Mere pas wagonr 2010 4 cylinder wala model mujhe bhi gear vibration feel hota hai mere car me ignition coil ke sath spark plug laga hai main jab 1st coil ke wire khol rha to current to proper aa rha but car ke sound me koi bhi farq nahi aa rha hai kya dikkhat hoga sir
Bro aapki vdio dheke maine vi check kiya first ignition coil jab disconnect kiya tho tik tik sound and engine slow nahi horaha.. lekin 2nd ignition coil me sound araha and engine ruk raha ha. Kya karun mechanic ignition coil 4k bolraha
Hii mere pas i10 2011 car hai Normal CNG kit hai Sequacial nhi hai Car CNG pe complete chalti hai Lekin petrol pe miss fire krti hai Acceleration nhi leti hai proper and fatake jaisa aavaj aata hai Maine mechanic ko dikhaya to usne vo Bluetooth vala scanning lagake MOCC ya CKP sensor ka issue hai aisa bataya Fir usne scanning machine se error ko clear kiya aur mujhe bola ki abhi ye gadi petrol me complete chalegi lekin jab bhi aap gadi ko CNG pe convert kroge aur 20 se 30 km chalaoge aur uske bad firse petrol pe Convert kroge to ye vala miss fire ka issue firse aa jayega petrol me. (Aur maine try kiya to firse issue aaya bhi) To kya ye MOCC ya CKP sensor ka issue ho skta hai ?
@@dearcar2473 lekin Bluetooth device me se error clear krne ke bad properly working krti hai car petrol me Uske bad Cng pe 20 pe 30 km chalane ke bad fir petrol pe krte hai tab fir issue aa jata hai
Thanks and Good wishes for you.
Really useful for resolving the many issues in my car.You have covered all the major causes. 🙏🙏
Thank You ❤️
Shukriya bhaijan ❤️
बढ़िया समझाने का प्रयास
स्टेप बाय स्टेप 😊😊😊
धन्यवाद साहब
@@dearcar2473 🙏🙏🙏
Meri Santro me... Kuch dino se agar 4 gear se 3rd gear shift karne k badh.... Pick up me me bahut miss firing horahi hai... Iska kya upaya hai
बहुत बढ़िया तरीके से समझाया गया है इस वीडियो मे ऐसे हि और वीडियो बना के डालिएगा best of luck sir ji
मेरी सेंट्रो कार में ऐसा ही प्रॉब्लम है मुझे उपयोगी होगा
Nice video sir 🙏
Thank You
Nice detail information video, lekin nange haat se aise karname mat kariye gloves पहनिए या प्लायर लीजिए वरना करंट लग जाएगा
Mere pas wagonr 2010 4 cylinder wala model mujhe bhi gear vibration feel hota hai mere car me ignition coil ke sath spark plug laga hai main jab 1st coil ke wire khol rha to current to proper aa rha but car ke sound me koi bhi farq nahi aa rha hai kya dikkhat hoga sir
Bhai same problem meri santro me hai, apki shop kaha hai, me Delhi se hu
is it same for Diesel engine as well
Thanks q guru ji
Bhai plug pa oli a gay hai ab is ka head valve main masla hai Jo thora din bad pher sa plug pa oli a Jay ga
Good boy
I have EON car it's stop on Breakers only on CNG. No issue when running on petrol. I have very frustrated for that's can you help. Please reply....
Pls sale ur 🚗 immediately 😂😂
@@kamalrawat9597 there is 2nd option best remove CNG is better 😉
Same problem
Bro aapki vdio dheke maine vi check kiya first ignition coil jab disconnect kiya tho tik tik sound and engine slow nahi horaha.. lekin 2nd ignition coil me sound araha and engine ruk raha ha. Kya karun mechanic ignition coil 4k bolraha
Iske liye sabse phle plug cable or coil ke wire check kro phir na samajh aaye to coil check krna ok
Ok bro.. kl ek baar check krleta hu.. tq ❤@@dearcar2473
@@dearcar2473hello Bhai ek ignition coil point se week spark araha he or plug nikalne se bhi kuch farak nhi padraha 😔
Santro xing Car me jyada oil khane ki kya wajah hoti he?
Ring Piston Jyada Ghis jate hain ya head gasket me problem ki vajah se ye dikkat aati hai
Hii mere pas i10 2011 car hai Normal CNG kit hai Sequacial nhi hai
Car CNG pe complete chalti hai
Lekin petrol pe miss fire krti hai Acceleration nhi leti hai proper and fatake jaisa aavaj aata hai
Maine mechanic ko dikhaya to usne vo Bluetooth vala scanning lagake MOCC ya CKP sensor ka issue hai aisa bataya
Fir usne scanning machine se error ko clear kiya aur mujhe bola ki abhi ye gadi petrol me complete chalegi lekin jab bhi aap gadi ko CNG pe convert kroge aur 20 se 30 km chalaoge aur uske bad firse petrol pe Convert kroge to ye vala miss fire ka issue firse aa jayega petrol me. (Aur maine try kiya to firse issue aaya bhi)
To kya ye MOCC ya CKP sensor ka issue ho skta hai ?
Bhai ek bar aap air filter change kro or spark ignition coil ko saaf kro or cable ko kro is vajah se bhi ye problem aati hai
@@dearcar2473 lekin Bluetooth device me se error clear krne ke bad properly working krti hai car petrol me
Uske bad Cng pe 20 pe 30 km chalane ke bad fir petrol pe krte hai tab fir issue aa jata hai
@@dearcar2473 coil or cabel ka issue hota to Bluetooth device se error clear krne pr sahi working nahi krti car
ভাই আমার গাড়ির এসি অন করার পর মিসিং কেন করে আপনি কি একটু বলবেন
Kharcha Kitna aata hai?
Aapko konsa part change krna hai
Meri slow m ate hi band ho jati h