Pratapnagar se chhota udepur tak hi pahele line thi vo bhi narrow Guage, kai salo tak ye line bandh thi kyu ki bhari baris k karan nadi me pani bahot aane k karan rail brige beh gaya tha uske kai salo bad ye line broad guiage me convert kiya gaya,pahele chhota udepur tak hi line thi fir alirajpur uske bad jobat tak line bichhai gai he.
Superb railfanning Sagarbhai, 1 Correction karna jaruri hain ki Vadodara- Dabhoi- Chhota Udepur rail line pahale Narrowgauge line thi Vadodara division ki, Aur Chhota Udepur- Alirajpur- Jobat Line ekdam naye se banayi gayi hain WR me jo aage Dhar se judegi.
I know brother, Maine travel bhi kiya tha 8 saal pahle Bodeli tak, Ek galti hui mujhse ki mai meter gauge bol diya NG ki jagah, aur sath me jobat bol diya
@sagarsafar8568 It's Okay. Mujase bhi ek galati ho gayi ki Vishwamitri ki jagah Vadodara Likh diya, Ye NG Line Jambusar- Vishwamitri- Pratapnagar- Dabhoi aise chalati thi.
Are Bhaie Pahele Narrow Gage Kee Train Chalty Thee, or Ajib bat He Kee "Dabhoie RLY Station Ke Pass Narrow Gage Me 7 Platform Hote Thee Jo Pure Bharat Me Kahi Nahi Thee
Masha Allah. Bahot achchi video.mene dabhoi dekha nahi tha aaj dekh liya . love from Kuwait...
❤️
Bhai, mazaa aa gayaa.Ek alagahi route dekhneko milaa.
Very much👌👌👌👌👌 har har mahadev ki barat on the world🕉🕉🕉🕉🕉
Bhai,pratapnagar se Chhota Udepur tak narrow gauge tha jiska bg me gc hua, uske baad new line bani he jobat tak😢😢 btw good journey
Thanks to chhotaudepur dikhane k liye
❤ઓરસંગ નદી છે🙏
Pehle NG line thi Pratapnagar se Chota Udepur. Bodeli se pehle Narmada Main Canal ayi thi, aur Bodeli ke baad Orsang river.
Thanks
Badhiya train journey dhanyvad aapko 👍🥰😊
❤️
Pratapnagar se chhota udepur tak hi pahele line thi vo bhi narrow Guage, kai salo tak ye line bandh thi kyu ki bhari baris k karan nadi me pani bahot aane k karan rail brige beh gaya tha uske kai salo bad ye line broad guiage me convert kiya gaya,pahele chhota udepur tak hi line thi fir alirajpur uske bad jobat tak line bichhai gai he.
Ha aur kuchh dino baad dhar hote hue indore tak
Good vlog
Thanks ❤️
I am from bodeli orsang district
Bharaj River 😊😊😊
Meter Guage Nahi, Narrow Guage thi Pehle
Superb railfanning Sagarbhai, 1 Correction karna jaruri hain ki Vadodara- Dabhoi- Chhota Udepur rail line pahale Narrowgauge line thi Vadodara division ki, Aur Chhota Udepur- Alirajpur- Jobat Line ekdam naye se banayi gayi hain WR me jo aage Dhar se judegi.
I know brother, Maine travel bhi kiya tha 8 saal pahle Bodeli tak,
Ek galti hui mujhse ki mai meter gauge bol diya NG ki jagah, aur sath me jobat bol diya
@sagarsafar8568 It's Okay. Mujase bhi ek galati ho gayi ki Vishwamitri ki jagah Vadodara Likh diya, Ye NG Line Jambusar- Vishwamitri- Pratapnagar- Dabhoi aise chalati thi.
Bhai Puniyavant ne ticket counter he niche ki or
Supar bhai ab jobat ke bad yeh relvelain dhar se indor ja milegi
Hum log every month Alirajpur party karne jate he train me vadodara se
Bharaj river hai
Nice. Vedeo 2:35
Please station ke nam batate jaiye
Alirajpur railway station full vlog in my channel ...!!!!!!!
Bhuj ahmedabad vande metro
SUKHI RIVER
ORASANG AUR SUKHI RIVER KA SANGAM YAHI PE HOTA HAI
ME YAHA SE HI HU
Thank you
पहले नेरोगैज गाडी चलती थी मीटरगेज नही
Are Bhaie Pahele Narrow Gage Kee Train Chalty Thee, or Ajib bat He Kee "Dabhoie RLY Station Ke Pass Narrow Gage Me 7 Platform Hote Thee Jo Pure Bharat Me Kahi Nahi Thee
Bharaj river
किराया
Yah Nadi ka naam hai aur Sang nadi
Narmada river
Nahi
Orsang river
Bharas nadi
@@iqbalansari7593 Bharaj nadi nahi jo Tut gaya hai vo bridge hai
Orsing ndi
Orsang
Train no बताए
09119
Orsang river
Bharaj river
Bharaj river