Fir barelviyo ki kitab me chishtiya rasulAllah shibli rasullah kyu hai nauzubillah minzalik jhoot kahete ho awaam se..is per ala hazrat bhi mukadme me mujrim hai kyuke jis kitam me yeh likha hai uski tashri me khud apke so called ala hazrat ne uski tashri me Rasulallah sallallahu alaihi wasallam ki bargah me afzal kaha..khatm e Nubuwat daakuo khud Gustakhana ibaraaten daal kar awam ko gumrah karne walo chalo jin kafir Qadyani ko aap katme Nubuwat ka mujrim kahete ho wohi mujrim aap khud bhi ho..kyuke dono ke imam same hai done ek he imam ki pairvi karte hai imam abu hanifa ki.. Note : yeh koi ilzaam nahi sacchai hai.. Aao sach ke humara asal imam imam e Azam janab e Mohammad ur RasulAllah sallallahu alaihi wasallam hai jinke batayi huyi sunnat per tamam mard aur aurat ka chalna farz hai naake kisi aur imam ke aao kalma e shadat jo gawahi tumne muslaman hone ki shahadat ki de hai usko jaano Allah subhanwata'ala ke siwa kisi se dua na mango ha zindo se dua karwa sakte hai lekin jo is duniya se chala gya unki kabro per jakar unke wasile se dua mangna shirk hai.. Yaad karo hazrat abu bakr Radi Allaho ne kya farmaya tha humare nabiye karim ke maut per jaanlo jo tumme Mohammad sallallahu alaihi wasallam ki ibadat karta tha woh is dunia se chale gye aur hum jis Allah ki ibadat karte hai woh humesha zinda rahene wala hai.. bukhari muslim fir hazrat umar ibne khattab radi Allaho anho ne kahed me nabiye Kareem Sallallahu alaihi wasallam ki wafat ke baad apki kabr e anwar per jaakar apka wasila aur dua nahi ki balke apke chacha hazrat abbas Radi Allaho ko bulakar apke wasile se dua ki.. bukhari aur Muslim dono me hadees maujud hai reference next comment me maujud hongi ab yeh jo akida hai kabro se dua aur wasile wala yeh sarasar shirkiya aur gumrahi wala aqida hai main khud kattar barelvi tha jab maine quran tarjume se padha aur Hadees nabvi sallallahu alaihi wasallam padi to sari hakikat samne aagayi ke kitne bade khasaare me tha firkawariyat ke Allh ne firkawariyat ko saaf alfaaz me mana yani haram kaha hai jo bhi shaks isme mubtala hai woh sara sar gumrahi me hai.. Maine haq baat Allah ki raza aur Rasulallah sallallahu alaihi wasallam ki sunnat ada kardi mera zimmedaari khatam manna nahi manna yeh apka kaam hai..☝️
❤
Mashaa Allah, Allah Pak buzurgon k sadkey ham Sab KO khatam e Nabuwat Ka chokidar bnaye. Aameen
Ma Sha allah ❤
جزاک اللّٰہ ❤
ماشاء اللہ
❤❤❤
MaShaallah
Fir barelviyo ki kitab me chishtiya rasulAllah shibli rasullah kyu hai nauzubillah minzalik jhoot kahete ho awaam se..is per ala hazrat bhi mukadme me mujrim hai kyuke jis kitam me yeh likha hai uski tashri me khud apke so called ala hazrat ne uski tashri me Rasulallah sallallahu alaihi wasallam ki bargah me afzal kaha..khatm e Nubuwat daakuo khud Gustakhana ibaraaten daal kar awam ko gumrah karne walo chalo jin kafir Qadyani ko aap katme Nubuwat ka mujrim kahete ho wohi mujrim aap khud bhi ho..kyuke dono ke imam same hai done ek he imam ki pairvi karte hai imam abu hanifa ki..
Note : yeh koi ilzaam nahi sacchai hai..
Aao sach ke humara asal imam imam e Azam janab e Mohammad ur RasulAllah sallallahu alaihi wasallam hai jinke batayi huyi sunnat per tamam mard aur aurat ka chalna farz hai naake kisi aur imam ke aao kalma e shadat jo gawahi tumne muslaman hone ki shahadat ki de hai usko jaano Allah subhanwata'ala ke siwa kisi se dua na mango ha zindo se dua karwa sakte hai lekin jo is duniya se chala gya unki kabro per jakar unke wasile se dua mangna shirk hai..
Yaad karo hazrat abu bakr Radi Allaho ne kya farmaya tha humare nabiye karim ke maut per jaanlo jo tumme Mohammad sallallahu alaihi wasallam ki ibadat karta tha woh is dunia se chale gye aur hum jis Allah ki ibadat karte hai woh humesha zinda rahene wala hai.. bukhari muslim fir hazrat umar ibne khattab radi Allaho anho ne kahed me nabiye Kareem Sallallahu alaihi wasallam ki wafat ke baad apki kabr e anwar per jaakar apka wasila aur dua nahi ki balke apke chacha hazrat abbas Radi Allaho ko bulakar apke wasile se dua ki.. bukhari aur Muslim dono me hadees maujud hai reference next comment me maujud hongi ab yeh jo akida hai kabro se dua aur wasile wala yeh sarasar shirkiya aur gumrahi wala aqida hai main khud kattar barelvi tha jab maine quran tarjume se padha aur Hadees nabvi sallallahu alaihi wasallam padi to sari hakikat samne aagayi ke kitne bade khasaare me tha firkawariyat ke Allh ne firkawariyat ko saaf alfaaz me mana yani haram kaha hai jo bhi shaks isme mubtala hai woh sara sar gumrahi me hai..
Maine haq baat Allah ki raza aur Rasulallah sallallahu alaihi wasallam ki sunnat ada kardi mera zimmedaari khatam manna nahi manna yeh apka kaam hai..☝️
Ma Sha allah ❤