Use Discount Code ARJ for StudyIQ Judiciary Courses at a Maximum discount! Hurry Enroll Now : studyiq.u9ilnk.me/d/9kiiOBrpbc Telegram Handle - t.me/arjitachaturvedi 🎊 BRAHMASTRA FOUNDATION BATCH for all PCS (J)🎊 📌Batch Link - www.studyiq.com/course-detail/brahmastra-judiciary-live-foundation-batch 🎉 Use Code " ARJ" to get Maximum Discount For any queries reach out to us ☎76-4000-3000 Click here for Whatsapp Chat wa.me/919649876464
MPCJ ke case me SC ne jo 70% aur 3 sal ke pratice wali bat ko lekar decision Diya tha woh decision sahi hai hi nahi kyonki SC ne गुणवत्तापूर्ण ki bat to kah di lekin गुणवता ka maapdand ke baare me dhyaan nahi diya kyonki गुणवत्ता ke maapdand hi jab sahi nahi hai to phir गुणवत्ता ka nirdharan sahi tarike se kaise woh maapdand kar sakta hai... SC se itani badi galti hogi yakin nahi hota... Agar high Court ke hi decision ko bhi SC bina Vichaar kiye sahi maan leta hai to phir SC se bhul to hogi hi isliye SC ko yah nahi sochna chahiye ki High court ne गुणवत्ता ko lekar jo 70% aur 3 sal ki practice ko lekar sahi bataya hai woh sahi hi hoga balki SC ko Gambhir Vichar karna chahiye eak bar ki abhi bhi mouka hai aur is case me sahi decision Diya ja sakta hai... Kya NEET ke ya UPSC ke ya engineering ke exam me 70% marks pane walo ko hi mouka milta hai agar nahi to phir kya abtak desh me qabil IAS,IPS ya Doctor, Engineer nahi bane hain ya bante hain. Koi bhi selection hone ke baad hi sikhta hai lekin kabhi kavar hi aisa hota hai ki eak do aise nikalte hain jo selection ke pahale se hi sikhe hote hain. Main kabhi bhi ise sahi decision nahi Maan sakta ki 70% paane walo aur 3 sal tak pratice karne walo ke pass गुणवत्ता hoti hai aur bakiyon ke pass nahi. Kya MPCJ ke exam me 70% pane wale sirf 77 abhyarthiyon ne hi exam Diya tha jinka chayana interview ke liye hua hai to phir 3 sal pratice karne walo me se eak ka bhi chayan nahi hua hai kya agar nahi hua to phir गुणवत्ता kaha gayi jo kaha gaya tha ki 3 sal walo ke pass गुणवत्ता hoti hai lekin 3 sal pratice wale to exam tak nahi nikal paaye bataiye aur baki ke 70% paane wale fail kyon ho gaye jabki unke pass to गुणवत्ता thi to pass kyon nahi hue... Zaruri bat ki jin 77 abhyarthiyon ka chayan interview ke liye Kiya Gaya hai aur SC bhi Maan Raha hai ki ye 77 abhyarthi 70% marks paane wale hain to phir Interview me in sabhi 77 abhyarthiyon ka chayan ho jana chahiye tab kyonki inke pass to गुणवत्ता hai na 70% marks ka lekin puri duniya janti hai ki interview ke liye jitane logo ko bulaya jata hai uname se aadhe logo ka bhi selection nahi ho pata aur interview me fail ho jate hain lekin yaha to inke pass गुणवत्ता hai to sabhi ka selection ho jana chahiye aur main bolta hu ki interview ki hi kya zarurat hai kyonki interview ke liya bulana matlab ki khud hi inke गुणवत्ता par Shak karna hoga, hai na. Is mamale me SC se bhul hui hai jo mujhge bhi dukh hua hai ki SC sahi decision Dene me bhul kyon kar diya sirf High court ke bato par dhyaan dekar aur khud Gambhir Vichar karna zaruri nahi samjha...
हाई कोर्ट ने फिर 3 साल की प्रैक्टिस और 70% वालों को प्री की कटआफ फिर से बनाने को क्यों बोला । निर्णय के अनुसार तो 70% या तीन वर्ष की वकालत के साथ प्री की कट आफ भी बनना चाहिए।
Use Discount Code ARJ for StudyIQ Judiciary Courses at a Maximum discount!
Hurry Enroll Now : studyiq.u9ilnk.me/d/9kiiOBrpbc
Telegram Handle -
t.me/arjitachaturvedi
🎊 BRAHMASTRA FOUNDATION BATCH for all PCS (J)🎊
📌Batch Link - www.studyiq.com/course-detail/brahmastra-judiciary-live-foundation-batch
🎉 Use Code " ARJ" to get Maximum Discount
For any queries reach out to us ☎76-4000-3000
Click here for Whatsapp Chat
wa.me/919649876464
MPCJ ke case me SC ne jo 70% aur 3 sal ke pratice wali bat ko lekar decision Diya tha woh decision sahi hai hi nahi kyonki SC ne गुणवत्तापूर्ण ki bat to kah di lekin गुणवता ka maapdand ke baare me dhyaan nahi diya kyonki गुणवत्ता ke maapdand hi jab sahi nahi hai to phir गुणवत्ता ka nirdharan sahi tarike se kaise woh maapdand kar sakta hai...
SC se itani badi galti hogi yakin nahi hota...
Agar high Court ke hi decision ko bhi SC bina Vichaar kiye sahi maan leta hai to phir SC se bhul to hogi hi isliye SC ko yah nahi sochna chahiye ki High court ne गुणवत्ता ko lekar jo 70% aur 3 sal ki practice ko lekar sahi bataya hai woh sahi hi hoga balki SC ko Gambhir Vichar karna chahiye eak bar ki abhi bhi mouka hai aur is case me sahi decision Diya ja sakta hai...
Kya NEET ke ya UPSC ke ya engineering ke exam me 70% marks pane walo ko hi mouka milta hai agar nahi to phir kya abtak desh me qabil IAS,IPS ya Doctor, Engineer nahi bane hain ya bante hain.
Koi bhi selection hone ke baad hi sikhta hai lekin kabhi kavar hi aisa hota hai ki eak do aise nikalte hain jo selection ke pahale se hi sikhe hote hain.
Main kabhi bhi ise sahi decision nahi Maan sakta ki 70% paane walo aur 3 sal tak pratice karne walo ke pass गुणवत्ता hoti hai aur bakiyon ke pass nahi.
Kya MPCJ ke exam me 70% pane wale sirf 77 abhyarthiyon ne hi exam Diya tha jinka chayana interview ke liye hua hai to phir 3 sal pratice karne walo me se eak ka bhi chayan nahi hua hai kya agar nahi hua to phir गुणवत्ता kaha gayi jo kaha gaya tha ki 3 sal walo ke pass गुणवत्ता hoti hai lekin 3 sal pratice wale to exam tak nahi nikal paaye bataiye aur baki ke 70% paane wale fail kyon ho gaye jabki unke pass to गुणवत्ता thi to pass kyon nahi hue...
Zaruri bat ki jin 77 abhyarthiyon ka chayan interview ke liye Kiya Gaya hai aur SC bhi Maan Raha hai ki ye 77 abhyarthi 70% marks paane wale hain to phir Interview me in sabhi 77 abhyarthiyon ka chayan ho jana chahiye tab kyonki inke pass to गुणवत्ता hai na 70% marks ka lekin puri duniya janti hai ki interview ke liye jitane logo ko bulaya jata hai uname se aadhe logo ka bhi selection nahi ho pata aur interview me fail ho jate hain lekin yaha to inke pass गुणवत्ता hai to sabhi ka selection ho jana chahiye aur main bolta hu ki interview ki hi kya zarurat hai kyonki interview ke liya bulana matlab ki khud hi inke गुणवत्ता par Shak karna hoga, hai na.
Is mamale me SC se bhul hui hai jo mujhge bhi dukh hua hai ki SC sahi decision Dene me bhul kyon kar diya sirf High court ke bato par dhyaan dekar aur khud Gambhir Vichar karna zaruri nahi samjha...
हाई कोर्ट ने फिर 3 साल की प्रैक्टिस और 70% वालों को प्री की कटआफ फिर से बनाने को क्यों बोला । निर्णय के अनुसार तो 70% या तीन वर्ष की वकालत के साथ प्री की कट आफ भी बनना चाहिए।
Higher judiciary mai already experience mangti h toh law fresher's key liyye kuch choro mauka
Abhi sirf temporary injunction lga h.. ap kaise keh rhi ho ki exam nhi hoga.. abhi 1 October ko respondent ko suna jayga fr decide hoga
Experience nhi hona chahiye
Sarkar or judges expected Hai bhi nhi ki students ke favour mai
Ye sedha sedha private university ko benefit hai bs..kuki 70 % wahe banege law mai
Government university and college mai 70 % nahi banta
Private university mai dhada dadh admission ho rahe hai 70% marks ki guarantee k lye
Madam number of attempts ka bhi koi criteria hai kua
ATKT Rules nhi hona chahiye 😢😢😢
Mains exam ke pahle hi mp High court ka disition aa chuka tha
Collegium System me 70% dimag chahiye hota hai ya nahi.
1/10 के नियम का क्या होगा ?
Good evining
Obc ke liye 50 % hi h na bas
no 70 yar
60 % krdo 70% ki jaga kuki bohut se intelligent log hai jo government University mai 62 to 65% laye hai
😊😊😊😊
Bakwas faisla h..experience jaruri kr dete to dhang ke judges niklte... Dimaag hota jinme..bas kitaabi keede na hote.