Bhai please reply karna Meri gixxer sf150 mai achanak se self start nahi horha. Bilkul koi sound nahi aa raha ignition press karne pe, woh jo halki si sound aati hai battery dead hone pe, woh bhi nahi aarhi. Jump start bhi nahi horahi bike. Headlight aur horn dono chal rhi hai. Kya issue lag rha aapko?
Hello Bhai.. It's urgent Reply plz... Mere Pass Pulsur Neon 150 /-Key On Krte waqt ignition yaa koi bhi power nai dikhta... Self start bhi nai hota hai..... But kick lavaane se chalu ho jaata hai.. Aur sb function bhi work krta hai.. Baterry bhi full charge hai... To sir kya problem hoga...???
Sir mera shine sp me problem hua he, key on he lekin koi bhi light nahi chal raha he, lekin starter relay ka fuse ur giya tha i changed that but still no power, battery fully charged he
Thanks bro I was confused you solved it. Fuse bhi theek thaa. Handle hilane pr power aa jaate hai.. mtlb wire hilane pr mere bike me bhi kya yhi switch wire ka problems hai. Thanks kindly replay. Yamaha fzs bike is
Brother mere pulsar 220 ka high beam band nhi hota off karne le baad bhi aur meter chalta hai lekin display ki light off ho kati hai handle right turn karne par... Fir handle straight karne par meter ki display light wapas aa jati hai.... Exact problem kis chiz ki wajha se hai kuch samaj nhi aaraha hai.....
Bhai mere bhi ye problem thi. Abhi bhi hai maine front full fairing ho tight kare tho. Meter or kuchi bhi kam nahi kar rahi hai par kick start kardenge thi meter or sab chal raha hai. Kya karu wiring mai koi problem hai kya
Mere bike (unicorn 150) mei osram hs1 model ka h4 bulb laga hua hai. Stock halogen bulb 35w ka dha.. Aur ye sirf 6w ka hai... Isme fan nahi hai.. Ye bulb lagane keliye maine ek youTube video dekhe ac wiring ko dc mei convert kiya.. Us samay koi issue nahi dha... Bulb bahut ache roshni se jalte dhe... Avi vi roshni ka koi kami nahi hai... Lekin avi ek problem aa raha hai... Ye hamesha nahi aa raha hai... Kabhi kabhi aa ja ta hai.. Agar bike cold start karne se phle bulb on karte hai toh netural light band ho jata hai.. Matlab ignition off ho jata hai.. Chavi ko phir se gumayenge toh ignition vapas on ho jata hai.. Ek aur problem woh issue drive karne ke time mei aata hai..woh bhi baar baar nahi aata hai...gaadi chaalne ka time agar indicator on karte hai toh gadi band ho jata hai..pehle bolne ki tarah ek baar chaavi gumayenge toh vaps ignition aa jata hai aur saath mei indicator jalta hai.. Ye sab kyu aa raha hai..gaadi mei ek heavy duty relay hai woh horn keliye lagaya hai... Direct line headlight hone ke wajese ye problem aa raha ho kya.. Matlab mere gaadi mai v relay zaroori ho kya... Ya aur koi issue? Aap logon ko kya lagta hai please replay 🥺🥺🥺
Sir mere jupiter mein kabhi key on Kiya to on hoti hai pr bohot baar ignition on krne ke baad bhi speedometer on nhi hota aur self vagaira nhi leta😭plz help
Same problem kbhi aati kbhi jaati hai power. Kaiser fix hoga please kindly reply. Fuse bhi change kr diya. Ap jaisa bol rhe hai. Hilaane pr jaati hai. That means fuse ka issue nhi hai iguess
Thank you 😊 l fallow ur instructions and start my bike 👍
Thankyou ❤
Thanks bro subah se pareshan tha
Battery change karane ja rha tha
Thanks bro❤
Thank you brother😊😊😊
Thank you! Brother ❤️✨ God bless you! ❤️❤️
Thankyou ❤😘
Thank you for the valuable video brother
Welcome bro
Bhai please reply karna
Meri gixxer sf150 mai achanak se self start nahi horha. Bilkul koi sound nahi aa raha ignition press karne pe, woh jo halki si sound aati hai battery dead hone pe, woh bhi nahi aarhi. Jump start bhi nahi horahi bike.
Headlight aur horn dono chal rhi hai. Kya issue lag rha aapko?
Bhai fuse ud gaya hoga
Fuse cheak karo pahile
Fuse kaha pe hote hai gixxer sf150 mai? Battery box mai?
Bhai lekin meter box mai display toh chal raha hai. F1 bhi nahi dikha rha. Fuse udne pe toh meter box kuch display nahi karta
Hello Bhai.. It's urgent Reply plz...
Mere Pass Pulsur Neon 150 /-Key On Krte waqt ignition yaa koi bhi power nai dikhta... Self start bhi nai hota hai.....
But kick lavaane se chalu ho jaata hai.. Aur sb function bhi work krta hai.. Baterry bhi full charge hai... To sir kya problem hoga...???
Switch ka wairing cheak kari frist second fuse mai carban hai kya cheak kari ye 2 reason ho sakte hai
@@omkargurav07 thanks a lot... Abi chek kr leta hu
@@omkargurav07 yaar switch ka wiring khol kr Check krne ke liye 500/- bolte hai yaha
Sir mera shine sp me problem hua he, key on he lekin koi bhi light nahi chal raha he, lekin starter relay ka fuse ur giya tha i changed that but still no power, battery fully charged he
Fuse chek karo
@@omkargurav07 fuse ok he
Thanks bro I was confused you solved it.
Fuse bhi theek thaa. Handle hilane pr power aa jaate hai.. mtlb wire hilane pr mere bike me bhi kya yhi switch wire ka problems hai.
Thanks kindly replay.
Yamaha fzs bike is
Ab thik hua kya
@@omkargurav07 han bhai yhi problem thi solve ho gyi ..
You saved me thanks.
Mera bike bi Fz s he bhai....jyada sa problems aa raha he iss bike per
My problem is i forgot to off the key from my bike and it ON for a day,then power not coming to meter.please help
mera bhi yahi hua hai batao kaise thik hia apka
Thank you 😊
Thanks for video
Same problem came to my bike now
Video dekh kar step by step solve karo
Bhai kha se ho
Maharshtra
Mere pass pulsar as150 hai , key lgane se meter onn nhi hota ,but power start krne par acceleration dene par meter me light aa jata hai .
Agar maestro edge Scotty me problem kaise solve kre
Pahile problem chek karo spark dekho aa raha hai ki nhi uske bad carborator aur filter dekho
Brother mere pulsar 220 ka high beam band nhi hota off karne le baad bhi aur meter chalta hai lekin display ki light off ho kati hai handle right turn karne par... Fir handle straight karne par meter ki display light wapas aa jati hai.... Exact problem kis chiz ki wajha se hai kuch samaj nhi aaraha hai.....
Bhai BCU cheak karo
Dusre 220 bike ka bcu lagakar chel karo ekbar problem pata chal jayega
Same problem bro. my bike hero splendor bs6 . What should I do now .to solve the problem. I want check censor or I follow your video.
Thankyou bro
sir mere ns160 he mere bike chalte chalte 60 70 k speed par chod pakad karte he speed kam jada hote he asa lagta he ki pertol khatam hone wala he
Bhai apki bike carborator wali hai kya
Varborator wali hogi to bike ka air screew kholo 2000 rpm var gadi ko rako aur set karo
Aur spark plug clean karo
ok bhai
Bhai mere bhi ye problem thi. Abhi bhi hai maine front full fairing ho tight kare tho. Meter or kuchi bhi kam nahi kar rahi hai par kick start kardenge thi meter or sab chal raha hai. Kya karu wiring mai koi problem hai kya
Same problem
@@rishapshaw4417 bhai vo keyset ka complaint hai . Mere bhi keyset change Kiya ab ok hai sab. Apka bike ka battery tik hai na fuse bhi check karo
Switch dekho kahi lose to nhi hai, vrna miter mai white color ki tar jati hai who kahi cut hai kya cheak karo
Ok bhai
Meri chalte chalte off ho jati h, fir se on off karna padta h, kabhi kabhi to baar baar karna padta h
Swift kharab ho gaya hai
@@omkargurav07 mechanic bata rha tha pura lock badalna padega,
Lock badalwana padega kya bhai, yaar fir mechanic se kya bole?
Bhai kaise thik hua btao ,same problem hai aur mechanic bhi same bol raha h
Kha se karaya apne shop no . Dedo
mai khud macanic hu
Mere bike (unicorn 150) mei osram hs1 model ka h4 bulb laga hua hai. Stock halogen bulb 35w ka dha.. Aur ye sirf 6w ka hai... Isme fan nahi hai.. Ye bulb lagane keliye maine ek youTube video dekhe ac wiring ko dc mei convert kiya.. Us samay koi issue nahi dha... Bulb bahut ache roshni se jalte dhe... Avi vi roshni ka koi kami nahi hai... Lekin avi ek problem aa raha hai... Ye hamesha nahi aa raha hai... Kabhi kabhi aa ja ta hai.. Agar bike cold start karne se phle bulb on karte hai toh netural light band ho jata hai.. Matlab ignition off ho jata hai.. Chavi ko phir se gumayenge toh ignition vapas on ho jata hai.. Ek aur problem woh issue drive karne ke time mei aata hai..woh bhi baar baar nahi aata hai...gaadi chaalne ka time agar indicator on karte hai toh gadi band ho jata hai..pehle bolne ki tarah ek baar chaavi gumayenge toh vaps ignition aa jata hai aur saath mei indicator jalta hai.. Ye sab kyu aa raha hai..gaadi mei ek heavy duty relay hai woh horn keliye lagaya hai... Direct line headlight hone ke wajese ye problem aa raha ho kya.. Matlab mere gaadi mai v relay zaroori ho kya... Ya aur koi issue? Aap logon ko kya lagta hai please replay 🥺🥺🥺
Mujhe insta par contact karo
Thanks for your reply bro... Insta id dedo ☺
Tq bro❤❤❤
Bhai mera handle lock karne ke bad...jab on kiya current nehi aa raha he...kya kare
Switch vairing cheak karo
Pulser 220 sabi off karne k baat bhi meter jalte rahte he.... Bohot der bat off hoti he.... Plzz help me bro
Mitter capacitor chek karo
please tell me how to remove centre seat
Cable se
Pulsar 220 ki seat milegi kya
Kahase ho bhai
For my pulsar 150 lights are working but meter box is not working...and not starting by kicker also what to do?
Battery fuse
honda livo hai key se on karne ke baad bhi on nhi ho rhi hai kick se bhi start nhi ho rhi hai
Fuse dekho varna switch ka vir cheak karo
Sir mere jupiter mein kabhi key on Kiya to on hoti hai pr bohot baar ignition on krne ke baad bhi speedometer on nhi hota aur self vagaira nhi leta😭plz help
Ignation switch chek Karto
Good
Thanks
Thanks
Hunk bike ka meter mereko chiye
Olx karo bhai
Electric power nhi aa rhi hai ,key on krne baad bhi light nhi aa rhi hai
Pahile bhai bike ka fuse chek karo fuse ok hai to bad mai switch wire chek karo
Usefull
Same problem in my bike but key lakane pr blink hoti he or kbi kbi chalte hue power chali jati he fir key hilane pe power aa jati h
Same problem
Same problem kbhi aati kbhi jaati hai power.
Kaiser fix hoga please kindly reply.
Fuse bhi change kr diya.
Ap jaisa bol rhe hai. Hilaane pr jaati hai.
That means fuse ka issue nhi hai iguess
👍👍👍.
Good