I am a music teacher. Keyboard aur harmonium bilkul same hai. Dono mein hi pehla key C hota hai. Dono mein hi octaves hote hain. Harmonium mein 3 ya 3 1/2 octaves hote hain aur keyboard mein 5 octaves hote hain. Agar kisiko harmonium bajana aata hai to use keyboard bajana bhi aa jayega because dono mein zyada difference nahin hota. Harmonium mein ek haath se key press hota hai aur dusre haath se bellow blow hota hai aur keyboard mein dono haath se hi bajaya jaata hai.

Nice