Ladka aacha ho Accha kamata ho,acchi job ho Ghar accha ho Bank balnce ho Zameen ho Nasha na krta ho Maa baap k akela ho Biwi ko kush rakkhe...gift deta rhe.. Maa baap ki na sune...bas hamari beti k spne poora krta rhe... Ye dahez nai h kya ....ladki Wale mangte h.....iska jawab kon denga.....
Jo galat hai usko punishment milna hi chahiye. Chahe male ho ya female par court ladke ko. Jo jabardsti maintenance fix mar deta hai aaur ladki. Uske paise se hi usko fansati hai aisa rule world mei kahin nahi hoga not even Afghanistan. Aaur Politician kehte hai hum developed countries se muqabla karenge 😂😂😂
Agar dahej Lena galat hee too alumini dena vv galat hee kyun ki mard aur aauraat dono insaan hee aur agar ladki koo divorce chahie too khud kamai karke khud khae ladka kk paas rahega too ladka dega ,isiliye Indian law ladko kk liye kharab hee
Bhaiya aaj 99 percent cases false hote hai aaur aap abhi ismein pade nahi ho to iska effect kya hota hai pariwar aap nahi samajh sakte. Please raise your voice
Aj bhi shadi me sara kharch ladki Wale hi krte hai....ladki hi ldke k ghar jati hai jha wo puri tarah vulnerable hoti hai ....har din aj bhi cruelty ki news aati hai ....rules harsh hone chaiye ....Subhash jse case me problem rules ki km ar corrupt judge ki jda hai .....
Ek kaam karo didi shadi mat karna aap. Rahane do, koi zaroorat nahi hai aapki is samaj ko Na shadi karna aur na kharcha aur na hi sasural Jake vulnerable rahana aur naa hi kisi larke ki zindagi kharab karna apni soch se Bas aap single hi theek ho Koi larka Bach jayega suicide karne se
@@himanshusingh5565 apki jankari k lye m already happily married hu .....ar Subhash k case me judge ar culprits ko punishment honi chaiye ....pr rules women friendly hone chaiye because marriage is not fair institution. Ladki apna ghar sb chor k ladke k ghar jati hai iska jb samaj me ulta hone lge to rules badal lena ..
@@manasraj7700 Ek case me esa hua hai jisme clearly bad intention ldki ki family k the. ...case to case situation alag hoti hai . .survey ya report dkho ap kaun jda preshan hai. ..crime kiske against jda hai
@@prabhasingh7961 Crime definitely women ke against zyada hai, Lekin ek crime ki saja judiciary me milti hai Lekin ek judicial crime ki saja Kahi par nahi milti
DAHEJ KA KANOON BHARAT DESH ME KABHI LAGU NAHI HO SAKTA GAREEB INSAAN KE LIYA HI DARE KANOON LAGU HOTA HAI AMEER LOG JANTA KO LOUT KR BADE BADE DAHEJ DIYA JATA HAI
Bhai dahej south me bahot hota hai, North se zyada Aur doosri baat, jab false dahej case me bhi saja ho jaati hai to insan dahej hi le lega Kyoki dahej naa bhi le, phir bhi complaint pe jail to ho hi jaati hai What will you prefer?? 1) dahej leke jail jana 2) Bina dahej liye jail jana
Ladka aacha ho
Accha kamata ho,acchi job ho
Ghar accha ho
Bank balnce ho
Zameen ho
Nasha na krta ho
Maa baap k akela ho
Biwi ko kush rakkhe...gift deta rhe..
Maa baap ki na sune...bas hamari beti k spne poora krta rhe...
Ye dahez nai h kya ....ladki Wale mangte h.....iska jawab kon denga.....
#ashamedtobrindian #corruptjudiciary #corruptindia aisi shaadi ki pratah ko laat marte hain
Don’t get married, learn from this
एक जमाना था जब,
शादी में भरोसेमंद साथी मिला करता था।
और आज ऐसा वक्त शुरू हो चुका है जब,
शादी का मतलब बर्बादी बन चुका है।
India’s judicial system 🤡🤡🤡
Most misused law in Indian legal system..
Jo galat hai usko punishment milna hi chahiye. Chahe male ho ya female par court ladke ko. Jo jabardsti maintenance fix mar deta hai aaur ladki. Uske paise se hi usko fansati hai aisa rule world mei kahin nahi hoga not even Afghanistan. Aaur Politician kehte hai hum developed countries se muqabla karenge 😂😂😂
Need change in laws 😔😔 I am not married yet but kal se bas issi bande ke bare me soch rha hu....
Stay happy or married
नही करोगे तो देश वासीयों को 🔔 फरक पड़ने वाला है।
Agar dahej Lena galat hee too alumini dena vv galat hee kyun ki mard aur aauraat dono insaan hee aur agar ladki koo divorce chahie too khud kamai karke khud khae ladka kk paas rahega too ladka dega ,isiliye Indian law ladko kk liye kharab hee
Bhaiya aaj 99 percent cases false hote hai aaur aap abhi ismein pade nahi ho to iska effect kya hota hai pariwar aap nahi samajh sakte. Please raise your voice
80% fraud hai
Justice for atul
Ssc scam par v ek video
#ashamedtobrindian #corruptjudiciary #corruptindia
Aj bhi shadi me sara kharch ladki Wale hi krte hai....ladki hi ldke k ghar jati hai jha wo puri tarah vulnerable hoti hai ....har din aj bhi cruelty ki news aati hai ....rules harsh hone chaiye ....Subhash jse case me problem rules ki km ar corrupt judge ki jda hai .....
Even supreme court has agreed that 498A is widely misused.
Ek kaam karo didi shadi mat karna aap. Rahane do, koi zaroorat nahi hai aapki is samaj ko
Na shadi karna aur na kharcha aur na hi sasural Jake vulnerable rahana aur naa hi kisi larke ki zindagi kharab karna apni soch se
Bas aap single hi theek ho
Koi larka Bach jayega suicide karne se
@@himanshusingh5565 apki jankari k lye m already happily married hu .....ar Subhash k case me judge ar culprits ko punishment honi chaiye ....pr rules women friendly hone chaiye because marriage is not fair institution. Ladki apna ghar sb chor k ladke k ghar jati hai iska jb samaj me ulta hone lge to rules badal lena ..
@@manasraj7700 Ek case me esa hua hai jisme clearly bad intention ldki ki family k the. ...case to case situation alag hoti hai . .survey ya report dkho ap kaun jda preshan hai. ..crime kiske against jda hai
@@prabhasingh7961
Crime definitely women ke against zyada hai,
Lekin ek crime ki saja judiciary me milti hai
Lekin ek judicial crime ki saja
Kahi par nahi milti
8A ki tehat nirdosh sabit karo balki use doshi sabit karo aisa kuch nahi hota. Same as ED law 😅
Jhooti case to murder aur theft mein bhi hota hai to usko bhi badal do, let murders and theives to be free to do anything
Judge k khilaf FIR Tak nhi hua hai
Juthe rape caee bhi bahut chal rahe hai with farji dowry case. unpe bhi law change hone chahiye.
DAHEJ KA KANOON BHARAT DESH ME KABHI LAGU NAHI HO SAKTA GAREEB INSAAN KE LIYA HI DARE KANOON LAGU HOTA HAI AMEER LOG JANTA KO LOUT KR BADE BADE DAHEJ DIYA JATA HAI
Shadi karo aur lhudkushi bhi karo waah
Lagta hai yeh law north walon ke liye nahi hai...kyunki vahan to abhi bhi Dahej system chalu hai aur kanoon pata nahi Kahan hai
Bhai dahej south me bahot hota hai, North se zyada
Aur doosri baat, jab false dahej case me bhi saja ho jaati hai to insan dahej hi le lega
Kyoki dahej naa bhi le, phir bhi complaint pe jail to ho hi jaati hai
What will you prefer??
1) dahej leke jail jana
2) Bina dahej liye jail jana
@himanshusingh5565 Dahej lena hi kyun chahiye main question yeh hai
@@pradeepchauhanvlog
Ha to mat liyo dahej, achi baat hai
Dahej Lene ko kon force kar raha aapko
Dahej na leke samaj ka bhala ho jayega
Mat liyo
Judges ,lawers only llb se crorepati ..wow kya situations hai Indian Judiciary systems 😂😂kavi cbi ED act on lawers sune ho koi😂😂