Sir aisa ek 8mm ka 7 bulb ka emergency light banayta 1800mh battery se lekin bulb jyada dher nahi chale. Ussmein Resister bhi nahi lagayata pata nahi ek din bhi nahin chala
Sir mere pass battery pack banaya hun 10ah ka 12 volt lithium battery pack but but charge kaise karu 12 volt transformer se 19 volt Nikal Raha hai to kaise charge Karun bhai please help me 🙏😭🥺
Aapne बहुत बढ़िया तरीके से बताया धन्यवाद 😂
जयहिंद
वंदेमातरम्
❤❤❤❤
Rotary switch kharidna❤❤❤❤❤
Acha banye hai bhaiya light
Thank you dear. You explained very nicely & logically.
Sir aap video ko kafi acche tarike se explain karte hai..... please ek video me bike ki powerful head light banaiye please sir
Very nice sir ❤❤❤❤
Great 👍🙏
Fantastic.....😅
Kon kon kewal dekhta hai banata nhi 😂😂
Sabhi log
Bhai mai bana diya 😂😂
Bhai kabhi kabhi bana leta hu 😅😅😅
@@tECH_KARTIk165 mai bhi bana leta hu par poora banta nahi.
Koshish karte raho poora bhi ban jayega
Very very nice 👍
Very nice video usefull information
Very good
अच्छा है
rgb 24 से कम मतलब 12 अगर रखते है तो लाइट अधिक समय तक जलेगा या फ्यूज हो जायेगा
Jada time Tak jalega
आपका dukan kha pr hai
Wire kitne guage ki use karni hai aapne jo use kiya hai battery ke liye?
Bohot sundar
Isko sikhane ke liye kitne din ki course karni padegi
Sir 8mm emergency light bulb mein resister lagana jaroori hai kyaa?
Bhai agar aap ek sath jada led use kar rahe ho to koi jarurat nahi agar ek ya do led use kar rahe ho to use karne ki jarurat hai
Thanku @@TechnicalJugaadHindi
Agar ek watt ka register nahin hai half watt ya 2 watt ka laga sakte hai kyaa
Sir aisa ek 8mm ka 7 bulb ka emergency light banayta 1800mh battery se lekin bulb jyada dher nahi chale. Ussmein
Resister bhi nahi lagayata pata nahi ek din bhi nahin chala
Agar led ko series mein lagate to kya difference hota?
Series me lagata to iska volt 3.7 volt se 88 volt ka ban jata 😂😂😂
Sir, 4.7 ohms 2watt ka registence chalega Kya ? Please reply
Very very nice video Bhai
Kon kon yaha sikhte h reply
Or kon kon youtuber hai
Sir originally backup kitna dega 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Backup ke liye calculation bhi karte ho ya kewal aise hi bol dete ho ki 8 hrs backup??
1-2 ghanta
कहाँ से मिलेगा ये सारे समान जी
Market me 50/- me chargeable bulb milta hai
❤❤🎉
12 volt 2 ampere se charge kiye to adaptor jal gaya pura 2 adaptor karab kr chuga hm please help me 😭😭😭😭😭😭
Koi bhi mobile charger use kijiye....
Main bhi experiment ke video banata hu
🙏🙏❤❤🙏🙏❤❤👌👌
Bhaiya ye 8 ghante ka backup kese de sakta he aapne to ek hi cell lagaya he or 24 led laga di
Ye battery or pcb cirket bord jo lagaya jes me red or blue light jal rhi h ye kon si markit me mile ga
Bhai 8mm led kitne watt ka hai or kitne volt ka hai 🤔
Mobile ka battery kaisa rahega
5 minutes maximum jalega. Sirf ek battery aur itna Sara leds.
Original battery hai toh bahut acha chalega
12 led se banai maine 800 mah battery lagai hai. 3 ghante chalti hai full power me aur extra half an hour thodi kam light me
Remot pe kase room kalight of on kare
335640 charger circuit ye barobar hai kya
Backup kita dega 1 li ion 2600mah bhai or 24 ki jagah 12 led lagayi toh chalega kya reply dena bhai me banane wala hu 😮
Ye bulb kaha milte hai
Adhe ghante bhi backup nhi de payega likh ke lelo
Complete bore speech will be stopped.
Me bhi sirf dekhta hi hu
Video timing zyada hogaya aur baat zyada karne se koi fayda nahi..😢
Soldering paste lagane per soldering nahin ho raha hai
ओनली एक घंटे चलेगी।
Jaise aapko theek Lage
😂😂 one battry
1 minutes chalaga
8mm এলইডি লাগবে 100 পিস
9:39 ew
Sir mere pass battery pack banaya hun 10ah ka 12 volt lithium battery pack but but charge kaise karu 12 volt transformer se 19 volt Nikal Raha hai to kaise charge Karun bhai please help me 🙏😭🥺
Bms laga na bhai
जे हमे नही मिलती हैं।
और धीरे से बोल
Adhi hi jal rahi hai adhi Kam jal rahi hai
Njkk
Apne connection krna nahi dikhaya ye samajh me nahi aya