Sir jo last me criteria bataya vo pehle bata dete, time waste hi nai karte 🙄 , Sab log 14 sal ke uper wale hi hoge.... And sir mujhe abroad jana he study ke liye... Kya aap suggest kar sakte ho low rate me loan kese milega???
Sir hum maharashtra ke hain main engineering ke liye loan karna chyahta hoon main Gujarat me parul university main padna chaeta hon to kya.humare state main credit card loan milega Khyati nahi
@@UnboxEducation sir isme fee structure banakar jaha se krne Wale hai education usse Lana h documents me add Krna hai to benglore manipal se kaise ye kar payege iske Bina nahi ho skta hai ?
@@UnboxEducationSir mujhe manipal se ek program post graduation in bank and finance me krna hai To iske liye mujhe loan lena hai 3 lakh ka to mujbe mil jayega 😢
मैं आपसे पूछना चाहता हूं कि इग्नू में मा हिंदी में एडमिशन लेते समय जब रोल नंबर बिना पैसे के फीस चुका नहीं दिया जाता और ना ही बैंक इस संदर्भ में स्टेट बैंक ऑफ़ इंडिया बिना रोल नंबर कोई पैसे ही देती तो फिर क्या किया जाए?
jo student jis state se loan lena chahta hai agar woh usne same state se study ki hai tohi Student Credit Card Loan milta hai sir, mai bihar ka hu lekin mujhe credit card loan nahi mila kyuki maine apni study jammu kashmir se complete ki hai.
Informative one @Guardian
Sir polytechnic ke liye milta h loan ham jharkhand se h study bhi yehi se h
Sir me haryana se hu mujhe neet ki tayari ke liye loan chahiye please mujhe guide kijiye
@@muskan_188àapne loan liya hai kya
Mil gaya kya apko loan
Sir jo last me criteria bataya vo pehle bata dete, time waste hi nai karte 🙄 , Sab log 14 sal ke uper wale hi hoge.... And sir mujhe abroad jana he study ke liye... Kya aap suggest kar sakte ho low rate me loan kese milega???
Sir Maharashtra mai ye scheme hai kya?
Sir mene course ker liya but 3.5 laakh rupees karja ho gya iske liye education loan mil jayga kya
Abhi course chal rha h kya? Ya complete ho gya .. degree mil gyi h...
Ssc CGL ki taiyari ke liye loan milega kya
Sir students ki course duration k time dead ho gai.... to kiya lone dena hota h
JISKO ADMISSION LENA HAI REPLY KARO 😊
Sir ager cradit kard ham ko mil jata gai to ham ban ya atm se rupya nikal sakte hai na❤❤ please reply
Paisa college ko milta hai,aapko nahi
@@UnboxEducation sir ham 12th pass hai our ham competition exam ki taiyari karna chahte hai uske liye loan kaise milega please bataye🙏🙏
@@bishnudevkumar8386bhai milta ha kya
Sir hum maharashtra ke hain main engineering ke liye loan karna chyahta hoon main Gujarat me parul university main padna chaeta hon to kya.humare state main credit card loan milega Khyati nahi
Sir medi help kar dijiye loan lene m please
Sir mujhe manipal se ek program post graduation in bank and finance me krna hai
To iske liye mujhe loan lena hai 3 lakh ka to mujbe mil jayega 😢
Yes you can get it
@@UnboxEducation sir isme fee structure banakar jaha se krne Wale hai education usse Lana h documents me add Krna hai to benglore manipal se kaise ye kar payege
iske Bina nahi ho skta hai ?
Kaha se ho aap ..?
Aur kis bank ke course mai enroll Kiya h
@@rajatkumar5300 Patna bihar
Sir Madhya Pradesh m student credit card loan mil jayega kya ?
Sir student credit card ke list me up State nahi hai kya sir plz reply
Which state
@@UnboxEducationSir mujhe manipal se ek program post graduation in bank and finance me krna hai
To iske liye mujhe loan lena hai 3 lakh ka to mujbe mil jayega 😢
Sir mp me nhi hai student credit card se
May be it's been started in March 2022.......www.india.gov.in/information-schemes-students-madhya-pradesh
मैं आपसे पूछना चाहता हूं कि इग्नू में मा हिंदी में एडमिशन लेते समय जब रोल नंबर बिना पैसे के फीस चुका नहीं दिया जाता और ना ही बैंक इस संदर्भ में स्टेट बैंक ऑफ़ इंडिया बिना रोल नंबर कोई पैसे ही देती तो फिर क्या किया जाए?
Gujrat stat me milega
phle State ki Spelling likhna Sikh ke bhai 😂 school jake
jo student jis state se loan lena chahta hai agar woh usne same state se study ki hai tohi Student Credit Card Loan milta hai sir, mai bihar ka hu lekin mujhe credit card loan nahi mila kyuki maine apni study jammu kashmir se complete ki hai.
Milega kahi bhi milega, college naac a ya nirf ranking honi chahiye
@@UnboxEducation bhai Mera college naac accredited ha, kahan se milega ?
@RahulLoan9 kaise bhai