shwetaji mujhe jankar ye bahut khusi hui ki mere video ko dekhkar aapne pahli bar banaya aur wo achha bana, meri puri koshish rahti hai ki main chizo ko bahtar tarike se pradarsit kar saku aapke comment ke liye bahut-bahut dhanwaad
Thank you so much apna anubhav share karne ke liye aur bhi meri recipes hai aap usse try kare naye video ko dekhne ke liye channel ko Subscribe jarur kare Happy Holi
Koi baat nahi aap aise hi ghol ko rakh de rest karne ke liye achhe se faitne ke baad hi pua banaye achhe se ful jayega pua thanks for watching my video
market me measuring cups milte hai, jisme measuring likha hota hai app us cup ka istamal kar sakte hai. Hum jo ghar me cup istamal karte hai wo alag alag size ka hota hai.
Suji achhe se nahi fulti hai jiski wajah se pua chimad ho jata hai,jab bhi aap pua ke liye ghol banaye tab aap Barik suji ka istemal kare ghol ko achhe se fete aap ka pua kabhi chimad nahi hoga thanks for watching my video 😊
Thq so much...aaj Maine apka video dekh k pua banaya bhahut achha Bana ...pahli Baar pua banai hun..
Lekin bahut achha bana
shwetaji mujhe jankar ye bahut khusi hui ki mere video ko dekhkar aapne pahli bar banaya aur wo achha bana, meri puri koshish rahti hai ki main chizo ko bahtar tarike se pradarsit kar saku aapke comment ke liye bahut-bahut dhanwaad
elaichi dalne se or v achha flavour aata h. kabhi try kijiyega
@@RecipeMantraہ
000@
❤️❤️❤️
Amazing! I put little bit Saunf (Fennel seeds) too in this and it came delicious❤
Very nice pua recipe 😋👍👍
Thank you so much for your lovely feedback 😊
Thank you so much didi ❤️aapki recipe bht pasand aayi hme
😊
बढ़िया
Sukriya 😊
Gonna try this recipe for comming Holi😛
👌
Baht badhiya
Thank you so much for your lovely feedback 🙂
Nice😊👏👍
Thank you 😊
Wow nice 👌👌
Comment ke liye bahut-bahut dhanyawad 😊
Wow
Kewal gehu k aate ka bna sakte hai
Ha bana sakte hai 😊😊
Thanks 😇
@@anjaliraj3370 😊😊
Nice🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Thank you and happy Holi 😊😊
Thank u so much mam, bahut achha pua bana mere se achha pua nahi banta tha.... Aaj bahut achha bana
Thank you so much apna anubhav share karne ke liye aur bhi meri recipes hai aap usse try kare naye video ko dekhne ke liye channel ko Subscribe jarur kare Happy Holi
😘😘😘👌👌👌
बहुत सुंदर
धन्यवाद। रेसिपी मंत्रा परिवार में आपका स्वागत है।
Very nice ji mein v aise hi banati hoo
Thanks for watching my video,happy holi
This can be stored in fridge for how long
ek se do din aap ise fridge me rakhkar istemal kar sakte hai
Nice dish👍
Thank you so much 😊
Thank you❤
@@lavi_arun 😊😊
Ma'am mujhe bhiNahin aata tha banane mein pahli bar dekhkar aapka video banaa rahi hun
Aapka pua kaisa bana anubhav share jarur kare and happy Holi 😊
Thank you mam mai aaj banaugi
Apna anubhav jarur share kare thanks for watching my video 😊
@@RecipeMantra bahut tasty hua first time banaya maine
@@sanammahali8743 is tarah ke aur bhi naye video ko dekhne ke liye channel ko subscribe jarur kare thanks for watching my video 😊
I like it
Raat mey ghol bna k fridge mey rakh ker subah mey pua bna sakte h kya ?
Fridge main ghol ko rakhne ki jarurat nahi hai ghol ko aap bahar hi rakhe, thanks for watching my video 🙂
Pua banane ke baad agar ghol bach jaye to usse aap fridge me rakh sakte h
बहुत अच्छा पूआ बनाया है धन्यवाद
आप के comment के लिए बहुत बहुत धनयबाद |
Garv se kaho hum bhari hain
Jai bihar bande mataram
Jai Bihar Bande Matram 🙂
Mam suji ke jagah rice flour dal skate hai
Nahi
Agar aap isme suji nahi dalenge to pua achhe se nahi fulega thanks for watching my video 😊
bilkul chawal ka v aata le sakte h
Nahi chawal ke aate ka istemal nahi Karna hai
Suji k jgh pr chavel ka aata le skten h kya
Chawal ke aate se pua fulega nahi aapko isme suji hi dalni padegi thanks for watching my video 😊
बेस्ट ऑफ लक
Thank you 😊
Very nice mam
Thank you so much
Can pua be eaten for 2 to 3 days???
Wow amazing and very very beautiful dish 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹 🌹
Thank you
How so sweeeeeeeeeeeeeeeeeet 😍 😍 😍 😍 😍 😍 😍 😍 😍 😍
😄😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇😇☺😊
Happy Holi
Aapko aur aapke pure pariwar ko holi ki dher sari subhkamnaye
@@RecipeMantra 😊
Nice recipe
Thank you so much for your lovely feedback 🙂
Very good 😘😋
कमैंट्स के लिया बहोत बहोत धन्यबाद
Kon se oil me pua taaleee .plz btaiye
maine refine oil uske kiya hai 🙂, chahe to sarso ka tel bhi use kar sakti hai
Very tasty
Aapke comment ke liye bahut-bahut dhanyawad aur bhi naye video ko dekhne ke liye channel ko subscribe jarur kare🙂
isma humlog banana bhi add karta hai na
Agar bahut Jada puaa banana Ho to dhoodh bhi bahut lgega... Kya dhoodh K sth pani Mila skte h???
Rupali Ji Recipe Mantra parivaar me aapka swagat hai, aap dudh ke saath pani mila sakti hai
@@RecipeMantra thank you
Is me boli milk dalna h ???
Ha
Beautiful 🌈
Authentic
Ham Jharkhand ki h or isse acchi banati hu
Btane ki jaruat nhi h
@@nobigoswami8521 jarurat to thik see likhne nhi aa raha h tmko ..or chali reply dene
@@sushilakumari3260 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
Aacha
Milk kya pahle garam krke dalna hai...na aise hi packet se nikal ke hi dalte
Halka garam dudh dalna h
Mera pua gol nhi bnta fat jata h .kya kru
Aap ek baar is tarah pua banakar dekhiye aapka pua gol bhi banega aur fatega bhi nahi
Agar is recipe ko banate samay koi bhi samsya aaye to aap comment karke mujhe se puch sakte hai thanks for watching my video 😊
Kya is batter ko rat me bna k fridge me rakhna h kya ya bahar he.
Bahar rakhna hai batter ko thanks for watching my video 😊
Amazing Bihari recipe is best
Thank you
Sardio o m bohut testi hoti h
Dudh kacha rahega kya??
Nahi aapko ubla hua dudh ka istemal karna hai thanks for watching my video 😊
Bahut acchi recipe hai
Thank you so much aapke support ke liye
Dudh garm ya thanda dalna he
Halka gunguna dudh ka istemal kare
Thanks for watching my video
Nice Recipe❤❤❤
Thank you so much
Isme meine galti se phele hi chini mila diya hai galat toh nahin hai na
Koi baat nahi aap aise hi ghol ko rakh de rest karne ke liye achhe se faitne ke baad hi pua banaye achhe se ful jayega pua thanks for watching my video
Aapko aur aapke pariwar ko meri taraf se happy Holi 😊
Bhojpuri bolatu didi to badiya lagit ho
😘😘😘😘hamhu bhojpuri main sochle bani rauva log ke aashirwad rahe h jald hi karem
Happy Holi aap ko aapke pure parivar ko advance me
Plz aajai puwa pakane ke liye
200gm kitne cup hota hai
market me measuring cups milte hai, jisme measuring likha hota hai app us cup ka istamal kar sakte hai. Hum jo ghar me cup istamal karte hai wo alag alag size ka hota hai.
Madam doodh kachha to nhi chahiye na...... Ubla bhi chalega na
Dudh ubla hi istemal karna h thanks for watching my video
Nice food
Thank you
the nice video😊
Santosh Saroj nice song thanks
Nice recipe sis 👌 👌 👌 thanks for sharing
Aur bhi aisa video banao, jo bihari khana ka tarika ho
Nice recipe👌👌👌👌👌
thanks for watching, stay tuned.
ryt
Kisine banaya hai to batao achha bana hoga to mai banaungi
Maine ise banaya h aur ye bahut hi achha bana tha
Puwa me chini kaha hai
Aap pura video dekhiye baad me chini dala hai maine thanks for watching my video 😊😊
Suji k bina nhi ban saka hai??
Suji ke bina pua achhe se pulega nahi
Thanks for watching my video, happy Holi
Thankuu mam, itna jaldi reply k liye, kal try karungi aapki recepie, mujhe malpua bahot pasand hai, but banana nhi aata
मालपुआ रेसिपी आप यहाँ पर देख सकते है ua-cam.com/video/5TplQz81XNo/v-deo.html
ua-cam.com/video/5vzeacbxSrU/v-deo.html
आप इसे बनाये और अपना अनुभव शेयर जरूर करे
Isme breaking soda v dala jata h kya
Nahi baking soda ki jarurat nahi h
Nice Namaskar
Namaskar, Mere channel me aapka bahut-bahut swagat hai.
Ni
हाय
Bihari dice is best
Mere ghr m 1,2 gante tk hi rakhte h bss😅 5 se 6 ghanta tk krenge toh ho gya fir😅
1,2 ghante hi rakhte h phir v bdiya hota h don't werry
@@Ayrarajput08 🤭😋💕
Happy holi in advance
Very nice
Thanks for watching my video. Stay tuned
Soda v dey h ky
nahi soda ki jarurat nahi h isme, Thanks for watching my video Happy Holi
aap ke ghar me light nahi haikya
Good
Nice video
Thank you so much
Suji ki jagah chawal ka aatta use kar sakte hai kya ???
सूजी की जगह चावल के आटे का इस्तेमाल नहीं कर सकते हैं | आप का पुआ सख्त हो जाएगा फूलेगा भी नहीं
খুবভালো
বানানো
সেখালেন
দারুনন
আপনার মন্তব্যের জন্য ধন্যবাদ, আপনি এবং আপনার পরিবারকে খুশি এবং রঙিন হলি চান
Hahahhah, jin jin logo ne achha comment ni kiya h use 💓 ni mila, so mean this blogger is😋
❤️use hi deta H koi v jiski bat ❤️ko acchi lage...warna 💔
very nice
Thank you very much for your lovely feedback Sabita ji
Apka puwa hai kitane size ka hai
maine midiam aakar ka pua banaya hai aap apni pasand ke hisab se pua chota ya bada bana sakte h
Thank you🙂
Cup ka measurement batayein pl
200 gram
kitna suji kitna maida pls rep
200 gm maida 100 gm barik suji. Ya kisi bartan se maap rahe hai to 2 cup maida aur 1 cup suji. Video dekne ke liye dhanyabad
Aate ka pua bta dijiye ya maide ki jagah aata replace kar sakte hain ?
Maide ki jagah aap aata replace nahi kar sakte hai, aate ke puye ka process alag hota hai
Ok thanks for reply
You're welcome ☺
Maide ki jagah chawal k batter ka use kre... Pua patla aur crispy bnega aur jada tel v ni piyega.
Dudh na ho to
Aap pani ka istemal kar lijiye thanks for watching my video 😊
Nice
Thank you
@@RecipeMantra think s didi
So Beautiful
Thanks for watching my video
Anshu
Pua chimad ho jata hai aisa kyo
Suji achhe se nahi fulti hai jiski wajah se pua chimad ho jata hai,jab bhi aap pua ke liye ghol banaye tab aap Barik suji ka istemal kare ghol ko achhe se fete aap ka pua kabhi chimad nahi hoga thanks for watching my video 😊
Wow amazing
thanks a lot
👍
Thanks
Raat bhar ise freeze me rakhna hai ya bahar
Reet Roy freez main rakhne ki jarurat n h
Recipe Mantra - Hindi thanku doodh phatega to nai
Reet Roy hamne isme bowl doodh ka use Kiya hai, isliye dudh n patega
so yummy... Happy Holi
Thank you, Happy Holi
a
wow.. thanku
Manish Ranjan thank you and happy holi