@@jyotitilhariLIS.professionals haan maam thoda samjhne ya gaya..but pura clear nahi hua...thoda or example dete to or achha samjh main ata..hala ki aap ke Vedio thoda landi hota but....jo schhi main library science ke student hain wo bahat khus hota....
Is problem ko aap khud solve karne ki Koshish kariye Mai aapko bta rahi Hun jaise waise aap khud hi iska no nikaliye sabse pahle jute Kiske anatrgat aata h agriculture to agriculture main class ho gyi ab aap iske Ander jakr jute ka no search kijiye fir dekhiye yh aapko kaha bhej raha h theek usi prakar se aap APNA no create kr sakte h .
Kisi bhi no ko bnane ke liye sabse pahle hum yh dekhte h ki iski main class kya h fir uske baad hum yh dekhte h ki p m e s t ka pata lagate h s aur t ko to hum easily smjh jate h main problem personality ko smjhne me Hoti h uske liye b ek method h jaise ki hum pahle to yh pata lagate h ki matter aur energy ko alag alag karenge baad me Jo bachta h woh personality ho Jayega aur haha par Jo instructions diye gye h unko follow karte jaiye ok aap khud hi problems ko solve kariye aap ko aa Jayega lack of time ki wajh se Mai vedio abhi nhi bna pa rahi Hun
Simple and limited short video with very good stuff. I loved it and understood easily. Expecting more info by you. Thanks madam.
Thanks a lot dear 😊 you like my vedio please watch other vedioes also and share to others...
When was first time used of rounds and level in colon classification
Dr.S.R.Ranganathan used rounds and level in cc 4th edition 1952.
Maam bahat achha laga....mere rqst rakhne ke lia..🙏......maam aap ke Mail milsakta hain kya?
Thank you. you like my vedio but mail I'd kya karenge aap ??
Aapko smjh me aaye rounds and levels ki nhi yh jaroor btaye ...
@@jyotitilhariLIS.professionals maam isi topic per thoda discussion karni thi....🙏
@@jyotitilhariLIS.professionals haan maam thoda samjhne ya gaya..but pura clear nahi hua...thoda or example dete to or achha samjh main ata..hala ki aap ke Vedio thoda landi hota but....jo schhi main library science ke student hain wo bahat khus hota....
Are you Bengali ?
Ma'am practical start h librarian ke 1 se DLIS and Blis ke uski taiyari karwa dijiye pls
Ji bilkul aap btaiye aapko kya padhna h topic btaiye
Pahle to aap yh btaiye ki aap dlis kr rahe h ya fir blis kyoki dono ka course different hota h aur kis university se yh b btaiye...
@@jyotitilhariLIS.professionals Dlis from vmou cota Jaipur 10 Aug ko colon and DDC ka paper h and 24 ko catalogig by cc
Cataloguing ka aap Mera vedio dekhiye sab smjh me aa Jayega cc practical ki vedio me jldi ho bnati Hun ok
@@jyotitilhariLIS.professionals Basic to high level and ho sake to old paper solve karwa de kyunki 2 aug se exams start ho chuke h thanku so much
Mam aap bahut slow bolti h plz thoda volume increase kijia🎉
Ok ji ...
Sizing of jute rope
Is problem ko aap khud solve karne ki Koshish kariye Mai aapko bta rahi Hun jaise waise aap khud hi iska no nikaliye sabse pahle jute Kiske anatrgat aata h agriculture to agriculture main class ho gyi ab aap iske Ander jakr jute ka no search kijiye fir dekhiye yh aapko kaha bhej raha h theek usi prakar se aap APNA no create kr sakte h .
Kisi bhi no ko bnane ke liye sabse pahle hum yh dekhte h ki iski main class kya h fir uske baad hum yh dekhte h ki p m e s t ka pata lagate h s aur t ko to hum easily smjh jate h main problem personality ko smjhne me Hoti h uske liye b ek method h jaise ki hum pahle to yh pata lagate h ki matter aur energy ko alag alag karenge baad me Jo bachta h woh personality ho Jayega aur haha par Jo instructions diye gye h unko follow karte jaiye ok aap khud hi problems ko solve kariye aap ko aa Jayega lack of time ki wajh se Mai vedio abhi nhi bna pa rahi Hun
History of food technology subject Device ka use
Aaj Mai kuch cc practice ke examples ka vedio upload karungi aap usko dekhiyega smjh me aa Jayega ok
@@jyotitilhariLIS.professionals 🙏
Vedio upload ho chuka h aap chek kr lijiye...