Aap jinte log aanti ji video dekhte ho un sb logo mai ye khana chahti hu ki aanti ji bhot achhi tarh samghati hai ak ma ki tarh oor vo jitni bhi bate bolti hai sb shi btati hai vo logo bhala krna chati hai oor logo ka video sirf ghud bholta hai aanti very very thikyu 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍🙏👍👍👍👍👍👍👍🙏👍🙏🙏🙏
Radhey radhey mem aapaki video mujhe bahut achi lagati h bahut kuch sikhane ko molata h. Mam meti ak problem h ki Mera kitchen kabhi saf nhi rahata chahe kitana bhi saf karu bikhr hi jata h,me bahutsafai vale video dekhatu Pata nhi Kyo kitchen saf hi nhi rahata jise man bhi sant nhi rahata h or kitchen saf na rahane see man hi nhi karata dobara saf karane ka🤨🤨🤨
🔉Bahot achhi achhi baat btyi aapne..👌👌 Aunty ji ek baat puchhni hai.. main get ke samne hi latring ki tanki hai.. to iska koyi upay bataye.. hamare ghar me bimari v bahot rehti h.. plz koyi upay btaye🙏🙏
Charan sparsh aunty ji...apka video bhut informative hota hai..ajkal k videos se ekdum alag aur important hai apki information....m bhi Allahabad ki hu...apse bus ye puchna tha ki mandir kitchen m rakh sakte h kya...🙏
Aanti ji parnam happy new year aanti ji aap slah mughe bhot achha lga uske lia aap ka bhot bhot dhyanvad aanti ji aaj mere hasbend subh nha k sundrkand Mandir me Hanuman ji ka sundarkand kiye aanti ji uske bad me bhi bhagvn ji ka pair chhune mandir me gai to vha pe Hanuman ji k jo diya jal rha ta uski bati bhot Dimi jal rhi thi to mai usme tel dal di to vo bati but gai aanti ji fir maine vo bati oor rui leke lambi vali bati bana k jla diya to aaj nya sal hai to badi busi to man bekar khal aa rhe hai aanti ji aap ak maa ki tarh samghati hai plz aanti ji halp me
हेलो आंटी जी नमस्ते हम आपका हमेशा मतलब वीडियो देखती हूं और बहुत अच्छी सी जानकारी आप देती हैं तो हम आपसे एक जानकारी जानना चाहते हो कि हमारे घर में लोहे का बेड शीट है तो उस पर सोने से कोई परेशानी पता नहीं होगी कि नहीं होगी लिखने से तो परेशान परेशान तो हो लेकिन हमें उपाय बताइए इसका प्लीज
Namaste Aunty. Aapko aur aapke parivaar ko nav varsh ki bohot si shubhkamnayen. Aapne ek video mein kaha tha ke ghar mein oon/uun ke gole nahin rakne chahiyen...unhein khol ke phenk dena chahiye. Mere do sawaal the... 1- ki agar oon bilkul nayi aur packet mein pack ho to kya use daan mein de sakte hain? Aur kya woh bhi kholker hi deni chahiye? 2- agar aadha buna hua sweater rakha hai toh kya usey bhi udhedh ke oon phekni chahiye? Kripya karke spasht karen... Dhanyawaad.
Auntyji..Plz reply jarur dijiyega mere ghar me ek ganesh aur Laxmi ji ki murti phele se he hai aur mere ghar ka grihe pravesh hai usme, fir Laxmiji aur Vishnu Bhagwan ki murti ki jarurt hogi... to main kya karu... Ghar per fir 2 Laxmiji ho jayege... Kya karu main..Plz reply jarur dijiyega...
aap sabhi devi devata ki photo rakh sakate hai par murtiya ghar me na rakhe aur devi devata ke kisi ugra devi devata ke roop ki photo na rakhe, aap pahale ki photo ko somvaar ko hataye aur jal visarjan kar de
Ma ji hamne uttar paschim ke disha me Tulsi lagaya h aur vo baar baar sukh jati h kya kare ma ji upay bataiye ham flat me rahte h to aur Kahi jagah bhi nahi h rakhne ko ....aur jankari bahut hi acchi h👌👌👌 dhanyavad ma ji charan sparsh🙏🙏🙏
Ram Ram Aunty ji. Aap ne bataya ki kitchen me lota bhar ke rakhna chahiye. Aunty ji din or raat dono time karne h. Usko karne se vastu dosh kam ho jata h, Aunty ji.
मेम मै आपका वीडियो बहुत अच्छे से देखती हूं और बहोत फॉलो भी करती हूं मै आपसे ये जानना चाहती हूं कि मेरा पूजा में maan नहीं लगता पूजा करती हूं तो बहुत अलग अलग विचार आते है कितना भी कोशिश कर लू पर कुछ होता है नहीं है maan में मेरे पूजा न करने के विचार अलग क्यों ह मै नहीं समझ पा रही किरपा करके कुछ ऐसा वीडियो बनाइए
Aunty aap navgraha havan aur pujan vidhi k upar video banaiye aur hawan ka vidhi Ghar par kaise Kare zaroor bataiyega plzzzz plzzz aunty aap is topic par video banaiye. Dhaniyavad
माता जी हमारे नये घर का निर्माण हो रहा है और चारों तरफ बड़ी दीवार बनाकर अंदर ही gardan बना रहे हैं तो क्या पूजा का स्थान घर मे बनाए या gardan में बनाए जरूर बताए आप 👏
Aunty hmare ghar me ek jodi ganesh laxmi ki mitti ki murti h diwali pr liye liya ta iske alawa choti si frame ki hui vishnu laxmi ji ki photo h r ek laxmi ji ki aur h to kya krna chahiye? Aur ek calender h usme 3 ganesh ji r 3 shivling bna h
Didi geeta nagpur se muje ye bataye ki apne se hi vrat ka udyapan kaise kare mai snkashti chaturthi kar rahi hu 11 chaturthi ki mannat ki hae ab hone hi wali hae purn aap muje vidhi bataye aur udyapan karne ka time bhi
Mata ji mere ghar me jeene k niche latrin bni hui hai bhut salo se or aisa. System hai ki jeena or latrin dono band nhi ki ja sakti to kya upay kre mere ghar me aaye din bhaiyo ki ladai hoti hai
Fst time watching..like this information..a question-- hope u will reply...hum rented house m rhte h Ishaan kon m store room bna h vha San bekar saman bhra h..aur mndir Maine ghar k beech m side p bnaya h Purab ki trf...Ishaan kon m kbaad h ye dosh kaise door kre....
Part 2 देखें: ua-cam.com/video/t7qsdooTDBs/v-deo.html
ओ
Mam chhat pe lagaaye hue tulsi m bhi parikrama kr skte h
@@jivanlal3377 pppppppllpppppppllpplln to
@@jivanlal3377 pppppppllpppppppllpplln to
@@jivanlal3377 he.
.
let
Bhut hi axi jankari di h aunty ji ...tnq
Aap to bahot ache achi baat bolti h mam
Very nice 🏅🏅🏅🏅🏅🎖️🏅🏆🏅🏆 winner madal and trofee
Dhanyabad ma'am Jay mata di🙏🌻🌻🌸
बहुत बहुत धन्य बाद 🙏🏻
🙏🙏 dhanyvad 🙏
ये सब मैं करती हूं उपाय आंटी धन्यवाद ,बहुत अच्छा बताया
Thank you aunty ji itni acchi jankari dene ke liye 🙏
Aap jinte log aanti ji video dekhte ho un sb logo mai ye khana chahti hu ki aanti ji bhot achhi tarh samghati hai ak ma ki tarh oor vo jitni bhi bate bolti hai sb shi btati hai vo logo bhala krna chati hai oor logo ka video sirf ghud bholta hai aanti very very thikyu 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👍🙏👍👍👍👍👍👍👍🙏👍🙏🙏🙏
MAA namaste aap btae ki 🙏🙏ghar banate samay kis kis baat ka dhyan rakhe btaye aap ka video bahut achh hota hai 👍🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏❤️❤️
Mata Ji apna aasirwaad bnaye rkhiye
mata ji naman karti huu afki batt bahut achhi hai💕
Radhey radhey mem aapaki video mujhe bahut achi lagati h bahut kuch sikhane ko molata h. Mam meti ak problem h ki Mera kitchen kabhi saf nhi rahata chahe kitana bhi saf karu bikhr hi jata h,me bahutsafai vale video dekhatu Pata nhi Kyo kitchen saf hi nhi rahata jise man bhi sant nhi rahata h or kitchen saf na rahane see man hi nhi karata dobara saf karane ka🤨🤨🤨
ap thoda sa smy lga kar
saf kare
to kitchen saf hoga
Thanks Maa..🙏lamba video dekhne m hamein pareshani nhi hoti h Qki AAP itna accha batati h...Aap ki voice bahut Mithi h..Charan sparsh Maa
🔉Bahot achhi achhi baat btyi aapne..👌👌 Aunty ji ek baat puchhni hai.. main get ke samne hi latring ki tanki hai.. to iska koyi upay bataye.. hamare ghar me bimari v bahot rehti h.. plz koyi upay btaye🙏🙏
iska koi upay nhi hai..
Thank u... 🙏🙏
Charan sparsh aunty ji...apka video bhut informative hota hai..ajkal k videos se ekdum alag aur important hai apki information....m bhi Allahabad ki hu...apse bus ye puchna tha ki mandir kitchen m rakh sakte h kya...🙏
subh asirvad,ji nhi..mandir nhi rakh skte hai
Kyo bahut se log kitchen Mai Mandir sub batateh
Aapko sunker bhut achha lgta hai
आपके समझाने का तरीका बहुत अच्छा है...!
Bahut achchha lga Chachi ji aapka video dekh kr kafi jankari mili🙏🙏🙏🙏
बहुत ही सटीक जानकारी.....!
Jay maa Tulsi 💅🙏🏼
Bahot acha video mata ji .... aap ka video lamba hi acha hai... Hame bahot si baate sikhne milti hai....
Nice video mam
Bohat bohat dhanyaad aapka
Mam mere husband ko business me koi fyada nahi hai
aap sukrvar ko 7 safed chijo ka dan
din ke smy shiv mandir me kare
chawal,dhudh,ghee,kaju,rui,safed ful
batasa,,
Aanti ji parnam happy new year aanti ji aap slah mughe bhot achha lga uske lia aap ka bhot bhot dhyanvad aanti ji aaj mere hasbend subh nha k sundrkand Mandir me Hanuman ji ka sundarkand kiye aanti ji uske bad me bhi bhagvn ji ka pair chhune mandir me gai to vha pe Hanuman ji k jo diya jal rha ta uski bati bhot Dimi jal rhi thi to mai usme tel dal di to vo bati but gai aanti ji fir maine vo bati oor rui leke lambi vali bati bana k jla diya to aaj nya sal hai to badi busi to man bekar khal aa rhe hai aanti ji aap ak maa ki tarh samghati hai plz aanti ji halp me
aap chinta na kare aur man me bekar ki koi khyal na laye bajrangbali ji sab shubh aur mangal karenge. meri shubh kamnaye sadeev aapke sath hai.
Very good information
Aunty ji namaskar Meri Beti 13 Sal ki hai Pandit Ji Ne bataya ki Meri ladki ko Rahu Kaal chal raha hai to aap iske liye Ye upay bataiye
Namaskar🙏🙏
मैडम आप बहुत अच्छी जानकारी देती है धन्यवाद।
हेलो आंटी जी नमस्ते हम आपका हमेशा मतलब वीडियो देखती हूं और बहुत अच्छी सी जानकारी आप देती हैं तो हम आपसे एक जानकारी जानना चाहते हो कि हमारे घर में लोहे का बेड शीट है तो उस पर सोने से कोई परेशानी पता नहीं होगी कि नहीं होगी लिखने से तो परेशान परेशान तो हो लेकिन हमें उपाय बताइए इसका प्लीज
Aap bahut ache Gyan purd tips deti hai 🙏🙏🙏🙏
Namaskar Didi🙏🙏
thank you mam aap ne bahut achi bat batayi...
Namaste Aunty. Aapko aur aapke parivaar ko nav varsh ki bohot si shubhkamnayen.
Aapne ek video mein kaha tha ke ghar mein oon/uun ke gole nahin rakne chahiyen...unhein khol ke phenk dena chahiye. Mere do sawaal the...
1- ki agar oon bilkul nayi aur packet mein pack ho to kya use daan mein de sakte hain? Aur kya woh bhi kholker hi deni chahiye?
2- agar aadha buna hua sweater rakha hai toh kya usey bhi udhedh ke oon phekni chahiye?
Kripya karke spasht karen...
Dhanyawaad.
Lots of thanks ma'am for the very useful tips
Aunti aap ek minute me hi Sare smadhan kr deti hai thanks. Jai mata di
Auntyji..Plz reply jarur dijiyega mere ghar me ek ganesh aur Laxmi ji ki murti phele se he hai aur mere ghar ka grihe pravesh hai usme, fir Laxmiji aur Vishnu Bhagwan ki murti ki jarurt hogi... to main kya karu... Ghar per fir 2 Laxmiji ho jayege... Kya karu main..Plz reply jarur dijiyega...
Thank you aunty g ap bahut achi baate batai h
Very usefull video aanti ji ,thnx 🙏🙏🙏🙏🙏
Aapkà video àchà or sachà lagta hai humko.
Thnk u mata ji 🙏bhut achi jankari di h apne 👍👏👏👏👏
तुलसी का पौधा किस दिन लगाए बताईए प्लीज मेम
Bahut acchi baat
Mere ghar mai shidhi Uttar disha mai hai toh iss dosh ka koi upay bataye🙏🙏
Mam aap ek video bathroom ke vastu doodh ko sahi krne ke lie bnae
aage prayas krege
Maam अलमारी के लॉकर मे laxmi gnesh ki photo rkh skte h diwali ke dhantersh me liye the plzz btaye ga
ji ha
Bahut sunder jaankari de dhanyavaad mataji
Thanks Anti ji
Bahut bahut dhanyawad 🙏
Apko shivratri ki mangalkamnaye...
Badiya bahan
RadheRadhe 🙏 🙏🌹 🌹
Didi ghr k mndir me kin kin Devi devta k foto ya Murti rkhni chahiye or jo phle se rkhi h unhe kese or kb htay please btaiye 🙏🙏🙏🙏🙏
aap sabhi devi devata ki photo rakh sakate hai par murtiya ghar me na rakhe aur devi devata ke kisi ugra devi devata ke roop ki photo na rakhe, aap pahale ki photo ko somvaar ko hataye aur jal visarjan kar de
@@AsanZindagi thanku didi
Happy mahashivratri🙏🙏 bhut achi jankari Aunty g 👌👌😄😄🙏 🙏 thank you so much 😄😄
Aunty ji ...plz btaaye humare ghar ek ganpati ki murti h bdiii si... uska kya kare hum...apne jaise btaaya abhi k 6 inch se bdi murti ni honi chhye..
murti ko mandir me rakh deve
Kya chaturdashi ko sir dhote hein? Pl margdarshan kare
App ka har video acha lagta hai...jankari bhara hota hai
Ma ji hamne uttar paschim ke disha me Tulsi lagaya h aur vo baar baar sukh jati h kya kare ma ji upay bataiye ham flat me rahte h to aur Kahi jagah bhi nahi h rakhne ko ....aur jankari bahut hi acchi h👌👌👌 dhanyavad ma ji charan sparsh🙏🙏🙏
gamla me achhi mitti me tulsi lgaye
jyada dhup me tulsi na rakhe
Ji ma ji bahot bahot dhanyavad 😊🙏
Ram Ram Aunty ji. Aap ne bataya ki kitchen me lota bhar ke rakhna chahiye. Aunty ji din or raat dono time karne h. Usko karne se vastu dosh kam ho jata h, Aunty ji.
nice and useful information ,,,,👌👌👌👌👍
Maa ji mari maa pitaji Koi bhi nahi hai Aap kirpa karka batayia ki tolsi ji ka pwodha Ghar ka andar laga sakta hai Kya🙏🙏🙏🙏🙏
aap hgar ke aagan me jagaye ya kisi aisi jagah jahapar usako dhoop bhi mile
Nice video maa, maa santan prapti pe video baniye kiski puja kre ki santan prapti ho.
ua-cam.com/video/yCkRLqvw_sc/v-deo.html
Great upload
Happy महाशिवरात्रि
मेम मै आपका वीडियो बहुत अच्छे से देखती हूं और बहोत फॉलो भी करती हूं मै आपसे ये जानना चाहती हूं कि मेरा पूजा में maan नहीं लगता पूजा करती हूं तो बहुत अलग अलग विचार आते है कितना भी कोशिश कर लू पर कुछ होता है नहीं है maan में मेरे पूजा न करने के विचार अलग क्यों ह मै नहीं समझ पा रही किरपा करके कुछ ऐसा वीडियो बनाइए
👏 Jay Mata Di Jay 👏
Agr citdi k neeche let rin bn gyi h to uske upaay btay
Agar uttar disa me sidee bani h to kia kare upay bataye please 🙏
Aunty aap navgraha havan aur pujan vidhi k upar video banaiye aur hawan ka vidhi Ghar par kaise Kare zaroor bataiyega plzzzz plzzz aunty aap is topic par video banaiye. Dhaniyavad
aage prayas krege
bahot acha hai ye video auntyji
Maa Kya shyaam tulsi ghr mye lgana acha hota h 🙏 hmare ghr pr lga rkhi h btaye ye acha hota h
Ya koi or tulsi lgyae btaye kirpa 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌷🌷🌷
ap koi bhi tulsi lga skti hai,dono achhi hoti hai
@@AsanZindagi Thank u maa
Hare Krishna maa...shivratri ki hardik shubkamnae
Parnam Mam me janna chta hu ke mare gar me madhu makhi bathe jati he kya vha acha he kya ya nahi ham aap ke sare video dekhte he vaha bohat ache he
madhu makhi ghar me nhi hona chiye
dhuva krke bhga deve
Aunty ji prnam 🙏
Thank you so much for this video
Aunty ji humne chhat me shivling baithaye hn sahi h ya nhi please bataiye ga
Happy shivratri antiji
Bhut hi acchai baate btati ho Mata ji 🙏
Isliye first comment and like kar raha hu
मैम मेरे घर में गणेश जी का बड़ा मूर्ति है पहले से उनको रखना चाहिए या नहीं
Parnam Aunty jii ghar ke almira me gomti chakre, chandi ka shikka, coudie rakh sakte hai kya or ise rakhne se kya hoga
rakh sakate hai. dhan me vradhi hoti hai.
Nmate maji..hmare stair uttr me h kya upy ke mata.ji.plz btao
Mata ji ye or btaoo olz jo extra photo h uhnee kha kese..bhaayee kya kre un ka
tulsi ka ek gamla rkh deve
photo ka jal visarjn kar deve
Bahut achhi video
माता जी हमारे नये घर का निर्माण हो रहा है और चारों तरफ बड़ी दीवार बनाकर अंदर ही gardan बना रहे हैं तो क्या पूजा का स्थान घर मे बनाए या gardan में बनाए जरूर बताए आप 👏
garden me bhi mandir bna skte h
@@AsanZindagi धन्यवाद माता जी 👏
Namste ji
Mere puja mandir me sarawti, laxmi, aanapurna, ganpati, balkrishna murti hai ye sahi hai
ji ha sahi hai
1kamra kichan h mujhe Mandir kon si Disha me rkha na chhiye
Aunty hmare ghar me ek jodi ganesh laxmi ki mitti ki murti h diwali pr liye liya ta iske alawa choti si frame ki hui vishnu laxmi ji ki photo h r ek laxmi ji ki aur h to kya krna chahiye? Aur ek calender h usme 3 ganesh ji r 3 shivling bna h
mitti ki murti ka jal visarjan kar deve
Very nice video ma. Thank u so much etni achchi jankari dene ka liye.
Didi geeta nagpur se muje ye bataye ki apne se hi vrat ka udyapan kaise kare mai snkashti chaturthi kar rahi hu 11 chaturthi ki mannat ki hae ab hone hi wali hae purn aap muje vidhi bataye aur udyapan karne ka time bhi
jab aap ka vrat pura ho to aap is tarah se udyapan kare. ua-cam.com/video/ucl5XXIC4Y4/v-deo.html
Sharda ji namaskar🙏 meri kitchen mai khana south face karke banta hai.. koi upaay bataye.. dhanaybaad
Nice video
Mata ji mere ghar me jeene k niche latrin bni hui hai bhut salo se or aisa. System hai ki jeena or latrin dono band nhi ki ja sakti to kya upay kre mere ghar me aaye din bhaiyo ki ladai hoti hai
Thanku mam jai mata di 🕉️🙏
Thanks you mam batane Ke liy 👌🙏
Very nice video
Wish puri krne ke upay btaye pls
apne isat se prardhna kare
or mehnat kare
Thank you very much bhabiji
Aunty bacchon ka padhaai mein man Nahin Lagta uske liye kya upay Karen
Aunty ji namskar aunty ji kitchen me ges ka chulaha kis disa me rakhna chayiye
aap purva disha me rakhe
mam sidhi ke niche kitchen banva sakte hai
Fst time watching..like this information..a question-- hope u will reply...hum rented house m rhte h Ishaan kon m store room bna h vha San bekar saman bhra h..aur mndir Maine ghar k beech m side p bnaya h Purab ki trf...Ishaan kon m kbaad h ye dosh kaise door kre....
kbaad ki jgh ko change kar deve
Verry nice