Best Time to Invest in Real Estate Market? Realistic Analysis

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 15 лис 2024

КОМЕНТАРІ • 2

  • @usmantahir5823
    @usmantahir5823 2 місяці тому

    Mohtaram, IMF ke 3 Saal ke extended fund facility program ke doraan kisi behtri ki umeed nhi.77 years ka worst brain drain ho Raha ha,Kya rich,Kya middle class her koi he to mulk SE bahir Ja raha ha.logon ki buying power Khatam ho gayi ha or day to day living bohat mehngi ho gayi ha. IMF wese he real estate ke peechey Pera ha.aur 3 Saal ke imf program main koi amnesty bhi allow nhi Pakistan ko.interest rate kam ho bhi jaye to bhi jitna tight real estate ko imf ne kr diya ha bohat long-term ho gayi ha investment.pehley jitney boom aye property per us waqt non filer per itni sakhti nhi thi jitni ab ha.zada population ha he non filer.aur asal main property main zada invest bhi non filers he krtey rahey hain historically,jab majority non filers ki invest he nhi ker sakey gi to haak behtri ho gi?reality based bat keren .halaat achey nhi Hain.

    • @Takhleeq
      @Takhleeq  2 місяці тому

      Yeh bohot afsos ki baat hai ke halat waqai mein bohot mushkil ho chuke hain. Brain drain ka silsila bhi barhta ja raha hai aur yeh mulk ke liye bohot nuksan deh hai. Property market ka haal bhi yeh dikhata hai ke non filers ke liye kitni sakhti aagayi hai. But we've to see the positive side as well and light at the end of the tunnel otherwise to sub kuch khatam ho jaye ga? Govt. & IMF is adamant to increase the tax net and eventually original buyers will be remaining in the market. Isi situation ko discuss kia gya ha video ma.