Bahut achha sr samjh gaya meri beti 18 month ka hai ham uska khata esi mant kholva dete hai aap ne sab samjha diya jo chahta to o sab samjh gaya.thinku
Too good explanation, bt sir agar jiska b bachho ka Sukanya me nahi hai, aur already ladki ya ladka 15 saal ke ho gayee hai tho unke liye government through koi naya plan hai kya pl bataiye.
Hello sir , sir fir v mujhe ek bat samajhme nehinaya ki beti ka khata kholne ka 05/10 sal bad murtyu ho jati he to(bhagwan na kare kisiki beti ki jindegi me esa koi samya aye) khata hun band kardenge to jama kiya hua Paisa kab milega ?##(job hum khata band kartehain tabhi ya 18 sal ke bad ya fir 21 sal ke bad. Sir) !
Sir... Hume nominee mein confuse ho rahe hai. Kya Sukanya mein ladki ki death pe father ke name dena nahi hota hai kyuki maine suna hai ki sukanya yojana ke rules ki According, by default, father already nominee hai. Kya aisa hai? Kya iss yojana ke form mein nominee dena father name?
Sir, agar ssy me 500 se account open Kiya hai to 15 saal me 90000 hoga lekin kya isme isse jyada jama ker sakte hai ya fix hota hai ya 90000 pahle hi saal me jama kar de to
Excellent video. Mera 2 sawal hai... 1) apki 2 video maine dehka hai, salana 1.5 lakh jama karne pe, ek video me apne bataya maturity pe 70 lakh milega, ek video pe apne bataya 63/65 lakh milega, konsa sahi hai? 2) Maturity se pahle saadi hone par, main apni marzi se, beti ke Saadi ke samay payse na nikal ke, maturity ke waqt nikal sakta hu? Yah maturity se pahle agar sadi hoti hai, to us samay amount nikalna mandatory hai?
Sir maine apni sister ki beti adopte krni ji but uska khata unhone pahle hi khulvaya hua hai sukanya samriddhi main jo unke naam se chal rha hai to ab mujhe kya krna chahiye kya vh change ho skta hai ji??
Sir Apne Bahut Achhi Jankari Di hai.Please ye Bataye ki Month ki kis date tak paise jama karvane per us mahine ka interest milta hai.It may be 5th or 10th.Please clear it.
डियर सर,सपोज हमने 1000 का सुकन्या ओपेन कर दिया,15 साल तक हमने किसी साल 5000 हजार,किसी साल 1.50 लाख ,किसी साल 10000 दस हज़ार,किसी साल 12000 हजार ,किसी साल 250 रुपए जमा किया । टोटल हमने तीन लाख जमा किया,21 साल पे हमे लगभग कुल कितना मिलेगा ,बेटी की विवाह के लिऐ ???
Sir ji meri beti pichle mahine is duniya se chali gai 3 sal aur 5 mahine ki umr me hm log shuru se hi post office me uska paisa jama kr rahe the ab post office vale bol rahe hai ki paisa abhi nai nikal sakta mujhe abhi kya krna hai bataye
Sir jab beti 18 saal ki ho jati hai or paisa nikalte hai tab kya rate of interest se calculation hoga kaise haha n kitna kam jyada hoga wo v bataiye n agar bich me kabhi 1/2 saal paisa na depaye tab kya hoga ye bataiya
Sir g, Is Yojana mei ... Khata khulne ke Pahle year mei maan lo 30000/- rs joma kiya gaya tw dusri year mei 25000/- rs joma kiya ja sakta hai ? Pls reply me
धन्यवाद भाई साहब आपने बहुत अच्छे से समझाया है
Thanks sir we are understood
आज का वीडियो बहुत ही अच्छा था समझ आया है
मुझे इस व्हिडिओ मे. मेरे सारे मन के सवालो का जवाब मिल गया... कोटी कोटी धन्यवाद सर🙏🙏🙏🙏🙏
सर आप का बहुत बहुत धन्यवाद जो जानकारी नहीं थी वह इस विडीयो मे देख कर समझ मे आ गया
Bahut achha sr samjh gaya meri beti 18 month ka hai ham uska khata esi mant kholva dete hai aap ne sab samjha diya jo chahta to o sab samjh gaya.thinku
सर जी आपको कोटि कोटि धन्यवाद जो आप ने इतना अच्छा से समझाया 🙏🙏🙏🙏👌👌
Thank you Bhai...
Aapne bahot achchhese samjaya. Sari problem clear ho gai thank u
बहुत अच्छा लगा सर सब समझ में आगया
Sab clear ho gya sir ji 💯✨
Bahut sunder video sir 🙏🙏🙏
Aachhe se samjhaya bhai thanks
Sir apne jo samjhaya bhahot achcha laga thank you
सर आप बहुत ही अच्छा समझा रहे हैं बहुत बहुत धन्यवाद
Bahut sundar video aapke samajhne ki. Shaly bahut sundar hai 👌👌
हम तो दुबिधा में फसा था लेकिन मुझे सारे सवाल का जवाब मिल गया 😊😊
Apka video dekh kar bahut achcha laga sir ✍️👍👍👍
Nic video sir sb samjh me agya
धन्यवाद भैया जानकारी देने के लिए
Sir ji nagrikta kese sabit krni hogi
Sir ji aap ka video dekhi acha se samajh gayi
सर इसमें एक बार जमा कराना पड़ता है क्या मैं राजस्थान का रहने वाला हूं गांव मेरा खारोल वास है
बहुत बहुत शुभकामनाएं
सर, मैच्योरिटी अवधि के पहले ही पढ़ाई और शादी दोनों बिना SSY से पैसा निकले ही हो जाय तो क्या मैच्योरिटी पर भुगतान मे कोई दिक्कत तो नही आएगी?
Sar ji kya beti Bina माता-पिता ki ijaajat ke bagair paise nikal sakti hai
Too good explanation, bt sir agar jiska b bachho ka Sukanya me nahi hai, aur already ladki ya ladka 15 saal ke ho gayee hai tho unke liye government through koi naya plan hai kya pl bataiye.
tik sir
एक वीडियो और और बनाइए श्रम कार्ड पर जो वर्तमान पता अपडेट करने पर जैसे मैं स्टेट में ही काम कर रहा हूं तभी वर्तमान पता है वेट करना
Hello sir , sir fir v mujhe ek bat samajhme nehinaya ki beti ka khata kholne ka 05/10 sal bad murtyu ho jati he to(bhagwan na kare kisiki beti ki jindegi me esa koi samya aye) khata hun band kardenge to jama kiya hua Paisa kab milega ?##(job hum khata band kartehain tabhi ya 18 sal ke bad ya fir 21 sal ke bad. Sir) !
Kaya is me ek pita ki 3 beti ho to vah us teesri betee ka khata khol sakte hi
Agr kisi ne tin ldkiyo ka a/c khulwa liya to tisri ldkika khataband krwana padega k please btay
Sukriaa sir
Sir...
Hume nominee mein confuse ho rahe hai. Kya Sukanya mein ladki ki death pe father ke name dena nahi hota hai kyuki maine suna hai ki sukanya yojana ke rules ki According, by default, father already nominee hai. Kya aisa hai? Kya iss yojana ke form mein nominee dena father name?
Thanku so much sir
Bahut acha laga sir
Sir, agar ssy me 500 se account open Kiya hai to 15 saal me 90000 hoga lekin kya isme isse jyada jama ker sakte hai ya fix hota hai ya 90000 pahle hi saal me jama kar de to
ધન્યવાદ સાહેબ.
Jab Se Khata khulvaya Tab Se Humne abhi tak Jama nahin kiya kya vah Ham chalu kar sakte hain Koi dikkat To Nahin Hogi
Aapka dhanyawaad
But
Ae khata khulwana ab bekar lag rha
mata aur pita dono ki mityu ho gayi ho aur undo ne bachhi ka account open kiya tha nahi kaise pata kare jisse ki usse chalu rakh sake
9year me khata khula hai to kya 14year Tak jama karna hi hoga ya 21 ya 18 year jab pura Paisa nikalne ki naubat aayegi tabhi Tak Paisa jama karna hoga
Par ye unke kam ka hai jinko rupya hai or garib ko jo milega wo hai 👍👍👍ye
Bahut achchha
रूस और यूक्रेन पर video जरूर बनाइए सर PlZ 🙏 औरplz upp ke exam ka class chalu kigiye sir 🙏
Abhi sukanya khata open Karne ke pan card bhi lag rha h . Jara bataye
Sir keya ham khata se paisa transfer kar sakte hai jab khata kholenge tab
Sir me hr month alg alg amount jma kr rhi hu apni suvidha ke anusar jese kbhi 500, 250,1000 kya isse koi dikkt to nhi hogi. Kya same amount jma Krna chahiye ya kitna bhi jma krwa skte h?
Koi Pareshani nahi hogi aap apni shuvidha ke hisab se Jama Kar sakti ho Jai Hind
Excellent video.
Mera 2 sawal hai...
1) apki 2 video maine dehka hai, salana 1.5 lakh jama karne pe, ek video me apne bataya maturity pe 70 lakh milega, ek video pe apne bataya 63/65 lakh milega, konsa sahi hai?
2) Maturity se pahle saadi hone par, main apni marzi se, beti ke Saadi ke samay payse na nikal ke, maturity ke waqt nikal sakta hu?
Yah maturity se pahle agar sadi hoti hai, to us samay amount nikalna mandatory hai?
सर साल मे कभी भी जमा कर सकते हे या नही
Ķhata kulwaya tha 5saal bad adharcard me 1saal umra kamm kara di ab k y c nahi kr raahe kya hoga
Bahut mast sr
Kis date tak deposit karne se us month ka interest milega
Sir Lumsup amount ek sath jama karkay iss plan ka benefit lay saktey hai kya
Sir maine apni sister ki beti adopte krni ji but uska khata unhone pahle hi khulvaya hua hai sukanya samriddhi main jo unke naam se chal rha hai to ab mujhe kya krna chahiye kya vh change ho skta hai ji??
mjhe ye jana h ki har mahine 1000 jama karen to kitna milega or 2000 kare to kitna milega
Sir suknya account 2016 me khole h aur paisa avi tak jama nahi kiye h
Sir.
Sukanya samridhi yojana me
Pita ke sath ladki ka khata khula
1sal ke bad pita ka death ho gya
Tab kya hoga
Sir hme kitna jma krna chahiye pr month
Good information sir
सर जी सुकन्या योजना के खाता धारक की मृत्यु होने पर क्लेम या बीमा नहीं मिलता है
Jarurat parne par jama Paisa nikal sakte
Gargen me fater ki deth ho gai hai uske lie government cleme kya milega
Very good sir ❤❤❤❤❤
Sr 21 sal bad kitna pesa milega
Very nice sir g
Sir s.s.y. khata me father ka naam galat ho jaye to kaise sudhare
Sar vridhavastha pension Yojana ke bare mein bataiye aur video banaaiye
Very nice sir .
Aur sar ji khata khulvane ke liye mummy papa donon ka naam dalvana jaruri hota hai kya
Pita ke sath joint hai ssy account pita ki death ho jane par mother ke nam par kaise alye
Sir ishme Koi fix nahi 250 se lekar kitna tk jama kr sakte he
Sir Apne Bahut Achhi Jankari Di hai.Please ye Bataye ki Month ki kis date tak paise jama karvane per us mahine ka interest milta hai.It may be 5th or 10th.Please clear it.
Kindly reply
डियर सर,सपोज हमने 1000 का सुकन्या ओपेन कर दिया,15 साल तक हमने किसी साल 5000 हजार,किसी साल 1.50 लाख ,किसी साल 10000 दस हज़ार,किसी साल 12000 हजार ,किसी साल 250 रुपए जमा किया ।
टोटल हमने तीन लाख जमा किया,21 साल पे हमे लगभग कुल कितना मिलेगा ,बेटी की विवाह के लिऐ ???
sir mne canara me sukanya account khulaya hai kya may post office me transfer kra sakta hu account plj tell me
Sir paise mahine me dalne hai ya sal me
Ek baar me hmesha ke liye
सर पहले आपने बताया था बेटी की उम्र 14 वर्ष हो जाएगा उतना ही जमा होगा, मतलब पहले वीडियो में आपने इसका उल्टा बताया था
Sir ji meri beti pichle mahine is duniya se chali gai 3 sal aur 5 mahine ki umr me hm log shuru se hi post office me uska paisa jama kr rahe the ab post office vale bol rahe hai ki paisa abhi nai nikal sakta mujhe abhi kya krna hai bataye
LIC kya hota hai LIC ke kya fayde Hain please video banakar bataiye sir🙏
Ok cool l
Sir apne bola ki beti ki mrityu ke baad paisa mil jayega Lekin kaise mil jayega Uski prakriya kya hogi
Thank you bhai
अगर कुछ साल तक बीच में पैसा किसी कारणवश नहीं जमा न करवाए। बाद में जब 2 साल बाद पैसा जमा कराए हैं 3 साल बाद कराएं तो खाता चालू रहेगा या बंद हो जाएगा।
Shraddha avastha pension ke bare mein video banaaiye
भाई भाग्य लक्ष्मी यूपी में कोई योजना है कया
Sir jab beti 18 saal ki ho jati hai or paisa nikalte hai tab kya rate of interest se calculation hoga kaise haha n kitna kam jyada hoga wo v bataiye n agar bich me kabhi 1/2 saal paisa na depaye tab kya hoga ye bataiya
Sir aap ye bato agar nominee maa ho or maa baap ka talak ho gaya ho or betiya b
Nice video bhai
Ek ladki ka do account ho sakta hai kya
Agar koi manth nahi jama ho paya to usake liye keya karege
Sir g,
Is Yojana mei
... Khata khulne ke
Pahle year mei maan lo 30000/- rs joma kiya gaya tw dusri year mei 25000/- rs joma kiya ja sakta hai ?
Pls reply me
Kiya Ja sakta hai
Sir, saal me 10000, our dusra saal me 50000, our 5000,6000 aise 14 saal jama kare to uska hisab kitna Matureritee hoga?
Pahle hi samajh me aa gaya tha Deepak sir lekin kuchh bhaiya log hai jinko nahi samajh aaya
21 sal ke baad automatic aajaega ki koi prosess ho ta hai
Sukanya main online paisa jama kar sakte hain sar
Excellent sir
Nice 👍 video
Which Age is best for opening Sukanya yojena khata
पीपीएफ अकाउंट कहा खुलवाए बैंक में अथवा पोस्ट आफिस में
अति सुन्दर सर
यदि किसी कारणवश सुकन्या खाता 5साल के बाद बंद हो जाता है तो भुगतान की क्या प्रक्रिया है।
Thanks g
Sir Kya kisi bhi post office me rupay jama Kar sakte hai passbook ko lekar please bataye
Super