Bhai L. G. SMART DIAGNOSTIC MODEL DOUBLE DOOR inverter fridge me errors kese check kare uska video banvo and solutions bhi batavo bahut help full hoga dear
@@armanstudio3458 jald ek video aur upload hogi is par use watch karna...bhut aasan se trick hi is breezing ki next video me accha se samaz payenge thank you 🌹🌹🌹🌹
Sat sari akaal Bhai ji....me ek video upload karunga visi par..us me aapko kuch nya milega... aapka swal accha hai.... video me AAP ka bhi swal add karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Leakage check kar neh k liye gas release jo hua tha fridge off condition mei woh pressure capillary k paas ayega kya dryer k discharge line k paas aayega
Hayar Dabal door freeze me fan motor ban hota he fir chalu hota he dakt ka dempar band hota he khulta he freez section cooling nahi hota he fan motor aur pcb change' karne ke bad bhi
Sir mera godrej ka dublle door frige hai usme gas r 134 back presar 10 chhoda hai fir bi ice nhi banta. 2 ja 3 din ke baad niche cooling band ho jati hai. Timer ok hitar ok baiometal ok fan ok or thrmostat ok hai fir bi problum thik nhi hota plees help mee
134 a se leakage testing ca connection Clearly explain karna chahiye. Itna fast koi samajh nahi pata hai halaki technique achchhi hai Aur alluminium welding me rod alluminium use kar rahe ye batana chahiye
Dost AAP ne accha se video ko nhi dekha. Abhi mane yha video deki hai mane pura explain kiya hi aur video me btaya hi kis trha mane R134 ka pressure diya hi...aur dost thumbnail par hi dek kar pta chal jata hi yha aluminium brazing hi...is video ka ctr meri aur video se jyada hi.... thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
Lekin bhai whellpul ke double door fridge me cooling coil ke ander capallry and cooling coil joint ke lock ring ko hatake capallry cheng kese kyo ki whellpul me capallry copper he and 1/4 ka pipe aluminum he bhai
Rakesh Ji 🙏 good morning....usme caplari drain se dalni hoti hi..aur aluminium brazing karni hoti hi..koi fridge is trha ka aayga to uski video upload karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Dost aluminium ek metal hota hai...is se koi problem nhi hoti.....mane Aaj to aluminium brazing ki hi koi doubara lkg nhi hui... thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
Vikas Bhai AAP kha se ho.....yha compressor Market me nhi aaya hi....agar yha singal door fridge hi to AAP normal compressor lga sakte ho agar inverter compresser hi lgana hi to wharlpool ka milne lga hi wha bhi lga sakte ho thank you 🌹🌹🌹🌹
Bhai may gr Noida Uttar Pradesh say hu or bhai mistri bol Raha tha ke ap siko normal compressor legya lo Direct vo inverter pcb ko remove kennay ko bol Raha hai kya keru werpool ka inverter compressor legya ya direct kerva lu or dono may ketni cost aa gygi ek bar please bata do ya sab high charge kertay hai
Bhai L. G. Double door smat inverter fridge me niche cooling ata he lekin uper ke side me cooling nahihe cousmer ne 2 moth pahele fan motor cheng karvaya tha abhi fan chaluhe lekin niche side se jahase air suticion hothihe vahase air flow hotahe and samne jahpar digital thermost lagihe vahaki duckt mese air flow nahi atahe and thermost me digital he usme niche ki green light hothihe lekin freezer ki light nahi hothihe mene 3 second press Kiya lekin vo on nahihoti kya usme fan bled ulti lagayi ho sakatihe lekin us me DC fan motor he kya original motor dalke dekhe pcb koi error nahi atahe fridge chaluhe bhai khuch solution ho tho batavo please help me
Agar green light kam jyada nahin ho rahi hai to vah koi error so kar rahi hai. Agar dule fan motor wala fridge hai to freezer ki fan bhi kharab ho sakti hai. कभी-कभी fan motor start Ho jaati hai jiski vajah se freezer mein cooling ki problem ho sakti hai
दादा नमस्कार,,, आपके विडियो से मैंने काफी कुछ सीखा है,,श्री जानकारी देने के लिए धन्यवाद
धन्यवाद 🌹🌹🌹🌹
You work hard, you deserve a like
Thank you sir
Mashallah jabardast video banaya sir
Shukriya bhai ji 🌹🌹🌹🌹
Bahot badiya sirji
Thank you sir 🌹🌹🌹🌹
Bht achi video bro..👍
Thank you,🌹🌹🌹🌹
Very deeply explanation....Good work 👌👌👍👍
Thank you Bhai 🌹🌹🌹🌹
Good explain bhai ji.
Thank you Bhai ji 🌹🌹🌹🌹
Aoa copper ki capillary dalni chaye pta nai companies esa kun karti hein fridge ki price dekhye aur material dekhye
Good work 🌹🙏
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Bahut wadiya bhaji
Thank you Bhai ji 🌹🌹🌹🌹
good.
Good work sir 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Bhai L. G. Smart diagnostic me cooling coil ke fan bantha tha dusra fan chalutha thanks for idea fan cheng Kiya problem sole hojayegi thanks bhai
Welcome Rakesh Ji 🙏🌹🌹🌹🌹
Bhai L. G. SMART DIAGNOSTIC MODEL DOUBLE DOOR inverter fridge me errors kese check kare uska video banvo and solutions bhi batavo bahut help full hoga dear
@@rakeshsuthar7441 ha ji... video bna kar upload karunga....wase mera सीजन शुरू हो गया है।4 दिन से कॉल बहुत आ रही हैं।
@@electrogeg acha he aplod karo bhai sijan ke liye best of luck God bless you
Shouldn't be dryer stay cool during brazing process?
Nicee brother ☺️
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Very good sir👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Kisi bhi halat m breezing nhi hoga
@@armanstudio3458 jald ek video aur upload hogi is par use watch karna...bhut aasan se trick hi is breezing ki next video me accha se samaz payenge thank you 🌹🌹🌹🌹
Kya aluminium with copper wedding main flex lagana chahiye?
With flux road me nhi lgani hoti
Witch scolding wier used coper and aluminum Brazing
Very good information sir
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Gud job sir ji
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Sir ye brazing rod kounsi company ki hai
Awesome sir
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Nice video
Sukriya 🌹🌹🌹🌹
Good 👍
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Sat sari akaal bhaji
Kya refrigerator ka compressor hum
visi me laga sakte hai
Sat sari akaal Bhai ji....me ek video upload karunga visi par..us me aapko kuch nya milega... aapka swal accha hai.... video me AAP ka bhi swal add karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
Good work
Thank you 🌹🌹🌹🌹
Sir aap ny jo stainer aur caplary kay sath jo aluminium tape lagaya hai to tape ky gum sy caplary jaldi sad jai gi
Nhi Bhai bhut time se lga rha hu
Leakage check kar neh k liye gas release jo hua tha fridge off condition mei woh pressure capillary k paas ayega kya dryer k discharge line k paas aayega
Compressor discharge line par pressure hold ho jayga caplari se charging line caplar gage par so hoga video me bhi yhi hi.... sukriya Bhai 🌹🌹🌹🌹
Hayar Dabal door freeze me fan motor ban hota he fir chalu hota he dakt ka dempar band hota he khulta he freez section cooling nahi hota he fan motor aur pcb change' karne ke bad bhi
Sir mera godrej ka dublle door frige hai usme gas r 134 back presar 10 chhoda hai fir bi ice nhi banta. 2 ja 3 din ke baad niche cooling band ho jati hai. Timer ok hitar ok baiometal ok fan ok or thrmostat ok hai fir bi problum thik nhi hota plees help mee
Bhai AAP kha se ho.....aapna phone number send karo
@@electrogeg punjab
aluminium brazing k liye aluminium rod konsi use krte ho app..????
Gurpreet ji ek goodrej ki aur ek local...is par bhi ek video upload karunga . thank you 🌹🌹🌹🌹
Sir bina suction line kole kese karte ho
Suction line ko open karne ki jarurat nhi hoti...3% fridge me hi jarurat hogi... thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
Bhai mai bhi freeze ka kam karna chahta hu lekin koi mil nhi raha hai mumbai se
Dost me delhi se hu.... next year kaam shikana suru karunga...... AAP koshish karo kisi shop par aapki setting ho jay, thank you 🌹🌹🌹🌹
Self vaccume me capillary se Hawa khichati rehati he usake liye Kyo Solution he
Dost is ka koi tarika nahi
Whirlpool fridge me hiting coil kaise change' kare
Complete aane do fir video upload karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
134 a se leakage testing ca connection
Clearly explain karna chahiye.
Itna fast koi samajh nahi pata hai halaki technique achchhi hai
Aur alluminium welding me rod alluminium use kar rahe ye batana chahiye
Dost AAP ne accha se video ko nhi dekha. Abhi mane yha video deki hai mane pura explain kiya hi aur video me btaya hi kis trha mane R134 ka pressure diya hi...aur dost thumbnail par hi dek kar pta chal jata hi yha aluminium brazing hi...is video ka ctr meri aur video se jyada hi.... thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
It is a good idea to fill up the compressor with water before regassing
Thank you
Lekin bhai whellpul ke double door fridge me cooling coil ke ander capallry and cooling coil joint ke lock ring ko hatake capallry cheng kese kyo ki whellpul me capallry copper he and 1/4 ka pipe aluminum he bhai
Rakesh Ji 🙏 good morning....usme caplari drain se dalni hoti hi..aur aluminium brazing karni hoti hi..koi fridge is trha ka aayga to uski video upload karunga thank you 🌹🌹🌹🌹
@@electrogeg OK thanks for riply
bhai g water dalne se welding kajor rahti hai
Dost aluminium ek metal hota hai...is se koi problem nhi hoti.....mane Aaj to aluminium brazing ki hi koi doubara lkg nhi hui... thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
Isse choking ki problem bad jati he
Nhi mere Bhai .... Choking nhi hoti.... choking ke bare me baat karte hai ek video upload karunga
Which brazing rod used for aluminium capillary n drier???
Godrej ki Road best hi.. thanks for your comments 🌹🌹🌹🌹
@@electrogegaluminum or copper
Bhaiya ek help cheyA ya apna LG ka invertor BSA057NHMV compressor ketnay ka attA hai please 🥺 bata dooo
Vikas Bhai AAP kha se ho.....yha compressor Market me nhi aaya hi....agar yha singal door fridge hi to AAP normal compressor lga sakte ho agar inverter compresser hi lgana hi to wharlpool ka milne lga hi wha bhi lga sakte ho thank you 🌹🌹🌹🌹
Bhai may gr Noida Uttar Pradesh say hu or bhai mistri bol Raha tha ke ap siko normal compressor legya lo Direct vo inverter pcb ko remove kennay ko bol Raha hai kya keru werpool ka inverter compressor legya ya direct kerva lu or dono may ketni cost aa gygi ek bar please bata do ya sab high charge kertay hai
Bhai compressor change kernay may ketna cost ayaa ga
Hlo bhai
Bhai reply to kar do
Bhai L. G. Double door smat inverter fridge me niche cooling ata he lekin uper ke side me cooling nahihe cousmer ne 2 moth pahele fan motor cheng karvaya tha abhi fan chaluhe lekin niche side se jahase air suticion hothihe vahase air flow hotahe and samne jahpar digital thermost lagihe vahaki duckt mese air flow nahi atahe and thermost me digital he usme niche ki green light hothihe lekin freezer ki light nahi hothihe mene 3 second press Kiya lekin vo on nahihoti kya usme fan bled ulti lagayi ho sakatihe lekin us me DC fan motor he kya original motor dalke dekhe pcb koi error nahi atahe fridge chaluhe bhai khuch solution ho tho batavo please help me
Agar green light kam jyada nahin ho rahi hai to vah koi error so kar rahi hai. Agar dule fan motor wala fridge hai to freezer ki fan bhi kharab ho sakti hai. कभी-कभी fan motor start Ho jaati hai jiski vajah se freezer mein cooling ki problem ho sakti hai
Many operations are not standardized, it will be easy to block
If you do good work then there will be no block. Thank you 🌹🌹🌹🌹
Contact nambar mile sir
Not good
1/4 copper to aluminium brazing kar ke dikha do guruji
Gupta ji mari ek video aur hi aluminium brazing par eveprotar asmbli wali 1/4 ki hi....use watch kar sakte ho thank you Gupta ji 🌹🌹🌹🌹
Assambhav ,ye jhoot hi ,isa ho he nahi sakta mi 10 saal se technician hu, ye hona impossible hi
Dost ye hua hai aur ek baar nhi 8 baar se jyada....aur aluminium breezing prectice ka khel hi AAP bhi kar sakte ho.....
Bhai WhatsApp nombur do
Jaldi hi milega..... shukriya 🌹🌹🌹🌹