Abhi kahan tak complete ho gaya ye expressway. Delhi se nikal kar kahan tak ispe bina rukawat jaya ja sakta hai. Main Sangrur me rehta hu. Mera KMP tak kafi aana jaana rehta hai.
sir how to access jind - safidon - paniipat raod (sh-14) from delhi katra expressway? also is there any exit to village baniya khera from amritsar katra expressway?
It's a really odd situation that two expressways are passing beside this village and there is no entry exit for it. If we have to reach Baniya Khera from Katra expressway, we would have to take exit at NH-152D and then take exit at SH-14.
Delhi Katra Bahut Important Expressway Hone wala Hai kyunki GT road me bahot trafic hai to is new road me trafic jyada hoskta hai isliye NHAI ko ye shuru se hi six lane ka bnana chaiye tha NHAI aur dusre imp expressway bhi six lane ke bna rhi hai yeh pta ni kyu 4 lane ka banaya hai Sir agar aapke pass iski koi information hai to plz share kijiye
Most probably, cost ko limit me rakhne ke liye ise 4 lanes ka banaya hoga, aapne theek kaha, GT road + Rohtak Road, dono hi overloaded hai, isiliye DKE ka 6 lanes banana jyada behtar rahta
Respected sir ji ek bat batana, hum sab chahte the ki ye expressway at least 6 lane hona chahiye tha but i think ki jo 3rd extra lane hai usse kya ye six lane nahi ban gya kya? Ye is lane me koi difference hai?
That lane is for emergency stoppages only. Vehicles should not be running on it like other two lanes as per traffic rules..... but as most people don't follow rules at all, people will use it at 120kmph and overtaking making it dangerous
Right Sir, ye road normal 2 lane ke roads se kaafi jyada hai, almost 3 lanes. Shoulder lane ki width jyada rakhi hai, mujhe bhi yahi lagta hai ki ise 3 lanes ka hi banana chahiye tha. Ye kuch naya sikh kar aaye honge Europe se
@@omw77 Yes.. but ek baat hai ambala hisar road par abhi barricading ki hui hai.. usko cross karne ke liye interchange se neeche uttar ke phir wrong side se interchange ko use karke wrong side jana pdta hai.. interchange pe highway authority wale log hote h woh guide kar de ge (1)
@@omw77 Phir thoda agge khanauri side jaa kar highway pe barricading hai.. uss ke liye waha pe divider ke beech se doosri side jane ka rasta hai.. doosri side barricading khuli hai waha se khanauri tak bina ruke ja sakte hai.. magar ab shayad barricading remove karde kyoke punjab enter karte hi ekk tramission line ka pole sadak ke beech mei aa geya tha jisko innho ne abhi hata diya aur sadak daalne ka kaam chal raha hai waha pe.. 1-2 din mei kaam ho jayega complete..(2)
Pura ban chuka bus ek last wale railway overbridge pe kam bacha hua h. Wo bhi steel girder se connect ho chuka. Mostly 1 lane open ho jaega in 1 month and both lanes by December end.
Brother iska yeh waala jo intersection hai 152 D waala uspe tolls chaalu hai ?? Aur ek aur question tha jaise KMP pe chadenge toh tag register hota hai lekin Delhi Katra expressway pe toh koi exit toll hai hi nahi toh phir uska toll kaise katega please help me on this kyunki mein Delhi se Chandigarh travel karne waala hoon issi route se
Good information..
NHAI has installed a sign board on 152 D vide which mentioned about tge opening of Delhi Katra Expressway
Can we enter on 152D from Delhi katra expressway or there are still blocks placed...thanks
🎉🎉Gd
Request you to share Google location of this interchange as i am unable to find the same on Google maps
How much time it takes to reach Chandigarh from this highway from kmp
Always Good covering by Drone
Apna Face jarur dekhaya kare
Thanks
Very nice of you, Sir
Please share Google link in discription
Sure Sir, will add it
How.muchdistance.from.hallgate.Alburt.road
Mir Sir, plz location ek baar dubara batana
Cover till Katra
Is it open to use now till ambala and how much time it takes from kmp to ambala and then ambala to Chandigarh
@@magansatsangi3578 it's open, officially open with active toll plazas
KMP se NH-152D 80 km, vaha se Ambala 115 kms, 80 ki average speed maane to 2.30 me Ambala, 2 hours with average speed of 100
Abhi kahan tak complete ho gaya ye expressway. Delhi se nikal kar kahan tak ispe bina rukawat jaya ja sakta hai. Main Sangrur me rehta hu. Mera KMP tak kafi aana jaana rehta hai.
Punjab border tk complete hai Khanauri me only exit Hai Delhi jane ke liye entry kaithal Narwana Road se hai
Bilkul sahi
sir how to access jind - safidon - paniipat raod (sh-14) from delhi katra expressway?
also is there any exit to village baniya khera from amritsar katra expressway?
It's a really odd situation that two expressways are passing beside this village and there is no entry exit for it. If we have to reach Baniya Khera from Katra expressway, we would have to take exit at NH-152D and then take exit at SH-14.
Thanks for reply sir. But it’s weird there is no intersaction with sh-14
Good
Delhi Katra Bahut Important Expressway Hone wala Hai kyunki GT road me bahot trafic hai to is new road me trafic jyada hoskta hai isliye NHAI ko ye shuru se hi six lane ka bnana chaiye tha NHAI aur dusre imp expressway bhi six lane ke bna rhi hai yeh pta ni kyu 4 lane ka banaya hai
Sir agar aapke pass iski koi information hai to plz share kijiye
Most probably, cost ko limit me rakhne ke liye ise 4 lanes ka banaya hoga, aapne theek kaha, GT road + Rohtak Road, dono hi overloaded hai, isiliye DKE ka 6 lanes banana jyada behtar rahta
Narnaul ki taraf se jo bhi cal aaenge vah Katra Expressway per Kaise entry Karenge vah dikhao
Respected sir ji ek bat batana, hum sab chahte the ki ye expressway at least 6 lane hona chahiye tha but i think ki jo 3rd extra lane hai usse kya ye six lane nahi ban gya kya? Ye is lane me koi difference hai?
That lane is for emergency stoppages only. Vehicles should not be running on it like other two lanes as per traffic rules..... but as most people don't follow rules at all, people will use it at 120kmph and overtaking making it dangerous
Right Sir, ye road normal 2 lane ke roads se kaafi jyada hai, almost 3 lanes. Shoulder lane ki width jyada rakhi hai, mujhe bhi yahi lagta hai ki ise 3 lanes ka hi banana chahiye tha. Ye kuch naya sikh kar aaye honge Europe se
Right
@@omw77 Europe ka sauda yha koni chalta pandit ji
@EcomMonk 😅😅
EPH se agar jate hai to kaha tak lagataar ja sakte hai? kiya sangrur tak ja sakte hai kiya?
Haryana section hi open hai abhi, Exit 8 se Narwana se hote huye jana hoga abhi
Sir khanauri tak khul geya.. maine kal hi use kita iss nu
@paramjitkhaira13 bahut badhiya and thanks for sharing the info
@@omw77 Yes.. but ek baat hai ambala hisar road par abhi barricading ki hui hai.. usko cross karne ke liye interchange se neeche uttar ke phir wrong side se interchange ko use karke wrong side jana pdta hai.. interchange pe highway authority wale log hote h woh guide kar de ge (1)
@@omw77 Phir thoda agge khanauri side jaa kar highway pe barricading hai.. uss ke liye waha pe divider ke beech se doosri side jane ka rasta hai.. doosri side barricading khuli hai waha se khanauri tak bina ruke ja sakte hai.. magar ab shayad barricading remove karde kyoke punjab enter karte hi ekk tramission line ka pole sadak ke beech mei aa geya tha jisko innho ne abhi hata diya aur sadak daalne ka kaam chal raha hai waha pe.. 1-2 din mei kaam ho jayega complete..(2)
Bhai kmp to khannuri tak ja skte hain katra expressway par plz sir reply????
Ja sakte hai Sir, bas dhyan se drive karna, wrong side aane wale vehicles mil sakte hai
Bhaijaan rewari bypass update do please sab ko keh k thak gya hu kya h kisi bande me dum jo rewari bypass cover kr ske
Sorry Adil bhai, mera aana nahi hua udhar, abhi Mohit bhai ne kal video daali hai kya usme unhone ise cover nahi kiya?
@omw77 nhi bhai.
@AdilKhan-zc5ec ohh
@@omw77 🙏 please bhaijaan cover kro yaar aapse umeed h humko
Pura ban chuka bus ek last wale railway overbridge pe kam bacha hua h. Wo bhi steel girder se connect ho chuka. Mostly 1 lane open ho jaega in 1 month and both lanes by December end.
Brother iska yeh waala jo intersection hai 152 D waala uspe tolls chaalu hai ?? Aur ek aur question tha jaise KMP pe chadenge toh tag register hota hai lekin Delhi Katra expressway pe toh koi exit toll hai hi nahi toh phir uska toll kaise katega please help me on this kyunki mein Delhi se Chandigarh travel karne waala hoon issi route se
Ye baat me karuga confirm, mera 4-5 baar to toll kuchh bhi nahi kata aur abhi last time 195 charge kiye (entry exit from Asauda)
Bai Punjab ka v update do
Ji Sir, jarur
Sir videos apki informative hain. But Camera Quality improvement krlijiye. ❤
Jarur Sir, thanks for your suggestion
Jaldi punjab aao bhai
Aana hai jaldi hi
MODI HAI TO MUMKIN HAI