib...

  • @shaikhmohammadumar6457
    @shaikhmohammadumar6457 Рік тому

    I love you ghamidi sir

  • @samiullah7159
    @samiullah7159 3 роки тому +1

    Ghamidi sab allah pak apko daraz umar aur sehat e kamila naseeb karain ap mere mohsin ho apni dua main yaad rakna

  • @mulkijani2363
    @mulkijani2363 3 роки тому

    اللہ سے دعا ہے کہ وہ آپ کو لمبی زندگی دے

  • @nomankhan1361
    @nomankhan1361 3 роки тому

    قرآن الذکر ہے اور اس کے مطالبات آسانی سے سمجھے جاسکتے ہیں اور امت کے علماء نے سمجھے بھی۔

  • @rashidahmadqazi
    @rashidahmadqazi 3 роки тому +4

    قرآن کا واضح حکم ہے “ لا تفرقو “ ۔ مسلمانوں کو چاہیے صرف ان علما کی باتوں پر دھیان دیں جو خود کو کسی فرقہ سے منسوب نہیں کرتے ، ان کے علاوہ دوسروں کو بالکل نظر انداز کریں - یہی کسوٹی ہے اور اس پر چند علما ہی پورے اترتے ہیں جن میں مولانا اسحاق مدنی اور جناب غامدی شامل ہیں

  • @kyserjamal6762
    @kyserjamal6762 3 роки тому +1

    Al-Furqan 25:30
    وَقَالَ ٱلرَّسُولُ يَٰرَبِّ إِنَّ قَوْمِى ٱتَّخَذُوا۟ هَٰذَا ٱلْقُرْءَانَ مَهْجُورًا
    Urdu - Abul A'ala Maududi
    اور رسول کہے گا کہ "اے میرے رب، میری قوم کے لوگوں نے اس قرآن کو نشانہ تضحیک بنا لیا تھا"
    English - Sahih International
    And the Messenger has said, "O my Lord, indeed my people have taken this Qur'an as [a thing] abandoned."

  • @maazkhalid1150
    @maazkhalid1150 5 місяців тому

    ❤❤❤

  • @makki9972
    @makki9972 3 роки тому

    Great reply!👍

  • @sajawalrasool2899
    @sajawalrasool2899 3 роки тому

    Live long ghamidi sab

  • @asififtekhar1411
    @asififtekhar1411 3 роки тому

    Splendid

  • @qazinazifullah5851
    @qazinazifullah5851 3 роки тому

    MASHALLAH

  • @discoveringgod4132
    @discoveringgod4132 3 роки тому +3

    Ijma say Quran muntaqil hua. Lekin Quran ki tafheem aur fiqh par kaam mukhtalif adwaar mein hota raha hai, iss kaam mein ulema ka aik dusray ki raye k sath ikhtalaf bhi raha hai aur baaz auqaat kai nakaat pr ittefaq bhi hua. Agar aik daur k ulema ka ittefaq hogya kisi baat par tow hamain un ki daleel dekhni chahye na k yeh k bas chunkay wo ikhattay hogye iss baat par tow lehaza wo durust hain. Aesa krna tow Allah k peghambar k baad aur logo ko peghambar ka darja dena hai. Jahan tak yeh k ummat gumrah nahi ho sakti, tow gumrah uss waqt hon jab bunyadi aqayid par sab ghalati kha jayain jese Allah par eman, farishto, kitaabo, peghambaro aur akhrat par emaan ya Risalat Maab SAW ka akhri peghambar hona. Yeh sab hamaray emaan ka hissa hai aur iss par koi dusra sawal peda nhi hota. Lekin kisi qanoon ki tashkeel mein ya kisi aur aese nuktay par ghalati ho jana gumrahi nhi kehlati, ussay ghalati hi kaha jata hai aur ussko theek hona chahye. Quran o sunnat say daleel dekhi jaye gi na k logo ki taadaad.

  • @syedhassan233
    @syedhassan233 3 роки тому

    اللہ آپکو سلامت رکھے 💐

  • @rabeelB
    @rabeelB 3 роки тому

    Amazing

  • @qasimjahangir6796
    @qasimjahangir6796 3 роки тому

    لاجواب استاذ محترم❤

  • @syedmustjabhaiderbukhari2728
    @syedmustjabhaiderbukhari2728 2 роки тому

    Genius man of this era ⭐

  • @tahirhassnain820
    @tahirhassnain820 3 роки тому

    ❤️❤️❤️❤️❤️

  • @mohammedkhan8079
    @mohammedkhan8079 3 роки тому

    Ijma of the Muslim scholars is based on the Quran not in opposition to it unlike the people of the Book or other religions.

  • @anshdude7615
    @anshdude7615 3 роки тому

    ye sunnat hai hamaray Mohammad (S.A.W) ka hai

  • @abdulhannan3178
    @abdulhannan3178 3 роки тому

    Allah Ghamidi sahib kay drajat blund karay.

  • @mirshowkeen4345
    @mirshowkeen4345 Рік тому

    Kise bhi andaaz se iska hulwa aalim se nhi milta

  • @ARIFHOSSAIN-xm4dz
    @ARIFHOSSAIN-xm4dz 3 роки тому

    how can be students of javed ghamidi from india

  • @nazirhussain3886
    @nazirhussain3886 3 роки тому +1

    Meri ummat gumrahi pe akathi ni ho sakti ye hadees bri wazeh he.

  • @abual-arqam5353
    @abual-arqam5353 3 роки тому

    Aisay logon say Ijma' k baray main sawaal kia jararaha jinhain Ijma' ki tareef bhi nahin aati.

  • @ethics_academy
    @ethics_academy 3 роки тому +3

    11:52 for ex, Ijma se do chiz mili A and B. To ab A me ijma motbar hai to fir B me kyu nhi hai🤔 Aur ye kese decide hoga ki A me wo motbar hai B me nhi?
    Jisko ham khuda ki kitab Qur'an kh rhe hain to ye bat bhi to ijma se hi pta chlti hai ki ye Qur'an hai. Jab ijma ki itni daleel itni mazboot hai ki uski bina pe ham Qur'an ko Qur'an man le rhe hain to kya ijma se ye tawaqqo ki ja skti hai ki koi gumrah kun baat ijma me aam ho gyi. Ajtak koi shi baat jan hi na ska. Zahir si bat hai agr is bat ka darwaza khulega ki ijma ne koi gumrahi wali bat pe ijma kr lie fir to is baat ki bhi kya daleeel baki reh jaegi ki Qur'an me is ijma se galti nhi hui?

    • @sarmadali8869
      @sarmadali8869 3 роки тому

      ap k sawal k hi andaz me batana chahta hun k ghamdi sb

    • @sarmadali8869
      @sarmadali8869 3 роки тому +1

      ghamdi sb Ijma A aur Ijma B me farak kerty hyn aur woh farak kis cheez ki bunyad per kerty hyn woh hy tarika e kar of ijma .....ager ap sunyn gy on ki bat to wazeh ho jay ga woh q farak kerty hyn

    • @Anskurshaikh
      @Anskurshaikh 3 роки тому

      There is another way to prove that the Quran we have was the one as revealed 1400 years ago by historical analysis. We dont have to rely on ijma at all.

    • @MubasharZia13
      @MubasharZia13 3 роки тому +1

      Ijma or tawatur se hmain Quran mila hai apni asal form mein, wo hi Quran jo Hazrat Muhammad PBUH pr nazil hua. Quran mein aj tk koi muslim ikhtilaf nae kr ska k yeh wo Quran nahi hai. or dusra ijma jaha ek waqat mein 10 mein se 7 log ek bat pr mutfiq hon or 3 kisi dusri bat pr, to is ikhtilafi ijma ko ap Quran pr tarjeeh do ge?

    • @MubasharZia13
      @MubasharZia13 3 роки тому

      or ijma e ummat to waisay bhi ek insanon ki smjh or fahm hai na k Allah ka asal hukam. or Allah k hukam pe insanon ka fahm tarjeeh dena gumrahi hi ho skti hai.

  • @nazeefullahwazir4989
    @nazeefullahwazir4989 3 роки тому

    Kindly explain Sunan Abi Dawud Hadith No. 3824 and the issue of spiting in the direction of Ka'aba.

    • @saleemt9937
      @saleemt9937 3 роки тому +1

      What has this got do with the subject being discussed?

  • @irshadumerfarooq7901
    @irshadumerfarooq7901 3 роки тому

    Aap ke pass ha kia sewae Allah ki Kitab ke... The conference we have is only because of The Book

  • @ethics_academy
    @ethics_academy 3 роки тому

    1. Sirf Qur'an aur sunnat kafi hain ya Uswa aur tafheem o tab'een ko manna bhi zaruri hai? Wo to hadeeso me hai to kya hadees se deen lena motbar hai?

    • @Ali_Turab_
      @Ali_Turab_ 3 роки тому

      Ghamidi sahab ke is topic par kai lectures hain, UA-cam par search karain aa jayen ge 👍

    • @हौसला-ह9ग
      @हौसला-ह9ग 3 роки тому

      Sirf Quran kafi hai, mustanad hai Eeman me shamil hai

  • @Abc123-b3n
    @Abc123-b3n 3 роки тому

    1)Pichli koi bhi qom gumhari per jama ho sakti hai magar yeh ummat e muhammadiya a.s. ka yeh mamala nhi .Agar yeh maan liyae jaye kae sari ummat gumhari per jama ho sakti hai tu phir kisi nabi ya rasool ki zaroorat lazim aye gi tu phir Ap Hazoor saw ko Akhri nabi o rasool tasleem na karein.
    2)Ap Quran VS Ijma ko q discuss kr rahay hain jabkae sahih topic hona cahaiyae Ijmah VS fikr e ghamdi حفظہ اللہ .Ijmah bhi logon ne Quran o Sunnat kae mutabiq kia (agar ap na manay tu un ka point of view kae according hi consider kr lein)aur ap kae point of view kae mutabiq Ijmah hujjat nhi tu ap bhi issay according to Quran bayan kartay hain.TU ASAL MEIN YE CHEEZ IJMAH VS QURAN NAHI BLKAE IJMAH(FIKR E UMMAT)VS FIKR E GHAMDI حفظہ اللہ HAI.
    3)Agr aik ummat Quran ka galat fahm ba surat e ijmah transfer kar sakti hai tu phir tahreef kae baad aik tahreef shuda Quran bhi tu ba sarut Ijmah transfer kar sakti hai.Ap nae jo is mutaliq jawab denay ki koshish ki hai vo jawab tha hi nahi q kae yeh kah dena kae UMMAT IJMAH SAE QURAN TRANSFER KARAY VO HUJJAT HAI LEKIN KOI FAHM KARAY TU VO HUJJAT NAHI is per koi daleel nhi di ap nae .Yeh bas ap ki raye thi.
    Kisi nae is ka jawab dena ho tu jawab hi day apna time na zaya karay

    • @zainabad5081
      @zainabad5081 3 роки тому

      Ijma say Quran muntaqil hua. Lekin Quran ki tafheem aur fiqh par kaam mukhtalif adwaar mein hota raha hai, iss kaam mein ulema ka aik dusray ki raye k sath ikhtalaf bhi raha hai aur baaz auqaat kai nakaat pr ittefaq bhi hua. Agar aik daur k ulema ka ittefaq hogya kisi baat par tow hamain un ki daleel dekhni chahye na k yeh k bas chunkay wo ikhattay hogye iss baat par tow lehaza wo durust hain. Aesa krna tow Allah k peghambar k baad aur logo ko peghambar ka darja dena hai. Jahan tak yeh k ummat gumrah nahi ho sakti, tow gumrah uss waqt hon jab bunyadi aqayid par sab ghalati kha jayain jese Allah par eman, farishto, kitaabo, peghambaro aur akhrat par emaan ya Risalat Maab SAW ka akhri peghambar hona. Yeh sab hamaray emaan ka hissa hai aur iss par koi dusra sawal peda nhi hota. Lekin kisi qanoon ki tashkeel mein ya kisi aur aese nuktay par ghalati ho jana gumrahi nhi kehlati, ussay ghalati hi kaha jata hai aur ussko theek hona chahye. Quran o sunnat say daleel dekhi jaye gi na k logo ki taadaad.

  • @mirshowkeen4345
    @mirshowkeen4345 Рік тому

    Jo shaks ye bole ki beard sunnT nhi balki aek mamool tha wo kounsa aalim bangaya

  • @mirshowkeen4345
    @mirshowkeen4345 Рік тому

    Jo Aalim hoga wo toh sunnat ka paband hoga

  • @abual-arqam5353
    @abual-arqam5353 3 роки тому

    Aap apni Qur'an ki tafseer kerk Ahaadith ka inkaar ker daitay hay. Ijma' ka to darja phir Hadith k b'ad hay

  • @anshdude7615
    @anshdude7615 3 роки тому

    ghamdi sahab ap beard kyo nahi rakhtaa hai

    • @saleemt9937
      @saleemt9937 3 роки тому +1

      You should tell the bearded people to remove their beard and long turbans because they are the ones that give Islam a bad name. Thank you.

    • @NSNCNB
      @NSNCNB 3 роки тому

      @@saleemt9937 haha😀
      Not so bro.

    • @o56_idress_ahmed_ee32
      @o56_idress_ahmed_ee32 3 роки тому

      Bilkul vo zyada thk rehta

    • @umar44444
      @umar44444 2 роки тому

      He has beard but not that long

  • @हौसला-ह9ग
    @हौसला-ह9ग 3 роки тому

    Assalamualaikum ijma e ummat. Ke liye. Kabhi kahin. Ummat. Jama. Nahi huee. Yeah istelah. 100/ jhoot hai fraud hai

  • @ahsanzahid3978
    @ahsanzahid3978 2 роки тому

    1400 saal kay baad ye Sb faisla karain gay kay ijmaa sahi tha kay nhi

    • @mubinakhan4669
      @mubinakhan4669 2 роки тому

      Aisa nahin hai ki pahali baar koi bol raha hai. 1400 saalon men ijma aur dusari baton par bahut saare aalimon ne kaha hai farq sirf itna hai ki ab media ka daur hai aur baatein hum tak seedhe seedhe pahunch jaati hain.

    • @mubinakhan4669
      @mubinakhan4669 2 роки тому

      India me Modi par ijma hai. Isake bahut badi tadaat me andhbhakt hain aur wo sab Modi ki baaton par ittefaq rakhte hain to kya Modi sahi ho gaya.

  • @malikfahdaliawan178
    @malikfahdaliawan178 2 роки тому

    میرا ایک سوال ہے۔ یہاں آپ نے کہا کہ سارے انبیاء کا دین اسلام ہی تھا اور یہ عیسائی اور یہودی اسلام کے ہی منحرف فرقے ہیں۔
    پھر آپ حدیث جبریل بیان کرتے ہوئے کہتے ہیں کہ جب پوچھا گیا کہ اسلام کیا ہے تو فرمایا کہ اللہ کو ایک ماننا اور نبی کریم ص کو اللہ کا نبی ماننا۔۔
    اب جب کہ عیسائی اور یہودی تو نبی کریم کو اللہ کا نبی ہی نہیں مانتے تو وہ اسلام کے اندر ہی رہ کر منحرف فرقہ کیسے ہو گئے؟

  • @mdidrishahmed8146
    @mdidrishahmed8146 3 роки тому

    Thanks a lot , sir . But , then , why not also Hinduism be respected as a variant of Islam ? The Quran , sir , very clearly proclaims that each of the nations has got its own prophet .

    • @NSNCNB
      @NSNCNB 3 роки тому

      Variant?
      Yeah that is ok.

    • @sameer-111
      @sameer-111 2 роки тому

      @@NSNCNB 😂

    • @sameer-111
      @sameer-111 2 роки тому

      Vedas clearly Call towards the parbhramha(Not bramha). It calls it's people towards one true Almighty.
      Research says Prophet Nooh a.s. was sent to India and Indian people

  • @jazibalfaran528
    @jazibalfaran528 2 роки тому

    سوال ہی پروپیگنڈہ ہے۔

  • @mirshowkeen4345
    @mirshowkeen4345 Рік тому

    Ye banda Pagal hoagaye hai isko koi elaaj karwaw

  • @mirshowkeen4345
    @mirshowkeen4345 Рік тому

    Isko Mera number dedo mai isse kuch sawal karna chata hon

  • @JavedAkhtar-vs5wz
    @JavedAkhtar-vs5wz 3 роки тому +1

    Alhamdulillah
    Very Very clear
    Jazak ALLAH khairan