Tafseer-e-Quran Class # 459 (Surah Al - Ahzab Ruko 6) | Mufti Tariq Masood Speeches 🕋

Поділитися
Вставка
  • Опубліковано 19 вер 2024

КОМЕНТАРІ • 39

  • @mrs.masroor8476
    @mrs.masroor8476 7 місяців тому +12

    Very Complicated Tafseer Lecture
    0:09 Zikrullah Aor Tasbeehat Ki Ehmy
    2:37 Allah Imaan Walon Ka Dost
    3:47 Nabi ﷺ Ka Maqam
    5:06 Muballigh= Roshan Charagh= Sooraj
    7:30 Fitna Paraston Se Nimatnay Ka Tariqa?
    8:29 Nabi ﷺ K Liye Ehkam ,Aam Musalman Se Mukhtalif
    9:17 Rukhsati Se Pehly Talaq/ Iddat K Msaail
    11:13 Iddat Ka Matlab?
    13:31 Khalwat e Sahiha? Bachy Ka Haqq? Haqq Meher?
    18:55 Khalwat e Sahiha Aor Talaq/ Iddat K Msaail
    22:05 Iddat ... Shohar Ka Haqq?
    23:25 Achhy Tariqay Se Aazad( Talaq) Ka Matlab?
    24:05 Talaq Ka Ikhtiyar Sirf Shohr K Pas?
    25:45 Nabi ﷺ K Liye 4 Se Ziada Shadiyon Ki Ijazat
    29:33 Sirf Hijrat Ki Hooi Cousins, Nabi ﷺ K Liye Halal
    30:49 Without Meher Nikaah K Ehkam ( Nabi ﷺ Aor Aam Musalman K Liye)
    32:39 Shariat Ka Mard ko Zimmadar Bnana?
    35:14 Nabi ﷺ Pr Ehl e Kitab Se Nikaah Jaiz Nahi
    36:32 Nabi ﷺ K Liye Bandiyon Se Nikaah K Ehkam
    38:56 Nabi ﷺ Pr Allah K Ehkamat Main Wusa'at ya Pabndi Ki Maslehet?

    • @maazhashmi9337
      @maazhashmi9337 7 місяців тому

      7:37 😮 19:15 😮 19:19 19:19 😮

  • @rehana.khan06
    @rehana.khan06 7 місяців тому

    Asalam walaykum wo Rehimatullah hi wo Barkatullah mashallah Bahut quob

  • @naziagul914
    @naziagul914 6 місяців тому

    Jazakallah khair kaseeran

  • @mohdafzal1991
    @mohdafzal1991 7 місяців тому

    Jazakallah mufti sahab

  • @Tahira265
    @Tahira265 7 місяців тому +2

    Subha Allah❤❤

  • @afsarsultana2166
    @afsarsultana2166 7 місяців тому +1

    Jazakallah

  • @misbahashfaq7708
    @misbahashfaq7708 7 місяців тому +1

    Jazakallah Khair ustad e mohtarum stay connected and counciling us

  • @ymujawar4368
    @ymujawar4368 7 місяців тому +1

    JazakaALLAHA khair

  • @aligohar1961
    @aligohar1961 7 місяців тому +1

    Jazakallah khair

  • @jameelahmad8555
    @jameelahmad8555 7 місяців тому +1

    Massaallah 🤲🏻

  • @mohdumaraarifkhan8481
    @mohdumaraarifkhan8481 7 місяців тому +1

    MASHA ALLAH ❤️❤️❤️❤❤

  • @shariqansari-l8o
    @shariqansari-l8o 7 місяців тому +1

    ❤❤❤❤❤❤

  • @Ayaz_Shaikh7
    @Ayaz_Shaikh7 7 місяців тому

    Jazakallah Allah apki umar me Barkat Ata Farmaye , Mufti Sahab

  • @ShabanaBugem-o1m
    @ShabanaBugem-o1m 7 місяців тому

    Subhanallah quraan is on of the best book

  • @MrShabib1983
    @MrShabib1983 7 місяців тому

    👍🏻

  • @tahoorafathimafathima3374
    @tahoorafathimafathima3374 7 місяців тому +1

    Assalamualaikum

  • @Alembukhari
    @Alembukhari 7 місяців тому

    جزاك الله خيرا مفتي صاحب محترم

  • @ustadali5606
    @ustadali5606 5 місяців тому

    Allah Hidayat de

  • @yusrazikra69
    @yusrazikra69 7 місяців тому +3

    Assalam alaikum,, khairiyat,,mufti sahab 2 biwiyon ke bare me aadmiyon ko to bahot speech dete ho lekin aap khas ek bayen aorto ke liye bhi banaye ,,aorte hi aadmiyon ko do biwiyon me barabri karne nahi deti aur dusri aorat par zhulam hota hai,,please aorton ko khas samjhye ,,agar koi aadmi aorat ke wajh se baraari nahi karta hai to woh aorat bhi utnihi gunhegar hongi,,aadmiyo ke liye to bahot bayan hai lekin aorato ke liye bhi baye, zazakallah

  • @Abdullah-h3i2b
    @Abdullah-h3i2b 7 місяців тому +1

    Agr urat nikha sy mukr jey or bar bar boly k me ny nikha nahi kiya to kia wo nikha tot jata hy
    Mufti sahb mera ye msg midya me sho nhi karna plz jawab da dyjy ga plz

  • @Abdullah-h3i2b
    @Abdullah-h3i2b 7 місяців тому +1

    Assalam o alkum kasy hai ap mofti sahb mujhe apse boht zarori bat karni thi apka parsnal mubar hai to dy de mai yaha par bat nhi kar sakti plz 🙏🙏

  • @asifmarediya2232
    @asifmarediya2232 6 місяців тому

    Mufti sab Barae maherbani tafseer e Quran ki Playlist dikha nahi rhi h...m pabandi se 97 episode tk aya tha ab wo list m video dikh nai rhi h....barae Maserati tawajju farmaye

  • @Shia_2.0
    @Shia_2.0 7 місяців тому

    موجِ پہ غسل فرض ہوتا ہے لیکن ما سردے کی وجہ سے غسل نہیں کر سکتا میں کشمیر سے ہو یہ پہ براف بھوت ہے اور میں نماز بے پڑتا ہو کیا میری نماز ہو گی

    • @ayub8118
      @ayub8118 5 місяців тому

      پانی گرم کرکےغسل کریں۔۔۔
      اگرشدیدسردی مرنےکاخطرہ ہوتوتیمم کرنے کی گنجائش ہے لیکن موقع ملتے ہی غسل کرلیں

  • @Hafizasalma-qq4gj
    @Hafizasalma-qq4gj 7 місяців тому

    Assalam o alikum mje mufti sahab sevbat krni ha plzzzzz help me me zyada time ni logi

  • @tahoorafathimafathima3374
    @tahoorafathimafathima3374 7 місяців тому +3

    آپ سے کچھ بات کرنی ہے پلیز کیا آپ سے بات ہو سکتی ہے۔

  • @mohammadtariq4893
    @mohammadtariq4893 6 місяців тому

    السلام علیکم
    Episode no 460 nahi dikh raha hai keya hua kuch problam hay keya uploading me

    • @asifmarediya2232
      @asifmarediya2232 6 місяців тому

      Mufti sab mera roj ka Mamul h...plz wo play list chalu kr do

  • @shariqansari-l8o
    @shariqansari-l8o 7 місяців тому

    Acha

  • @rehanwadood5048
    @rehanwadood5048 6 місяців тому

    Pichli classes kion nahi show ho rahi ap k channel me..455 se pehlay k lectures kion nahi show ho rhay ..Mai Baar Baar pichlay lectures sunti rehti thi..practice k lye😢😢..Kal tak thin videos ..aj Nazar nahi arahin

    • @fatamajaween5204
      @fatamajaween5204 6 місяців тому

      Type krke search karo mil jayegA jaise mufti tariq masood speeches 451 aise

    • @mohdarif7923
      @mohdarif7923 6 місяців тому

      Mufti tariq masood tafseer quran episode 418

  • @zaibshamlan309
    @zaibshamlan309 7 місяців тому

    جزاك اللهُ❤❤