Mam Aapke bolne se hum ISS Baar se Pitra paksha mein Apne Dadaji Ka photo ko niche utaar ke,white cloth table pr bicha ke roj subah shaam dhoop aur deep dikhata Hu. Unke paas ek lota jal Rakh deta Hu aur white flowers Ka garland khud haath se BNA ke pahnata Hu.😊😊😊😊
..Pranaam Aunty ji.. Aapne Pittro ki photo aurr sabbhhi baate acchhe se detailed mein bataayi hai.. Thank you Aunty ji itni important information dene kee leeye.. Aapne Pittro ke baare mein bahoot acchhe se information dee hai.. Thanks Aunty ji..
@@AsanZindagi Aunty ji kia 17 September amabasya ke din agar pitru ke liye sirf tarpan kia jaye to kia tarpan karta ko uss din vrat ka palan karna hai? kripaya bataye in
@@AsanZindagi ma'am bhut log bta rhe hai aise jagah pitro ki photo lagana chahiye jha kisi ki nazar na jaye so Maine aap se hi confirm kre bt ma'am meri mummy aapke bataye hue bato pe 100℅ trust karti aur aap jo batati hai vhi karti thnqq so much ma'am 🙏🙏
Anty ji m aaj period m hu jitita puja k din mera 5 day hoga .m pure din ka fast rakhti hu m puja kru ya nhi .ya kis trh m apne jitiya k loket ki puja krau ,mere family members humse dur rhte h .kya m esa krsakti hu ki pure din ka fast rakhke husband se Sam ko puja kra sakti hu .pr wo pure din ka fast nhi rakh sakte to m kya kru pls btana .ya m 5 day pr puja krsakti hu 🙏
Sharda didi ji pranaam mai kafi time se puchhna chah rahi thi ki apne guru ji photos ko kahan lagana chahiye kripa karke bataiyega 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🥀🌷🌹💐🌸🌺💮🏵️🌼🌼🤔or ek baat puchhna chah rahi hoon ki mera 16 somvar ka vrat dashahara ke din 17 vaan hi raha h to mujhe ek dum simpal se karna h udhyapan havan to karna hi h lekin UA-cam me kisi ne kaha h ki 16 pandit or unki sath me patniyan bhi matlab jode ke sath bhojan karna or un sabko vastr bhi dena h to Mai aapka hi dekhti hoon agar aap bolengi ki ye jaruri hi h to Mai karungi varna nahi kyonki mujhe sab taiyariyan akele hi karna hoga so aap jarur bataiyega 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🥀🌷💐
Madam ap keh rahi hai keepetero key photo bed room may nahi lagni cheya ager 3room ho sab bed lageh ho tab kaha per petero kee photo lagaya photo south ot north may lagaye eskee jankari dey fanyavad
Aunty ji Namaskaar 🙏🙏 Aunty ji humne naya Ghar liya hai, to kya Sirf satyanarayan Bhagwan ki Katha sunkar ghar me pravesh kr sakte hain.... Plz bataiye
Mjhe ye janna h ki diwali k samay mere ghr k laxmi ganesh ki murti ka visarjan nhi kr paye the purane murti ka kisi karan toh abhi tak nhi kr paye toh janna h ki ab kis din kre visarjan plz btaye
Ma'am mere sasur guzar gaye hai...unki alag photo diwar pe lagi hai or kahin or deewar pe mere bete ke sath sasur ki photo lagi hai kya kare please mera margdarshan kare....
दीदी radhe radhe jaise ji mere ghar me papa mummy ki photo jaha फूल pati डालते hai वही par दोनो चबूतरे में रखे रहते रहते 15 din aur सब एक ही admi करता है औरते नही karti बताइए 🙏🏻🙏🏻💐💐
Very true information. This true in my house my daughter no.2. Suddenly death and same date she was born in my 1 no.daughter house in pictures prakash may.
Mata ji mera ek prashan hai ki purvajo ka tasvir dakshin (south) disha mai rakhne ke liye aapne kaha per mera prashan ye hai ki purvajo ka tasvir ka face kiss disha mein hona chahiye aur uss tasvir ka back kiss disha mein hona chahiye.. kyonki mere ghar ke mukh dwar se andar aane per ek lobby hai aur uske baad 2nd darwaza hai jo mukh dwar ke thik samne h lobby ke baad jisme mera office hai aur fir andar room ki shurat hoti hai..To Mata ji kya agar mai mukh dwar ke andar ki lobby mai apne purvajon ki tasvir lagaunga to uss tasvir ka face kiss disha ki taraf hoga aur tasvir ka back part kiss disha ki taraf hoga..Mere ghar ka mukh dwar uttar (North) disha ki tarah khulata h..Mata ji kuch bataye kya krna uuchit hai..🙏
Hello aunty ji Meri dadi maa ka mrityu pichle hafte hua hai Dashma ka karya shukrawar ko hai Aur mai santoshi puja karta hoon evam vrat karta hoon Ab main us din dashma ka bhojan karna zaroori hai ? Kya kare Kya hoga mera puja ko
Namste aunti ji Kya iss bar domass ya malmas lag raha h Kya mera ek bachha 7sal ka or ek Hui hai Jo 9month ki hai Kya jiutiya bana sakte hai please bataye jaldi
पितरों की फोटो घर में दक्षिण दिशा में लगानी चहिये.
Nice😙
South direction means south Wali diwar pe lagani chahiye
Anti ji pooja room k south direction me lga skte hai
Yes same is my question
Same question is mine
में गुजराती हूँ और आपकी भाषा मुझे बहोत अच्छी लगती है
मैडम पितरो का दीपक किस दिशा मे लगाना चाहिये और दिये की लौ किस दिशा की तरफ होनी चाहिये कृपया बताने का कष्ट करे🙏
Thanku aunty ....mere baaapa gujar gaye hain 17/7/2020ko bahut yaad aati hai unki
बहुत सुनदर जानकारी है
आपकी द्वारा दी गयी जानकारी बहुत ही सही होती है और आप सही तरीके से समझाती हो धनयवाद् जी राधे राधे हरे कृषणा जी
Thanku maa bhut acchi jankari de aap ne 😊🌷👌🙇♀️
Parnaam Mata ji 🙏. Apse bahut Acha Acha jankari milati Hai..Dhanbad aapka ..
जय पित्रदेवनम आप को बार बार प्रणाम जय माँ लक्षमी जय बिशनू भगवान जी
Very nice information aunty ji..🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻
राधे राधे अच्छा लगा जी 🙏🏼🕉️🙏🏻👍👌🌺🌹🌹🙏
Very nice information 😊
Mam Aapke bolne se hum ISS Baar se Pitra paksha mein Apne Dadaji Ka photo ko niche utaar ke,white cloth table pr bicha ke roj subah shaam dhoop aur deep dikhata Hu. Unke paas ek lota jal Rakh deta Hu aur white flowers Ka garland khud haath se BNA ke pahnata Hu.😊😊😊😊
Bahut acchi baat, aapke dadaji ki ashirwad aapke saath rahe
नमस्ते.. दिदी.
आभारी हूं..
बहुत ही.. सुंदर..
Dhany waad maa aap ki baat achi lagi mujhe
🙏maaji. Achi information di h Apne. Thanks😊
Bahut badhiya ap batati ha 🙏 thank you so much
Very good video
Bahut achhi bat batai apne 🙏🙏
Radhe Radhe jay Shree krishan ⚘🌹🌷🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
..Pranaam Aunty ji.. Aapne Pittro ki photo aurr sabbhhi baate acchhe se detailed mein bataayi hai.. Thank you Aunty ji itni important information dene kee leeye.. Aapne Pittro ke baare mein bahoot acchhe se information dee hai.. Thanks Aunty ji..
Happy teachers day aunty Ji aap BHI hamri teacher hi ho Jo hame itni achai jankari dete ho
Very nice
AAP ki baate bahut achhi lagti h
Nice presentation, thank you....
Aap ko pronam🙏🙏
Aap ki advice are helpful in our everyday life.... Aap ki baat korna style bohoot sundoor... Thank You Didi.... I m anita singha
Thank you Didi...
Pronam 🙏🙏 Apko
aap ne.achhi bate btaye. thanks
Apne shi khe pitro se Magi har chig poori hoti hai dil se Puri shradha se agar mante hai to sab Kam ho jate hai hamare🙏🙏🙏🙏🙏
Happy teachers day Mam 🙏.aapse hamne bahut kuchh sikha h.Thank you so much.😍😘
Thank you aunty
Second comment
Thank you didi.
Thanku for good information 🙏
Nice madam ji👌👌👍👍🙏
Hello sister, Thanks for a very good information
Nice aunty ji batane ke liye dhanyawaad
🙏mera prashan yah hai ki sasur ji aur sasu ji ke punya tithi per mai aur mera pati devi devta ke puja karna chaya ke nahi.
Pranam mata ji aap se ek request hai ? Aap ladoo gopal ki denik pooja vidhi ka video upload kare !
Aur aap ki sbhi video bhut hi informative hote hai
aap ye video dekhe
ua-cam.com/video/-Si4BjjBd1M/v-deo.html
@@AsanZindagi Aunty ji kia 17 September amabasya ke din agar pitru ke liye sirf tarpan kia jaye to kia tarpan karta ko uss din vrat ka palan karna hai? kripaya bataye in
🙏🙏🙏🙏🕉️🇮🇳🏡 हरि बोल सादर प्रणाम मां जी
Aunty Jee aap apne ghar ke pujaroom ya puja ka Stan dikhae.
दीदी प्रणाम।
दीदी सभी लोगों को पितृ पक्छ में परहेज करना चाहिए।
jinake yaha pitar ko pooja hoti hai kewal vo hi parhej kare, par koi subh kaam koi suru naa akre
Bahat achi jankaariyan di aapne.. thank uh.. lekin pitron ka photo konsi disa mein lagaye bataye nahi...
aap photo ghar ke south wall par lagaye
@@AsanZindagi thank uh.. !
Thanks madam. I achieved good facts
Mam mere pass frame wali ghadi hi usme photo bhi lgi meri or mere husband ki or ek faimly photo bhi to khider lgaye
Aap purva disha me lagaye
Ma'am pitro ki photo dakshin diwar pe osara me lga sakte h plz.. Ma'am reply kha lagaye photo
ji haa, aap laga sakate hai
@@AsanZindagi ma'am osara me kothari ki darwaza ke just upr lga sakte hai plz... Ma'am reply 🙏🙏
@@AsanZindagi ma'am bhut log bta rhe hai aise jagah pitro ki photo lagana chahiye jha kisi ki nazar na jaye so Maine aap se hi confirm kre bt ma'am meri mummy aapke bataye hue bato pe 100℅ trust karti aur aap jo batati hai vhi karti thnqq so much ma'am 🙏🙏
ji haa, aap saamane laga sakate hai
Anty ji m aaj period m hu jitita puja k din mera 5 day hoga .m pure din ka fast rakhti hu m puja kru ya nhi .ya kis trh m apne jitiya k loket ki puja krau ,mere family members humse dur rhte h .kya m esa krsakti hu ki pure din ka fast rakhke husband se Sam ko puja kra sakti hu .pr wo pure din ka fast nhi rakh sakte to m kya kru pls btana .ya m 5 day pr puja krsakti hu 🙏
aap aise me vrat rahe par koi pooja karya naa kare, aap pooja sham ko husband se kara sakti hai
Frist view
Mata ji jo agni dete hai unko hi krna chahiye sb kuch ya sb kr skte hai. Or agar bahar ho to kahi bhi kr skte hai kya.
Pitar ki pooja bada beta kar sakata hai aur ghar se bahar bhi yah karya kiya jaa sakata hai
@@AsanZindagi dhanywad mata ji 🙏🏻
I love your smile MAA 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🥰🥰🥰😍😍😍😘😘😘😘
Aapki baatein bohot sundar hai
Sharda didi ji pranaam mai kafi time se puchhna chah rahi thi ki apne guru ji photos ko kahan lagana chahiye kripa karke bataiyega 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🥀🌷🌹💐🌸🌺💮🏵️🌼🌼🤔or ek baat puchhna chah rahi hoon ki mera 16 somvar ka vrat dashahara ke din 17 vaan hi raha h to mujhe ek dum simpal se karna h udhyapan havan to karna hi h lekin UA-cam me kisi ne kaha h ki 16 pandit or unki sath me patniyan bhi matlab jode ke sath bhojan karna or un sabko vastr bhi dena h to Mai aapka hi dekhti hoon agar aap bolengi ki ye jaruri hi h to Mai karungi varna nahi kyonki mujhe sab taiyariyan akele hi karna hoga so aap jarur bataiyega 🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🙏🏻🥀🌷💐
Madam ap keh rahi hai keepetero key photo bed room may nahi lagni cheya ager 3room ho sab bed lageh ho tab kaha per petero kee photo lagaya photo south ot north may lagaye eskee jankari dey fanyavad
दीदी जी घर में दर्पण किस दिशा में लगाए बताने की कृपा करें 🙏🙏
Aap utaar ya purva me lagaye
@@AsanZindagi कोटि कोटि धन्यवाद आपका 🙏🏼🙏🏼❤️
Aunty ji Namaskaar 🙏🙏
Aunty ji humne naya Ghar liya hai, to kya Sirf satyanarayan Bhagwan ki Katha sunkar ghar me pravesh kr sakte hain....
Plz bataiye
Mataji kya bedroom k Bahri diwar pr sasurji ki photo lga skte h
ji haa
Very nice 🙏
Dhanyawad maa
Valuable information by ypu
Mjhe ye janna h ki diwali k samay mere ghr k laxmi ganesh ki murti ka visarjan nhi kr paye the purane murti ka kisi karan toh abhi tak nhi kr paye toh janna h ki ab kis din kre visarjan plz btaye
aap ye video dekhe
ua-cam.com/video/9fQSP5jy0C8/v-deo.html
Baramade me photo nhi laga sakate han please reply🙏🏼🙏🏼🙏🏼🙏🏼
Ji haa, aap laga sakate hai
Nice
Radhe Radhe
Mem Adhik mahine se me vaibhavlaxmi vrat le shakti hu kya? Kripya pratuter dijyega 🙏
ji nahi, aap vrat kartik mahine se suru kare
Mem Shardiya Navratra se bhi vrat nahi le shakti kya
नमस्कार मां कैसे हो आप मेरा एक सवाल वैभव लक्ष्मी व्रत रखने के पूजा विधि कैसे करनी चाहिए
aap ye video dekhe
ua-cam.com/video/O6ujIsVNT_U/v-deo.html
Nice 👌🙏
Didi👌👌ha b😊😊
HAPPY Teacher day aunt ji
Konsi disa me rakhnahe
Nice mam
Prnam mata ji Kya Malmas me mhamritunjay jap krba sakte h
Ma'am mere sasur guzar gaye hai...unki alag photo diwar pe lagi hai or kahin or deewar pe mere bete ke sath sasur ki photo lagi hai kya kare please mera margdarshan kare....
Jai gurudev 😂🌼🌼🌹🌹🙏🙏🙏🙏🙏
प़़णाम दीदी थैंक्यू दीदी
Dhanyvad
I like the video
🙏🙏🌷🌷
Bahut khoob aunty ji👏👏👏👏🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Thanks so much
🙏🙏 Mata ji
Mere ghar ka mandir eshan me hai to kya eshan me pitro ki photo lagaye dakshin ki taraf face karke please reply
ji nahi
Good information
Namaste aunty ji kya pitra paksh me udhyapan kar skte hai. Mera 21 mangalwar ka vrat pura ho gya hai kal 22wa hai....
दीदी radhe radhe jaise ji mere ghar me papa mummy ki photo jaha फूल pati डालते hai वही par दोनो चबूतरे में रखे रहते रहते 15 din aur सब एक ही admi करता है औरते नही karti बताइए 🙏🏻🙏🏻💐💐
ha aisa kar skte hai
Namaste anti ji .. main es sal jiutiya vrat reh sakti hoon
दीदी प्रणाम 🙏
नवरात्रि व्रत कब से करने हैं
17 October se hai
Asan Zindagi धन्यवाद दीदी 🌹🙏
Thank you mata ji
माता जी एक विनती है आपसे अक्टूबर में गृहप्रवेश करा सकते है$?
Sir please reply kariye amavasya ka fast september me koon si date ko h 16sep ya 17sep? Please please please reply🙏🙏🙏
amavasya ka fast september me 17 ko karana hai
@@AsanZindagi par amavasya to 16 ko lag rahi hai na sir... Please explain kariye please
Mam mai apne mayke ki pitro ka photo ghar me rakh sakti hoon
ji haa
Ji aap Sahi bta rahi h
It's true
Very true information. This true in my house my daughter no.2. Suddenly death and same date she was born in my 1 no.daughter house in pictures prakash may.
Mata ji mera ek prashan hai ki purvajo ka tasvir dakshin (south) disha mai rakhne ke liye aapne kaha per mera prashan ye hai ki purvajo ka tasvir ka face kiss disha mein hona chahiye aur uss tasvir ka back kiss disha mein hona chahiye.. kyonki mere ghar ke mukh dwar se andar aane per ek lobby hai aur uske baad 2nd darwaza hai jo mukh dwar ke thik samne h lobby ke baad jisme mera office hai aur fir andar room ki shurat hoti hai..To Mata ji kya agar mai mukh dwar ke andar ki lobby mai apne purvajon ki tasvir lagaunga to uss tasvir ka face kiss disha ki taraf hoga aur tasvir ka back part kiss disha ki taraf hoga..Mere ghar ka mukh dwar uttar (North) disha ki tarah khulata h..Mata ji kuch bataye kya krna uuchit hai..🙏
Hello aunty ji
Meri dadi maa ka mrityu pichle hafte hua hai
Dashma ka karya shukrawar ko hai
Aur mai santoshi puja karta hoon evam vrat karta hoon
Ab main us din dashma ka bhojan karna zaroori hai ?
Kya kare
Kya hoga mera puja ko
Namste aunti ji Kya iss bar domass ya malmas lag raha h Kya mera ek bachha 7sal ka or ek Hui hai Jo 9month ki hai Kya jiutiya bana sakte hai please bataye jaldi
ji haa, aap pooja kar sakati hai
Agar dakshin disha me na rakh sake to kis disha me rakh sakte hain plz bataiye
Aap paschim me bhi rakh sakate hai
Mataji kripya bataye k pitro ko arpit kiya gaya bhog gharwalo ko ya jin jajmaan ko bhoj par bulaya he unhe khilate he?
Mata ji 🙏meri badi behan ji ab nhi rahi unka accident mai wo nhi bachi wo daily mere sapne mai ati hai hum kya kru ki unko shanti mile 🙏
Daily pitron ki photo mein diya jala sakte hain?
Radhey Radhey aunty ji
Aunty Mare papa expire ho chuke ha kya mare mummy puja paath nahi kar sakte hai
ji haa, kar sakati hai
Happy 🌹 Teacher's 💐 Day, Madam! ⚜️ Aap bohot achhi baate sikhaate hain 🙏.
Pitro ki foto ki face kis disa hona bataayae